Sir khas tor par adenium me kaise use kare ise Kai log kehte hai isko burn karke use karte hai Kya adenium me bina burn kiye use kar sakte hai ise Or kam se kam kitna purana hona chahiye rice husk
bana ke turant use kar sakte hai ki wait karna padhega plz batayen agar rice husk and virmicomposed ko mil a ke turant use kar sakte hia ya phir wait krna padhega plzz rply
@nahidrazwigarden7999 i am using this media. 80 % rice husk, 20 % cow manure. Water is running fast from the pots. Hope this is normal. But as soon i water them water comes out after 10 to 20 sec.
Sir kal meine sabhi old plants ko mitti se hata ke direct 100% new rice husk me laga diya hai kya ye bachega aur grow krega. Mein isme chemical feeding dunga agar set ho gya to. Par main chinta isi bat ka hai ki ye bachega ya nhi@@nahidrazwigarden7999
Method sasta aur achha h good information 💚💜❤️💙
Bahut hi badhiya soil mixture 🎉
Great information bahut achhi jankari diye❤❤❤
Thanks
आपका ये विडीओ देखकर मैने ८० पर्सेंट राइस हस्क और २० पर्सेंट वर्मी कंपोस्ट प्लास्टिक गमलो के लिये मिडीया बनाया.. बहोत शानदार परीणाम मिल गया.
Good
Me sabhi plant ko isi media me lagata hun / pani jyada lagta hai lekin plant jyada growth karta hai
Mashallah bahut hi umda soch hai aapka Allah tala hamesha aapki soch unchi Makam per pahunchye
Thanks sir, very helpful video .
इतना सस्ता soil media की जानकारी देने के लिए धन्यवाद
Sahi kaha aap ne thanks sir
Bilkul friend yah video bahut hi Halka aur Achcha Hota Hai👌👌👌👌👌👌
Acchi jaankari h...❤
Sir, I will try first time, rose plant just by from nursery. From chennai. Tamil nadu. 👍
👍👍👍👍👍👍
Bahut acchi jankari di apne ek baar fruits plant ka special video with soil ke banaye plzzz
Fruits plant ko 80% rice huck 20%vermi compost de ke laga sakte hai
Bhai rice husk me azelia laga dikao please
Jaise rice huck me gulab lagane ka video kal dala hai usi ko dekh lijiye
Usi tarah azelia ko bhi lagana hai
Kya ye soil less media vegitable grow karne me use kar sakte hai ? Please coment your opinion.
Han sabhi plant bahut achha growth karta hai
Iske baad fertilizer jaruri hai ya nhi
Fartilizer to dena hi parta hai
Sir nursery mai plant jis mitti mai lagi hoti hai us mitti ke sath hi rice husk mai lagana chahiye yaa nahi? Please bataye
Han usi mitti ke sath rice huck me lagana hai
We sell rice husk for cheap price for those who don't have it available, you can comment
Me sell nahi karta hun mere idhar mil jata hai
Sir khas tor par adenium me kaise use kare ise
Kai log kehte hai isko burn karke use karte hai
Kya adenium me bina burn kiye use kar sakte hai ise
Or kam se kam kitna purana hona chahiye rice husk
Mai to sabhi plant mai taza hi use karta hun bahut achha result Mila hai!chahe cutting ho ya koi bhi plant sabhi mai result bahut accha Raha hai
@@nahidrazwigarden7999 thik sir try karunga mai bhi
Rice husk may Zz plant ko lagasakte kya??
Sabhi plant laga sakte hai
bana ke turant use kar sakte hai ki wait karna padhega plz batayen agar rice husk and virmicomposed ko mil a ke turant use kar sakte hia ya phir wait krna padhega plzz rply
Turant bhi use kar sakte hai
Ya wait kar k bhi use kar sakte hai
Time hai to dono ko Mila kar rakh den jab jab jarurat ho use karte rahen!
THANK YOU SO MUCH@@nahidrazwigarden7999
Wont water run too fast and nutrients will run off too
Nahi,is media me pani hold bhi karta hai, nutrition hold karta hai
@nahidrazwigarden7999 i am using this media. 80 % rice husk, 20 % cow manure. Water is running fast from the pots.
Hope this is normal. But as soon i water them water comes out after 10 to 20 sec.
Amm ka plants Laga sakte hai kya
Kisi bhi plant ko lagaye sab lag jayega
Sir rice husk Delhi mai kaha milega please bataye
Jahan barf wali machli milti hai unhi machli wale ko bolne se de dega free mai
Sir G! Kya Mango plant Rice Husk Mein Grow Kar sakte hain?
Sabhi tarah ke plant rice husk mai lag jata hai
Thanks a lot Sir
Adenium laga sakte hai isme
Han
Is main mitti use nahi karni kiya
प्लास्टिक पॉट मैं मिट्टी नही मिलना है
मिट्टी के पॉट मैं 30%मिट्टी मिला सकते हैं
Bhai Maine direct new rice husk mila diya hai soil me 50% mera plant khrab toh nhi hoga
Koi dikkat nahi hogi
Sir kal meine sabhi old plants ko mitti se hata ke direct 100% new rice husk me laga diya hai kya ye bachega aur grow krega. Mein isme chemical feeding dunga agar set ho gya to. Par main chinta isi bat ka hai ki ye bachega ya nhi@@nahidrazwigarden7999
Sir isme paani kesse check karenge ya kitni der m dia jaega
Ye soil bhi khangar ki tarah hota hai kitna bhi pani dijye plant ko nuksan nahi pahunchata hai,garmi ke dino me jyada dena parta hai,
1 jan ko lagya hai thandi me sab ko rahs rice husk bhut garm karta hai plant khrab ho jayega
Kharab nahi hoga tension mat lijiye
@@nahidrazwigarden7999 Sir apko pakka yakeen hai ki nhi khrab ho kyu Maine 20 new plant laga hu
50% New Rice husk
50 soil
भाई इस मीडिया में फंगस की समस्या आ सकती है। आप इसे कितने दिन से यूज कर रहे हैं?
Lagbhag 6 sal se koi fungus nahi lagta hai
Coleus ko kaise lagaye
Cinder, rice huck,aur vermi compost ko mila kar laga sakte hai
سر میں آ پ کے کہنے پر استعمال کررہی ہو اگر پودا خراب ہو گیا تو آ پ کی بات غلط ہو جائے گی 🙋 میں پاکستان کراچی سے ہو
آپ يقیں کیجئے انشاءاللہ کامیابی ضرور ملیگی میں بہت دنوں سے استعمال کر رہا ہوں
Plz mere videoes ko shair kar dijiyega plz plz
Please help me
Jaldi sookhta nahi hai ye media
Nami bana k rakhta hai is se plant ko koi nuksan nahi hai! Mitti me gila rahta hai Jo nuksan pahunchata hai!