Bahut hi badhiya aur Shandar Halka media aapane Banakar Rakh Diya window plant ki taiyari aapane abhi se shuru Kari bahut hi Badi bahut acchi rahti hai
OK I will also try. Your explanation or mode of speaking is same like flight attendant who explains the safety precautions before the flight take off from Havayi Adda. Keep it up.
Mam main adenium ke alava abhi koi plant sel nahin kar rahe kyunki Baki ke plant ko mitti sahit bhejna padega jiski vajah se unka vate jyada hone ke Karan shipping charge jyada lag jata hai
Aapko kisi nursery mein ya FIR rice mil mein milega jyadatar humko rice mil se hi lana padega kyunki nursery wale sel nahin karte vah Apne use ke liye rakhte Hain
Bhut hi badiya jaankari aapne di he men nice sharing 👍
Excellent video🌹🌹
Bahut hi badhiya aur Shandar Halka media aapane Banakar Rakh Diya window plant ki taiyari aapane abhi se shuru Kari bahut hi Badi bahut acchi rahti hai
Happy depawale nice inf for rice husk❤
Aap ka samjanay ka tareka bahut acha h jo sabhe ko jalde samaj aata h❤
Like 61
Bahut achi jankari di Aapne,hamare yaha to milta hi nahi, useful share sharing dear 👍
Namaste mam nice video
OK I will also try. Your explanation or mode of speaking is same like flight attendant who explains the safety precautions before the flight take off from Havayi Adda.
Keep it up.
So beautiful flowers 😊
Very good point to have better compost than leaves compost
Your all videos is very informative. Thanku so much mam😊
beautiful sharing 🎉
Beautiful information
Bahut accha sister 😊
Good idia❤
Thank you for this information!
ln how many days did you get the rice husk to decompose ? About 1 month?
Kya isme vegetables ke chilke add karke rakh sakte hain? Bio enzyme sprinkle karke upar se
Hm bhi aise hi plant lgate h
Sis pathar chatta booti par video do he aapke pas or zakmi hayat booti dono ek hn ya nhi
Gober khad ka weight bataya aapnay rice husk kiitna lia hay ye nahin bataya
Thodi si mitti aur coco pita lage jiya delivery charge kya hoga
Rice husk me khad Mila ka kaha rakhe chat par khule me rakh sakte hai kisi plastic ki balti ya katte me
Ji han sab chhat per rakh sakte hain
Kitchen compost mila sakte hain??
Mandavilla plant ki latest update kya hai
Rice husk or gobar khad ke mixture ko cover karke rakhna hai ya open, dhoop mai ya shade mai, please clarify
Aapke pass Jahan per jagah available Ho vahan rakh dijiye Maine to third floor mein dhup mein hi Rakha hai
Mam namaste yellow phool wala ped kaun sa hai please bataiye
Almanda
Yellow phool to kai sare khele the garden mein gulab mein bhi the kaner mein bhi the
Maine abhi khareeda hai online. Usmae choate chotae keedae ghoom rahai hain. Rice weevil hain kya? Inko kaise khatam karoon so that i can use it ?
Unko khatm karne ki jarurat nahin hai plant mein koi bhi nuksan nahin pahunchaenge jab aap mitti mein mix karenge to already vah इधर-उधर bhag jaenge
@@growwithme8394 thanks
Cocopeat ko BHI ese kr skte he
Coco pet ko dhokar use kariye use decompose karne ki jarurat nahin hai
Okey ..thank u
Hello Sneha ji Radhe Radhe aap se hamen pila gudhal Bhishma Lal dart wala chahie aap denge kya Jo cutting badi aur chalti hui ho vah chahie
Aap apna WhatsApp number de dijiye Jo price banta hai vah bataiyega
Mam main adenium ke alava abhi koi plant sel nahin kar rahe kyunki Baki ke plant ko mitti sahit bhejna padega jiski vajah se unka vate jyada hone ke Karan shipping charge jyada lag jata hai
Rice husk dalne ke baad pot mai chote chote plant ughne lagte h toh kya kare
Usko time time se nikaalte rahiye usse kuchh nuksan nahin hota hai chhote mein nikal denge to aapka Jo plant hai vah disturb nahin hoga
@@growwithme8394 thank you mam ❤️😊
Maine to isko online mangvaya hai
Ye milta kha pe h
Aapko kisi nursery mein ya FIR rice mil mein milega jyadatar humko rice mil se hi lana padega kyunki nursery wale sel nahin karte vah Apne use ke liye rakhte Hain
Portulaca ko abhi report kar sakte hai
Ji han kar sakte hain
@@growwithme8394 thank you ❤️😍☺️
Kae deno s koe Naya vedeo nahi dakhnay ko mila ji
Ye dicompost kitne time me hoti h
Ek Mahina Gila karke rakh dijiye uske bad aap isko aaram se use kar sakte hain kisi bhi plant mein FIR nuksan nahin karta hai