Sir mere colom mein local Loha laga diya kya mera Makan kamjor ho gaya hai first floor par kam chalu hai 🙏 lapping puri local se hui hai sleb nahi dala hai 🙏 17colum hai 🙏 please suggest
Good morning sir. Ek steel bar ki length 39 feet hota hai 1st 12 feet.2nd 14 feet 3rd 13 feet ka cut kar sakte hai column ke liye . please guide me Thanks for your support
Sir gm. Sir mere ghar ka sariya Er. Ne kata to colum ka sariya plinth se 2-2.50 hi uper nikla hai ab mai uper ka sariya kitne fit ka rakhu. 13 fit ka katne bol raha hai. Kya 18-21 fit ka kat sakte hai kya. Plz reply. Sir
bahut achhi jankari dey sir
Sir column ko bnate kaise h is pr video bnaye
Very very important one sir....
Exlent. Sir . Bahot hi confuse tha . Lapping zone ko lekar
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
But i was taught to never give column reinforcement lapping on the first floor of the building..
Achha lgaa aap ka video
Jitna tarif Kiya jae utna hi kam
Sir, please make a video about how to cut tmt bar for minimum wastage ❤
Very nice explain sir
Sir 17 feet length column bend toh nahi hoga ?
sir ek video bnaye ki cut piece ka use ho skta h
Awesome and very well explained sir ji 🙏🙏🌹🌹
Thanks and welcome
sir jo apne lapping diya ha kya vo gf pe na de kr first floor pe de skte h
pls sir mera doubt bhi clear kr dijiye
@@civilenggdharmenderyadav209 g bhai . Agar aap bina lapping diye 1 floor cross kr skte ho to bahut badhiya hain.
Sir laping ki jagah welding karenge to???
Thanking you a lot....
Yadi Kam karte hue dikhate to aur badiya post banti
Apne kon se method se nikal diya Ld ka length ki 1'6'' inch rhega ..pls explain
Kya niche ke sariya se uper ka sariya lamba rakh sakte hai
Sir laping kis liye diya jata he, laping na dene se kya problem face karna pad sakta he
9by18 pillar ke footing jaali ka size kya hona chahiye 4by4 ya phir 5by5. Please reply
Exilent
Sir civil mi to MM mi liya jata hai
Ek 12 M k baar ko kaise kate ki ye criteria pura ho jo aap lapping k liye bata rahe hai bina wastage ke
Sir mere colom mein local Loha laga diya kya mera Makan kamjor ho gaya hai first floor par kam chalu hai 🙏 lapping puri local se hui hai sleb nahi dala hai 🙏 17colum hai 🙏 please suggest
Sab clear
A kuch jajahi Lal ho gaya 😂😂😂😂😂😂😂😂
Sir mujhe 3floor banana hai,,colum meh kitna dhe na hai aue beam meh kitna stell dalna hai..sir plz inbox meh details..FROM ARUNACHAL PARDESH
Foundation bricks se hoti toh kya yah galat hai sahi bataiye sir...?
Sir kya column steel bar ko pura 38 feet tak 1 sath khada kar skte hain
Good morning sir. Ek steel bar ki length 39 feet hota hai 1st 12 feet.2nd 14 feet 3rd 13 feet ka cut kar sakte hai column ke liye . please guide me
Thanks for your support
Darekt koyi ley Jay salb key uper to kini kating karey sir batey
kya likhe hai
Hello sir
Sir gm. Sir mere ghar ka sariya Er. Ne kata to colum ka sariya plinth se 2-2.50 hi uper nikla hai ab mai uper ka sariya kitne fit ka rakhu. 13 fit ka katne bol raha hai. Kya 18-21 fit ka kat sakte hai kya. Plz reply. Sir
1feet 6inch kaise milla
Sir, slab casting me 8 mm ka bar du ya 10mm ka done me kon better rahega
अगर Saria 19 feet long हो तब काटना जरूरी है??
Sir,
6x14 inch column after finishing is ok or no ?
Man gaye guru
Sab mistre ak jasya nahe hota
Sir mujhe aap engineering course karana hain
Sir, i want to talk to you.
Sir please batao
Sir mera plinth beam k uper keval 3 feet hi bacha hai ky karu ab mai. Give your suggestions.
Sir please give the solution.