Sir 1st prof mein mera attendence short k wajha se supplementary exam laga tha ,but abhi 2 nd prof mein thi hai attendance par teacher log bol rhe hein ki ,kyun ki tum ek baar supplementary exam die ho tume total 3 prof year tak supply dena hoga,aur internship 6 month delay chalega,esa koi rule hai kya sir? Aap ncism ka is rules ka pdf ya phir kuch bhi ka link de sakte hein kya,nhi toh bas rules ka pdf hi de dijiye please
Sir first year me jisne first supply me sare paper clear kr liye unko apne batch k sath exam nahi dene de rhe. But NCISM ne jo notic diya tha usme 5b poin me clearly bola hai jo eligibility criteria full fill krte hai unko exam dene ko denge. Fir ye sb kya natak hai inka
IMA always says that.... Ayush Doctors like a quack....aap jaise jitne v youtuber h wah jawab kyo nhi dete ima ko....video ke through...plzz do something.
Sir up me ayurvedic part samhitas aur padarth vigyan English me like sakte hai please answer. Itne dino se mene Pura youtube sab jaga dekh liya kisi ne nhi batata hai me iss waja se books bi nhi le pa rhi hu itne wakt se please help
@@beingdoctorofficialsir last help please ye books theek hai Giridhar Kanti --rachna sharir Dr R vidyanta --Astanag hridai Dr shashirekha --charak samhita Denagri Lakshman--padarth vigyan Subhash Ranade --kriya sharir
Sir meri do bar 3 subject m back lag gayi thi aj clear ho gyi to mere second prof k exam batch k sath hoge
Sir 1st prof mein mera attendence short k wajha se supplementary exam laga tha ,but abhi 2 nd prof mein thi hai attendance par teacher log bol rhe hein ki ,kyun ki tum ek baar supplementary exam die ho tume total 3 prof year tak supply dena hoga,aur internship 6 month delay chalega,esa koi rule hai kya sir? Aap ncism ka is rules ka pdf ya phir kuch bhi ka link de sakte hein kya,nhi toh bas rules ka pdf hi de dijiye please
Attendance ki wjh se supplementary exam kiu?
Hmare college me bhi hua tha. Uttarakhand.Baad me exam hue the@@loveyourlife8954
@loveyourlife8954 wo hi ho rha hai Bhai yahan
Kon sa college h
Please give me your contact number
Sir mujhe login kiye jada din hua nahi aur ( Last day remaining to exit the course ) likh kar aata hai
Contact us
6375495560
Being Doctor
Aree vo subject change krne ka samay hai aagar aapko sab change Krna ho to uska time hai baki to complete krne ka last dete 31 march
Start from 2:40
Sir m neet ki preparation kar raha hu aur internal exam miss karta hu to kya hoga
kuch nhi hoga hamna bhi nhi diya
Sir 2nd year all clear but 1st year 1 sub back....hai to 3rd year ja shakte. Hai kya.....3 rd year me jake 1st year ka 1 sub nikal sakte hai kya
1 st clear ho to hi 2nd year mai pramote hote hai
Jaskthe ho, 2 se jyda back na ho bss, exam nhi depawoge bss 3rd proff ka
Bhai abhi 2nd yr ka exam hua he nhi tum kaise 3rd me pahuch gye.
Or sayd supply ko clear krne k liye 4 attempt hai bss.
Deserving candidates only
Sir first year me jisne first supply me sare paper clear kr liye unko apne batch k sath exam nahi dene de rhe.
But NCISM ne jo notic diya tha usme 5b poin me clearly bola hai jo eligibility criteria full fill krte hai unko exam dene ko denge.
Fir ye sb kya natak hai inka
Please sir clear all this confusion😢😢
Kya hi bolu mai, notice niklna hi nhi chiye agar follow nhi Krna h usee tho
Bilkul sir..
In sb ki vajah se bahut pressure feel hota hai sir, padhai bhi nhi ho pa rhi . Lekin inko smjh nhi ata
Kbhi khud bhi student honge
Sir 2nd phase main minimum kitne
Subject pass karne honge
Sir agar first proff me electives nhi de paaye toh second proff me krne ke baad koi dikkat toh nhi aayegi ?
RIP Ayurveda
😢
Sir maine enroll kiya but electives dekha nahi ,test nahi diya to mai qualified hu ki nahi?
IMA always says that.... Ayush Doctors like a quack....aap jaise jitne v youtuber h wah jawab kyo nhi dete ima ko....video ke through...plzz do something.
Already dediya h bhut baar, hathi jab chltha hai - khutee bhokete h ...😅
Sir agr koi students ko 1 yr back h toh usse 2nd yr prof ki electives kb tk complete krne ki h
Exam se phle
NCH ki tarah ayurveda bhi apna branch kyu nahi banata?
NCISM branch hai tho sahi.
Sir ayurveda elective course ki fees 500+ hai ek subject ki ?
Total 3 subject 1770 including GST
Right 😊 @@ADI-HULKff
Maine resistration kr diya hai
Enroll kaise kru elective ke liye
1st prof
Bhaiya english medium me bhi batiye aur daily class lijiye weit karte h roj
Class daily horhi h, app dhyan diya kro.
Sir up me ayurvedic part samhitas aur padarth vigyan English me like sakte hai please answer. Itne dino se mene Pura youtube sab jaga dekh liya kisi ne nhi batata hai me iss waja se books bi nhi le pa rhi hu itne wakt se please help
Likh skte ho
Best rhega hindi plus english
@@beingdoctorofficialsir last help please ye books theek hai
Giridhar Kanti --rachna sharir
Dr R vidyanta --Astanag hridai
Dr shashirekha --charak samhita
Denagri Lakshman--padarth vigyan
Subhash Ranade --kriya sharir
@areebakhan8497 Rachna Sharir - p.k moharan baki sab thik h.
@@areebakhan8497 agar clg se help nhi milti hai, then you can also join BAMS Online Classes From Being Doctor
Sir 2023-24 ke exam kb honge please tell🙏
March 2025
march k last week me chaalu ho jaaye ge
@@dr_d.d 15 March se start hongev
Sir aap btaiye kb se honge exam 23 -24
University exam please
Sir mera 1st electives me 1 electives me 0 credit points aaya tha kya mai usko double se complete kru
For details information contact us.
Sir coupon code valid nhi ho rha
Batch 22 23 ka result kab aayega
Sir ye rule kis batch se lgegi
Sir m bams course leave kr rha hu 😢
Mai m.pharma krunga b .pharma kia hua hu m
@@Videographyvlogs dikkat arhi h tho, app coaching join krlo.
@beingdoctorofficial sir bams ab tough Banta ja rha h or salary bhi 25 to 30 k h itti mehnat k baad bhi
Sir when will be last year final year exam
June July
Isse achha NEET nikal leti😢
Sab yahi soch rahe h college walo n to bahut pareshan kar rakha h
😭
Bams krne k baad vacancy bhi aati h ya nhi ?
@@mlynkumar1705 na ke barabar
To phir new clg open kyu kr rhe h
.vese hi berojgar baithe h @@AsmaParveen-zp2jw
Sir , bams first year University ki thayari ke liye detail mai video bana dijiye
Already maded
Sir 2nd yr mei minimum kitne pass hone honge
Sir 21 - 22 ka exam kabse hoga
March April
Sir ye pdf kha milega
Ye toh pehle se hi pta thaa Lol😂😂😂
Sir three elective kya h
Dhere dhere samj aajyega
3 electives yani 3 subject
Sir jisne first proff me electives nhi kiye ho toh uska kya hoga
Upcoming proff mai kro
Sir isse koi problem toh nhi aaigi
Video bna dijiye
Acchi baat hai aap pehle nikal gaye. 😂
Kuch bhi 😅😅😅
Sir question practice bhi karwayega
Previous year question paper kro.
Sir 2023 -24 ka exam kub hoga
March ya Apre me
May ya june mai
@@beingdoctorofficialconfirm?