Mera tyre dedh sal pehle lagbhag leakage kar Raha tha mai puncher Wale ke pass gaya or sirf 10 minut me chhini or hathodi se repair kar diya ab Naya tyre lagane ke 6 mahine bad fir problem huwa to sirf ring ko sand paper se ghis ke laga diya problem solve ho gaya ..... Ab jisko knowledge nahi hai uske pass jawoge to tube lagane ke liye bolega joki galat hai
Meri bike main bhi pichla ring main side leakage hai ek baar tubeless tyre main tube dalwaya tha ab tubeless ture dalwaya hoon toh side leakage ho Raha hai kya tareeka hai thik karne ka
sabe perfect video.. isko bolte hai knowledge ... and very helpful
Mera tyre dedh sal pehle lagbhag leakage kar Raha tha mai puncher Wale ke pass gaya or sirf 10 minut me chhini or hathodi se repair kar diya ab Naya tyre lagane ke 6 mahine bad fir problem huwa to sirf ring ko sand paper se ghis ke laga diya problem solve ho gaya ..... Ab jisko knowledge nahi hai uske pass jawoge to tube lagane ke liye bolega joki galat hai
To powder coating nhi karwaya kya?
Fir se leak karega paint nahi karemge to
Tube daalne se kya hota hai?
How much the Powder coating cost?
Nice video.......new information 👍👌
Nice😊
Ab ye batao ki powder coating ki dukaan kaha dhoondne jaaye? 😅
Will only cleaning help agar rust damage nhi hoto ?
@@viraginjankar4968 rusting nahi hai to cleaning se ho jaiyega
Steel bird ka tyre dalwaya tha 2023 mai lekin ab usme bar bar side leakage ki problem a rahi hai
Kyuki aagr ya krbaya too dubara bhi ye problem aaskta h ya nhi ... Tell me
How much did it cost? And where exactly did you do it?
Jaise apki English vo mechanic samjh jayega...
Kya Tyre kuch din baad check kiye kya problem to nahi na
Powder coating honai ke bad koi side leakage ka problem hi nahi hogga
Bahi ye kaha par hi kaha Kiya apne please riply
what wil be the charges for this
1 k
Thank u
Pulsar 150 ke pichle tyar ke tube agle tyar me dal sakte hi kya plz reply
Nahi hoga
Age ka size 300/17 ka hai aur pechai ka 100/90/17
Mere pass R15 V3 hai main apna aage ka tyre mein tube Diya
Anti puncture liquid rakhe to kya hoga ?
Rim aur rust hoga
Bhai mujhe bhi karana hai
Bhai powadar kot pant kanh pe karway bhai ush jagah Ka nam kya hain bhai
Bhai aagr ye na krba khe me 300 ka mrf ka tube dalwa luu too koi problem h kya
Punchar hoga to problem hoga tubeless tyre me toda running karsaktai hai tube me nahi ho pata
Bhai kaha hi apka shop
Bhaiya Mera tyre tubeless h or uski raste me hba nikal gai me chala kar aaya to side se khul gya h usme ab hba nhi bhar rhi h kya karu bhai🙏🙏🙏
Tyre ko pura upr utha k side me pani dal ke dalo hawa bhar jayegi bro
Good info. Thanks
Kaha hi apka shop
Borivali West me
@@mechanicriderboy borivali mai kaha?
Power code matlab likker karwane ka kya
Powder coat bol raha bhai ... Powder jaisa paint samajh lo ...
BETTER TO BUY NEW WHEEL RIMS..ANY WAY NO NEED TO GO THROUGH ALL THAT TROUBLES
@@PACHUAU_79 what a genuine 👍💖
Meri bike main bhi pichla ring main side leakage hai ek baar tubeless tyre main tube dalwaya tha ab tubeless ture dalwaya hoon toh side leakage ho Raha hai kya tareeka hai thik karne ka
same problem , tubeless me tube dalwaoge or uske baad tubeless use kroge to yhi problem hota hai
ह ह ह... सेम यही समस्या मेरे साथ 😊
Use paint karke deko.
Repair cost
Thanks....
How much
Iske siwaye or koi solution nhi hai kya likwad dalwane se nahi sahi hoga bhai
Woh liquid tyre ke center part pe kaam karta hai side pe nahi. Dusra solution tube daalke dekh sakte ho tyre mein.
@@adityaunde4134 bhai type tumbles h tube dala sakte hai
@@riteshchauhan9914 Haa tube daal sakte ho tubeless tyre mein.
@@adityaunde4134 Thank you Bhaiya
Address to dal dete bhai
Kharcha kitia hua
Bhai powder coding kidhar bich hota hein😢
Very good
is it tyre fault or rim fault?
Shop kha per hai apka
Borivali West me opp Don Bosco school
Shop address
Borivali West near Don Bosco school
Mere tire bhi yhi problem hai
Mera bhi ek electric scooty hai tune less koi leak nhi hai phirbi air nikal Raha hai kya karein ..?
Rim check karvav
Applo ke tyre me ye problem hoti hai
Ye kaha hota hai?
@@Trimbak100 Mumbai borivali
Thanks
What's the cost of this ?
1k
Better buy new rims
🙏👍👍👍
Hi
Lohe ki rod ghused ghused kar tum logo ne hi sabke tyre rim ka paint ukhada hua hai..
Ye hain Sahin Jawab 👍
Tubeless tyres me punchar bananai kai lia lohe ka rod se punchar banta hai kya tu ham to rubber strips se bantai hai binaa rod dallai dina tyre kolai
ये मोटे टायर की वजह से हो रहा
R u from hyderabad? Ur num plz?