U r a genius and genuine person and a true human and a real youtuber.... Everyone should watch ur video.. U r a gem 👍🏽👍🏽👍🏽love and support from cuttack odisha
Tanuja Negi, iss type ke ground based (UF purifier) water purifier Pani ke TDS ko change nahi kar skte. Water ke TDS ko change karne ke liye aapko RO type ka water purifer lenaa padega. Thanks for comment.
Plz help, normal jo pani aata hain wo accha hi hain, safed kapro ka color change nei hota hain. I'm from West Bengal, yaha ka pani accha hain. Main ye purifier le sakti hu naa?
Shaik Mukhtar, yeh purifier village ke liye suitable nahi hai. Normally 500 tds ke uper vale water ke liye Ro purifier chahiye hota hai. agar aapke yaha ke pani ka tds 500 se nichee hai to aap chlorine wala purifier pani ko shuddh(purify) karne ke liye use kar sakte hai.
sawant Yadav, yeh ek Gravity based water purifier hai. Gravity based water purifiers pani ko shuddh karne ke liye kisi bhee tarah ke chemical ka istemal nahi karte hai. Activate carbon ya UF membrane ka istemal panee ko shuddh karne kel liye iss tarah ke puriifer me kiya jata hai. Tata swach smart me pani ko shuddh karne ke liye Tata swatch bulb diya gaya hai . yeh normally 3000 ltr water ko purifiy kar sakta hai. Matalab 6 mahine tak yeh paani shuddh karne ki capacity rakhta hai. saal me aapko 2 tata swatch bulb lag sakte hai. ek tata swatch bulb kee price 500/- rs ke aaspass hai . Water purifier ka iss trarah se alag se kharcha bhi hota hai yeh apko dhyan me rakhna padega. Yeh Tata smart purifier pani ko shuddh karne ke liye accha hai.
Yeh non electric purifier hai isme tap ka pipe aap jod nahi sakte. Uske liye aapko electric water purifier Lena padega direct tap ka pipe jodne ki suvidha Usme hoti hai.
Shiv arya, Kuye ke pani ke liye ye water filter sahi nahi hai. Kuye ke pani ke liye agar aap isko istemal karoge to yeh har do din me choke up ho jayega or isko aapko hamesha clean karna padega aap pareshan ho jayege. Yeh water filter sirf shahron me istemal karne ke liye hai.
Diwakar Rai, This water purifier has a good quality plastic. But plastic is always plastic. It smells if you keep water in it for long. So in plastic bottles or purifier don't keep water for long change it with fresh water frequently.
Patel Suchana, RO Purifier pani mai se sare minerals khatm kar deta hai isliye pani meetha(sweet) ho jata hai. Par beena mineral wala pani health ke liye accha nahi hota hai. Yeh water purifier pani mai se mineral nahi nikalta isliye iska taste RO jaisa nahi hota hai. Thanks for Comment.
Jaga Venkat, initialy its filter water at medium pace. But as its components like sediment filter, UF membrane get older its getting slower. but if you clean it (maintain) at regular interval its filter water at ok pace. Normally UF water filter not filtering water at higher speed. its mechanism is different from other water purifier.
Aditya Khandelwal, yeh kuch hadtak(limit) paani ke chlorine smell ko reduce kar leta hai. par puri tarah se chlorine ya chlorine smell ko ruduce nahi kar sakta.
Monali Paul, if in your city water is supplied by BMC or Nagar Nigam by the lake which has Rain Water then this UF (Gravity Based) type Purifier is ok. Rainwater has low TDS & impurities in it. But if in your area, you have the water of the river, boring then you need to check water tds & according to that select RO\UV type water filter.
zamirul islam khan, No kent representive will visit our home to assemble it. Actually it's very easy to assemble and they provide manual with step by step assemble procedure. Only for electric water purifier (All) company will send there representive. This purifier needs periodically cleaning, its time will be differ from 6 to 10 days. its depend upon water (impurities) cleanliness.
Rajesh kumar i suggest you tap uf membrane on hard surface for twice or thrice or repeat it for two or three times and then syringe it i hope this will help you. dont tap too hard otherwise uf membrtane will be damage. Naturally uf membran is design for purify water so its passes water slowly.
Hello sir Maine aj ye Naya laya purifier ab pehli 2 bar drain kiya Sara Pani but Puri level Pani ki neeche Nahi jati I'm very much stressed about this plz reply
Pradeep Kumar, Yeh water purifier handpump ka pani shudh nahi kar sakta. yeh purifier aap sirf BMC, Nagarnigam dwara nal (tap) se hamare ghar me jo peene ka pani aata hai woose shuddh karne ke liye hai. Hand pump ka pani shudh karne ke liye aapko RO system vala water purifier lena padega. Thanks for comment.
Soumyadip Nasakr, Iska taste bisleri or kinley water jaisa nahi hai. bisleri of kinley ka water sirf purified water hota hai mineral water nahi. Purified water mai se sare minerals (iron, calcium, salt erc.) nikal liye jate hai jo hamare health ke liye acche hote hai. without mineral vala water sweet lagata hai or mineral vala nahi. Himalya mineral water 80 rs liter hota hai.
Prakash K. Choudhary, नहर के पानी के लिए आप इसे इस्तेमाल मत कीजिये| नहर के पाणी की वजह से आपको इसे हर 2-4 दिन मे साफ़ करना पड सकता हैl आप परेशान हो जायेंगेl यह purifier सिर्फ बड़े शहरो में जहा बारिश के तलाबोका पाणी BMC या नगर निगम द्वारा purify करके घरो में नल द्वारा भेजा जाता है वहा पर और बारिश का पाणी जमा करके जो इस्तेमाल करते है वहा पर काम में आता है| नहर के पाणी के लिए आप इसे use मत कीजिये l
sir yehee water purifire liya but instalation ke bad 2nd jar se 1st jar full ho jate hee 1st jar ke joint se pani overflow hone lag raha hai. plz help me
Munna Shaw, aapko iss water purifier me niche ke jar me jo red mark diya gya hai uske thoda upar tak hee panee bharna hai. Purifier me upar ka tank pani store karne ke liye nahi hota hai or niche ka tank bhi sirf aadha hee bhara jata hai. jaise hee niche ka tank thoda khalee ho jata hai usme uparse panee dalna hota hai. Har ek manual water purifer me hame yeh karna padta hai.
SURENDRA PUROHIT, Any time is good for buying water purifier. pure water is as essential as food for health. UF or gravity-based water purifier used sediment filter, carbon, and uf membrane to purify water. This type of water purifier is used in cities where BMC or MIDC supply water from rainwater lake. Which has low TDS and is low contaminated water. Bmc or midc primarily used chlorine to purify it so gravity-based water purifier is best in cities (where rainwater lake used to drink). Don't use chlorine-based water purifiers in cities where BMC or MIDC used chlorine to purify water. if in your areas water TDS level is above 500 you need to use RO type of water purifier. This type of water purifier you can say its an advanced purifier. if in your area water TDS level is above 500 and it's kind of polluted then used RO type advanced water purifier which are good to purify waters. As per your area's water condition, you need to select a purifier. just don't select any water purifier for it looks or price. you have to assume the quality of water you drink and then select appropriate water purifier according to that.
you can fill it above red mark no problem, its not affecting its performance. The part which is hanging below tank has paper wrapper. so chances of its tissue can dissolve in water. So my suggestion is first remove that paper then use it.
asibul gazi, As per BIS (Bureau of Indian Standards) hum 500 TDS tak ka paani pee sakte hai, TDS aur kuch nahi yeh water main maujood minerals hote hai jo hamare health ke liye jaroori hote hai. 1. agar aapke yaha rain water storage (lake which is moniitored by BMC or Nagar nigam) ka paani aata hai to aap UF purifier istemal kar sakte hai. 2. jab paani main TDS ka level 500 se jyada ho to RO purifier use karna chahiye. 3. agar aap river, boarwell ya well ka paani peete hai to aapko NF purifier use karna hoga. 4. paani me agar jyada bacteria hai to UV purifier use kijiye. Thanks for Comment.
Puja Ghosh, as per indian standard hum 500 tds tak ka pani pee sakte hai. aapke yaha ke water me agar tds ki matra 500 se jyada hai to aap konsi bhi branded company ka Ro water purifier kharid sakte hai.
Pjua Ghosh, iss Water purifier se tuboyal ka pani purify nahi hoga. yeh water purifier sirf bade cities me jaha BMC ya Nagar nigam ke dwara pani bheja jata hai unhi cities me istemal kiya ja sakta hai.
Shivakantha Bapuram, UF membrane ki life 1 saal (year) ki hoti hai . Uf membrane purana ho jane par uske andar ke fibre tut jate hai or iskee pani ko purify karne ki capacity kam ho jati hai. Uf membrane khatam huva hai iska hame pata nahi chalta hai par iske life ek sal ki hoti hai or ho sake to hame ise 1 sal ke bad badal dena chahiye.
Nitish Raj, Paani ko boil karne se, paani mai jo humans ko bimar karnewale microorganisms (bacteria, viruses, or protozoans) hote hai woh mar jate hai. Paani ko boil karte samay jab paani main woobal aana chalu ho jaye to woose woobalte huye 1 minute tak rakhna chajiye. badme paani ko thanda karke kapdese chaan kar peena chahiye. "Boiling water is the most efficient method of purification" par jab ham paani ko boil karte hai to uske andar ke microorganism to mar jate hai par paani ka turbidity, chemicals, taste, smell, colour etc. paani boil karnese jaate nahi. Yeh kaam filter kar lete hai. Agar ham paani boil karke or chaan ke pee sakte hai to accha hai par agar ham in sabke liye time nahi hai to fir aap filter ka istemal kar sakte hai. Thanks for comment.
@@ALL4Uchannel every thing you said. I agreed to it. Can you suggest me any filter which is UF + stainless steel container with no charcoal for any filtration
Nitish Raj, LG ke water filter mai stainless steel ke container hote hai. Ho sake to aap LG ka water purifier lijiye . par kharidne se pehle aap stainless steel container usme hai kya yeh jaroor confirm kijiye (for precaution purpose).
Noor aalma aisa to nahi hona chahiye. aap iske uf membrane ko bataye gaye tarkie se clean kijiye. Video me maine ise clean karne kaa tarika bataya hai.
Jitendra Kumar Yadav, water tds agar 760 hai to aap isko istemal nahi kar sakte. as per Bureau of Indian Standards (BIS) ham 500 TDS level tak ka pani pee sakte hai. Agar aapke yeha pani ka TDS 760 hai to aapko RO istemal karna hoga. TDS hame pani me maujood mineral kee level batata hai .500 tds se jyada tds level wala pani hamare health ke liye accha nahi hota hai.
Sher e Hind, pani ka tds check karne ke liye 200 Rs vala TDs mete aata hai isse aap pani ka tds check kar sakte hai. Agar aapke yeha barish ke talabo ka pani aata hai jaise kee bade cities me hota hai . inn barish ke taalabo vale pani ka tds kam hota hai kyonkee barish ka panee sidhe waha jama ho jata hai isliye usem kisi praakar kee ashuddhiyan mili nahi hote hai . Jis panee me jyada matra me ashuddhiyan jama hotee hai normally uska tds jyada hota hai . Jis pani ka tds jya hota hai wahapar RO water purifier ka istemal karna padta hai .
Jayshri Gadhe, Yeh water purifier Boring ka pani shudh nahi kar sakta. Boring ka pani shudh karne ke liye aapko RO system vala water purifier lena padega.
Iske carbon filter ko nal ke pani ke niche tab tak wash kare jab tk iska Kala Pani puri tarah se nikl jaye bad me ise use kijiye. Vdo me ise wash krne ka tarika diya hai.
Video starts at 3:50
Thanks bro. Kuch kuch youtubers hota hai aisa, bahut jyada pakate hai. Video dekhne ke mood hi barbaad kar dete hai.
Perfectly explained everything thank you ❤️
Thank you so much ..best video for Kent gold .
Thanks for comment and appreciation. I am glad you like video Suvankar Chakraborty.
U r a genius and genuine person and a true human and a real youtuber.... Everyone should watch ur video.. U r a gem 👍🏽👍🏽👍🏽love and support from cuttack odisha
Thanks for appreciation and comment brother.
@@ALL4Uchannel welcome 😊
video karne ka tarika or speed and clarity voice meko bohat pasand aya
Thanks for comment, Amal Das.
THANK YOU SOOOOOOOO MUCH JI. BOHOT AACHAA INFORMATION 🙏👍👍😊😊🌹🌹🙏
Thanks 👍 for comment, Arunavadaskuttoo.
Kya isme borewell ka pani use kr sakte hai
Good video
can I use gravity based water purifier for tap water like kent gold , if the TDS is less as I am concerned about mercury floride etc
Very informative video kya sir ye tds bhi change karta h
Tanuja Negi, iss type ke ground based (UF purifier) water purifier Pani ke TDS ko change nahi kar skte. Water ke TDS ko change karne ke liye aapko RO type ka water purifer lenaa padega. Thanks for comment.
Takes forever to fill the water. There is a hole on top for cover through which water can directly go into top tank. Not a great design
Verynice ❤
Iske upper Wale part mai cut hai uska ka use hai
Plz help, normal jo pani aata hain wo accha hi hain, safed kapro ka color change nei hota hain. I'm from West Bengal, yaha ka pani accha hain. Main ye purifier le sakti hu naa?
Mera bore well se Thora karwa Pani ata he kiya ye karwa Pani ko change karta he
Good explanation
Sir ye borewell water ke liye use kar sakte hai kya plz batadijiye
Nahi kar sakte.
Sir can I use boiled water after it cools down
How much price of this product
Acha konsa bayla 6month anter anter cenge karna hoga
Sir ....hmare yaahn submersible ka paani h kya hum le saktey h ...? Mtlb pani khara h meetha nahin h ....plz bataye
Nayeed Nasreen, ye water filter aap mat lijiye aapko RO water filter lena padega. Aapke paani ke hisab se wohee acchha rahega.
@@ALL4Uchannel ....Thank you sir for your reply and advise...thank you again
Kya he village ke liye suitable hai hand pipe or well ke liye ya fir well or hand pipe ke liye kon sa nonelectri water purify best hoga pls replay
Shaik Mukhtar, yeh purifier village ke liye suitable nahi hai. Normally 500 tds ke uper vale water ke liye Ro purifier chahiye hota hai. agar aapke yaha ke pani ka tds 500 se nichee hai to aap chlorine wala purifier pani ko shuddh(purify) karne ke liye use kar sakte hai.
@@ALL4Uchannel thank you
Hmare yahan pani ka TDS 380 se upr h to kya Krna chahiye
Sir mai village se belong karta hu.
Aur mere ghar me handpump hai jisse saaf pani nhi aata hai
To uske liye mujhe kya istemal karna chahiye
Very good narration
Thanks for comment and appreciation. venkata rao yerramilli.
Fantastic 🔥
swati singh, thanks for comment & appreciation.
Kya es se filter water stone free hoga
My tap water tds is 230ppm ,so can I use gravity water purifier
Best watar filter hai ya nhi please tell me
Nice information 👍
Thanks for comment, Feroz Ahmed.
Yehaaaaaaa
Tata swach smart 7.5 leter kaisa hai ..... Iske bare Mein Kuchh bataiye kaisa hai
sawant Yadav, yeh ek Gravity based water purifier hai. Gravity based water purifiers pani ko shuddh karne ke liye kisi bhee tarah ke chemical ka istemal nahi karte hai. Activate carbon ya UF membrane ka istemal panee ko shuddh karne kel liye iss tarah ke puriifer me kiya jata hai. Tata swach smart me pani ko shuddh karne ke liye Tata swatch bulb diya gaya hai . yeh normally 3000 ltr water ko purifiy kar sakta hai. Matalab 6 mahine tak yeh paani shuddh karne ki capacity rakhta hai. saal me aapko 2 tata swatch bulb lag sakte hai. ek tata
swatch bulb kee price 500/- rs ke aaspass hai . Water purifier ka iss trarah se alag se kharcha bhi hota hai yeh apko dhyan me rakhna padega. Yeh Tata smart purifier pani ko shuddh karne ke liye accha hai.
Sir jee kya mujhe 0.01 micron ka uf milega with spiral wound, suna hai hollow fibre achha nhi hota hai
Thnx bro
Excellent 👍
Thanks for comment, indrajit singh.
Continues water ka tap kaisa add karna ha isma?
Yeh non electric purifier hai isme tap ka pipe aap jod nahi sakte. Uske liye aapko electric water purifier Lena padega direct tap ka pipe jodne ki suvidha Usme hoti hai.
@@ALL4Uchannel thanks
Very very good review sir
Thanks for comment & appreciation, avi 10-10.
Very nice sir
Thanks for comment, ALTAF HUSSAIN.
Tds 400 can be use this
Kya eska taste ro jsa hota h
Excellent information
Thanks for comment and appreciation, JANI MOHAMMAD.
Sir kuye ke pani ke liye acha hai
Shiv arya, Kuye ke pani ke liye ye water filter sahi nahi hai. Kuye ke pani ke liye agar aap isko istemal karoge to yeh har do din me choke up ho jayega or isko aapko hamesha clean karna padega aap pareshan ho jayege. Yeh water filter sirf shahron me istemal karne ke liye hai.
Is it purifiers the some kind of iron water ??
Same query!
Sir can this remove heavy metal like arsenic? Pls reply
My destiny, No its not remove arsenic like metals from water. You Need RO water purifier for that. Thanks for comment.
Chemical plant se aata hai kya paani aapke ghar main
@@dungeonmaster2844 hard pani hai bhai Bangalore me. Ap batao kya lena thik rehe ga.
@@sum5687 RO best hai Bangalore main sab jagah aur office main ro ka machine hai bada wala jo PG main hota hai local brand ka 14k tak aaega
Agr tds level pata nhi he to konsa le
Village ka pani bahot mitti vala he
Nal ka pani ke liye le sakte hain
yes, yeh water purifier sirf bmc or nagar nigam dwara jo pani hamare ghar tak phucta hai sirf uske liye hai .
does the water smell like plastic if kept long
Diwakar Rai, This water purifier has a good quality plastic. But plastic is always plastic. It smells if you keep water in it for long. So in plastic bottles or purifier don't keep water for long change it with fresh water frequently.
Yeh hai badhiya video😂😂
Thanks for comment & appreciation Pradeep Jha.
bhai isme pani ka test R.O jaisa aata hai.???
plz tell me .
Patel Suchana, RO Purifier pani mai se sare minerals khatm kar deta hai isliye pani meetha(sweet) ho jata hai. Par beena mineral wala pani health ke liye accha nahi hota hai. Yeh water purifier pani mai se mineral nahi nikalta isliye iska taste RO jaisa nahi hota hai. Thanks for Comment.
Zameen se Jo pani nikalta he nalke se kya uske liye ye istemal kar sakte he?
Nahi kar sakte.
Uske liye kaunsa le sakte he
Thank you
Thanks for comment, Aarti Dixit.
Sir tds ka b comparison kiya karo
Ok Himved, I will try.
bro wat is the speed of filtering water..! will it be faster or slow?
Jaga Venkat, initialy its filter water at medium pace. But as its components like sediment filter, UF membrane get older its getting slower. but if you clean it (maintain) at regular interval its filter water at ok pace. Normally UF water filter not filtering water at higher speed. its mechanism is different from other water purifier.
@@ALL4Uchannel UF memebrane is very slow
Very slow
Kya ye salty water ko v pure karta hai kya
Nahi Karta. salty water ke liye aapko Ro type water purifier Lena padega.
kya yeh mud water ko purify karta hai..
Gopinath sahu, ye mud water ko purify nahi kar skta.
Storage Rain water ke liye ye best hai kya plz btae
Ajay Tanwar, storage rain water ke liye yeh water filter ek accha option hai. Thanks for comment.
20 litre purify karne me kitna time lagta hi aur paani ka test kaisa hota hi please reply sir
Kya ye MCD supply water se chlorine filter kar sakta h ?
Aditya Khandelwal, yeh kuch hadtak(limit) paani ke chlorine smell ko reduce kar leta hai. par puri tarah se chlorine ya chlorine smell ko ruduce nahi kar sakta.
Can I purchase this product because I have used submersible pump water
Monali Paul, if in your city water is supplied by BMC or Nagar Nigam by the lake which has Rain Water then this UF (Gravity Based) type Purifier is ok. Rainwater has low TDS & impurities in it.
But if in your area, you have the water of the river, boring then you need to check water tds & according to that select RO\UV type water filter.
Thanks 😊
If we purchase it on-line ... will assemble it....and Kent rep will visit & do ir pls inform....
zamirul islam khan, No kent representive will visit our home to assemble it. Actually it's very easy to assemble and they provide manual with step by step assemble procedure. Only for electric water purifier (All) company will send there representive.
This purifier needs periodically cleaning, its time will be differ from 6 to 10 days. its depend upon water (impurities) cleanliness.
Whether this is available in CSD canteen and what is the price of this purifier in canteen.
Ramchandra parihar i have no idea it is available at csd canteen or not. i purchase it online at offer thats time price was 2149/- Rs.
1876
What is ur experience with this purifier if u had purchased.pls share
CSD canteen me 2314.45 Rs. Leta hai
Available in CSD canteen @1850
Uf membrane se pani bahut slow girta hai, speed kaise badha sakte hain, syringe se kch help nahi ho raha hai
Rajesh kumar i suggest you tap uf membrane on hard surface for twice or thrice or repeat it for two or three times and then syringe it i hope this will help you. dont tap too hard otherwise uf membrtane will be damage.
Naturally uf membran is design for purify water so its passes water slowly.
Is it in good condition after one year please tell
Yes, it's in good condition after one year. Plastic quality is good so no need to worry about its durability.
How much time it takes to fill the bottom part
6 hour
सर यह फीलटर पानी को कीतना शुद्ध करता है कृपया इसके वाटर टेस्टीग का विडीयो बनाऐ
Hello sir Maine aj ye Naya laya purifier ab pehli 2 bar drain kiya Sara Pani but Puri level Pani ki neeche Nahi jati I'm very much stressed about this plz reply
Lubna ji kaisa hai ye plz mujhe b lena hai... Plz reply dena zarur
Isme pani ka test r.o jesa hoga
Nahi, it's just filter dirt from ur water. So very minimal change of water original test from your area.
Kya Yeh purifier handpump ka pani ssf karega
Pradeep Kumar, Yeh water purifier handpump ka pani shudh nahi kar sakta. yeh purifier aap sirf BMC, Nagarnigam dwara nal (tap) se hamare ghar me jo peene ka pani aata hai woose shuddh karne ke liye hai.
Hand pump ka pani shudh karne ke liye aapko RO system vala water purifier lena padega. Thanks for comment.
Is it good to use for Normal tank or tap water
for tap water. This is a gravity-based water purifier that is used for water that has a TDS level below 500 or up to 500.
Thanks for the day Sir.
Thanks for comment, prabhakar moghe.
Boring ka Pani chalega
Can this uf purifier remove odour in water and remove bacteria etc.
please suggest 0.01micron uf water purifier
iske pani ka taste kinley ya bisleri jaisa hota hai kya??
Soumyadip Nasakr, Iska taste bisleri or kinley water jaisa nahi hai. bisleri of kinley ka water sirf purified water hota hai mineral water nahi. Purified water mai se sare minerals (iron, calcium, salt erc.) nikal liye jate hai jo hamare health ke liye acche hote hai. without mineral vala water sweet lagata hai or mineral vala nahi. Himalya mineral water 80 rs liter hota hai.
@@ALL4Uchannel mtlb hme minerals wala pani pina chahiye ya without minerals wala?
@@mksingh340 mineral wala good for health.
@@DM-lu5hq sir mere ghar ka pani kafi tastey h to kya mai RO na lagwakr water filter lgwa sakta hu
@@mksingh340 TDS check karo agar 500 se kam hai toh koi zarurat nahi hai RO ki.
सर क्या में इसको नहर के पानी की सप्लाई हो तो use कर सकता हूं क्या.....
Prakash K. Choudhary, नहर के पानी के लिए आप इसे इस्तेमाल मत कीजिये| नहर के पाणी की वजह से आपको इसे हर 2-4 दिन मे साफ़ करना पड सकता हैl आप परेशान हो जायेंगेl यह purifier सिर्फ बड़े शहरो में जहा बारिश के तलाबोका पाणी BMC या नगर निगम द्वारा purify करके घरो में नल द्वारा भेजा जाता है वहा पर और बारिश का पाणी जमा करके जो इस्तेमाल करते है वहा पर काम में आता है| नहर के पाणी के लिए आप इसे use मत कीजिये l
@@ALL4Uchannel Thanku ji…….
sir yehee water purifire liya but instalation ke bad 2nd jar se 1st jar full ho jate hee 1st jar ke joint se pani overflow hone lag raha hai. plz help me
Munna Shaw, aapko iss water purifier me niche ke jar me jo red mark diya gya hai uske thoda upar tak hee panee bharna hai. Purifier me upar ka tank pani store karne ke liye nahi hota hai or niche ka tank bhi sirf aadha hee bhara jata hai. jaise hee niche ka tank thoda khalee ho jata hai usme uparse panee dalna hota hai. Har ek manual water purifer me hame yeh karna padta hai.
Is this good time to buy now ?? Any advanced water purifier now?? Plz advice
SURENDRA PUROHIT, Any time is good for buying water purifier. pure water is as essential as food for health. UF or gravity-based water purifier used sediment filter, carbon, and uf membrane to purify water. This type of water purifier is used in cities where BMC or MIDC supply water from rainwater lake. Which has low TDS and is low contaminated water. Bmc or midc primarily used chlorine to purify it so gravity-based water purifier is best in cities (where rainwater lake used to drink). Don't use chlorine-based water purifiers in cities where BMC or MIDC used chlorine to purify water.
if in your areas water TDS level is above 500 you need to use RO
type of water purifier. This type of water purifier you can say its an advanced purifier. if in your area water TDS level is above 500 and it's kind of polluted then used RO type advanced water purifier which are good to purify waters.
As per your area's water condition, you need to select a purifier. just don't select any water purifier for it looks or price. you have to assume the quality of water you drink and then select appropriate water purifier according to that.
@@ALL4Uchannel sure thank you for the suggestions !!
Can we fill more than red mark?? how much will it affect its performance??
you can fill it above red mark no problem, its not affecting its performance. The part which is hanging below tank has paper wrapper. so chances of its tissue can dissolve in water. So my suggestion is first remove that paper then use it.
SR My house ground water TDS 394
kaun si filter use karunga ?????????
Please reply me
asibul gazi, As per BIS (Bureau of Indian Standards) hum 500 TDS tak ka paani pee sakte hai, TDS aur kuch nahi yeh water main maujood minerals hote hai jo hamare health ke liye jaroori hote hai.
1. agar aapke yaha rain water storage (lake which is moniitored by BMC or Nagar nigam) ka paani aata hai to aap UF purifier istemal kar sakte hai.
2. jab paani main TDS ka level 500 se jyada ho to RO purifier use karna chahiye.
3. agar aap river, boarwell ya well ka paani peete hai to aapko NF purifier use karna hoga.
4. paani me agar jyada bacteria hai to UV purifier use kijiye.
Thanks for Comment.
Hard water ka laya Kon sa noon electric filters Lana chyaha...
Puja Ghosh, as per indian standard hum 500 tds tak ka pani pee sakte hai. aapke yaha ke water me agar tds ki matra 500 se jyada hai to aap konsi bhi branded company ka Ro water purifier kharid sakte hai.
Sir,
Isa tuboyal ka pani purifi hoga...
PL reply koro....
Pjua Ghosh, iss Water purifier se tuboyal ka pani purify nahi hoga. yeh water purifier sirf bade cities me jaha BMC ya Nagar nigam ke dwara pani bheja jata hai unhi cities me istemal kiya ja sakta hai.
👌👌👌👌
Thanks for comment, Mantu yadav.
Sir uf membran katam huva hai kaise malum padega
Shivakantha Bapuram, UF membrane ki life 1 saal (year) ki hoti hai . Uf membrane purana ho jane par uske andar ke fibre tut jate hai or iskee pani ko purify karne ki capacity kam ho jati hai. Uf membrane khatam huva hai iska hame pata nahi chalta hai par iske life ek sal ki hoti hai or ho sake to hame ise 1 sal ke bad badal dena chahiye.
SR My house ground water TDS 394
kaun si filter use karunga ?????????
.
paani boil karke thanda karke pee sakte hain kya? ye kent gold se bhi acha hoga na boil wali
Nitish Raj, Paani ko boil karne se, paani mai jo humans ko bimar karnewale microorganisms (bacteria, viruses, or protozoans) hote hai woh mar jate hai. Paani ko boil karte samay jab paani main woobal aana chalu ho jaye to woose woobalte huye 1 minute tak rakhna chajiye. badme paani ko thanda karke kapdese chaan kar peena chahiye.
"Boiling water is the most efficient method of purification" par jab ham paani ko boil karte hai to uske andar ke microorganism to mar jate hai par paani ka turbidity, chemicals, taste, smell, colour etc. paani boil karnese jaate nahi. Yeh kaam filter kar lete hai.
Agar ham paani boil karke or chaan ke pee sakte hai to accha hai par agar ham in sabke liye time nahi hai to fir aap filter ka istemal kar sakte hai.
Thanks for comment.
@@ALL4Uchannel every thing you said. I agreed to it. Can you suggest me any filter which is UF + stainless steel container with no charcoal for any filtration
Nitish Raj, LG ke water filter mai stainless steel ke container hote hai. Ho sake to aap LG ka water purifier lijiye . par kharidne se pehle aap stainless steel container usme hai kya yeh jaroor confirm kijiye (for precaution purpose).
@@ALL4Uchannel Steel ka container hone ke bawjood still LG ke water filter me UV, RO, TDS ye kuch bhi hua to bekar hain wo LG filter bhi...
Sir ji esme pani bahut kam aata h aisa kyo 5 gante me 2 gilash kent ka hai 20 ltr ka plz upya batYe h
Noor aalma aisa to nahi hona chahiye. aap iske uf membrane ko bataye gaye tarkie se clean kijiye. Video me maine ise clean karne kaa tarika bataya hai.
Thanks!
Thanks for comment, PAPA CHOUDHARY
Sir can you please tell me what is the name of small part in center uf membrane fixing point?
Kaveri shukla, it's name is UF MEMBRANE CONNECTOR.
@@ALL4Uchannel thankyou so much sir for help
Can we use this purifier for hand pump water??
NO ONLY RAIN WATER
Tds 760 hai kya ye le sakte hain
Jitendra Kumar Yadav, water tds agar 760 hai to aap isko istemal nahi kar sakte. as per Bureau of Indian Standards (BIS) ham 500 TDS level tak ka pani pee sakte hai. Agar aapke yeha pani ka TDS 760 hai to aapko RO istemal karna hoga. TDS hame pani me maujood mineral kee level batata hai .500 tds se jyada tds level wala pani hamare health ke liye accha nahi hota hai.
Thanks,
But Ro water ka tds 60 kar ke bech raha hai hamare yahan isliye
This machine Can remove floride from water
No. Use RO purifier to remove fluoride from water.
Panj bhut slow q ata h isme 1 1 drop kar k girth h
Sir mujhe best bta do plz 3000 tk jldi btana sir aj lena hai
Rishav, purifier water ke quality or TDs ke anusar liya jata hai.
Filter lene Se phle Water Ka tds kaise Pta Chlega??
Sher e Hind, pani ka tds check karne ke liye 200 Rs vala TDs mete aata hai isse aap pani ka tds check kar sakte hai. Agar aapke yeha barish ke talabo ka pani aata hai jaise kee bade cities me hota hai . inn barish ke taalabo vale pani ka tds kam hota hai kyonkee barish ka panee sidhe waha jama ho jata hai isliye usem kisi praakar kee ashuddhiyan mili nahi hote hai . Jis panee me jyada matra me ashuddhiyan jama hotee hai normally uska tds jyada hota hai . Jis pani ka tds jya hota hai wahapar RO water purifier ka istemal karna padta hai .
Sir mera top tank mai Pani kala ho rha h
Nice 🙏
Thanks for liking and comment, M7 K2.
kya ye boring ka pani shudh karta hai?
Jayshri Gadhe, Yeh water purifier Boring ka pani shudh nahi kar sakta. Boring ka pani shudh karne ke liye aapko RO system vala water purifier lena padega.
why there is cut upper tank???
Lakshay Gaming, its uppertank water overflow indicator mark.
Sir pani upar kala kyu ara hai
Iske carbon filter ko nal ke pani ke niche tab tak wash kare jab tk iska Kala Pani puri tarah se nikl jaye bad me ise use kijiye. Vdo me ise wash krne ka tarika diya hai.
2-3 bar isko pura pani pure krke fekna padega???
Yes Pratik Sharma, aapko shuru me isse 2-3 bar filter huva paani ko fekana padega.