औसत Part-4 || Average Part-4 ||इससे बाहर कुछ भी नहीं

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 22 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 9

  • @niteshchandrakar4240
    @niteshchandrakar4240 3 місяці тому +1

    Bhut sundar. Keep it up

  • @Honest_kitchen1
    @Honest_kitchen1 3 місяці тому +1

    Sir vyapam.ka.exam nikalne ke kiye pura book padhna padhta hai ya kisi coaching ka notes se kam ho jayega

    • @Padmpanigyan
      @Padmpanigyan  3 місяці тому

      @@Honest_kitchen1 coaching ke notes se kabhi kuch ni hoga chahe kitne bhi bade coaching ka class lelo. Ye competition exam h deep study krni hi pdegi esly isme success hone me min 2 year lag hi jate h proper guidence milne pr

    • @Honest_kitchen1
      @Honest_kitchen1 3 місяці тому +1

      @@Padmpanigyan sir Mai to coaching ke jaal me fhas gya 🥺🥺 Mai warden ka paper diya tha mera 65sahi ho rha hai .unhi log ka notes padha tha bas .or MCQ lagaya tha .mujhe puri tarhh tayari krna hai sir Mai surwat kaha se kru .

    • @Padmpanigyan
      @Padmpanigyan  3 місяці тому

      @@Honest_kitchen1 basic se hi karo notes padh rhe achi bat h pr standard book bhi padna h booklist ka video playlist me daal diya hu dekh skte h wha se help milegi ,utna pdhna kisi bi vyapm exam ke liye sufficient h..

    • @Honest_kitchen1
      @Honest_kitchen1 3 місяці тому +1

      @@Padmpanigyan ji sir bahut bahut dhanyabad.accha hua ki aap reply de diye nhi to Mai coaching notes me hi simit rhh jata or exam nhi niklta Mera . coaching walo se pucchoge to bolte hain Hamra notes padhiye isse bahar jane ki zarurat nhi 😂

  • @tejashvikashyap8474
    @tejashvikashyap8474 3 місяці тому

    Verg 2 me nhi lg rha hai mera es liye d.ed krna chah rhi hu

  • @tejashvikashyap8474
    @tejashvikashyap8474 3 місяці тому

    Sir mai b.ed ki hu tet bhi clear hai , science ki student hu aur d.ed krna chah rhi hu,sir margdarshan kre sahi hai ki nhi