2024 se exam pattern bahut achcha tha, abhi ka pattern pura change hua hai, jitna ho ske authentic book pado, you tube me time pass hi hoga, or computer India level yateendra sir ka class lena , 200 rupye me best teacher hai,
Lab technician 29 September wale exam k liye kon kon se book follow karne chahiye... Syllabus... Home science, geography, environment, physics, biology, chemistry
Aapke batane ke tarike se mujhe pura yakin ho gaya hai ki aap exam nikalne ka achchha experience rakhte hai aur jo Important hai un par jyada fokas karte hai, Sir mai ek hi baat bolna chahta hu ki aap plz jaise ki normal syllabus me all cg gs, all indian gs, maths reasoning itna bas kara do mai phle thoda thoda padha hu age bhi 31 hone ko hai job less hu mind me disturbance bahut hai, coaching institute par mujhe yakin nahi hai 🙏🙏🙏🙏🙏
@@Sanatpatel31 haa video series jald upload ki jaayegi aap tensn mt lijiye aaram se continue pdte rhiye ho jayga dont worry..apko aur koi bi querry hogi aap mail kr skte h Charuketan6650@gmail.com par
@@pradeepmajhi1270 apko aur jyda deep me pdna h cg history toh aap ramkumar behar le skte h, pr har chiz ko aap deep me pdhoge toh baki sub chhut jaynge esly phle jo maine book btya h wo agr aapne ache se kr liya h tb hi ap dusre books pr jaiye ye mera opinion rhega..
Sirf 12th lgta h,asst teacher ke samtulya post hota h ye post bs posting eska highschool me milta h.. Sahayk progshala alg h aur sahayk shikshak prayogshala alg
@@kiransahu4418 9th 10th sirf kahne ko h level usse kahi jyda rhta h.aap 2019 lab teacher ka previous year ka question papr dekhiyega smj aa jayga competition ke hisab se level badhana hoga ok .
Mai vyapam ke liye cg हरी राम, हिंदी विनय पाठक और हरी राम, computer यत्रेंद्र sir ki class li thi or परीक्षा मंथन, मैथ्स आर्यभट, bs tuteja sir ka book nhi leti , gk दृष्टि sir ki
Sir mera to aaj ka exam achcha nhi gya bahut mehnat ki thi 2 sal se😭😭 but abhi har nhi manna h safar lambi ho sakti h lekin manjil tak jarur pahuchati h..jaldi cls chalu kariye sir ab aage ki ress chalu karni h😔😊🙏🙏
Mera maths kamjor hai sir Mai ADEO exam ka syllabus ek bar nipta liya hu lekin post nhi aa rha to revision chor diya tha yojna wagaira ushme padhna padhta hai update Krna padta hai . Panchayati raj ✅ Ajivika ✅ Cg ✅ Hindi ✅ Ek gramin vikash bacha hai sir baki sab pura kr liya ADEO ki tayari Bina PGDRD wale kaise kren bataiye sir please video bana dijiye ho sake to non maths walo ke accha mauka hai sir abhi 😅kiyoki abhi fheer se Ane wala hai bol rhe hain post
@@Honest_kitchen1 sirf ek exam ko agr target kr rhe h toh en subject ko itne bar revise kro ki chize ekdm yaad ho jaye pr mai yhi kahunga sirf ek exam ke bharose baithe rhna risk h ap maths pr bhi kaam kriye atleast 25 me se 16-17 le aayiye baki theory se cover kr skte h isse apko jyda exam me competie krne ka mauka milega .
2024 se exam pattern bahut achcha tha, abhi ka pattern pura change hua hai, jitna ho ske authentic book pado, you tube me time pass hi hoga, or computer India level yateendra sir ka class lena , 200 rupye me best teacher hai,
Sir Cgpsc Aur Upsc Dono Ki Tayri Ek Saath Kese Karen please Help Sir ...
Lab technician 29 September wale exam k liye kon kon se book follow karne chahiye... Syllabus... Home science, geography, environment, physics, biology, chemistry
@@Padmpanigyan Intzaar rhega.... Subscribe done 👍
Ha sir pls btaiyega
@@dipalidixena8799 haa jrur .
Ab koi mtlb nai hai book ka time khtam bus duaa kro apne liye
@@shahnazkhan5218 book ka time one month pahle btane se bi mtlb ni ho pata bhot kam tym milta pdne ko esly ess pr video ni bnaya..
Aapke batane ke tarike se mujhe pura yakin ho gaya hai ki aap exam nikalne ka achchha experience rakhte hai aur jo Important hai un par jyada fokas karte hai, Sir mai ek hi baat bolna chahta hu ki aap plz jaise ki normal syllabus me all cg gs, all indian gs, maths reasoning itna bas kara do mai phle thoda thoda padha hu age bhi 31 hone ko hai job less hu mind me disturbance bahut hai, coaching institute par mujhe yakin nahi hai 🙏🙏🙏🙏🙏
@@Sanatpatel31 haa video series jald upload ki jaayegi aap tensn mt lijiye aaram se continue pdte rhiye ho jayga dont worry..apko aur koi bi querry hogi aap mail kr skte h Charuketan6650@gmail.com par
Sir...ADEO ke liye bhi book bta dijye Jisme sab cover ho jaye
@@SkKumar-kx6vy ji bahot jald ..
Sir sabka alag alag choice hota hai book ke liye lekin haa practice ke liye mcq most important hain
Ha 👍👍
@@ChandraShekhar-bs6qg kitna job nikla h apka mcq padhkr bs ye btao ?
Or ap kb post liye ye btawo, abhi pattern change ho gye hai, jisko pdna hai wo gk Mahesh barnwal book le lo, or cg authentic book uthana ,
@@Maahi-hh ap jra ek bar meri video puri dekh lete toh ye kahne ki jrurt hi ni pdti ..😅
Economic aur geography ka nitin singhania bhi acha hai kya sir
@@earthshuman3864 ramesh singh le skte h achhi book h
Ek baar ke liye full history padhna jaroori hai, yeh cg history ka 1 liner mein pura information nahi raheta hai
@@pradeepmajhi1270 apko aur jyda deep me pdna h cg history toh aap ramkumar behar le skte h, pr har chiz ko aap deep me pdhoge toh baki sub chhut jaynge esly phle jo maine book btya h wo agr aapne ache se kr liya h tb hi ap dusre books pr jaiye ye mera opinion rhega..
Thanks👍👍
Your welcome 🤗
Great bhai ❤❤
Thnku bhai 🤗
Sir ji mere ko ek government job nikalna hai pls booklist
@@educationguru6748 haa jrur niklega continue mehnat krte rhiye booklist share kr diya hu
Nice video 👌
@@Sahu-id3ng thanku 🤗
Bhiya sahayak prayogsala teacher k bsc yaa kuch aur lgt hai bhiya isk Qualification k liy
Sirf 12th lgta h,asst teacher ke samtulya post hota h ye post bs posting eska highschool me milta h..
Sahayk progshala alg h aur sahayk shikshak prayogshala alg
@@PadmpanigyanBhaiya prayogshala prichark ke liye science kis book se padhe pls
@@kiransahu4418 mai jald hi iske liye detail video upload kr dunga thoda wait kijiye pr authentic books hi pdhyega..
@@Padmpanigyan syllabus me cg board class 9 0r 10 likh h to cg board padhna sahi h ki ncert
@@kiransahu4418 9th 10th sirf kahne ko h level usse kahi jyda rhta h.aap 2019 lab teacher ka previous year ka question papr dekhiyega smj aa jayga competition ke hisab se level badhana hoga ok .
Jaldi classes lijiye sir.. Please
@@vishwanatht9288 haa bahot jald start ho jayga 🤗
Sir mujhe v help chaiye... Apse milkar vyapam se related kuch doubt h wo clear krna h... Apse kaise contect kr sakte h.. Bataiye na pls 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@IMPRESSIVETHOUGHT aap apna mobile no charuketan6650@gmail.com me send kr dijiye mai contact krta hu muje khushi hogi aap sbki help krk.
Tnx sir🙏🏻
No. mail kiya hu sir apko... Pls rply dijiyega
@@IMPRESSIVETHOUGHT okk
Sir bhut saree dout h apse contact kaise ho payga
@@sushmabanchhor1855 charuketan6650@gmail me aap mail me kr skte h apni problm ya apna contact no. Send kijiye mail me mai free hokr contact krunga
Abhi konsa job kr rhe ho sir?
nice
@@khemchandsahu4467 thnku
Sir maths ki class laiyega .. 😊
Ji 🙏🏻
Vashudev Nandan ki book mt lena, or Tuteja bhi, computer parisha manthan se bhi kuch nhi hoga, tuteja sir ki book koi mt lena,
@@Maahi-hh 😂😂
To kya lenge bhai
@@salonyyy28_ kon sa subject
@@Maahi-hh Cg Si Ke Liye
Mai vyapam ke liye cg हरी राम, हिंदी विनय पाठक और हरी राम, computer यत्रेंद्र sir ki class li thi or परीक्षा मंथन, मैथ्स आर्यभट, bs tuteja sir ka book nhi leti , gk दृष्टि sir ki
Sir mein apse bt krna cahhati hu ... Kaise contact kru ... 😢
@@dipalidixena8799 Charuketan6650@gmail.com me apna contact no. Send kijiye muje jase hi tym milta h mai contact krta hu..
Pratiyogita saransh hai kya
@@sumitacharyamathspoint9681 ji ha 👍
बहुत बढ़िया भाई
@@surendrabawanthade1933 thanku bhai
❤❤
🤗🤗
sir aapkamisla aubhinaw bhi 50persent kaam aaya hoga
Ha pichhla anubhav kaam aaya 🤗
Aapne kon kon se exam cleare kiye h
@@mamtaclasses4793 asst teacher lab 2019, patwari 2023 , teacher 2023
Mera exam ajj thik nhi gya, teacher bharti kb aayegi ,samjh nhi aa rha ,mai lecture ki tyari kru ya vyapm k baki subject ki ,plz guide kariye,
Aap kaha se ho bhaiya aap se milna h
Bahut se doubt h bhiya baat karni h
Baat kar lena na 🙏🙏🙏
@@sahu1349 Rajnandgaon se hu aap batyaie ky help chahiye pura support rhega meri trf se dont worry …
@@Padmpanigyan gunderdehi से हु भैया
@@Padmpanigyan bhaiya mujhe cg vyapam me top karna h har exam nikalna h 🙏 do saal se taiyari kar raha hu lekin sahi direction ni mil raha h
Jaldi class laiye sir.. Helpful hoga
Bilkul aap nischint rhe bhot easy way ke sath preparation ho jayga..dont worry
Sir mera to aaj ka exam achcha nhi gya bahut mehnat ki thi 2 sal se😭😭 but abhi har nhi manna h safar lambi ho sakti h lekin manjil tak jarur pahuchati h..jaldi cls chalu kariye sir ab aage ki ress chalu karni h😔😊🙏🙏
@@monaraj1578 bs govt job paane ke liye yhi jajba chahiye dhairy ke sath continue mehnat krte rhiye ek din jrur safalta milegi dont worry..
Sir aapne kon kon sa exam nikala hai 😊
Nasa ka papr yaad h 2019 ka 😊asst teacher lab
Patwari 2023
Teacher 2023
@@Padmpanigyan ji sir bahut bahut shubhkamnaye appko
Mera maths kamjor hai sir Mai ADEO exam ka syllabus ek bar nipta liya hu lekin post nhi aa rha to revision chor diya tha yojna wagaira ushme padhna padhta hai update Krna padta hai .
Panchayati raj ✅
Ajivika ✅
Cg ✅
Hindi ✅
Ek gramin vikash bacha hai sir baki sab pura kr liya ADEO ki tayari Bina PGDRD wale kaise kren bataiye sir please video bana dijiye ho sake to non maths walo ke accha mauka hai sir abhi 😅kiyoki abhi fheer se Ane wala hai bol rhe hain post
@@Honest_kitchen1 thnku
@@Honest_kitchen1 sirf ek exam ko agr target kr rhe h toh en subject ko itne bar revise kro ki chize ekdm yaad ho jaye pr mai yhi kahunga sirf ek exam ke bharose baithe rhna risk h ap maths pr bhi kaam kriye atleast 25 me se 16-17 le aayiye baki theory se cover kr skte h isse apko jyda exam me competie krne ka mauka milega .
Bhaiya help me, how can i contact you..
Btaiye mai apki kya help kr skta hu 😊
contact number chahiye thaa Aapka
@@lalityadu6159 Charuketan6650@gmail pr apna contact no send kre free tym me call krunga apko ..