Why Yudhishthira is called Dharma Raj |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 жов 2022
  • Ami Ganatra is an alumna of Indian Institute of Management Ahmedabad (IIMA). A management professional, she is also a devout yoga practitioner, a certified yoga instructor, and a student of Sanskrit and Indian knowledge systems.

КОМЕНТАРІ • 69

  • @vishalkhatri9576
    @vishalkhatri9576 7 місяців тому +4

    The way he said “theek hai” just before it ended 😂

  • @Aninda_Creation
    @Aninda_Creation День тому

    Vidoor ji ki jay...Hare Krishna..

  • @RameshSah
    @RameshSah 9 місяців тому +11

    Misleading thumbnail 😌😌😔
    Btaya nhi ki family ko jua me lgane ke baad v Yudhishtir dharmraj kaise ??

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому +5

      Aise ki family ko daav pe lagane wale Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

  • @k.999
    @k.999 Рік тому +5

    I'm loving this series

  • @samirthapa6145
    @samirthapa6145 8 місяців тому +6

    In grade 11th ICSE board, there was this novel "The Mayor of Castlebridge" by Thomas Hardy. The main character "Michael Henchard" after being drunk sells his wife to somebody ..

  • @Anjalii303
    @Anjalii303 2 місяці тому +2

    Draupadi was the greatest women in our history ❤

  • @kushagrabhardwaj4502
    @kushagrabhardwaj4502 6 місяців тому +4

    She was about to tell Yudhishthir's personality on Dharma, but she forgot

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому +1

      Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... Місяць тому +1

      She forgets many things in between, not the first time

  • @mepitome
    @mepitome Рік тому +1

    👍👍👍

  • @satishkamtikar958
    @satishkamtikar958 8 місяців тому +3

    King of Udupi did not fight.
    He was given responsibility of preparing food for the armies

  • @satishkamtikar958
    @satishkamtikar958 8 місяців тому +4

    I don't know how the Pandavas or Kauravas claimed inheritance.
    In reality both were not the blood line of the original kuru race.
    Shantanu's son was Bheeshma. He was the original heir.
    Both sons of Shantanu(Chitrangad and Vichtraveer) were heirless.
    Ved vyas was the biological father of Dhitirashtra , Pandu and Vidur.
    The matter was more complicated with Pandavad. Since Pandu could not conceive Kunti and Madri were impregnated with others to bear children.
    So technically both did not carry the blood line

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому

      Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

  • @mukeshlivestrong
    @mukeshlivestrong 11 місяців тому +2

    what exactly she explains that Yudhishthira was a Dharam raj?

    • @nagavamsip
      @nagavamsip 7 місяців тому +1

      About patience, discipline and foresight.
      Let me give you a powerful fact about Yudhisthira: During the rajasuya yagna, Maharshi Vedavyasa arrived and fortold that in 13 years a terrible disaster would bring about the end of the yuga because of this rajasuya. This upset Yudhisthira so much that after the yagna he summoned his four brothers and said he wished to end his own life to prevent this disaster.
      When Phalguna urged Yudhisthira to not act rashly, Yudhisthira thought and finally declared that he won't get angry with anyone for 13 years, because he believed that if the Chakravarti won't get angry with anyone, how can there be any wars?
      This is the reason that during dyuta sabha, when Vrikodara was raging at kauravas for insulting them, Yudhisthira simply sat with his head bowed. His love for people from both allied and enemy nations was unparalleled.

  • @shashikanta839
    @shashikanta839 Рік тому +4

    Answer toh diya hi nhi gambling wale scenerio ka

    • @agentravi00007
      @agentravi00007 8 місяців тому

      bhai yudhisthir dharmraj thay par thay insan hamare tumhar trait toh hai jo galti karta hai wo gambling wo hi hai hum bhi daru nahi peete hai kahin pi bhi lete hai wo galti har koi karta yudhisthir gambling ki galti hamari human ego aur matibrahshta hamari bhi hoti ye prasang hum yudishtir ko hamko aaj ke insano se jodta hai gyani dharmraj bhi galti karta hai par uska praschit wo 13 saal agyat vaas sahte hai daas ki jindagi jeete hai ye kya

    • @shashikanta839
      @shashikanta839 8 місяців тому

      @@agentravi00007 bro u r absolutely coreect but the point is she doesnot give a clear answer common public does not have such deep understanding

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому

      Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому

      ​@@agentravi00007Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 9 місяців тому +4

    Isilye jail gyi thi ye😂😂

  • @arnabpaul4732
    @arnabpaul4732 6 місяців тому +1

    Trinam api na dasye.....i will not even give a grass .....duryodhan said this to sri Krishna

  • @rajakumar-wu8qu
    @rajakumar-wu8qu Рік тому +4

    Ye to wrong number Hi 😅

  • @Anyone.c
    @Anyone.c 8 місяців тому +5

    She only speaks what she has prepared or what she has a narrative for.....changes and hops topics in each and every line....distorts timelines.
    Gives out personal assumptions and view which such confidence ending with maybes, trying to persuade the viewers.
    Aapki dukaan isse chalti hai uska matlab ye nahi ki log ye sab dekh, samaj nahi sakte.
    Jo jeet ta hai wahi itihaas likhta hai. Pandavo ka bhi yahi haal hai.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому +1

      Yudhishthir hi the jo Dyut ka virodh kar rahe the usey adharm aur paap kehkar, ve ye bhi kahe ki unhe khelna nahi aata ye, lekin Shakuni jab Brahmano Rishiyo pe aarop lagaya tab Rishiyo Brahmano ke samman ki raksha keliye mann maarke unhe apne khelna pada aur saamne se sampatti daav lagai gai to Yudhishthir ji ko bhi sampatti daav lagani padi, praja ki sampatti aur adhikaar ko bina yudhh bina rakt bahaaye wapas jeetne keliye apne bhaiyo aur khudko daav lagaye praja raksha keliye, khudko haare baad ve uth gaye the lekin Shakuni ka sujhav tha ki Draupadi un pancho ki sadbhagya hai to unhe daav pe lagake praja ki sampatti zameen sab wapas jeet sakte hai aur tab tak Pandavo ka koi apman nahi hua tha to Yudhishthir ji ko laga Draupadi ka bhi apman nahi hoga isliye daav pe lagaye. Samrat Yudhishthir Rishi Brahman ko sab kuch se upar aur Praja ko apne pariwar aur khudse upar rakhe, ye kaarya ek DharmRaaj ka hi hai isliye aise praja-premi Samrat ke vanvaas jate samay praja inkeliye roi thi aur kai Brahman bhi inke sath vann me ruke mahino tak apna sab chordke. Pariwar ko praja se upar rakhne wale hazaro swarthi mil jate hai par Praja ko pariwar aur khudse upar rakhne wale Samrat Yudhishthir aur Pandavo jaise koi nahi milta isliye ve Dharmraaj hai Yudhishthir ji khud kahe ki Draupadi unhe aur unke bhaiyo ko apne praano se zyada pyari hai isliye shanti prastav me bhi 5 gaon ke sath sath Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko bandi banake Pandavo ke hawale karne ka bhi shart rakhe the, Draupadi ke apman par pratigya 4 Pandav liye aur Yudhishthir yuddh ka nirnay liye the.. Samrat Yudhishthir ko Mahabharat book se jaanne wale unke dyut wale kriya ko bhi galat nahi keh sakte, koi bhi karm paap/punya kehlata hai uske iraade ke adhaar pe aur Samrat Yudhishthir ka irada apna rajya/bhaiyo ka maan/draupadi ka samman gavana irada nahi tha Yudhishthir ji ka jaise ek Sainik ki patni apne pati ko sankat me bhejti hai praja keliye lekin us sainik ko marwana uska irada nahi hota hai, isliye aaj bhi Pandavo Draupadi ki puja hoti hai South aur Southasian desho me bade dhoom-dham se.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому +1

      Aisa kuch nahi, ye itihas likhne wale MahaRishi Vedvyas the.. Pandavo ka hire kiya gaya koi lekhak nahi jaise west ke log karte hai.. MahaRishi Vedvyas ek Rishi bhi the aur dono Pandav Kaurav ke ek jaise biological Dada-ji bhi, dada keliye sabhi pote ek jaise hote hai isliye unhone vohi likha jo satya hai aur Pandav sahi maayne me Dharmatma aur Purushottam the jabki Kaurav bachpan se hi zehar dene jaise dusahas crime karne wale swabhav ke the to jo jaisa hai vaisa likhe jo satya hai, Nal Damyanti ki bhi story likhe ve jisme Nal jeette nahi balki haarte hai tab bhi Nal ko hi hero dikhaya jata hai vaise hi agar Mahabharat me Pandav haar bhi jate agar tab bhi is granth me Pandav ki asli achai aur Kauravo ki asli burai hi dikhai jati jaise Nal ke maamle me hua

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 3 місяці тому +1

      Corona fan, tera sanitizer hai Mahabharat book padh liya kar kabhi.. Debroy aur Sonyputra na dekhkar 😂

  • @sunnymalvi7367
    @sunnymalvi7367 11 місяців тому +2

    Yar tum br chopra ki mahabharat ko itna bhi bura mat batao

    • @anaghashenoy2581
      @anaghashenoy2581 11 місяців тому +1

      Br Chopra Mahabharat is kachra. Read the actual Mahabharat.

  • @parweshkumarsahu7042
    @parweshkumarsahu7042 Рік тому +2

    सौरी मैडम युधिष्ठिर महाराज ने धृतराष्ट्र को मरने वालों की संख्या 166करोड़ 20000 बताया है।

    • @Navneet_Jha
      @Navneet_Jha Рік тому

      Kaha bataya hai bhai , humne to padha nahi

    • @srstatushub8098
      @srstatushub8098 Рік тому +1

      ​@@Navneet_Jhaved vyas ji ki Mahabharat me

    • @Navneet_Jha
      @Navneet_Jha Рік тому

      @@srstatushub8098 nahi batayi bhai maine padha hai

    • @Ashutoshh608
      @Ashutoshh608 10 місяців тому

      ​@@Navneet_Jhakaunsi edition?

    • @Navneet_Jha
      @Navneet_Jha 10 місяців тому

      @@Ashutoshh608 critical edition

  • @satyendrapande9790
    @satyendrapande9790 8 місяців тому

    Adharm raj bolo

  • @bharat85038
    @bharat85038 Рік тому +1

    thumbnail kuch lga do gyan aur pel do kuch bhi
    kha hai answer " why " ka

  • @NikhilKumar-pz6ii
    @NikhilKumar-pz6ii Рік тому +18

    Confuse karna band karo

  • @praveenverma4588
    @praveenverma4588 7 місяців тому +1

    Isko kuch knowledge nahi hi

  • @TarunKumar-hy3yx
    @TarunKumar-hy3yx Місяць тому

    is kalpnik mahabharat pr log isko sch btane k lliye kitna jhuut bolte hain social media pr

  • @gvijaychandu8720
    @gvijaychandu8720 Рік тому +4

    Yudhishthir was an addicted gambler.. Very Very Very SELFISH unfit to be called Dharmraj.
    JAI SRI KRISHNA JAI SRI KRISHNA.

    • @anaghashenoy2581
      @anaghashenoy2581 11 місяців тому +5

      Really!!! Are you greater than Vyasa and Shri Krishn also?? Greater than the common people of Hastinapur also who wanted him as their king??

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 9 місяців тому +2

      He was never selfish. I've read Mahabharat granth and Yudhishthir first opposed the gambling thing saying that a Kshatriya wins his property through war and not through Shatth and that playing Dyut is adharma but Shakuni gave him many such examples that made him believe that there is nothing wrong in it.
      Why did he put his wife & Brothers in stake? Understand it before judging - Dhritarashtra had done favor on Yudhishthir and all Pandavs had since their childhood, never made them fatherless, even when Pandavs stayed as ghar jamai for 1 year in Panchal Dhritarashtra called them back gifting them many things including half kingdom and many more things so they trusted and obeyed Dhritarashtra more than Maharaj Pandu too, it was Dhritarashtra's order to Pandavas that made them play this Dyut/gambling without even knowing how to play it just to obey their father-like. They kept their Putra Dharm above their achievements thus Yudhishthir kept in stake the treasure (that's what Duryodhan too kept in stake first), then as per the rule unless the host (Dhritarashtra) stops the game the game would continue, Yudhishthir wanted to get back what he lost because it was not his personal property it was his people's wealth & land which he had to earn back so to rescue his people from falling into Duryodhan's hands he kept his Raaj-Dharm above Nij-Dharm/Personal life keeping his brothers & himself in stake to rescue the people without waging a war. Pandavs were not insulted or laughed even after loosing, no Pandav brother was insulted maybe that's why on Shakuni's suggestion he agreed to keep Draupadi in stake believing she too won't be insulted like his brothers & he weren't so maybe that's why again here his focus was winning back people's wealth & freedom without any bloodshed. But when Draupadi was dragged in and insulted he by choice played a last round of 13yrs exile (there was 1 dyut, not 2.. the first last half and second's first half is an interpolation because Draupadi was on her periods when dragged in first dyut and she remained in same periods cloth with stains on it while leaving for Exile that proves the continuity) and Bheem saved Draupadi from being disrobed, all 4 brothers pledged to take her revenge, they themselves were insulted when Draupadi refused to arrive they were abused a lot but they responded and pledged to kill all only when Draupadi was insulted. Yudhishthir keeping his Pati Dharm above all played a last round keeping in stake a challenge of spending 13yrs in exile, he accepted this just to get proper time for the preperations which he'd not get if they returned to Indraprasth (which Dhritarashtra had returned back to him to calm down the audience Kings after freeing the Pandavs as boons given to Draupadi), therefore he considered playing the last round and it was his plan to prepare for war in these years. So according to me Yudhishthir & Pandavs were not wrong, their Putra Dharm/Trust on Dhritarashtra and Raaj Dharm were used, even Krishna & Draupadi calls them Victims, not Culprits. They did wrong but that was a mistake, not a sin because what happened was never their intention and not the result of any addiction. What happened to Draupadi was a result of Pandavs' trust on Dhritarashtra that he is their well-wisher which he always pretended to be till that day. Blind faith is the reason behind this adharm, not addiction as Yudhishthir never knew to play dyut and considered it Adharm plus No gambler puts himself in stake.

    • @igvishnu8562
      @igvishnu8562 8 місяців тому

      Idiots giving their opinion 😂

    • @akashdhar9412
      @akashdhar9412 6 місяців тому +1

      ​@@pallavi.vaidik......that means that yudhishthir was not that addicted to gambling as shown in TV serials.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 6 місяців тому +1

      @@akashdhar9412 he was not at all addicted to gambling, not even 1% because he himself calls it Adharm and he accepts that he doesn't know to play it (even Krishna while reminding Karna his sins there Krishna too says the same that Yudhishthir didn't know anything of how to play the Dyut).. when a person doesn't know to play and just considers it adharm & sin, how can he be even slightly addicted to the game he doesn't know to play?

  • @prynsh_
    @prynsh_ Рік тому +6

    Mai gali nahi deta, vrna sach me suna deta is lady ko...
    1. Khub confusing baate chal rhi hai.. muh bna bna kr
    2. Patni aur bhaiyon ko daanv pr lgana konsa dharm hai?
    Thumbnail question ko chhod kr alg hi duniya chal rhi hai