Sir bahot bahot dhyanyawad iss information ke liye Bas ek folt nhi Samaj ata wo hi deep ka ek video" deep na lagne ke kya kya wajah hote hi" uspe bana do to bahot Acha rahega sir.
Aapka Hamare ek video dekhte hain aur Har ek video mein Ham like Dete Hain aapka video Hamen bahut pasand padati hai aapki kam ki Tarika hi Kuchh alag hai isliye Ham Dekh Dekh Kar bahut Kuchh Hamen Sikh milati hai
Bonjour Visiblement c est le mac cormick b414. C est utile pour nous en France car dans notre pays on ne trouve plus rien ni personne pour aider aux réparations...
Mera mahindra tractor ka main spoon valve havy implement uthane k bad fas jata h fir isko khol k sahi krna pd rha iska solution btayiye sir please kitne mechanic se dikhaya but sahi nhi hua
Sirji jab hydraulic trolly upar karte hai aur bich me kahi bhi trolly ko rokna hai matlab lock karna hai tab pc liver kitne number point pe lene ke bad trolly lock honi chahiye
Hydraulic slow race mein Khali per aaram se uthti h thoda load dene per accelerator Dena padta hai fir bhi pura load ni le rahi h filter line sab kuchh new hai paip bhi garam pad raha hai awaaz bhi kar raha hai kon se bal me dikkat h sir ji oring sare badal diye
Aapne problum ka soluction nhi btaya bina sokar ka steerig h tractor h swaraj 733 thoda dono side chlne par jam ho rha h oil pura h pump shi suply kar ra h pta ni dikkat kya h koi soluction btao please...
चाचा जी मैं एक मैकेनिक हु एक ट्रेक्टर हैं 415 महिंद्रा उसमें जब ट्रॉली उठते है तो पहले हाल उठता है उसके बाद ट्रॉली उठता है क्या परेशानी है पिलिज चाचा बताओ मेरे को आप
Vahut acha video banaya thank you guruji..😊
Ok thanks 🙏👍☺️
बहुत बड़ीहा लगा वीडियो सर जी 🔥👍👏👌
Ok thanks
Bahut acha vedio sir ji 💯😊👍🙏
Ok thanks
Bahut achi Jankari di sir apne thank you
Very nice and great thinking thanks for your notification
Very nice job sir
Ok thanks 👍
Sir bahot bahot dhyanyawad iss information ke liye
Bas ek folt nhi Samaj ata wo hi deep ka ek video" deep na lagne ke kya kya wajah hote hi" uspe bana do to bahot Acha rahega sir.
knowledgeable video
Ok
Aapka Hamare ek video dekhte hain aur Har ek video mein Ham like Dete Hain aapka video Hamen bahut pasand padati hai aapki kam ki Tarika hi Kuchh alag hai isliye Ham Dekh Dekh Kar bahut Kuchh Hamen Sikh milati hai
Ok thanks 🙏👍
Good vidio thank you sir
Ok thanks
Bahut badhiya jankari de sir...
Sir may odisha say honn app ke student
Thank sir ji aap bhut achcha se samjaheho ok
Ok thanks 👍
Bahut shandar ustad
Ok thanks
Mere Mahindra 275 me hydraulic problem he cultivators me jada hege rai nahi leti uska kiya problem her sir
❤ mast jankari hai
Ok thanks 🙏
Good video sir
Ok thanks
Nice job
Very nice sir ji
Ok thanks 👍
Automatic draft sensor ke position lever pe jo bahr nutt lga ha sensing adjust krne ke liye ye mre tractor pr nhi ha ye bahr se lgta ha kia
Bahut achha video
Bohot shandar jankari di ha sir ji apne . Maza a gya❤
Ok thanks 👍
Good
Ok
Good sir ji
Ok thanks
From Punjab ❤
Ok thanks 🙏
Very nine mistare 🎉🎉🎉
Ok thanks 👍
Nivtal pojish me oil break ko jata hai
Ok
Ok
Sar aap ne 1saal phle mahidra tektr ki hydrolik pr video bnaya tha usme kya problem nikli btao sar
Bonjour
Visiblement c est le mac cormick b414. C est utile pour nous en France car dans notre pays on ne trouve plus rien ni personne pour aider aux réparations...
Mera mahindra tractor ka main spoon valve havy implement uthane k bad fas jata h fir isko khol k sahi krna pd rha iska solution btayiye sir please kitne mechanic se dikhaya but sahi nhi hua
Aknmbr sir ji
Sirhi break oil ko oil kaise jata hai hydraulic se ya direct hydraulic pump se
Haydolek s
Ok
Sirji jab hydraulic trolly upar karte hai aur bich me kahi bhi trolly ko rokna hai matlab lock karna hai tab pc liver kitne number point pe lene ke bad trolly lock honi chahiye
5 nmbar
Ok
Hydraulic slow race mein Khali per aaram se uthti h thoda load dene per accelerator Dena padta hai fir bhi pura load ni le rahi h filter line sab kuchh new hai paip bhi garam pad raha hai awaaz bhi kar raha hai kon se bal me dikkat h sir ji oring sare badal diye
Video dekha kar kam sikh raha hoon❤❤❤❤❤
Ok thanks 🙏
😢😢😢😢😢
Thanks sir
Ok thanks
Sar hmara hydraulic pisten ring Dali hai par 3 4 gante ke bat dire dere niche aati hai
Man एस्फुल
Aapne problum ka soluction nhi btaya bina sokar ka steerig h tractor h swaraj 733 thoda dono side chlne par jam ho rha h oil pura h pump shi suply kar ra h pta ni dikkat kya h koi soluction btao please...
Power stearing hi kya bhai
Yes
@@thakurprashantchauhan8608 15 ke rpm pe deko stearing jaam jata hi ki nhi ok
Nhi chlra
Aap kaha se hai sir hee❤❤❤
Jhalarapatan Rajasthan
Mahindra tractor ki trolley work Mein slow a rahi hai kya Karan ho sakta hai
Sir mera tectar lal livar se avar lod ho rha he to isme kya problem ho skti he
Guru jee mai aapke yaha kam sikh sakta hu❤❤❤
❤😊
चाचा जी मैं एक मैकेनिक हु एक ट्रेक्टर हैं 415 महिंद्रा उसमें
जब ट्रॉली उठते है तो पहले हाल उठता है उसके बाद ट्रॉली उठता है क्या परेशानी है पिलिज चाचा बताओ मेरे को आप
Sir massey pe bhi video banaye
pencil type filter cleaning kaise kare
Sonalika ka distributor thik kr doge kya
Toli ko kese persar kese milta he
Sir aapki shop kaha hai
Jhalarapatan Rajasthan
Kubato ki jankari chahia Kesha ata he
Paka phon naber malsaketaha kiy
फिटीग विडियो दीखाए नबर 2 पाट
Ok thanks 🙏
Aapki aawaz kam hai
Ok
Start bon karte haydrolic niche ajaya hee
Cost ?
Please apna no de ya koi soluction btaye m bahut presan hu aas paas koi makenic nhi h
Oil break me jata h
Yas
Nice video sir no de sir ji
Sorry
Sir please share the diagram link
Apna नंबर do sir
Sir kya mujhe aapka contact number milega