This is the genuine video jo har Koi nhi batata .apki har ek bat 100%correct hi. Itna andar ki bat koi nhi batata love you so much 😍😍😍😍 & thank you Aage v eshahi knowledge dete rahiyega 😘
Mem koi ekat rule aisa hai jisko hmne follow nhi kiya.... To jb skill test me wo hmara shorthand wala paper submit krte hai to check to nhi krte ki inhone ye rule follow nhi kiya h??
Mam mene 2-3year phle steno kiya h via iti now m preparing for ssc steno then skill ki preparation written k sth kre ya after exam or result k bd self se hojaygi ya speed k liye wapis join krna hoga pls rply
Di aap mera shorthand bht din se chut gya to mera speed vi km gya to main kaise start kru. Plz give some suggestion or english shorthand ki practise kha se kru
Mem ek rule hota hai ki... First place ki matra h to line k upr, second ki hai line pr or third hai to line k neeche word bnega.... Lekin baad me hmare sir khi b bna dete the or hm bolte the to khte the ki bna lo jesa bnaya h... To confusion hota h ki kya,.. Hm agr khi b bna denge to koi prblm to nhi hogi.. Koi check to nhi krega ki ye to upr bnna tha line pr bna diya ya neeche bna diya..
phle jb learning period hota hai to aapko bilkul correct bnana chahiye. baad me jab apko rules bilkul tyar hain to aap speed bdhane ke liye kahi bhi bna skte hain. qki itni zda practice ho jati hai ki apko words smjh aa jate hain
Ydi koi word ki outline hm khud se crate kr rhe hai to jruri nhi hai na ki hm bilkul rules ko follow kre... Hm apni comfort k according bna skte hai na
Hmm mam true Maine v pichhle sal hi sikhna chaha pr teacher ne ek mhine tk ek hi chapter m lga diye or bole 3sal lgega Maine sikhna hi chhor diya please aap suggest kre ki Mai Kya kru
Mam mera speed 50-60wpm hai with 70% accuracy seen passage or maine 6 month se shorthand practice nahi kiya.... written exam ke bad agar mai full focus karu to 80wpm speed ayaga????
Mem skill test me steno Jo likhte Hai vo page check krte Hai Kiya,agr us page me kuch Shi nhi Likha or tiping me Shi likh Diya to iska kuch fark parta Hai Kiya, please tel me
sister mane basic complete kar liye h hindi ki around 50 exercise ab kitna time lagega or speed gain karne m abhi 40wpm par likh leta hu. and Aapne jab steno sikhi to daily steno k liye kitna time dete the. Thanks for this video aise hi motivate krte rhe.
Aap ye baataye ki preparation ke saath kitna time tak dena chahiye eke beginner ke liye jaise yadi koi abhi se kar chal raha hai aur ushe thoda basic aata hai to kitna time dena chahiye preparation ke sath 2020 ke liye plz bataye apne anubhav ke anusaar?
Didi mere state Steno exam me pre Me ho jayega me Skill ke liye Agar me Daily 3-4 Hrs Practice kru to kya 6 Months me 100WPM ho jayegi Speed Please Reply????
Mam mi abhi 60 to 70 wpm ka Hindi dictation likhta hu. Kya abhi written exam pe focus karu ya fir dono pe aur agar shorthand kare to abhi kitna time de sakta hu. Plzzzz reply Mam
@@LifeofaStenographer Mam March or December dono me hi but December wale ke liye pura prepare nahi hi. Main focus March wale exam pe hi to abhi shorthand me kitna time de because written pe jyada focus hi so kitna time dena correct rahega
Sister aap esy explain krti ho jese koi family member guide kr rha ho ones again thank you sister Love u 🙏🙏❤️❤️
Thanku soo much for appreciating
Aaj tak koi aise nahii bataya...thank ü really me
Ha ye video Mai Baar Baar dhakhu gi
Ty mam
Best j
True Lines
Shuru to kiya tha majburi me
Lekin ab maja aane laga hai
✌️✌️😊😊😎😎😎🙏🙏🙏
One of the best motivational video THANK U VERY MUCH
😊😊😊😊☺️☺️☺️☺️🙏🙏
Aapki ek baat bilkul Wright he ki Teacher sirf apni fees ke liye time badatey he mere sath esa hi he pr me cover krta hu jaldi
Apne shi kha lekin me b teach krati hu me aisa nhi krti jo jitni race ka use itni hi race dete h
Shuru to kiye the majboori me pr ab maza aa raha h : guddu bhaiya.
😁😁
🤣😂😅😅🔥
Thanks dii
Mam Maine exam clear Kiya hai or short hand bhi kar raha hu 1year se
I......
Speed increase karne ki book name bataiye
Mam muje practical exam hai shorthand ka... 1 august.. Plzzz mam ap bol sakhty ho kaise practical ko exam daigy
Thank ü really me
Thank you
Ye baat kilkul sahi hai ki aaj ki date main teacher par barosha matlb pairon par kuhladi marne jaisa hai...
You are the best sis
English steno book ka front pic dikha skti hain please kon
sa book len
I'm a hindi steno
@@LifeofaStenographer oo
@@LifeofaStenographer ok thanks
But aap bahut aache se guide krte ho sister
Thank you di🇮🇳
Jo bhi iss video ko DEKHTA hai please support my doll and like Thokk key jao aur share bhi jarurr karey ..🙏🏼😁😁😁😁😁🙏🏼
Thank you didi
Mam kaise pata chalta hai ki speed kitni hai speed kaise check karte hai please bataiye
Mam jab bhii demotivate hotii huu aapka nam ab sabse phle yaad aata haii ,Thanku for helping this much 🙏
Di thank u so much hmlog ka reply krne k lye or help krne k ly 😘
You guide true information
Di aapne gregg sikhi ya pitman??
Your videos are not only guide me but also motivate me.....thanks a lot ma'am....you are an inspiration for me💖
Maverlous
This is the genuine video jo har Koi nhi batata .apki har ek bat 100%correct hi. Itna andar ki bat koi nhi batata love you so much 😍😍😍😍 & thank you
Aage v eshahi knowledge dete rahiyega 😘
Maim maine bhi 6 month me kiya 70 wpm😀😀😀
Thanks didi
Voice record sunke dictation likhne me 100WPM cahiye ya baad me likha huya dictation dekh ke typing me 100WPM cahiye ??????
Shorthand 100 wpm chahiye
Mam basic clear karne ke baad speed karni h dhire dhire
Pratishtha ji 👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻 Ap ho skte to advanced outlines ki series bnaiye.
Ghar pe laptop Lana hoga Kiya jaldi sikhne ke liye
Pitman ki class lo na mam online
Very nice video mam... Very beneficial.... Thank you so much mam for this video
Mam bahut bahut dhanybad 🙏🙏🙏🙏 tussi great mam thank you so much
Mam, books to different different teachers ke rehte hai... Hme sir professor Damle ka pdha rhe hai.. Ti kya stenography ka font change hoga..
Thank you so much dii
Mam apka Name bhut accha hai pyra sa😍
Superb ...
Mam😊
Mem koi ekat rule aisa hai jisko hmne follow nhi kiya.... To jb skill test me wo hmara shorthand wala paper submit krte hai to check to nhi krte ki inhone ye rule follow nhi kiya h??
nhi. rules pr dhyan nhi dete
Mam you are very good person.
Mam mene 2-3year phle steno kiya h via iti now m preparing for ssc steno then skill ki preparation written k sth kre ya after exam or result k bd self se hojaygi ya speed k liye wapis join krna hoga pls rply
Mam kya alphabet aor sbda chinha se likha aor kisi bhi rule ko na lgya to 80 ke speed aa skti hai ya nahi
Thanku so much..itne ache se explain krne ke liye..
Mam magazines kha se le for speed
Agr hindi steno.ke lie puch rhe to manak ki magazine aati h
@@LifeofaStenographer english ke liye
Kailash chandra ki book
Kailash chandra ki book
@@LifeofaStenographer ok mam
Hlo di
Thank you for help..
Ap group bna lo ..usme recording sent kr Diya Karo ...
Kailash Chandra ki
Suru to kia tha mzburi me ...wow bht. Acha lga
Maii pichhe ka word bhul jate haiii usko yaad krne ka tarika btaye...
Revision. Jo b nya pdhiye agle din use revise krna h
Di aap mera shorthand bht din se chut gya to mera speed vi km gya to main kaise start kru. Plz give some suggestion or english shorthand ki practise kha se kru
chhoot jane pr dikkt zaroor aati hai dont worry. fir se thoda basics revise krk pdhne ki koshish kriye. ho jaega
Mujhe apki guidence ki jarurat hai.
Ji btaiye
Thanku so so much mam....🙏
Mam very helpfully video
Thanku mam ❤️❤️❤️
Mem skill test me tiping me Beck space use kr skte Hai Kiya
Ji blkl
Kya pitman short hand 6 months me sikh sakte hai?
haan
Hi pratisshtha kya skill test me comma aur full stop bolte hai ya hme khud se hi lagana hota hai?
Nolte nhi hain khud se lgana hota hai
Thank you mam
MaM hindi short hand me agar koi badh chinh yad nhi to symbols likh sakte h kiya jese muslim ka kabdh chinh he par yad nhi aata toh
Ji blkl
@@LifeofaStenographer very good work sis
One day how much dictation
Thanks you ma'am..... please keep continue......🎉🎉👍👍👍
Thanku sis
Mem ek rule hota hai ki... First place ki matra h to line k upr, second ki hai line pr or third hai to line k neeche word bnega.... Lekin baad me hmare sir khi b bna dete the or hm bolte the to khte the ki bna lo jesa bnaya h... To confusion hota h ki kya,.. Hm agr khi b bna denge to koi prblm to nhi hogi.. Koi check to nhi krega ki ye to upr bnna tha line pr bna diya ya neeche bna diya..
phle jb learning period hota hai to aapko bilkul correct bnana chahiye. baad me jab apko rules bilkul tyar hain to aap speed bdhane ke liye kahi bhi bna skte hain. qki itni zda practice ho jati hai ki apko words smjh aa jate hain
@@LifeofaStenographer yes mem aisa to h ki me khi b bna deti hu pr mjhe smjh ne me koi dikkat nhi aati h.... Easily smjh leti hu
Mem shbd chinh wgera b jo upr neeche bne hote hai speed me bnate samay by mistake hm khi b bna dete h..... To b koi prblm nhi hoti na
Ydi koi word ki outline hm khud se crate kr rhe hai to jruri nhi hai na ki hm bilkul rules ko follow kre... Hm apni comfort k according bna skte hai na
@@LifeofaStenographer mem maths mitne marks ki aati hai meri maths kafi weak h
Hmm mam true Maine v pichhle sal hi sikhna chaha pr teacher ne ek mhine tk ek hi chapter m lga diye or bole 3sal lgega Maine sikhna hi chhor diya please aap suggest kre ki Mai Kya kru
Mam, Please post some photos of your Office's Cabin.
Konsi book le
Book list ki video ka link discription box me hai
sister I am hindi sorthand jain lipi se steno ki hai me konse book le hu please tell me please
Ramdhari ki book se dictation likhie
@@LifeofaStenographer best book
@@nishantrajpoot02 Jaipur me to book nhe hai please you provide me online link
Mene 2020 ka form nhi fill kiya hai. Next vacancy kab tak ayegi 2021 ki? Maine shorthand seekh liya h bs speed banani h
Kaun sa sikha h English ya hindi
@@Vibhakar786 English
@@NOORFATIMA-ct1gv maine 12 tak hindi medium se padha h main English shorthand sikh akta hu???
@@Vibhakar786 ha seekh skte ho. Bs English m bd m Apko spellings wgaira thik se likhni ani chahiy. Nhi to ap hindi medium me krlo dono m hi scope h
Thanks di confident increase karne ka liye
Great explain,may be God bless you ,be continue...., Honestly ....
mai ab 2021 me vacancy kb aayegi ??? plz kuch bataye
March ke baad hi aaega
@@LifeofaStenographer march 2021 me ayegi?
Iske baad hi
aur joining kb tk hogi maim
It'll take atleast 1 year
Extremely good information mam🥰
superb mam
Gregg shorthand allowed hai ky exam m
Ji
hamari teacher v eise hi tha 😂😂
First view first comment🙏👍
😎😎😎
Hii ma'am aaplogo ko work ka pressar hota hai kya
Ji
Kya stenographer ka job karte hue kisi exam ki taiyari karne ka samay milta kya koi Pariksha ki taiyari kar sakte hain.
Ji
@@LifeofaStenographer thanks ma'am
Really wonderful explain 🥰
Mam mera speed 50-60wpm hai with 70% accuracy seen passage or maine 6 month se shorthand practice nahi kiya.... written exam ke bad agar mai full focus karu to 80wpm speed ayaga????
Haa ajaegi
Thanks ..Mam
Mem skill test me steno Jo likhte Hai vo page check krte Hai Kiya,agr us page me kuch Shi nhi Likha or tiping me Shi likh Diya to iska kuch fark parta Hai Kiya, please tel me
Mam,jaise halke क dark ग ऐसे sabd yd rakne ke liye kuch krna chahiye ki nhi ye bhi koi matter krte h
Mam English short hand sikhni padi h after selection in ssc grade c and d esa Krna compulsory h kya
Nhi. Compulsory nhi tha. But maine seekh li thi
Ma'am unseen passage.. Nahi hoparahe
Abhi time h achche se practice krie
Di coma grammar ki glti stop kaise kre
Ok
Mam exam m jo language chose krte h skill m bhi same language choose krni hoti h kya
Skill hi language choose krni hoti h
@@LifeofaStenographer mtlb ?
Pls btado mam
Ssc Steno me exam ki language ek hi hoti h english ki aur skill me do language hoti h english aur hindi usme choose. Krna hota h
Thank u soo much mam
sister mane basic complete kar liye h hindi ki around 50 exercise ab kitna time lagega or speed gain karne m abhi 40wpm par likh leta hu. and Aapne jab steno sikhi to daily steno k liye kitna time dete the. Thanks for this video aise hi motivate krte rhe.
Atleast 4 hrs
Mam koi course ki jrurt ya diploma ya certificate bhi jrurt pdti hai
Nhi kisi b course ya certificate ki zaroort nhi h. Bs shorthand apko ana chahiye
# Q .MAM#. Parliamentary repoter k bare m ak vedio banae.
Book finished karne ke baad kya kare ispar video bana dejeye
Didi Hindi Stengraphy ke Liye Konsi Book le Di🙏🙏
Kon si lipi sikh rhe h
@Divya Mordhawaj also jain lipi
why r u so cute😐
Mam mera 3 months mai exam hai kya aap guide kr skti ho
Kis chiz ka exam hai?
ssc stenographer hindi k liye book bta do mam plzz reply
Aap ye baataye ki preparation ke saath kitna time tak dena chahiye eke beginner ke liye jaise yadi koi abhi se kar chal raha hai aur ushe thoda basic aata hai to kitna time dena chahiye preparation ke sath 2020 ke liye plz bataye apne anubhav ke anusaar?
Atleast 3 to 4 hrs
How to learn steno on youtube without any cost 🙏?
Already shared youtube channels on my telegram channel. Please go through that
Dii mai 1 year phle se kr raha hu sikh sakta hu.
Ji
@@LifeofaStenographer Dii gk me dr lagta hai koi book. Batao na jise read kr lu plz
Lucent
@@LifeofaStenographer ok Di thank you🌹😊
Didi plz batao ki grade up test series kya free test series hai??
Ji nhi paid h
Didi mere state Steno exam me pre Me ho jayega me Skill ke liye Agar me Daily 3-4 Hrs Practice kru to kya 6 Months me 100WPM ho jayegi Speed Please Reply????
Bhai aap kis state se ho..
Haanji
@@LifeofaStenographer Thank you didi😊❤️
Mam mi abhi 60 to 70 wpm ka Hindi dictation likhta hu. Kya abhi written exam pe focus karu ya fir dono pe aur agar shorthand kare to abhi kitna time de sakta hu. Plzzzz reply Mam
Agr dec me exam h to sirf written pe focus krie.
@@LifeofaStenographer Mam March or December dono me hi but December wale ke liye pura prepare nahi hi. Main focus March wale exam pe hi to abhi shorthand me kitna time de because written pe jyada focus hi so kitna time dena correct rahega
2 ghnte abhi ke lie baad me jada time dijiega
@@LifeofaStenographer thank you so much mam 🙏
Ap muje hindi ka speed material bta skti h kya