@@mukeshwaterlilyandlotus actually mai beginner hu. Abhi kuch tubers and Water Lily order ki h. 3-4 din me receive ho jaegi. Thanks aapka Jaankari ke liye 🙏🙏
Direct pot me cleaning ki dikkat aati hai Shifting me bhi dikkat aati hai Hamare yahan climat bahut garm aur bahut thand hone ke karan shifting karna pad jata hai Generally tub me fishes daal dete hai to fish ko handle karne k liye bhi pot in pot Sahi rahta hai Direct pot method me root tub k kinare chalta hai, Thad ya garmi me subse pehle root hi damage ho sakta hai
Plants perform nahi karte to repotting karna padta hai King of Siam thand me dormancy me chala jata hai Thand k baad is week Maine tuber nikal kar water me float kar diya h Tropical me continue repotting jaruri hota hai
Hi sir ek help chahiye thi aapki Kamal ke paani me snail ho to kya vo Kamal ke patto ko kha kar khatam kar sakte hai???? Mere Kamal ke patto ko koi jiv nukshan pahocha rahe hai lekin kuchh samaj nhi paa Raha hu sir agar Kamal ke paani me davai daalu to gappy fish hai vo bhi to mar jaayegi na😢
25-30/- me pouch mil jayega Thoda thoda use karne per Bahut din chalta hai Aapke pass aur bhi plants honge usme bhi fungicide ka spray karna padta hai uske kaam bhi aa jayega, Agar aapko fungicide ka alternate chahiye to handwash bhi use kar sakte hai per ye sabhi tarah ke fungus me kaam nahi karta h
महत्वपूर्ण जानकारी साझा करने हेतु बहुत बहुत आभार आपका मुकेश जी ❤
Soil bahut achi banaye h, lotus ko bhi repot kerna bataye
Lotus March me repotting karunga
Video informative.❤
Thanks for guidance.
Unboxing karane ka bada hardy water Lily kitne din baad lagana chahiye...
Next day laga sakte h
Agar floating karke rakhte hai to new roots aa jayega uske baad bhi laga sakte hai
Hardy k saath jyada dikkat nahi hai
Thanks for guidance
Nice
Aap lotus nahi lagate kya?
March me repotting karunga
मिट्टी कहा मिलेगी ऐसी मुकेश भाई
Ye khet wali mitti h
Talab se bhi la sakte hai
Jyada kankad patthar nahi hona chahiye
King of siyam ka prize hai., beautiful colour
350/- + shipping
Barish me available hoga
Bhai kya is mahine me laga sakte hai
March me lagana sahi rahega
Abhi seeds se grow kiye hey one month ho gaya... plant me flowering hogi aur kab hogi
Plants ko apna time lene dijiye
According to my experience ,I grow lotus from seed & seeds collect from local pond. That plant have bud just 121 day.
Fungicide ke pani me duba kar nahi rakh sakte kya??
Ya normal water me dubo ke hi rakhna jaruri h?
Agar paudhon ko fungicide Mein dubokar Rakhenge to paudhe kharab ho sakte hain
@@mukeshwaterlilyandlotus oh to matlab Fungicide ke pani me sirf 4-5 minutes rakhna hai.
Thanks 🙏
@@mukeshwaterlilyandlotus actually mai beginner hu.
Abhi kuch tubers and Water Lily order ki h.
3-4 din me receive ho jaegi.
Thanks aapka Jaankari ke liye 🙏🙏
@Chaatmasalaa Sir agar funcicide mein dubokar nikalna hai to Matra 5 second hi Rakhna hai usmein 4 se 5 minut Bhi Nahin dubana Hai
@@mukeshwaterlilyandlotus oh acchaa.
Thanks.
Btw saaf use kar raha hu mai.
Pot in pot na karke agar directly bada pot main lagaye toh, koi problem
?
Direct pot me cleaning ki dikkat aati hai
Shifting me bhi dikkat aati hai
Hamare yahan climat bahut garm aur bahut thand hone ke karan shifting karna pad jata hai
Generally tub me fishes daal dete hai to fish ko handle karne k liye bhi pot in pot Sahi rahta hai
Direct pot method me root tub k kinare chalta hai, Thad ya garmi me subse pehle root hi damage ho sakta hai
Kya aapki water lili ki nursery hai ?
Ji
Rajnandgaon, Chhattisgarh me h
Ye apne kahase mangaye aur kitne me?
Please WhatsApp 8827270202
Reporting ke baad ka growth baataye 🎉❤😊😊😊
Plants perform nahi karte to repotting karna padta hai
King of Siam thand me dormancy me chala jata hai
Thand k baad is week Maine tuber nikal kar water me float kar diya h
Tropical me continue repotting jaruri hota hai
Hi sir ek help chahiye thi aapki Kamal ke paani me snail ho to kya vo Kamal ke patto ko kha kar khatam kar sakte hai????
Mere Kamal ke patto ko koi jiv nukshan pahocha rahe hai lekin kuchh samaj nhi paa Raha hu sir agar Kamal ke paani me davai daalu to gappy fish hai vo bhi to mar jaayegi na😢
Sir please send images in my WhatsApp 8827270202
Agar patte fresh ho to snail damage nahi karte
Agar bahut soft leaf hai ya kisi kide me patte me cut laga rakha hai to damage kar skate h
Price kitne hai
Sir mere pass available h
Aap thand khatam hone Tak wait kar lijiye 😊👍
Mera pass v king of siam ka bahut shara bulbs hai😊
👍👌👌
Sir rubra red water lily viviparous hota hai ya nhi?
Ham odisha se ho .kaha se magbao batao na
Chhattisgarh, Rajnandgaon
Fungicide nahi hai to kya kare
25-30/- me pouch mil jayega
Thoda thoda use karne per Bahut din chalta hai
Aapke pass aur bhi plants honge usme bhi fungicide ka spray karna padta hai uske kaam bhi aa jayega,
Agar aapko fungicide ka alternate chahiye to handwash bhi use kar sakte hai per ye sabhi tarah ke fungus me kaam nahi karta h
Sir i have also 22 plants of king of siam and i want to sell but i don't know how to sell?
Sir ask to your nearest plant seller if he can help you
Fungicide ka naam ka hai
Aapke pass jo bhi ho
Agar new kharidna ho to saaf fungicide lijiye
Apse waterlily kayse pa sakte hay
Please WhatsApp or call 8827270202
आप मुझे ये blue वॉल प्लांट देगे क्या
Sir March me mil jayega
Abhi thand me grow nahi hote
Mera what's app number - 8827270202
Sir iska kya price hai approx?
Sir king of Siam ka price ab bhi 400/-
Isse mahange milega per 400/- se kam nahi hua hai
मैने दो प्लांट्स ऐसे ही एमेजान से मंगवाये थे पर उसके सब रूट नष्ट हो गये है और प्लांट्स बढ नहीं रहे
Please send images in what's app 8827270202