Bro bhot achi trick thi mujhe pata thi but ye nahi pata tha K camera m bhi work karti h apki wajha se pata chala aur mera camra chalu hogaya Bhai thanks again
Bhai mere pass ek sony cybershot camera....mai usse as dashcam use krna chahata hu.....too mai usse esse he power supply provide kr dunga....koi problem too nahi hogi....
Bhai aap ne jugar kiya h wo to bahut risky h qki jo ase 10-10 rupay ki battery's hoti ha unko ko to kabhi charge nahi karajata qki ya tu wo phatt jaye gi aur ya fir wo leak hojati h so please don't do and use it again🙏🙏 aur Issy aap ka camera 📷 under se kharab ho sakta hai
Sir app Jo bataya oh to thik hay lakin app mobile adaptor se video banaya , is ki voltage 5 volt DC ata hay lakin camera two cells ka hota ha and is ki voltage 3volt ka hota hay so if I do as per your video the camera circuit will getting 5 volt ti may be damage the circuit so how can protect the circuit.pl reply
Mere pass bhi aisa he camera hai usme battery jaha lagata hai wo battery lagane wala cover wo thoda tut gaya hai es wajh se battery dalta hu to thik se lagta nhi hai to kaise thik hoga
Agr is camera ki bat kare to sbse pahle apne laptop me nicon camera ka driver install karna padega aap google par search kar skte h kisi bhi trusted site se dl kar lena... Uske bad isme usb port diya gya wo apke pas is camera ka usb cable hona jaruri h... bas apka camrea connect ho jayega... Thankyou.. plz subscribe me😊😍😍😍
Camera ki setting se hoga... Theek hai. Agr flash short nahi hua hoga toh,waise by default to flash on hi rahata hai jab bhi battery nikal ke wapis lagao
Yes bro... Sbase pahle aap apne battry ka voltage check kare multimeter se apki koi ek battery damage ho skti... Min vol 1.1 se 1.3 tak hona chahiye and 2nd ap apne camera settings me jaye aur waha par apko battery types milega waha par aap select kar sakte h... And 3rd is final reset your camera if 1 or 2nd mathod not working... thank-you
Sir mera nikon coolpix l29 camera hia sir wo on nhi ho rha hai mene 2 AA alkaline battery bhi order kri fir bhi on nhi ho rha dikhne me ekdam 100% condition hai
Is 3.0v vs 5.0v perfect? May cause camera will burnt.
For safety reason use a Step down dc to dc booster converter XL6009. set voltage 5v to 3.15v . Thanks
maybe, if used for a long time. But I just made a suggestion, use DC converter for long time.thanku
@@TechAngle360 use 3 diode in series for positive wire so voltage reduce to 3.1volt
@@TechAngle360 will also provide 0rorm3owignsKLgi
J afwesig ja du plessis
Bro bhot achi trick thi mujhe pata thi but ye nahi pata tha K camera m bhi work karti h apki wajha se pata chala aur mera camra chalu hogaya Bhai thanks again
😊😊
Ye badhiya h meri problem solve ho gyi... Sir
thank you very much. u helped me a lot
Glad to hear that
@@TechAngle360 but, I'm having another problem, the batteries get very hot like burning... So please tell me what to do
Yar aisa to kabhi socha hi nahi.... Ye achhaa idea hai good job bhaaii
Thanks for your compliments ☺️
Sir how to open the battery part of this camera
If the camera is 15 - 20 years old and we take it out after such a long time
Bhai mere pass bhi ye camera hai😊
mere paas sony dsc dx80 cybershot camera hai uska battery backup only 30 minutes hai kya use direct current pe chalaya ja sakta hai?
Yes jo dc power requirement hai camera ke liye usi dc power par chalaya ja sakta hai.
@@TechAngle360 ok
Kya cell ki jagah koi reachable battery dal deen to agar han to koun si battery???
I will try it
कतई जहर
Bhai Mai try kr rahi hu aur agar kaam Nahi Kiya na to bata rahi hu aapko
Kam Kiya !?
Can I use normal battery ( use and through) in the camera
Use kar sakte ho but usko charge mat karna...lekin backup bahut kam hota hai
Those batteries are rechargeable batteries or normal batteries
Normal use and throw battery 🙄
Bhaiya mere camera ka lense broke ho gaya. 4 years pahele ab apka vedio dekha to plz batao sahi ho sakata hai plzz request hai ye
Sahi ho jayega... Repair karwa lijiye okk
Thanku bhai
Bhai mere pass ek sony cybershot camera....mai usse as dashcam use krna chahata hu.....too mai usse esse he power supply provide kr dunga....koi problem too nahi hogi....
Bhai 3.7v battery colbe?
Kya hum ish wale camera ko computer k sath connect karke webcam ki tarah use kar sakte hy ?
Usb cable ke jariye kar skate hai ☺
thank you much reply karne k liye sir ...
Ish wale camera meh kaunsa cable use karne se hoo jaiga kuch bataiye na
Mene apka yeh video dekh k salo seh pada hua camera ko zinda kar diya ab bas ishe webcam ki tarah use kar pau toh .. apka boht bada meherbani hoga
Jo isi ke sath aata hai...
😊✌
Sir isme mic kaha par lagata hai
Isme External mic jack nahi hai... Ye inbuilt mic par work karta hai jo ki quality me achha hai...
@@TechAngle360 thanks sir
Bro mere paas to Nixon colourpix 20 he durosel to muje ek 35 rupees me Malta he to bhot problem please bro help mi
Rechargeble cell lelo
Bhai aap ne jugar kiya h wo to bahut risky h qki jo ase 10-10 rupay ki battery's hoti ha unko ko to kabhi charge nahi karajata qki ya tu wo phatt jaye gi aur ya fir wo leak hojati h so please don't do and use it again🙏🙏 aur Issy aap ka camera 📷 under se kharab ho sakta hai
Yes i know Maine is battery ka sirf example diya hai... Waha par apko chargeble battery hi use karni hai
Sahi hai 🤫🧐&
Jugad ki watt laga diya bhai😝
Bhai kodak c143 ko other battery se kese use kare
Use separate battery with same volt
Kadak c195 bolna
Sir app Jo bataya oh to thik hay lakin app mobile adaptor se video banaya , is ki voltage 5 volt DC ata hay lakin camera two cells ka hota ha and is ki voltage 3volt ka hota hay so if I do as per your video the camera circuit will getting 5 volt ti may be damage the circuit so how can protect the circuit.pl reply
Yes long time usage ke liye voltage regulator use kariye and use 3.1 volt dc use kare... Maine comment pin kiya hai
@@TechAngle360 recharge battery kitne- kitne volt support karta hai reply dijiye
Is camera ka photo phata hai bro ya nahi
7.1 megapixels camera how to open battery part uf it is 15 years old
Mast hai
Mere pass bhi aisa he camera hai usme battery jaha lagata hai wo battery lagane wala cover wo thoda tut gaya hai es wajh se battery dalta hu to thik se lagta nhi hai to kaise thik hoga
Bhai moble ka battry use kare sacta ha
Kar skte ho bas ek dc controller add kar lena usme se 3v niklna okkk
इस कैमरे की बैटरी कहाँ मिलेगी और चारजर कहाँ मिलेगा
Is camera me cell padhte hai and wo amazon ya Flipkart par mil jayege...
Bhai 3.1 v dc power ka ek video banau plzzzzzzzz
Jo hum bohot din tak use kar sake
Sir ji vo chal toh charging me laga toh diya par on wali green light jalti hai fir band ho jati hai kya karu please help love from lucknow
Camera Kaun sa hai
Nikon coolpix L26 sir please help
Msg me telegram or insta
nikon coolpix 24 me onn off swith not work to kya kare
Camera repair shop par dikhaye...short ho gya hoga
Dust kese remove korte hain iski screen se
Bhai jalega to nahi😃 kyu ki 2.4 volt pe chalne wala camera hai ye aur apane 5 volt deiya hai
Just maine karke dikhaya hai... Long term ke liye use 3.1 volt charging and rechargeble Battery
How to check camera condition and adopter condition
thanks
Bhai ye bhi bata do ki Dell laptop se kaise attach karte hai
Agr is camera ki bat kare to sbse pahle apne laptop me nicon camera ka driver install karna padega aap google par search kar skte h kisi bhi trusted site se dl kar lena... Uske bad isme usb port diya gya wo apke pas is camera ka usb cable hona jaruri h... bas apka camrea connect ho jayega... Thankyou.. plz subscribe me😊😍😍😍
bhai voltage aur ampire same nahi hue to 📷 kharab ho sakta h
Yes agar long time ke liye use kiya tab
Isliye camera k liye 3volt charger use karna ok...
Battery gets discharged after few operations...battery consumption by these model is very high
Mere me battery delte ha rechargeable
Bhai mujhe yhe camera chahiye price bata skte ho
If I put new batteries the camera say no battery charge how to solve this
Bhai is camera ka flash keyse on kare
Camera ki setting se hoga... Theek hai. Agr flash short nahi hua hoga toh,waise by default to flash on hi rahata hai jab bhi battery nikal ke wapis lagao
Sir hamare pas agar ye constallation wali machine nahi hai to kya kare
Please solutions this camera battery exhausted problem
Yes bro... Sbase pahle aap apne battry ka voltage check kare multimeter se apki koi ek battery damage ho skti... Min vol 1.1 se 1.3 tak hona chahiye and 2nd ap apne camera settings me jaye aur waha par apko battery types milega waha par aap select kar sakte h... And 3rd is final reset your camera if 1 or 2nd mathod not working... thank-you
you must use 3.5 v dc power
😊
Sir mera nikon coolpix l29 camera hia sir wo on nhi ho rha hai mene 2 AA alkaline battery bhi order kri fir bhi on nhi ho rha dikhne me ekdam 100% condition hai
mera on Ho nahi raha hai camera... koi bhi battery se on nahi Ho raha
To Bhai iska matlab tumhara camera 📸 to abb iss duniya mein nahi raha 😁
Bhai is Ka charger chahiye
Iski link comment me diya hai...ok
Any battery, i bring to my camera don't work
Bro... Contact camera repairing shop... May be camera mother board problem...
Use rechargeable battery it will work
New Battery but charge service very bad
Kis brand ki hai
Philips camera power ic problem
Repair in camera shop
Please bhai
My camera got Damaged 😢
so sad
Battery 1.5V
Heh
Mera camera hi khrab ho gaya
Fake hai ye
Bhai JaRur koi mistake ki hogi mai aj bhi usi camera se shoot karta hu VIDEO.
i want battery door
Cantact camera repair shop....
Urgent
Work nahi karta
Jhhuhhhhhh
FAKE
🧐🧐🧐🧐
😡😠fake
Watch full video▶️
Bhai aap per mobile number mujhe bhej do mujhe mere camere ki body mangwani hai to
Bhai camere ki shop par contact kariye mere pas extra body nahi hai
Sale me this one .....himaliyaa jaana hay last time bettery nahi mile markit se its outt off stock on markitt....🤣🤣🥱
Battery 1.5V