Salamunalaikum Maulana Hasan Akbar saheb Qibla khuda wande Kareem chaharfah masoomeen a.m.s.ki Garde Pa Ke Sadqe Mein Aap Ko Sehat Tandurusti Ke Sath Salamat Rakhe Aap Ne Bahut Sahi Bayan Diya hai
سلام علیکم قبلہ بات مجلس امام یا محرم کی نہیں ہے شادیوں میں بیجا خرچ اور فاتحہ کے کھانے کے لئے یہ مہم چلائ گئ ہے ۔ اور سب سے اہم بات یہ ہے کہ کسی چیز میں شدت نہیں ہونی چاہیئے
Salam alaikum g beshak apne sahi kaha janab aj kal hamare yaha shadiyo m dusre majhab ki tarah hone laga h ajki shadi karoro m hoti h jo garib log h unki betiyo ki shadi nhi ho pta wo baap kese itna dhej de kese itne hege hol book kre kehene ko hm moula Ali as ke Mane wale h pr moula ki nhi mante hmare moula ne kitni sadgi se Bibi zehra sa se shadi ki agr ko ye bole to log aj rista katam kr dete h
Afsos ki baat hai, dunya kahan se kahan pahunch gayi lekin ham isi baat pe lad rahe hain ki majlis mein khana hona chahiye ya nahi.... Afsos hai waqean
Wahabiyo ki baat na kriye wahabi kya h allah behtar janta h hmare yaha istema me aaiye to pta chale wahabi kya h aur fateha bhi padha jata hai , Kyu jitna acha khana khilaenge utna sawab hai kya? daal chaval khilane se swab nahi hoga, jiske pas jitna ho vo khilay utna na ho na khilay.
Israaf jahan par bhi ho raha hai wahaan katauti zaroori hai chahe woh Shaadi woh ya aur koi jagah Jis majlis mein khane ka intezaam hota hai wahaan majma apne aap zyada aata hai, yeh kyu ho raha hai ispe koi khatib ya aalim baat kyu nahi kar raha hai. Nazr ke jagah 10 aur majlis karne ki muhim kyu nahi chalai jaa rahi.
Masha Allah Janab
Salamunalaikum
Maulana Hasan Akbar saheb Qibla khuda wande Kareem chaharfah masoomeen a.m.s.ki Garde Pa Ke Sadqe Mein Aap Ko Sehat Tandurusti Ke Sath Salamat Rakhe Aap Ne Bahut Sahi Bayan Diya hai
Mashallah bhut shi baat khi
Bilkul sahi mashaallah
Mashallah ❤❤❤
Ekdam sahi Maulana sahi baat aap ki
Very good 👍
Haq bayani Qibla ❤
Mashallah janab
Mola slamat rakhy mashallah
Bahout khoob maulana
Beshak
Masha Allah
سلام علیکم
قبلہ بات مجلس امام یا محرم کی نہیں ہے
شادیوں میں بیجا خرچ اور فاتحہ کے کھانے کے لئے یہ مہم چلائ گئ ہے ۔
اور سب سے اہم بات یہ ہے کہ کسی چیز میں شدت نہیں ہونی چاہیئے
Bahut sahi aap ne kaha h
Mashallah
Ji bilkul sahi
Salam alaikum g beshak apne sahi kaha janab aj kal hamare yaha shadiyo m dusre majhab ki tarah hone laga h ajki shadi karoro m hoti h jo garib log h unki betiyo ki shadi nhi ho pta wo baap kese itna dhej de kese itne hege hol book kre kehene ko hm moula Ali as ke Mane wale h pr moula ki nhi mante hmare moula ne kitni sadgi se Bibi zehra sa se shadi ki agr ko ye bole to log aj rista katam kr dete h
Afsos ki baat hai, dunya kahan se kahan pahunch gayi lekin ham isi baat pe lad rahe hain ki majlis mein khana hona chahiye ya nahi.... Afsos hai waqean
Koom aapke jaal me fas gaye hai
मौलाना साहब आप इस तहरीक का फलसफा समझे ही नहीं। ये तहरीक खास कर टीजे के खाने के लिए है।
Majlis ke khaane ki baat nahi hai. Baat Shaadi, Chaliswe ke band ho. Aap wahi paisa Palestine ke gareebo ko bhje
Wahabiyo ki baat na kriye wahabi kya h allah behtar janta h hmare yaha istema me aaiye to pta chale wahabi kya h aur fateha bhi padha jata hai ,
Kyu jitna acha khana khilaenge utna sawab hai kya? daal chaval khilane se swab nahi hoga, jiske pas jitna ho vo khilay utna na ho na khilay.
App jo ye kah rhy to garib kon kahta h sb paise wale ko he bula kr khilya jata h
Israaf jahan par bhi ho raha hai wahaan katauti zaroori hai chahe woh Shaadi woh ya aur koi jagah
Jis majlis mein khane ka intezaam hota hai wahaan majma apne aap zyada aata hai, yeh kyu ho raha hai ispe koi khatib ya aalim baat kyu nahi kar raha hai.
Nazr ke jagah 10 aur majlis karne ki muhim kyu nahi chalai jaa rahi.
ua-cam.com/users/shortsieT_EygbXrs?si=kTvDHrI3-AO30xxF
Mashallah ❤
Mashallah
Mashallah