Majliso Me Nahi Band Hone Denge Khana | Sawalo Ke Jawab | Maulana Hasan Akbar Khan Rannavi |
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- Majliso Me Nahi Band Hone Denge Khana | Sawalo Ke Jawab | Maulana Hasan Akbar Khan Rannavi | #qna
LABBAIK YA HUSSAIN A.S
18 Bani Hashim Channel Is The One Of The Best Record Label Company In India . Our Aim Is To Provide Quality Product To Our Viewers. For More New HD Videos Of Majlis, Matam, Naat, Manqabat, Mehfil, Qasida, Live Telecast And etc. All Islamic Programmes Pls Subscribe Our Channel And Official Account.
Social Media
Facebook :- / 18banihashim
Instagram :- / 18_bani_hashim_official
Twitter:- / 18banihashim18
UA-cam :- / 18banihashim
Contact No :- 6393264595, 6392433941,97217 24599
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use
Regards
Team 18 Bani Hashim
SHUKRIYA
Assalamu alaikum bhai jitne maulana hai sabko farshe majlis p aam public k sath baithkar khana khana chahiye..
Beshak
सुबहान अल्लाह। मौला सलामत रखें। क्या खूब जवाब दिया है।
खाना खिलाने के सवाब है, न कि खाने का
बस यही सोच बदलनी है,
इससे पड़ोसी, & रिश्तेदार वो अपने हुक़ूक़ को समझेंगे
Khuda ka shukr jalalpur me ye sb nhi
Jo paise wale hain onko chahye ke jis ghareeb ke ghar mai mot hoti hai onko mali madad ki jane chahye
@@syedazahramohsena9660 beshak sahi kaha aapne
Alhumdulliah hamare yaha garib ameer koi bhi ho mohhale k log hi qabr banate hai aur bhati ka khana aur unke yaha aaye huye mehmano k liye intezam kiya jata hai
Aapne kitne ghareebo ki madad ki qibla bolna asan hai amal mushkil hai
Aapki baat sahi hai
Salamunalekum
Janab is tahreek ka jo maqsad he wo ye he k aaj mayyat hui aane wale kal me use fateha bhi karna he marne wale ke ghar wale pareshan ho jate hae ki kaese intezam hoga lakdi ka gosht ka wagera
Is se bachne ke liye ye muhim chalai gai he
Our mimber se hamare olema ne jo bayan diya he wo galati se ek moulana ne bayan diya usi bayan se moulana bolte ja rahe hae
Shadi birthday party wagaera me sab me fuzool kharch band hona chahiye hamari is muhim ka hissa he
Magar galat soch paeda ho gai
Propgenda phela diya gaya ki ambedkar nagar se aesi muhim chali he ki majliso me julooso me khana band ho aesa kuch bhi nahi hai
Ha fatehe ki majlis me ham log ki muhim he ke khana band ho jae to behtar he
Marne ka baad bhi ghar walo ko ye hi tension hota hai agar aacha khana nahi banayege toh pure gao mein izzat nilam hoti hai
@@KhanMub128 waleema kardena maulana sahab ye hain unko bulakar
अस सलाम अलैकुम क़िबला आप ने जुल अशिरा भी बयान कर डाला तो आप मानते है कि आप भी उन्हीं खाने वालों में से ही है जो खाने आते रहे 3 दिन तक अल्लाह ने इस काम को खिलाने वालो में से बनाया था आज ये काम खाने वालों में से होती जा रही है आप इमाम हुसैन को बस इतना ही मानते है इतनी ही मोहब्बत है के कहना न हो तो आप मजलिस में नही जायेंगे अरे जनाब आप तबलीग करिये आज के बच्चो को जो इंस्टाग्राम फ़ेसबुक पे मुजरा करते है उन को नमाज़ की तरफ लाये ये नही होगा आप से आप ने कभी इस पे वीडियो बनाई हो तो बताना के आज की जनरेशन को नमाज़ के लिए बताया हो या इस तरह वीडियो के सामने आ के मुहिम चलाई हो खाने के पीछे मरे जा रहे है तबहो बर्बाद हो गये वीडियो बना बना के
Sahi kaha aapne ❤❤❤
माशाअल्लाह 🌹 बहुत ही अच्छी बात है
पड़ोसी & रिश्तेदार अपना हुक़ूक़ कैसे पूरा करेंगे, गर आप इसे बदलेंगे नही
मैय्यत के घर खाना वो खाये जिसकी नमाज़ क़सर है, उसका भी हक़ पड़ोसी & रिश्तेदार का है!
Mashaallah
हज़रात आप के साथ है हम आप एक इदारा बनाये जिस में गाँव हो या शहर सब एक इदारा बना ले और उस गांव के लोग या शहर के लोग अपने इदारा में जो भी हो गंदुम अनाज पैसा देते रहे और उस गांव में या शहर में मिट्टी हो तो उस इदारे की ज़िमेदारी हो फूल फातिहा की आप तैयार है जनाब मौलाना साहब
Bilkul aapki baat se sehmat hoon haq baat kah di
Masha Allah moulana sab bhot aache koshish h
❤❤❤
Jiyo kibla molana sahab
Jzakallah maulana sahab सलामत रहिए
Bahot khoob.
Bahot Achhaa bayan hai
Kuch aise bhi maulana hain majlis padhne ka unka rate fix hai kya ye jayaz hai?
Itna bada masla ke usper itni lambi chaudi batein ho rhi bht ilmi batein MashaAllah
MATHAM E IMAM HUSSAIN A.S.
AZADARI E IMAM HUSSAIN A.S.
TAQ QAYAMATH TAK RAHINGA JOH RUKHANA SONCHINGA USKI NASLO KA NAAM AUR NISHAN KHATAM HOJAINGA
Sabhi maula k chahnewale ek saman hona chahiye majlis me sunne wale normal khaye aur alag kamre me baithkar teetar bater fry khaye
Mayyat ke ghar khana khana makkrooh hai
Sahi baat kahi aapne ❤shadi ne chalao
Jazak allah khair
Bahot Khoob Maula salamat rakhe bahot acha jawab diye h 👍
Ek din nhi lenge to sawab bhi bahot bada milega maulana sahab aap aaj hi elaan kardijiye
Labyek ya husain jio ali abbas bhai jio molana Sahab bahot achha paigam diya mola salamt rakhe
Masoomeen ki wialadt pr khilaiy unki shahadat pr khilaiy ghadeer mubahela aur fathe khaibar pr kilaiy phir daal chawal nahi umdah se umdah khana khiliy kisne roka h apko ghareeb jinko achcha khana naseeb nhi hota unko apne khandan pados aur gaon me raqam pauhchaiy to allah rasool o aihle bait razi honge janab
Fatha aur chaliswen ki majlis padhne ka paisa bhi nahi lena chahiye
Mashallah Maulana Sahab maula salamat rakhe ❤
Beshak molana ne sahi farmaya
Beshak
हमारे यहां एक बहुत गरीब है पर उसने उधर लेकर seyum में खाना किया है
आपका चैलेंज गलत है
مولانا فاتحہ و چہلم و مرنے کے بعد ہی کھانے پر تاکید کیوں آپ ہر روز مجلس کرائیں اور کھانا کھلائیں ۔ مجلس حسین ع میں قید نہیں کہ مرنے کے بعد ہی کھانے کا سلسلہ چلے آخر اس بات پر ضد کیوں بلکہ ہمیشہ کھلائیں اور امید ہے کہ مولانا حسن اکبر آپ ہر ہفتہ و مہینہ مجلس کرائیں گے اور کھانا کھلاتے رہیں گے ۔
بلکہ مولانا آپ ہر روز مجلس کریں اور کھانا کھلائیں
اپ کی بات بالکل صحیح ہے مجلسوں میں نہیں یہ تحریر شادیوں میں ہونی چاہیے مجلس حسین امام حسین علیہ السلام کیلئے کی جاتی ہے
नही इन जनाब ने तहरीर ही नही समझा जनाब की बातों से लगता है
@@musafirdubaiwala کیا اپ تھوڑا سا تفصیل سے بتا سکتے ہیں
اپ نے صحیح کہا بدلاؤ کی ضرورت ہے نہ کی بند کرنے کی @@musafirdubaiwala
@AijazNaqvi जी बिलकुल
जिन ज़ाकिरों को खाने के मौक़े मिलते हैं वो तो खाना खिलाने हक़ मे बोलते हैं मगर जब उन के घर मे किसी का इंतेक़ाल हो जाता है तो वही लोग ख़ुमैनी साहब की तौज़ीह को page 107 का हवाला दे कर उसकी मुख़ालेफ़त करते हैं.
Mashallah mama ❤❤❤
Well said by moulana Sahab 👍indeed beshaq ...
Bhai Kahan ki bat Kahan le ja rahe aap som yani fateha Ka Khana Kaisa ha Maine jahan tak suna hai maqrooh h shoda ke nam pr kre jitna ho sake kre kharch lekin fateha Ka bnd Hona chahiye
Mashallah
Assalamualaikum bhaiya moula ka gum hum sab shia pure zindagi manayege aur apne sab kuch moula pe qurban karenge
Aap kahan ki baat kahan lekar chale Gaye ho
مولانا صاحب جو بیان درہے ہیں حقیقت سے آگاہ کم ہیں معاشرہ میں کیا ہو رہاہے معلوم ہوتا فقط کھانا مد نظر
इन साहब को तहरीर समझ नही आई ये जनाब बार बार बन्द बन्द बोल रहे हैं जब कि बन्द करने को किसी ने नही बोला जबकि शादी की कूरितियों पर भी ये लागूं है
Majlis bhi hogi khana bhi khilaenge
Inshallah
@@syedjameelabbas9842 lifafa bhi tagda hoga
3:03 dawat e Zulashira mei 3 din Tableegh Rasoolallah saww ne ki.. aur unse accha Tableegh aur koi nahi kar sakta.. bawajood iske ki log aaye aur sirf khana kha kar chaley gaye.. Toh kya Aaj kal ke zakiro ki taqreer se kuch asar padega???
Log aaj bhi Zulashira ke bahaney apna pet bhar rahe hai .
Fatiha tija mein Majlis Mein khana Nahin Hona chahie rishtedaron ko sirf khana khilay
Moula Hussain as pr hmari jaan kurban ho pr khana bad nhi hona chahiye pr jo log majlis m shadi jesa khana kr rhe h us pr rok honi chahiye apne theek bola h agar nazare imam jafar sadiq as m agr khir or puri krte h to log nhi ate pr jaha biryani ya farai hota h log zayada woha sirkat krte h
Maulana ko sabse pahle namaz e janaza ka aor fatehe ki majlis ka paisa nahi lena chahiye aor Aa public ke sath sabke sath dastarkhuwan par khana khana chahiye
Ap pahle maloom karen namaze janaza ka paisa koi nahi leta or le bhi nahi sakta kiu k namaze janaza paisa lena haraam he
Maulana jameen rehan rakh kar chaliswa ki majlis kiya aise case apko bata sakta hoon
جو لوگ اس کھانا کھلانے کو بند کرکے سرداری چاھتے ھیں ۔
ان کو شاید یہ نیہں معلوم کہ سرداری اور عزت کھانا کھلانے سے ھی ملی ھے ۔ اور کھانا کھلا کہ کوءی فقیر نہیں ھوا ھے ۔ اپنے کسی اور گناھوں کی وجہ سے فقیر ھوتا ھے ۔ جسکی وجہ سے امام حسین علیہ السلام کے نام پر کھانا کھلانے کی توفیق بھی سلب ھوجاتی ھے ۔
@@KingNo-zs9mz moharram me khilao fatiha ki baat horhi hai ek din bina khane k majlis m nhi jaskte
Khane se oppar jo Qaum uth jati
to Phir kya kehne super ho jati
Band nhi ho lekin ye kar sakte hai ki jiske pass jo amdani hai us hisab se khilaye or jo ekdum nhi khilane ke kabil hai to usper zor na kare baad me burai na kare, kiuki ye aaj ke hamare muashre (samaj) ki bimari ho chuki hai ki khana hota hai majliso me sunte to pahle ready hoker pahunchte hai or wo bhi majlis me nhi baithte hai jab Maulana Masaib per hote hai tab jate hai or kuch afraad bahar ghumte rahte hai,, ye socho jab koi insaan mehnat karta hai to uska inaam milta hai to aap farshe aza per baitho to jo nazr e maula hai milega wo khaoge to wo ek mehnat ka hoga na ki bahar ghoom ker or majlis khtam ho jane ke baad mile,, or khana ki rahi baat to jo gosht khilane ki haisiyat rakhte hai wo uska intezam kare or jo daal chawal khilane ki wo uska rakhe isme koi kisi ke upper zor zabardasti nahi hai kiuki imam jaffer Sadiq a.s se Rewayet milti hai ki momin ko khana khilana sawab hai chahe wo Ameer ko khilao ya gareeb baat ek hai,,
Kisi ghareeb ke yaha bina lifafa liye nhi gye honge qibla 😂
Khana na band kare...Maulana ka lifafa chota krde ya local Maulana ko bulaye
Assalamualaikum janab aap is vidio me jo paigam de rahe hain wo shiyo ke liye hai to isme bina samjhe aap wahabioo pe kahe bol rahe hain hamare bare me bolne se pahle hamare kisi intema me aayiye suniye fir baat karte aap agar aap shia log me hi ikhtelaf hai ki ek khana ki mana chahta hai ek band karna chahta hai to aap log samjhiye na dusre pe ungli uthane ka kesne haq dia hai aapko aage se koi baat bina tahkeek ke na kariyega wahabi jo karte hain wo allah janta hai aap ko fikar karne ki zarurat nhi
(Apko pta h wahabiy fateha nhii padhte h ?)
Allah hafiz
Bhut sahi baat ki hai janab aap ne ki majlis me ham Bina bulaye chale jate hai aur khana bhi kha lete hai lekin jab koyi shadi me bulayega tabhi ja sakte hai
Very good
Bhai fateh ka khana sahi hai aap kahan ki baat khud kahan lekar ja rahe ho
Labbaik ya hussain moula ki manjlis kab nahi rukhage ❤❤
Pahle maualana ko chahiye ..ke fatiha ki majlis padhne paisa na le..aur khana farsh parr aam janta ke sath baitb kar khayen..farsh sbke kiye barabar hai
Member par baith kar padhte hain ki Aashoora aur 21 Ramzan ke din rozi haram hai inko bolo ki Aashoora aur 21 Ramzan ki majlis padhne ka lifafa na len
Janabe Hamza a.s ki shahadat par rasol Allah s.a.w.w ke kahne par janabe fatema Zahra s.a ne janabe Hamza a.s ke ghar 3 din Tak khana bheja tha
(یعقوبى، احمد بن ابى یعقوب ابن واضح، تاریخ الیعقوبى، ترجمه، آیتى، محمد ابراهیم، ج 1، ص 427 و 428، انتشارات علمى و فرهنگى ، چاپ ششم ، 1371ش
Moulana kahi bat kaha leka ja rahy hai imam ki niyaz ko kisne band karne ko kaha
Jaha mot huei waha khana khate accha lagta hai
Jitne ghreeb hain Majlis men khana khilaane ke inhi maolana ki taraf rujoo karen
Inshallah ye ye madad karenge
Aor na karen to aap na karen
Asl Deen par amal karen
Rosoomaat men na ghiren
Aor jahan tak shadi ka taalluq hai oh sab apni haisiyat ke mutaabiq karte hain
@@qayemazmi92110 behtreen baat aapne kahaa wahh
Maulana saheb jiske pass paisa nahi hai woh sharminda hota hai jiske pass hai zyada kharch karta hai ghareeb sharm main karz lekar karta hai
Sahi bayan keya sadiyo me achche khana aur uske barbadi pr zoor de
Jio ali abbas khan
Assalamu alaikum
Janab main kahna chahti hoon
Aapne wo din dekha nhi hai har kisi k halat ek jaise nhi hote shahro m kaha khana khilaya jata hai ye majlis e imam e Hussain ki baat ni hai fatiha ki majlis ki baat hai seum ki majlis me khana band hona chahiye
Ebad sahab ne Lucknow me apne bhai ka walima alishaan kiya lekin ghareeb ko nhi bulaya
@@shamim_kazim ebad sahab gareebo k sath kitna karte h aap bhi kar k dikhayiye har ek k liye hamesha available rahte hai dikha k nhi karte
Subhaan Allah molana sahab sahi baat band kerna h to apni aulad ki shadi me khana band kare Fatimah Zehra s.a ke laal Imam Husain a.s ki majlis me khana nahi band hoga inshaallah
Fatiha ki majlis me lifaafa band karna chhaiye
Khana band nahi karna chahiye lekin har insan ko apne nafs par qaboo karke teeje chalisven ka khana nahi khana chahiye, jo bahri mehmaan aate hain woh to khayenge hi kahin hotel me nahi khayenge
गलत रस्में क्यो नही रोकते
Soum pe to khana peena bilkul kam karna chahiye.. ghar pe Mayyat hue 2 din hua hota h ghar waale gham se ubhre bui nhi hote h aur log aisa mahol bana dete hain jaise k shaadi byaah ho.. mere waalid marhaam k teeje me aisa hi hua jisko dekh k bas rona hi aa rha tha k abba ko gaye 2 din hue aur log kaise has mukute hue khaa pee rhe hain deg pateela baj rha h .... Sirf mehmaan aur jo hazrat hamare marhoom k liye kuraan padhne aate h unko khila de .... Jo krna h chaaliswen pe karen ..
Ji bhai bilkul sahi farmaya sirf seum ki hi baat hai maulana noorul hasan sahab ka bayan suniye zayada baat ko badha k pesh kiya jarha hai
Kam se kam jo log muqami hai wo khana apne ghar pe kha le aur jo mehman hai wo kha le jab sabhi karenge to garib bhi chalswan waise hi kar sakega.
بیشک شادی وغیرہ میں اتنی رسم و رواج فضول خرچی ہے اس پر تحریک چلانے کی سخت ضرورت ہے
SubhaanAllah
Naam e Husain a.s. par hamaari jaane qurbaan,
Paisa kya cheez hai,
Agar ye tahreek khilaf e Aza hai to hame waqt rahte hoshiyaar ho jana chahiye
Hamare ulema bhi BJP Congres hokar rah gaye hain kaam ki baat karte nahi bewajah ki bahas me phanse hain. Sidhi si baat hai jiske pas hai wo kare jiske pas nahi hai na kare utna hi kare jo bas me hai. Ha Imam e mazloom ke naam pe bhi jiske pas hai dil khol kar kare jiske pas nahi hai wo pani hi Pila de. Simple si baat hai.
Muharram 2 mahine me Jisko haisiyat ho wo kare Baki Shadi biyah Sayyum chaliswa me khana kam karna chahiye jo ghareeb ho jisko khane k lale h usko khana khilana chahiye but log lakho karja lekar shadi me Sayyum Chaliswa me apne murde ki majlis me kai lakh kharcha karte h unko ye sab itna kharcha nhi karna chahiye sirf 2 mahina 8 din jo ho sake utna kare baki Chaliswa Tija barsi ke khana par itna paisa nhi kharch karna chahiye 😢😢😢😢😢😢😢😢
Mujhe lagta hai ki Majlison aur Shadiyon dono me ia tarah ki Tahreek honi chahiye ki khane wagaira per kam se kam kherch kren,
Ab raha sawal ki jinko Allah ne Nawaza hai wo hi kre aur jinke las nahi wo na kre, masla is bat ka nahi. Masla ye hai ki fir ye ek social Trend banta ja rha hai ki Dasven ki majlos mtlb khana aur chalisven ki Majlis mtlb khana. Aur jab ye Trend ban jayega to fir hum jis tarah bhool gye hain ki Moula Ali aur Bibi Fatimah ka Nikah kaise hua aur Jahez me Rasule khuda ne kya diya, usi tarah ye bhi bhool jayenge ki Samaj ke prati bhi hamari zimmedari hai. Aur rahi bat Isale Sawab ki to mujhe nahi lagta hai ki Jo log chaliswan me khana khane aate hain unme shayad koi 10% bhi ghareeb aur miskeen hote hon mager ye ki sab rishtedar aur theek thak Mali halat ke malik hote hain. Ager Isale Sawab ka Zariyab banana hai to aur bahut sare Rastey hain jinko apna ker Marhoom ke liye aur zyada sawab hadiyah ker skte hain.
Maut me Khana band karne ki muhim thi bhai
Asa kuch ni h jiska ma bap na kuch ni chora vo bi karza lakar khana karta h molana ko chaya ka member sa bola jis ki haseyet ho vo kara jis ki nahi ho na kara bas
تم تحریک کے ہی مخالف ہو تمھاری باتوں سے یہی لگتا ہے۔۔۔۔کون بند کروارہا ہے۔۔۔۔شادی کا مسئلہ الگ ہے اسکے بارے میں بعد میں بات ہوگی۔۔۔اور اس تحریک نے آگے کا پلان کیا ہے۔۔۔
Ab shayad majlson ka masad khana hi rh gaya..
Aap ki aqll ko salam lekin aap ko kuchh pata nhi hai jankari me kafi Kami hai ❤
Sab pata hai bas meri ghodi aage....
Maja Ali sahi se karo Nabi imam ki shahadat per karo khana
Zakir kyu bandh karwaenge khana??
Khana mehenga hoga tabhi toh lifafa mota hoga na...
Fatiha, tija majlish me yah muhim Chalai gai hai
Dekho bhai aapko ilm hoga ki jb dehat wagaira me zeyada abadi nahi thi to khane ka intezam isliye kiya jata tha ki log door daraz se aaye mjlis me bhi shamil ho jaye aur nazr e Maula bhi
Jinhone ye tahreek chalayi hai wo maula Hussain k mjlis ka nazr pr rok nahi laga rahe hai wo kisi marhoom ki chaleeswe ki jo mjlis hoti hai uski bat krrahe hai zaruri nahi ki har koi साहिब ए दौलत हो
Alhumdulillah शहर ए jalalpur in sb me ni hai
Sahi kaha aapne kitno k naam main bata doon jinhone qarz lekar kiya hai
Ye to aap ki zid hai ki ham daal chawal ke khilaf h. Roti boti hi sirf chalne denge😅
Muharram me khaane ko na band kare isko nahi bola un log ne . magar yaha teeje chaliswe ke khaane jo ki shadi jaise hote hai usme kami kare or shaadi me bhi saadgi apnaye . kisi ki taleem pe lagade sawab e jariya hai .
Lifafe me kami nahi
ho rahi hai......flight ka ticket aur AC hotel me stay ye sab bhi koi bolo majlis farokhto
Bolo bolo...
Kami Nhi karenge majlis jitni badi hogi lifafa utna tagda hoga
Ye sub kch hamara aur aap k hi kiya hua hai apney city ya apney gaun k molvi se abba k chehallum ki majlis nahi padh wat ge bahar se molvi bulaya ge jab aap bahar se molvi bulaw ge toh flight ya train k ticket toh dena paday ga isliye bhaiyo pehlay hum khd ye sub choday ye molvi khd apni awqat par aajay ge wasallam
Correct .
Kiu ki awam usi ko bada khateeb maanti he Jo bade laifaae ki dimand kare AC ka ticket flight ka tkt mange
Ghareb ko koi nahi puchta Chehlum ho ya Shadi Sab maldaron ke liye he molana kabhi khud khane se pehle dekha ki aese dasterkhan per kitne persent Ghareb hote hen
Koi ilmi guftagu kro
Jhhola chhap doctor se ilaj aur Jhhola Jhhola molvi deen nhi lena chahiye Abu bakar ne sirf fadak khaya lekin hamari qaum sabse zayada abu bakar ke baap h masjid imambargah waqt ki jameen bahar se aaye Gareeb miskeen ke paisa kha jate h wo fakr se kahte h hum Ali wale h deen ko sirf biryani khane mein lga diya h agr koi Gareeb nhi karsakta wo karz se ye rasumaat karta h.
Such batao log dhua dekhkr majlis nhj jate😂
Waha biryani h
Waha ye h
Sirf Apne rishtedar ko khana khilate hain koe Garibon ko khana nahi khilata hai
Dal chawal bhi bahut umda khana hai,,,
Acha Molana kah rahe hai jiske pass hai wo khana khilaye jiske pass nhi hai wo na kre to ye btaiye hamare mashre me sabhi log tanakashi nhi karenge ki ye janab sabke yhan khane ajate hai par khud khana nhi kara