1. Bro full kyc exparie hogaya kya ? 2. Hoga ta kya phirsa ohi documents SA complete hoga kya ? 3. Jo money wallet pa hoga kyc exparie Ka bada ho exparie Hojayag kya? Please reply dude
Sir Mene derejister upi profile clear karke pytm delete. Kar deya he to Usme. Mera bank link hut Chuka. Clearle hut Chuka ,?Hoga ya nahi Isse koie problem to nahi hoga kya
Mene phle hi dusre number se full Kyc krwa rakha h to kya koi new number se usi pancard ya adahr card se full kyc ho jaegi .. Or ha mene jo voter id diya h usme mera naam galat likha h to kya vo adhar card ya pan card dene se thik ho jaega ..
Bhai ek baat batana hai tume please reply dena..... Maine meri Ma ki Vooter Id card use karke mini kyc complete kiya hai.... Abi mera adhar card use karke full kyc complete kar sakta hu kiya.... Koi problem hogi kiya.....
Maina apna mini kyc parents ke documents se banaya tha toh mai abb full kyc karna chata hu aur mera hi documents hai toh abb mera hi documents se full kyc kar sakte hai kya
Eak question he bro.mene mere mummy ke document se mini kyc kia tha,aab vo expire ho gaya he,aab me khud 18+ ho gaya hu,kya aab me mera adhar card aur pan card de sakta hu full kyc karne ke lia vohi phone number ko jisko mene mere mummy ka document use kia tha?
bhai mere paytm apps nehi tha..ek admi apni paytm se mere mobaile number pe peysa veja.avi main paytm apps download korlia..to keya mujhe o peisa milsekta hai..plz...reply now...........
Mai Paytm nahi banaya isme koi fraud hotha hai kya means mera mobile me bank ka mobile banking apk use karte ho to bahi mobile me Paytm use kar sakta hai kya aur ye number bank me register hai vo no mobile banking me use karte hai vahi number se Paytm bana sakte hai kya?
@@Choubeyjitechnical hello dost Mai Paytm banaya and mini KYC banaya but upgrade to Full KYC keliye apka video me dikhaya na aise 3 option nahi sirf KYC shop me ja kar karwana hai Adar+pan card ka sirf ek option hai . Aur ye Paytm APK me Naya ek security add huwa hai Suna hai ye screen recording enable/disable option Lekin Abhi ka Paytm me koi aisa features nahi apko eska bare me Patha hai kya please reply ji
Ok sir bahut bahut dandyavad sir Mene full KYC banaya apka video muje bahut help huwa love you bro. Sir apka Subscriber hu me apka video ka notification nahi milte hai mujhe kyu bro ?
Bro I have Pan card & Aadhar card but in both of them my father's number is registered. And now in Paytm I have registered from my personal number. So is there will be any inconvenience in doing Full KYC?
No problem brother You will able to complete your full kyc Just take your Aadhar or pan card and go to kyc centre its completely free don't pay any fee at kyc center
18 साल से कम उम्र वाले लोगों की kyc एसे हो सकती है
Video Link - ua-cam.com/video/sLa9IEZpM7o/v-deo.html
Thanks for you
Choubey Ji Technical Paytm 6299496996
Bhai mera 7611179313
Bhai mujhe bhi mini kyc puri karni he yrr batao n
Ap msg ka reply nhi dete hai?
Apka videos bahoot acha hai ek dam saf samaj sakta h apka video dekh k thank you very much 🙏
Bahut bahut thanks bhai
Meri kyc ho gai
Aap great ho bhai
thanks brother. aapka ye idea se mana apni parents ki documents se kar dala .. or kam bhi ho gya. very very thanks brother. love u.
tnx bro aapne bahut acche tarike se samjaya
Minimum kyc me jiska voter ID dala he, full kyc me bhi usi Ka Aadhar or pan card chahiye kya??
Us time m adhar m jo number registered hota hai usme otp aata hai kyaa full kyc ka time m
Kya ek bar full kyc kar ne ke bad bhi 2nd time yani har saal ekyc karwana parta hai
अगर कोई समस्या आए तो मेरी इस नयी वीडियो को देखिए समझ जाएंगे
Video Link - ua-cam.com/video/3_37VJyJOMA/v-deo.html
Nhi ho rhi hai
1. Bro full kyc exparie hogaya kya ?
2. Hoga ta kya phirsa ohi documents SA complete hoga kya ?
3. Jo money wallet pa hoga kyc exparie Ka bada ho exparie Hojayag kya?
Please reply dude
Very nice video ab bahut acchi Tarah Se Samjhe Aate Ho
Bhai khud ka pan card hona jaruri hai Kya ya fer family me say kisi ka bhi chl skta hai
Kya baad me apna voter i'd change kr skte hai abhi parents k voter i'd se kyc krne k baad
बहुत-बहुत अच्छा लगा आपका यह
Mini kyc pe money transfer Kar sakte hai kya....voter card dene se transfer possible hai kya paytm pe?
Sir Mene derejister upi profile clear karke pytm delete. Kar deya he to Usme. Mera bank link hut Chuka. Clearle hut Chuka ,?Hoga ya nahi Isse koie problem to nahi hoga kya
Bhai jaise apn kyc point pr jaake full kyc karani ho toh.....jiska document hai use le jana zaruri hai...plz meri confusion dooorr kro
Bro meri mini kyc hai abhi mujhe full kyc karni hai to jo paise mere wallet me abhi h vo full kyc karne se chale to ni jayenge?
Mene phle hi dusre number se full Kyc krwa rakha h to kya koi new number se usi pancard ya adahr card se full kyc ho jaegi ..
Or ha mene jo voter id diya h usme mera naam galat likha h to kya vo adhar card ya pan card dene se thik ho jaega ..
Bhai paytem aber mini kyc raha to goole play me money tansper Kar sakte hai tedem code kharid sakte hai plz reply 👏👏👏👏👏
Agr pan card na ho to only aadhar card ho to kya full kyc ho jaegi plzzz btao
Bhai Baki Jo aapane KYC Ki Hai Kya use wale KYC Mein Bhi Le Legend aaega fingerprint Lene
Aadhaar verification ke liye At a nearby kyc point jana jaroori hai kya sir hum log ghar par nahi kar sakte kya full kyc
fully helpful video. I believe it.
Bhai kya jo no. Bank me h usi se pytm banana zaroori h
Agar mobile number Change ho gaya hi to Kia new number pat dubara kyc Ho sakta hi
Bhai mai agra near kyc point par jata hu toh kya vo mujhse Aadhar reguster no. Pr OTP toh nahi mange ge
Sir full kyc usi person ki id se hogi jisse mini kyc hue h??
Thank you so much sir❤️😘
Bhai ek baat batana hai tume please reply dena.....
Maine meri Ma ki Vooter Id card use karke mini kyc complete kiya hai....
Abi mera adhar card use karke full kyc complete kar sakta hu kiya....
Koi problem hogi kiya.....
Please reply do bhai .....
Bhai like nhi chaiye reply to karo.....
Bahut Bahut Bahut jyaada samjh lagg gyaa bro attt
Bhai maine apne bhai ki voter id se mini kyc kra tha toh kya mai apne adhar card se full kyc krsakta hoon
Full Kyc active hone mai kitne din lagega?
Bank ki kyc or patym ki kyc alg hoti hai ya ek hoti hai
Mera parents ka pass aadhar card hai but pan card nhi hai kya Bina pan card ka nhi hoga kya full kyc
Thnkyou bhai bt kyc main money nhi lgi na ar ptm kya safe h
Bhai meyne to mini KYC jab Kiyatha, taab to alag docomence diyatha or full KYC Jab karunge tab alag docomence se nhi hoga Kay ?
Maina apna mini kyc parents ke documents se banaya tha toh mai abb full kyc karna chata hu aur mera hi documents hai toh abb mera hi documents se full kyc kar sakte hai kya
H
Bank account link kar du to kea kyc karna parega?
Very good bhi 🙏🙏❤️❤️❤️
Eak question he bro.mene mere mummy ke document se mini kyc kia tha,aab vo expire ho gaya he,aab me khud 18+ ho gaya hu,kya aab me mera adhar card aur pan card de sakta hu full kyc karne ke lia vohi phone number ko jisko mene mere mummy ka document use kia tha?
H
Thanks bhai mera mini kyc ho gya
Kiya aadhar me mobail no link hona chaiye ya nhi plz. Ans
Thanks bhai mera to ho gya full kyc thanks thanks for your UA-cam channel
Mini kyc k lie jiske doc. die the to dusari kyc me unke hi doc. Dene padenge bhai
Bhaiya pan card meri maa ka hai kya me usme apna bank account add kar sakta hu plz Reply 👍🙏
Can we not use addhar card
bhai mere paytm apps nehi tha..ek admi apni paytm se mere mobaile number pe peysa veja.avi main paytm apps download korlia..to keya mujhe o peisa milsekta hai..plz...reply now...........
Tq 🥰😘 dear kitna parisan tha
Full kyc par kitna paisa lagta hai
Ju log student he koi job ni krte kya une b kvc bnani prti he kvc ke begaur kya hum kisi ko paise transfer ni kr skte
bhai ji mini kyc ho to pese dalwa skty hai pytiyam mai
Bhai sirf adhar card se hoga
Please bta dijiye
Khud ni kr skte...? Agent ko bulana zaroori h?
Thank you bro
शुक्रिया
Lockdown mein KYC hoga ki nahi please batay
Nice ji
Hi dear friend apka video supper 👌 clear hai , I love you 😘😘 muje bahut pasand Aya ji .
Mai Paytm nahi banaya isme koi fraud hotha hai kya means mera mobile me bank ka mobile banking apk use karte ho to bahi mobile me Paytm use kar sakta hai kya aur ye number bank me register hai vo no mobile banking me use karte hai vahi number se Paytm bana sakte hai kya?
हाँ बिल्कुल बना सकते हो don't worry 👍
@@Choubeyjitechnical hello dost Mai Paytm banaya and mini KYC banaya but upgrade to Full KYC keliye apka video me dikhaya na aise 3 option nahi sirf KYC shop me ja kar karwana hai Adar+pan card ka sirf ek option hai .
Aur ye Paytm APK me Naya ek security add huwa hai Suna hai ye screen recording enable/disable option Lekin Abhi ka Paytm me koi aisa features nahi apko eska bare me Patha hai kya please reply ji
@@Choubeyjitechnical hello reply
Ok sir bahut bahut dandyavad sir Mene full KYC banaya apka video muje bahut help huwa love you bro. Sir apka Subscriber hu me apka video ka notification nahi milte hai mujhe kyu bro ?
Bai ,,mera permanent address village me ,or mein Abhi town me hoon , toh Kiya hum town me kisiki kyc point me kyc complete Kara payenge Kiya??
H
nahi ata gaav me kyc karne
Mini kyc se mobile recharge kar sakte hai
Apka kaun sa version hai pytm ka jis version me adhar verification hai
Aap ne bola a mene kiya kyc ho gay aab paysh ham kisio bhi transform kar sakte he kay
Bhai jab appointment book ho jaye uskey baaad kya
Mera kyc ho gaya thank you
Full kyc ke liye pan card jaruri hai kya?
Thank you so much bhai
Sir Jaise aap ne is video mein bheja hai maine Aisi he apni KYC kar li hai to kya meri KYC full ho chuki hai
Thanks
Bro mene Meri mummy ki voter ID dali thi mini kyc ke liye ab full kyc ke liye Meri di ke adhaar se Kar sakta hu kya
H
@@Choubeyjitechnical ok Bro Aaj Fir Full Kyc karwa leta hu thanks for reply
Kisi ko paytm full kyc account chaiye kya bolo
@@niyaz6961 Free Me Doge Kya
@@FlaxCubeGaming no paisa lage ga
Pan card ke bina kyc nahi ho sakti hai kya
Kyc bina wellet paisa add ho sakta hai
Nyc bro
Is kyc se center wali kyc alg hoti h ky or ky isme alg benifits milte h
Only adhar card se se bhi ho sakti h
bhai jis no. pe mini kyc h..us se adhar link ni h..to kya hojega?
Mini kyc se mobile recharge kr skte hsi na
Brother pehle hmara adhar card use kiya hua hai but vo paytm bnd ho gya tha ab dobara wale paytm ko kaise full kyc kre???
Bhai mai under 18 hu n mai ne paytm mini kyc apne passport se kiya hai so aab full kyc kaise kiya jay?
थैंक्यू यार भाई
Bhai minimum kyc me hum kisi se paise le sakte he kya???? Bataoo bro
Nhi
bahut acha bhai
धन्यवाद
bina pan card k ho skta h kya
Kiya mini KYC se reacharg ho Sakta h
Haap kyc me mobile recharge hoga kya
Sir mujhe aaj phone aays ki sir aapko pytm kyc update krne ghar AAA rahe hai to kya wo froud hai
Very nice video, agar age18+ nai hua ta Karunga, please reply
Bro I have Pan card & Aadhar card but in both of them my father's number is registered.
And now in Paytm I have registered from my personal number.
So is there will be any inconvenience in doing Full KYC?
No problem brother
You will able to complete your full kyc
Just take your Aadhar or pan card and go to kyc centre its completely free don't pay any fee at kyc center
mini kyc full time chal sakti hai bhai kya
Google site mei nhi hoga?
Kya full kyc main money lgte h
online kyc upgrade ho sakta widowed appointment ???
Bhai kyc father ki voter ID se ho and debit card Kisi or Ka joit ho skta h
NiCe bhaiya ji
bhaie mere pytm ke zariye fraud huwa tha
so ab agr ne khud kyc karo to koi problem to nhi hogi
Mini kyc me jiska document diya ha usi ka full kyc me denaa jruri hai kyaa
Jis document ko abhi use kiye mini kyc ke liye , kya usko Kisi aur paytm account ke kyc ke liye firse use Kiya ja Sakta he ??
नहीं
Vo account delete Karne ke Baad use Kar Sakta he kya ?
Thanks bhaiya
शुक्रिया भाई 🙂 👍 ❤
Yaar nepal ka id daldu to kam kare ga ya nahi
Thankas
finger print mera lenge ya parent ka jisse mini kyc complete kiya he Voter ID se