Aap is ko Dobara lagaen lekin seeds acche wale purchase Karen aur Inshallah Upar Bajra bhi Banega. Aur Inko proper tarike se fertilizer Bi aapane dalni Hai Har 15 din ke bad
hello tanveer bhai mai eik moria pull rahta hou.bhai mai jab b seeds matti mai phainkta hu tou mera seeds germinate ho jate hain magar jab wo 1 ya 2 inch k hote hain tou unke patty koi chees kha jati hai or wo sookh jate hain.Mai nay palak dhanya or lettuce k seeds lgay thy. Iska koi method bta dein...please
Very much informative ❤❤❤❤
Mashallah bhai bahut behtarin harunkhan Ahmad Abad India se
Informative 😊
Informative
Liked...👇👌 Good information
Awesome SIR
good bro
First time I see like this video 😂😂
I love this video
Thanks
Kya bajra nahi laga sakte beej ko chor ke bataden
Lga skty han
I have many types of millet and they from bird mix will this be okay for bird
Bzar say milne wala bajra istamal kar skte haan bajre k seeds ki bjaye
Yes but tuta na ho
kitchen
First 🤗🤗🤗
Thanks
Nice boy
Also sir I am using cloth but do I have to remove cloth and put water or keep it there sir
instablaster...
Janab grass to ugh jati he magar bajra nhi Lagta mere cousin ne kafi martaba try Kia he, is k bare me btaen
Aap is ko Dobara lagaen lekin seeds acche wale purchase Karen aur Inshallah Upar Bajra bhi Banega. Aur Inko proper tarike se fertilizer Bi aapane dalni Hai Har 15 din ke bad
Bhai khaat dalne se kuch nuqsan to Nhi hoga
Kam istemal karni hai Khad
Bhi koi nuqsan nahi hoga
Or kuch nai milla tha laganey ko? Main tw is ghass sy itna tang hu phenk phenk k thak gaya par bhe ajati kuch aisa bataein k issy jan chot jae
Yah Ghas Nahin Hai yah Ghas Ki Tarah Bajre Ke paudhe Hain.
hello tanveer bhai mai eik moria pull rahta hou.bhai mai jab b seeds matti mai phainkta hu tou mera seeds germinate ho jate hain magar jab wo 1 ya 2 inch k hote hain tou unke patty koi chees kha jati hai or wo sookh jate hain.Mai nay palak dhanya or lettuce k seeds lgay thy. Iska koi method bta dein...please
Ab aapane seeds ko Dobara August Mein lagana hai. Aur usse pahle aapane apni Mitti ko acchi Tarah Se dhup Mein Shukana hai...
@@ST_GARDENING Thanks Tanveer Bhai..
@@hamadsagheer8908 Bhai ap net bhi use krskte ho insects or Birds se save krne k liye
ghret vydo