Agar humne products link share kar hi diya to kya un products ko del kar dein ..fir to ban nahi hoga ...aur agar us shared link se kisi ne purchase kiya product to kya uski earning ayegi product del karne ke baad
Amazon affiliate account banate time youtube sharing link add kiya tha abhi mere ko Instagram aur Facebook ka link add karna hai kya bad mein add Hota Hai
Hello bhaiya, aapne khub acche se samjaya... kafi sare doubt the voh dur ho gaye.. thanks.. Kya aap amazon product video kese download karte he desktop par aur mobile par ye bata sakte ho? Free aur unlimited.. ?
Hello youtube pe kuch videos mai facebook marketplace par amazon product link share kar k sell karne ka bata rakha hai kya yah tarika sahi hai ? Kya account bane nhi hoga?
Thanks mujhe yahi confusen tha fb insta ka ki link dale to kese 😊 pr 1 sawal mere 1 fb p affiliate post ko mene 2sre pe as story dal sakti hu? Same for insta snap and more?
Sir mne links apne UA-cam ki description ma dala ha, Instagram ma b but sir links pe click nhi hota mtlb after uploading video with link in description but unable to click on it cant able to open directly from link that i give in description please help and reply sir.
kaha share ya post kar sakte hai ? Kese sales badhaye ? Sab kehte hai ye mat karo wo mat karo ban ho jayega. Are plz ye toh batao sahi tarika practically kese sales badhaye kaunsi platform se aur kaise
Kaha share karna hai uske liye yeh video dekho 👇 ua-cam.com/video/PzepmcF6LC4/v-deo.html And sales kaise badani hai uske liye wait for the next video 👍
Bhai affiliate link share karne ke baad bhi, WhatsApp or Instagram bio pe, aur dost se click karvaya phir bhi zero click dikha raha hai, kya karu bhsi plzzzzzzzzzz reply bhai depression me agaya hu😢😢😢😢
Mera ek hi email id par amazon seller account & affiliate account bana huwa hai or agar 180 days me maine koi sale nahi kiya affiliate marketing se to kya mera seller account bhi band ho jayega ?
Bhai mujhe ek cheez ka jawab dedo bas yaar ki me telegram par share karta hu deals lekin har baar mera account ban hota hai aesa kyu vha ata hai telegram accept nhi karta bakki log bhi to telegram par hi kar rahe hai solution bato yaar koi
Sir mera ek question hain ki main agar koi dress related items promote karna chahti hu or mere ek insta pe account hain par usme abhi sirf 100 followers hi hain, or main waha pe art and craft related items post karti hu tab kya main us account ko use karke ki dress related items ko affiliate kar sakti hu? Yeah fir mujhe new account kholke pehle din se dress related post hi karna hoga?
Item koi bhi promote Karo ussy koi fark nhi padta hai. Lekin usi account par items ko promote Karo, jo account aapne affiliate account banate time usme add kiya hai.
@@TechGehlot abhi tak affiliate nehi kiya hain insta account ko. Maine account banaya hain or followers barane k liye abhi main art and craft related items post karti hu. Mera qus hain ki is account ko baad mein use kar sakti hu amazon affilate k liye? Tab agar main amazon k dress related items sell karna chahti hu toh? Kyunki abhi craft post baad mein dress post dono to alag huye na isliye puch rahi hu k koi problem hoga kya? Yeah fir mujhe 1st din se dress items hi post karna padega?
@@sanandasparadise7752 dude I have a question, kya hune affiliate marketing ke liye website bnaani jruri hai kya hum sidha Amazon product ke link ko Instagram per share krke earn kr skte hai ?? Aisa hota hai affiliate marketing mein ??
Agr Instagram account Facebook sy link ho to fir v Facebook link dalna lazmi Hy amazon affliat py ? Mera Facebook link add ni ho rha Amazon affiliate account pr
@@NaheenAnwerBhai affiliate link share karne ke baad bhi, WhatsApp or Instagram bio pe, aur dost se click karvaya phir bhi zero click dikha raha hai, kya karu bhsi plzzzzzzzzzz reply bhai depression me agaya hu😢😢😢😢
Bro, if i want to sell link through 3 or 4 Instagram account,3 or 4 UA-cam account then mujhe kya haar ek account ka profile link Amazon associate account par daalna padega?
The domain of this URL isn't include in this app domain to be able to this URL to add all app domain and subdomains of your app to the App domain failed in your app settings
Bhaiya agar Amazon Affiliate Account Other Wale option me create Kiya gaya hain to use facebook, Instagram, or UA-cam pe link provided kr sakte hain Please Reply
@@TechGehlot sir jo products ham Instagram par upload kre or per ak short sa link hota ha jaha text lika hota ha waha os link ko products k nachi de skte ha ya allow n ha
Agar aapne amazon affiliate account banate time Instagram ko "as your promote platform" add kiya hoga, toh hi aap links ko instagram story ya bio mein share kar sakte hai... Otherwise nhi
@@TechGehlot bhai agar humne affiliate account banate time Instagram add nahi kiya to abh add karsakte hai kya means apna account pe koi edit karsakte hai kya
@@asifahmed1-7kar sakte he... Amazon affiliate account -setting at right corner-account settings-edit your website and mobile app -add your social media links -save it
Jo instagram id amazon form m mention kia h uspr link toh dal dia but hum DM m bhej skte h if someone ask for the link ussi account se jo amazon se linked h?
Legent watching this video 2024
Agar humne products link share kar hi diya to kya un products ko del kar dein ..fir to ban nahi hoga ...aur agar us shared link se kisi ne purchase kiya product to kya uski earning ayegi product del karne ke baad
Me .while see comment section ..Abhi koi comment nhi padhungi negative hi Milti hai ..
Also me :- padh leti hun ..real or fake ka idea ho jayega😅😂😂
Product ke link ko bio mein add karne se earning hogi yaa nhi
Nice shareing 😊
Amazon affiliate account banate time youtube sharing link add kiya tha abhi mere ko Instagram aur Facebook ka link add karna hai kya bad mein add Hota Hai
Hello bhaiya, aapne khub acche se samjaya... kafi sare doubt the voh dur ho gaye.. thanks..
Kya aap amazon product video kese download karte he desktop par aur mobile par ye bata sakte ho? Free aur unlimited.. ?
Hello
youtube pe kuch videos mai facebook marketplace par amazon product link share kar k sell karne ka bata rakha hai kya yah tarika sahi hai ? Kya account bane nhi hoga?
Thanks mujhe yahi confusen tha fb insta ka ki link dale to kese 😊 pr 1 sawal mere 1 fb p affiliate post ko mene 2sre pe as story dal sakti hu? Same for insta snap and more?
Can we add affiliate link in instagram story or caption?
Sir mne links apne UA-cam ki description ma dala ha, Instagram ma b but sir links pe click nhi hota mtlb after uploading video with link in description but unable to click on it cant able to open directly from link that i give in description please help and reply sir.
Aap bahut achha gyan diye hai aap har ek parshan ka utar de diye. Thanks
Can I share Amazon affiliate links in Quora posts or answers?
Nice useful informaton.
Sir mere Facebook page ka link Amazon affiliate pe link nahi ho raha kya karo
Plzz sir guide karo
Amazing ❤
Really informative
Sir to hme bataye ki hm phir kaha se jada kr change kre youtube par link nhi dala tha... Please bataye
Kya hum what's app par status dalke products promote kar sakte hain kya
1:29
bro how to edit and record audio k upr bhi bnao ek video
kaha share ya post kar sakte hai ?
Kese sales badhaye ?
Sab kehte hai ye mat karo wo mat karo ban ho jayega. Are plz ye toh batao sahi tarika practically kese sales badhaye kaunsi platform se aur kaise
Kaha share karna hai uske liye yeh video dekho 👇
ua-cam.com/video/PzepmcF6LC4/v-deo.html
And sales kaise badani hai uske liye wait for the next video 👍
बहुत अच्छी जानकारी।
कृपया बताए अमेजन फॉर्म में कुछ सोसियल लिंक बाद में भी ऐड कर सकते हैं।
@@trendingaffiliatexpert2405 ha kar sakte he
Products ke bare mein discription me disclaimer dalna jaruri hai kya
Ha daal do
Good information 💞
To hm waha pe WhatsApp ka link kaise Dalege, pls reply
Bro instagram chanel me Amazon affiliate link share kar sakte hai kya
Agar share kare to koi problem nahi hoga n
Bro instagram ke story pe link dal sakte hai na
Yes brother story me daal skte h highlights me ad krde bad me
Bhai affiliate link share karne ke baad bhi, WhatsApp or Instagram bio pe, aur dost se click karvaya phir bhi zero click dikha raha hai, kya karu bhsi plzzzzzzzzzz reply bhai depression me agaya hu😢😢😢😢
Hello sir kya ham affiliate link ko har reels mai dal sakate hai
UA-cam videos ai link diya hai mera bhai nai order b kiya UA-cam description se lakin phir b order add nhi hua
Nice sir 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Mera ek hi email id par amazon seller account & affiliate account bana huwa hai or agar 180 days me maine koi sale nahi kiya affiliate marketing se to kya mera seller account bhi band ho jayega ?
hmm bhi ho jayega
Hello sir Facebook Page par Amazon affiliate karne par koi problem to nahi hogi Amazon account band to nahi hoga
Mene 4 friends ko share kiya he wattsap par. ek product purchased kiya he account banned hoga ya nahi.
Instagram ke bio mo Amazon store ki link rakh sakte hai ?
Yes
Bhai mujhe ek cheez ka jawab dedo bas yaar ki me telegram par share karta hu deals lekin har baar mera account ban hota hai aesa kyu vha ata hai telegram accept nhi karta bakki log bhi to telegram par hi kar rahe hai solution bato yaar koi
Bhai reel pr link share kr skta ha please ans Bhai
Sir mera ek question hain ki main agar koi dress related items promote karna chahti hu or mere ek insta pe account hain par usme abhi sirf 100 followers hi hain, or main waha pe art and craft related items post karti hu tab kya main us account ko use karke ki dress related items ko affiliate kar sakti hu? Yeah fir mujhe new account kholke pehle din se dress related post hi karna hoga?
Item koi bhi promote Karo ussy koi fark nhi padta hai. Lekin usi account par items ko promote Karo, jo account aapne affiliate account banate time usme add kiya hai.
@@TechGehlot abhi tak affiliate nehi kiya hain insta account ko. Maine account banaya hain or followers barane k liye abhi main art and craft related items post karti hu.
Mera qus hain ki is account ko baad mein use kar sakti hu amazon affilate k liye? Tab agar main amazon k dress related items sell karna chahti hu toh?
Kyunki abhi craft post baad mein dress post dono to alag huye na isliye puch rahi hu k koi problem hoga kya?
Yeah fir mujhe 1st din se dress items hi post karna padega?
@@sanandasparadise7752 dude I have a question, kya hune affiliate marketing ke liye website bnaani jruri hai kya hum sidha Amazon product ke link ko Instagram per share krke earn kr skte hai ?? Aisa hota hai affiliate marketing mein ??
How to add the Insta account on existing affiliated ac
Permanent terminate nahi you can reopen
Thank you
Agr Instagram account Facebook sy link ho to fir v Facebook link dalna lazmi Hy amazon affliat py ? Mera Facebook link add ni ho rha Amazon affiliate account pr
Good work!
Mene youtube ka hi link dala tha ab fb or insta k waps kese dalu
Please clear this dbout
Copy kijiye link wahan Jake paste kijiye jaise UA-cam ka Kiya tha bs copy krke add kr dena hai jaise first time Kiya tha usi jagah
@@NaheenAnwerBhai affiliate link share karne ke baad bhi, WhatsApp or Instagram bio pe, aur dost se click karvaya phir bhi zero click dikha raha hai, kya karu bhsi plzzzzzzzzzz reply bhai depression me agaya hu😢😢😢😢
Same issue
Setting me jake. Upar right corner desktop site
Bro, if i want to sell link through 3 or 4 Instagram account,3 or 4 UA-cam account then mujhe kya haar ek account ka profile link Amazon associate account par daalna padega?
Yes
Nice bro
Agar alag alag youtube channel pe dalu to chalega
The domain of this URL isn't include in this app domain to be able to this URL to add all app domain and subdomains of your app to the App domain failed in your app settings
to bechenge kaise.
Bro i am sending links to wvery one but still my acount is not blocked
Created Amazon affiliate account mai insta link kaise mention kare, plz help me..
Did we can share the affiliate link on telegram channel
No
You solved my problem. Thank you so much
Amazon affiliate ka link Facebook story per dal sakte hain 😢😢
Brother maine jab affiliate account bnaya tha us time pe Instagram add nhi kiya tha so kya karu ab ? Instagram kaise add karu?
Please reply
Thx ❤️
Very clear
Associate link Kahan p milegaa
jab mai instagram post me affiliate link daal rha hu toh woh text format me jaa rh, link type se nhi
toh uske liye kya krna hoga
same🥲
Background music kaha se dale ????
where can I find disclaimer
To iska matlab hum watsapp pe link share karke commission earn nhi kr sakte hain ?????
nice
yes u clear all doubt
Thank you sir
Agr 3 sale se ziyda hojaye 6 months k andr
Sabashi Milegi..👏👏👏
Shukria
Bhaiya agar Amazon Affiliate Account
Other Wale option me create Kiya gaya hain to use facebook, Instagram, or UA-cam pe link provided kr sakte hain
Please Reply
Hme setting nhi ptta chl rha H
Amazon ka instagram account kaise banaye
Me koi spamer nhi huu
Mene fb messenger pr link share kiya tho ky hoga aaab plz reply
Pl. Answer karna...
Hii
Bhaiya muje app se help chahiye thhi
Ha bhai batao
@@TechGehlot sir jo products ham Instagram par upload kre or per ak short sa link hota ha jaha text lika hota ha waha os link ko products k nachi de skte ha ya allow n ha
🤔 p̷r̷o̷m̷o̷s̷m̷
Amazon affiliate ka link instagram story pr daal sakte h
Agar aapne amazon affiliate account banate time Instagram ko "as your promote platform" add kiya hoga, toh hi aap links ko instagram story ya bio mein share kar sakte hai... Otherwise nhi
@@TechGehlot bhai agar humne affiliate account banate time Instagram add nahi kiya to abh add karsakte hai kya means apna account pe koi edit karsakte hai kya
@@asifahmed1-7Yy..Same problem...Tumne edit kaise kiya ?
@@asifahmed1-7kar sakte he... Amazon affiliate account -setting at right corner-account settings-edit your website and mobile app -add your social media links -save it
Jo instagram id amazon form m mention kia h uspr link toh dal dia but hum DM m bhej skte h if someone ask for the link ussi account se jo amazon se linked h?
Link bio mein laga do
can i upload amazon affiliate video on facebook
Thank you sir muj bht help mili hy mera b account close krdia
Mene ap ki Instagram pr messege kiya he please reply dedoo
Thanks bro