Hello sir sir hamare papa ne pehle PNB Bank se loan liya tha ab hamare ghar ek notice aaya tha bo notice me likha tha ki aapka khata NPA me chala gya hai to sir hamko kitne rupay jama karne honge hamne khet pr loan liya please bata do
Achi lagi mai puchno chahta lekin jabab dete kaha. Mere case pura dal hi Indian bank kiya form ke name lone diya form ka malik mera.bhai. jamin mera garrentor hu. Jo notice diya suna adhikar pata kiya mujhe notice nahi mili . Comercial land nilam nahi hota . . 13(47) likha hai. Sath hi value .. amount 20 lakh lone hai. High way national par hai. 48lakh jo bahut kam dam lagaya .
Bhai ricovry agent ko maar ki jarurat he usko bajaj vale jabardasti paise mangne ko nahi Bolte he ye ricovry dalal apni marzi se hairan pareshan karte he me bajaj ka calection manger bol raha hu asli me dalle hote ricovry dalle se daroge to aur hairan karenge paise nahi he nahi de sakte ho to saf mana kardo nahi he nahi dunga jo ligal hota he vo compani kar sakti he ricovry dalle nahi phir bi kuch gaali ya dhamki de phir pell do ricovry dalle ko ...
बहुत ही सुन्दर सर जी आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी । आपको मेरा नमन ।
प्रणाम 🙏
Sir ji aap ke videos bahut informative hote hai
Thanks apko ♥️♥️
Ghayr loylav kaya bayd bhiye Ghaye kaya owner Drt maya jaya Saykta hai kaya
Sir ham se 50 police wale ghar me koi jents na hote huye ghar ki ledis ko or bete ko jabardasti Nikal gaye
kya time mil jayega ..... kripya marg darshan kare
Manjit sir ji Namaste jai hind sir ji prnam ❤❤❤
Sir mera tho check bhi laga rakha hai Cort Bank ne aur kurki baat bol rahi hai mai ab keya kar sakta hun
Very nice information
Hello sir mene sara loan pay kardiya hainn bass ek emi bachi hai to recovery agent to nhi aaenge
Aa sakata hai aap pura pay kar ke NOC lelo
Achi se achi laga Allahabad kis ke varse kis ke date case no. Bataye . Bihar se
Agar bank ne kabja kr liya, uske bad borrower ne dowara bank k Lage lock torh k apna kabja kr liya, fir us case me bank ko dowara kabja kese milega?
Sir
Sir 13(4) ka High court se stay Lene ka kitna paisa lagta hai
25 to 30 thousand advocate fees 8 thousand kuchh court fees and 1st hearing charges 5000 thousand
Sir ji mujhe to 13 (4) symbolic possession m he auction karne ka bol diye
Hello sir sir hamare papa ne pehle PNB Bank se loan liya tha ab hamare ghar ek notice aaya tha bo notice me likha tha ki aapka khata NPA me chala gya hai to sir hamko kitne rupay jama karne honge hamne khet pr loan liya please bata do
Jitna amount due h
Vaah kya baate nice
Koi jankari de
Hdfc ka consumer durable loan bhi hai 24 mai se 9 emi bhare hai abhi nh dene ko kya karu sir case hoga kya cheque diya hai mene
Mesg kro
Pesa jama kar sakte
Achi lagi mai puchno chahta lekin jabab dete kaha. Mere case pura dal hi Indian bank kiya form ke name lone diya form ka malik mera.bhai. jamin mera garrentor hu. Jo notice diya suna adhikar pata kiya mujhe notice nahi mili . Comercial land nilam nahi hota . . 13(47) likha hai. Sath hi value .. amount 20 lakh lone hai. High way national par hai. 48lakh jo bahut kam dam lagaya .
UA-cam comment me case discussion nahi hota hai
जय हिंद sir ji
Sir ji kya secour lone me agar 70000 rupy hone per drt ja sakte hai ❤❤❤
Is amount per sarfaesi act laagu hi nahi hota
Judgement link
case jit skte h bole to
Sir ji muje rbl bajaj finance ke recovery agent pareshan karre hai mene kch emi bhare hai aur kch nh bhara hai kya karu sir plz give me suggestions
Bhai ricovry agent ko maar ki jarurat he usko bajaj vale jabardasti paise mangne ko nahi Bolte he ye ricovry dalal apni marzi se hairan pareshan karte he me bajaj ka calection manger bol raha hu asli me dalle hote ricovry dalle se daroge to aur hairan karenge paise nahi he nahi de sakte ho to saf mana kardo nahi he nahi dunga jo ligal hota he vo compani kar sakti he ricovry dalle nahi phir bi kuch gaali ya dhamki de phir pell do ricovry dalle ko ...
1400 rs charge krte ho bhai....galat baat hai
Drt to bakwas h sirf bank ki sunta hai
DRT कोर्ट याने मानड वली बादशाह.
Apne kese kaha drt kharab