Ye Karachi me b banti but is ka maza Balochistan me hy. Hum jab b waha jatay hain zaror khatay hain. 6 ghantay lagtay. Or ye is dost ne bht achi banai hy. Love from Karachi
Yahya Bhai sajji mutton aur chicken ki Pakistan k har city mein Hoti hai. Aur mutton sajji Baluchistan Pakistan k bayhad mashhoor hai. Allah bless you and your family. ❤❤❤❤❤
बहुत सुंदर और विशुद्ध शामिष भोजन, साथ में आपकी खाद्य पदार्थों की अतुल्यनीय लघु वृत्तचित्र की प्रस्तुति, हम भारतीय बहुत ही भाग्यशाली हैं कि हमने विभिन्न संस्कृतियों की चमक वाले ऐसे एकजुट देश में जन्म लिया।
Yes, exactly that’s what I was thinking. How it can be an Arabic dish? It is a Balochistan traditional food. You can also find many restaurants in Karachi Hassan Square locality. Restaurants are mainly based from Balochistan like Quetta Saji, Bolan Saji. The difference what I see in Karachi, Saji is solely cooked on rods and not on coal. Also, you can have Mutton Saji which is equally yummy.
Assalamualikum... Yaha bhai I'm from Pakistan this chiken sajji dish belongs to balochistan Pakistan not from afganistan the preparation of this dish was exactly same ... And get well soon brother. Love from Pakistan wish I can see you in Pakistanis restuarant some day.
Yahya bhai main pakistan se hon aur Aap. Ki buhat video dekh chuka hon , aur partition se pehle mera sara khandan jaipur mai rehta tha aj Aap ko jaipur main deka buhat khushi hue ,, Aj jo Aap ne sajji khai hai perfect sajji issi tarha se banti hai aur ,, Pakistan main tau chicken sajji mutton sajji khass kar , BALUCHISTAN Aur , PESHAWER , Main tau iss ko buhat khai jati hai. Yahya bhai Aap ka channel main ne subscribe kia hua hai , Allah Aap ko aur sab ghar walon ko appni , HIFZO AMMAN Main rakhay aur Aap kay haat main jo takleef hue hai bada dukh hua , ALLAH PAK Aap ko jald shifa ata farmaye . (Ameen). YAHYA BHAI AAP KO BUHAT BUHAT , Assalam u Alaikum. ..,…
Assalam o Alaikum Yahya bhai im Sohaib Khan from lahore Pakistan...... Kabhi ayein lahore food review ke liye apko sajji khilayein apki rooh khush hojayegi.... Aisi sajji to yahan har gali mein milti hai😊
Good work. Pakistan me fish sajji. Or motton Sajji b milti hy. Chicken to khair yaha bht aam hy. Lekin ye bhai b achi mehnat karahay hain mashallah. Or time waqi bht lagta hy is me
After a long time I could watch original taste of the main food. Not artificially mixed with butter and cream. Best Wishes Haseen Bhai of Kabul Saji, Jaipur
Assalamu Alaikum Yahya Sahab Kuch bhi kehne se pehle aap ke liye Dua ke Allah Paak aap ko mukammal Sehet o tandursti ataa farmaye. Aameen (Khayal rakhen apna, In Sha Allah aap ka arm jald sahi ho jaye ga) Ma Sha Allah sir, hamesha ki tarha aap ki intehai behtareen video. Sab se achi baat aap ki personality aur aap ke moo se jhartey phool aap ke alfaz ki soorat mein. Subhan Allah Chicken AlFahm, Sajji, Afghani Naan etc are so much common all across Pakistan..Khaas torr pe Yahya Bhai, Karachi mein shayad hi koi aisa area ho Jahan Sajji naa milti ho. Aur Sajji chicken ke bajaye Mutton ki ho to mazaa dobaala ho jaata hai. It's good to see Balochi special in Jaipur. Best wishes to the restaurant owners and their staff. Stay blessed Yahya Sahab With best wishes for you from Karachi Pakistan Fahad Khan 🇮🇳❤🇵🇰
Saji is a traditional Balochi dish. Quite common also in Karachi. Karachi Hassan Square food street is famous just because of Balochistan’s Saji. It is not an Arabic dish.
Welcome bhai in jaipur .. Me jaipur se hi hu... Kehna chahta hu mene kai baar try ki hai ye sajji aapko jis tareeke se inhone khulai hai wese ye usually nai karte ..na rice dete hai na dubara isko rost karte hai ..Video ki wjh se inhone esa kiya hai ..inki sarvice bhi achhi nai .. Test ki baat kare to itni khas nai hai bas aapke samne show off kiya hai inhone .. Aapke kaam ki me dil se tareef karta hu.. har video dekhta hu aapke ..good luck big bro...
Dear Brother "Sajji" originally Balochistan based item. Balochi people making Sajji like Mutton or Lamb not chichen, chichen never ever give you the right taste of Sajji. You enjoy your Sajji but in future try Mutton or Lamb, it takes time to properly cook like 5 to 8 hours. May Allah Bless you with good health Aameen 🍰 A message from Toronto!!
Sajji belongs to the area of dera bugti to kohe suleman... Balochistan Pakistan.. Real sajji means full goat or dumba with head in tandoor... Real sajji only have salt lemon ginger and black pepper..
Main aapka subscriber bhi hun aur aapki maine bahut Kai salon se video dekhte hain khoya aaya hun aur main kisi ki tarif nahin kar raha aap khud hi test karke bataenge ki
BHai pakistan ayeh app jaga jaga apko yeh mili ki aur b balochi item milay k bhai yeh balochi sajji khelati hah not afghani not arabian this is read invent in original balochistan pakistan
Sajji Baluchistan Pakistan ki famous dish hai, actually mutton ki Hoti hai ub chicken bhi hona Shuru hogai hai, Sajji Baluchistan hi ki dish hai Jo ub Afghanistan me or india me bhi mil Rahi hai
Ye hath mujhe de dai thakur...
Good to see you back!
zia bhai on fire
Sir big big fan
Zia bhai hath nahi ye zubaan mujhy de de yayah bhai
Zia bhai Masha Allah kya baat hai 😊❤ . Ye kabul sajji mere ghar ke qareeb hi hai zabardast zayka hai main jaata rehta hu yahan per.
Jia bhai❤
Ye Karachi me b banti but is ka maza Balochistan me hy. Hum jab b waha jatay hain zaror khatay hain. 6 ghantay lagtay. Or ye is dost ne bht achi banai hy. Love from Karachi
Masha Allah yahya bhai mein jaipur se hi hun lekin is jagah ke bare mein anjaan raha...aapka bahot shukriya...insha Allah zarur try karunga
आपको देखकर दिल खुश हो जाता है खाने के ज़ायके का तो पता नहीं आपकी ज़ुबान की तासीर लाज़वाब है अपनी सेहत का खयाल रखें स्वस्थ रहें मस्त रहें...
Wow it really looks like Balochistan style. Love from Karachi
Yahya Bhai sajji mutton aur chicken ki Pakistan k har city mein Hoti hai. Aur mutton sajji Baluchistan Pakistan k bayhad mashhoor hai. Allah bless you and your family. ❤❤❤❤❤
Sajji belongs to my land , Balochistan ❤luv to see it in India 😊
Beshak allah ka siwa koi maabood ka layak nahi ❤
बहुत सुंदर और विशुद्ध शामिष भोजन,
साथ में आपकी खाद्य पदार्थों की अतुल्यनीय लघु वृत्तचित्र की प्रस्तुति,
हम भारतीय बहुत ही भाग्यशाली हैं कि हमने विभिन्न संस्कृतियों की चमक वाले ऐसे एकजुट देश में जन्म लिया।
धन्यवाद
आपकी शब्दावली भी अति रोचक तथा विभिन्न प्रतीत होती है यह गुणवत्ता वाली सम्पूर्ण भाषा आज नहीं मिलती
Saji is actually a Balochi Dish. U have to visit Quetta (Pakistan) to experience the origonal taste.
Yes, exactly that’s what I was thinking. How it can be an Arabic dish? It is a Balochistan traditional food. You can also find many restaurants in Karachi Hassan Square locality. Restaurants are mainly based from Balochistan like Quetta Saji, Bolan Saji. The difference what I see in Karachi, Saji is solely cooked on rods and not on coal. Also, you can have Mutton Saji which is equally yummy.
Afghanistan also have Baloch
Balochi Sajji
@@AbdulBasit-mc6qr not
@@jaishankarjaishwal6676 hahahah search how much Baloch live in Afghanistan
Waa mere yayaha bhai dilkhush hogaya apko dekh kar
Assalamualikum...
Yaha bhai I'm from Pakistan this chiken sajji dish belongs to balochistan Pakistan not from afganistan the preparation of this dish was exactly same ...
And get well soon brother. Love from Pakistan wish I can see you in Pakistanis restuarant some day.
Yahya bhai main pakistan se hon aur Aap. Ki buhat video dekh chuka hon , aur partition se pehle mera sara khandan jaipur mai rehta tha aj Aap ko jaipur main deka buhat khushi hue ,, Aj jo Aap ne sajji khai hai perfect sajji issi tarha se banti hai aur ,, Pakistan main tau chicken sajji mutton sajji khass kar , BALUCHISTAN Aur , PESHAWER , Main tau iss ko buhat khai jati hai. Yahya bhai Aap ka channel main ne subscribe kia hua hai , Allah Aap ko aur sab ghar walon ko appni , HIFZO AMMAN Main rakhay aur Aap kay haat main jo takleef hue hai bada dukh hua , ALLAH PAK Aap ko jald shifa ata farmaye . (Ameen). YAHYA BHAI AAP KO BUHAT BUHAT , Assalam u Alaikum. ..,…
Assalam o Alaikum
Yahya bhai im Sohaib Khan from lahore Pakistan...... Kabhi ayein lahore food review ke liye apko sajji khilayein apki rooh khush hojayegi.... Aisi sajji to yahan har gali mein milti hai😊
MASHA ALLAH ❤YAHYABHAI YE MATON ME HONI HE YE BALOCH DISH HE
Alhamdulliah you are back. Allah bless you and your family 🎉
Good work. Pakistan me fish sajji. Or motton Sajji b milti hy. Chicken to khair yaha bht aam hy. Lekin ye bhai b achi mehnat karahay hain mashallah. Or time waqi bht lagta hy is me
Ji ❤ from Jaipur India
It's balochistan's traditional food item.and it's very popular in all cities of Pakistan even every area of city you can find it with authentic taste😊
After a long time I could watch original taste of the main food.
Not artificially mixed with butter and cream.
Best Wishes Haseen Bhai of Kabul Saji, Jaipur
Tu rehne werdai shouq hai, kya andaaz hai, kya mlaahemet hai, maashaa allah.
Assalamu Alaikum Yahya Sahab
Kuch bhi kehne se pehle aap ke liye Dua ke Allah Paak aap ko mukammal Sehet o tandursti ataa farmaye. Aameen
(Khayal rakhen apna, In Sha Allah aap ka arm jald sahi ho jaye ga)
Ma Sha Allah sir, hamesha ki tarha aap ki intehai behtareen video. Sab se achi baat aap ki personality aur aap ke moo se jhartey phool aap ke alfaz ki soorat mein. Subhan Allah
Chicken AlFahm, Sajji, Afghani Naan etc are so much common all across Pakistan..Khaas torr pe Yahya Bhai, Karachi mein shayad hi koi aisa area ho Jahan Sajji naa milti ho. Aur Sajji chicken ke bajaye Mutton ki ho to mazaa dobaala ho jaata hai.
It's good to see Balochi special in Jaipur. Best wishes to the restaurant owners and their staff.
Stay blessed Yahya Sahab
With best wishes for you from Karachi Pakistan
Fahad Khan
🇮🇳❤🇵🇰
Thanks Fahad
@@Globalecentre most welcome Yahya Sahab
❤ Love Punjab India miss India PUNJAB From Amsterdam 🇳🇱 HOLLAND 🇳🇱 Nederland ❤️🙏
Subhan Allaha haar saher me mile ye yaar yummy😋
Love from kashmir ❤💙👏
Saji is a traditional Balochi dish. Quite common also in Karachi. Karachi Hassan Square food street is famous just because of Balochistan’s Saji. It is not an Arabic dish.
I lived in jaipur for 3 years idhar jaana miss hogaya ab next jaipur jaake sabse pehle sajji hi khayi jayegi
Yahyya bhai aap Karachi aain aap ko dilpasand ki sajji khilaein gayy
Karachi mayy mai aap ka mezban
Hoo gaa
Love from Karachi Pakistan
❤❤❤❤ form jaipur india
Bhai Karachi ki javed nehari pa bhi video banaya
Haseen bhai ka challenge bikul sahi he jo ek bar khayega wo dobara jaroor khane jayega
Are mere bhai aap ko dekh kr ruh khush ho jati hai 💛
Bahut aala. Umdaa
Yahya hath main kya hua
Mashallah sir well come back ❤❤❤❤ app ko deck kaar acha lagata hai
NO butter NO Cream !!! TOO GOOD
You are the only food vlog guy who never ever waste food or order too many things that's what makes you shine in the greedy world....
Welcome bhai in jaipur ..
Me jaipur se hi hu... Kehna chahta hu mene kai baar try ki hai ye sajji aapko jis tareeke se inhone khulai hai wese ye usually nai karte ..na rice dete hai na dubara isko rost karte hai ..Video ki wjh se inhone esa kiya hai ..inki sarvice bhi achhi nai ..
Test ki baat kare to itni khas nai hai bas aapke samne show off kiya hai inhone ..
Aapke kaam ki me dil se tareef karta hu.. har video dekhta hu aapke ..good luck big bro...
MashAllah Allah bhai.Allah ap ko sehat de...ameen love from lahore🇵🇰
❤from Jaipur India
Dear Brother "Sajji" originally Balochistan based item. Balochi people making Sajji like Mutton or Lamb not chichen, chichen never ever give you the right taste of Sajji.
You enjoy your Sajji but in future try Mutton or Lamb, it takes time to properly cook like 5 to 8 hours.
May Allah Bless you with good health Aameen 🍰
A message from Toronto!!
Mashallha nice vlog 👌
Tehzeeb seekh sakte hai inse
Authentic balochi dish
Masha Allah bahut khub Sir g
Sajji belongs to the area of dera bugti to kohe suleman... Balochistan Pakistan.. Real sajji means full goat or dumba with head in tandoor... Real sajji only have salt lemon ginger and black pepper..
Next week I'm going Jaipur... definitely i Visit This place...Thank you Yahya Sir...
Amazing bhai when is your next trip to mumbai
Bahut hi acha andaze bayan. Bhai jaan. Salamat raho. Milna hai apse.
Assalamu Alaikum , Yahya Bhai Accident hone ke baad bhi kaam mein lage huye hein Very good
Nice video Bhai ji
Mohammadi palace chand pul hotel ka bhi vlog bnao sir
Love your effort towards work 👍
Keep shining 🎉
This dishes from Pakistan I had a when I was child around 60 years old now
Bhai jan ek vido shambhu ji chole kuche ki vikaspuri pvrla just samne
No sajji chicken 🐔 only sajji mutton Pakistani dish TandoAdam in Sindh Pakistan
Best efforts Yahya Bhai
Every street in Pakistan has Saji
Yayah sir bus 5 mint door mera ghar he bta dete sir
Welcome back bhai ❤
Yahya bhai kabul sajji main jaata rehta hu haseen bhai hamare purane dost hain Inka zayqa zabardast hai Masha Allah ❤️
Shandar .ab jaipur jana pedega😅
Yahya bahi Allah app ko sehath day abb kaysi tabyat hay masha Allah
yahaya bhai aap ke vlog dekhne wale mere jese bhi honge jo desh me bhi her jagah ghumte hai or bahot si international trip bhi karne wale log hai.
Aslmkum Khairt bhai allha aap ko jaldi se shifa aata kre
Amazing, mouthtring ❤❤❤
Wow fantastic 🤩🤩🤩
Good Test bhai Kabul hotel ❤❤
Kerala me bhai saare chicken with skin milte h
Sir please cover more Jaipur non veg
That looks really delicious. Thank you for sharing
Assalam walekum
Wah kya baat hai
Wonderful 😊
Love u yahyah bhai
Very nice sir🎉🎉🎉❤❤❤❤from Italy
Brother haath me Kia ho gya
Timing?
Salakhe rocks
Is that Hawa Mehal Behind?
Main aapka subscriber bhi hun aur aapki maine bahut Kai salon se video dekhte hain khoya aaya hun aur main kisi ki tarif nahin kar raha aap khud hi test karke bataenge ki
Such m zaika hai bro
Keep ur hands in slings. It helps healing easier!!
Mashallah happy to see you back Yahya bhai
Thank you
Aap jodhpur bhi aao sir kabhi me aapko jodhpur gumauga
Haath pi kyaa howaa sir
Welcome to Kolkata bro
Bahot hi zabardast.
Aaj kal toh restaurants ne butter, cream aur mayonnaise dal kar har dish ko barbaad kar diya hai.
Bhai hows your wrist now ? Hope you get well soon. Ali from Pakistan Karachi
Better hai. Thanks fr the concern
Bhai May Allah lengthen your life and give you good health.
Asselamualikum bahi ❤from Jaipur India
@ W Salam bhai hope you are well my brother
I love yahaya bhai
Inshallah will try once
Oh Bhai tea shirt to bata doo kaha se le hai ???
Share location📍 po?
Shoab bhai ki video me dekh liya
Tabiyat kaisi h sir
better
WOW Looks so Yummy 😍😍
BHai pakistan ayeh app jaga jaga apko yeh mili ki aur b balochi item milay k bhai yeh balochi sajji khelati hah not afghani not arabian this is read invent in original balochistan pakistan
Bhai kaha ho aap apse milna hai ...
Jaipur mai kaha ho aap
Delhi
@@Globalecentre janab Jaipur kab aa rhe hain aap
Address please
Super ❤
Hum log jab Balochistan me jab banatay hain to simple hint k gosht ko lakdi ka dhuwa na lagay sirf tapish lagay
Sajji Baluchistan Pakistan ki famous dish hai, actually mutton ki Hoti hai ub chicken bhi hona Shuru hogai hai, Sajji Baluchistan hi ki dish hai Jo ub Afghanistan me or india me bhi mil Rahi hai
Sir apka hath kse?
Better hai. Thank you
Bhai jaan aap kaise ho
Better now. Thanks for the concern