Mam mandir aur puja ke kapat to sutak ke 12ghante pahle(sutak ke prabhav ka time se) se lekar samapti tak rahega lekin hame bhejan sutak lagne ke baad se nahi karna hai ya sutak lagne ke 12ghante pahle se bhojan nahi karna hai
Radhey Radhey mam...ap bht ache se btati he har baat...me bht confuse thi pregncy me kya kya kre or kya na kre grehn me...ab video dekh k meri confusion dur ho gyi....thnqqqq💟💟💟💟
mam mai v pregnet hon kia muje v sootak mai khana pina nahan ja fer sabji bnana nahi chaye ... ja fer chander grhan k tim per hi ja sabh kush nahi krna..
Mam asthmi ki morning mein kanhaji ko snan karana hai ya kewal new vastra pehnanae hai?aur morning mein new jewellry aur new basuri bhi lagae kya?ya new jewellry aur basuri kewal raat mein lagate hai?please bataye
Radhe Radhe Di kya aap mujhe bta Sakti h k sutak kal ya grahan k time pregnant women washroom ja Sakti h kyoki mera last month h or mujhe washroom problem Jada h please reply
ji apke guru mahraj ne bataya hoga? kis mala par jaap karna hai vo mantra par nirbhar karta hai ua-cam.com/video/A5xV3yWoN18/v-deo.html plz ye video dekhe.. radhey radhey
hare krishna..radhey radhey ji..ji next grahan chandra grahan hai 7th Aug 2017 ko...sutak din mai 1.43 se lagenge.. so kanhaji ko khana khila kar 12.00 baje vishram karayenge uske baad next day morning mai hi udayenge.. bich mai koi seva nahi hogi...radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji nahi..sutak kaal mai phir chala lo.. per grahan mai bilkul nahi.. uss samay sirf mantra jaap karo, ek jagah biathe raho, bhajan sunno ya koi adhyatmik book padoo.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji video mai bata rakha hai ki rogi, bachoo, vridh or garbhvati ke liye niyam sutak niyam nahi hai.. grahan ke samay to thoda manage karna.. koshish karo ki grahan se pehle kha lo taki bhukh na lage vaise bhi raat mai hai..radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji koshish karo..na soo to jyada aacha hai.. tabiyat jyada kharab hai to alag baat hai.. iss samay ek jiwan ki jimmedari hai ap per..isliye koshish kare jyada se jyada naam jaap ki.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji granhan wale din morning mai jaldi kanhaji ko khana khila de sutak se pehle.. sutak kaal mai mandir ke paat band rehte hai.. phir grahan raat ko 8.42 pm per khatam hoga..uske baad shudhikaran hoga.. pehle khud nahaye phir puja sthan saaf kare.. kanhaji ko nehlaye.. nehla kar pehle jaldi milk pila de phir bhojan bana kar bhog lagega.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji 7th aug ko yahi karna hai.. kanhaji ko 12 baje sulayenge and next day early morning udayenge... 8th aug ko koshish karna ki kanhaji ko 5.30 tak uda kar nehla kar bhog seva kar do kyuki 7 aug ko koi seva nahi hui...jaise hum nahi karte ki vrat ke next day jaldi kha lete hai.. aisa bhav hai mera.. kahi likha nahi hai..radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji pregnant lady ko apna jyada dhyan rakhna chahiye.. grahan kaal mai ek jagah biathe rahe room band karke.. mantra jaap kare.. bhajan kare ya bhagwat padde... grahan kaal mai bilkul kuch na khana na pina na letna na washroom jana.. sab kaam pehle karo.. isliye sutak mai khana mana kiya jata hai.. per pergnancy mai control nahi hota isliye half sutak kaal tak kha sakte hai.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey..ji sutak or grahan tak kanhaji ko dekhna bhi nahi hai means aj 8.45 tak.. uske baad pehle khud naha kar phir mandir saaf karke kanhaji ko nehlakar fresh food banaye or kanhaji ko bhog lagaye.. phir normal routine raat ko milk ka bhog or sulana sab karna hai.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey ji.. simple upay hai.. sutak kaal mai garbhvati stri kha sakti hai.. hamme pehle hi pata hota hai ki grahan kab hai.. sutak ka kya time hai or grahan ka kya time hai.. uss din koshish karke kam se kam pani piye or bahut halka khana khaye taki maal mutra wali pareshani ho hi na.. sutak mai bathroom jaya ja sakta hai per grahan kaal mai bathroom bilkul na jaye specially garbhvati stri.. aane wale bachee ke liye savdhani rakhe.. Radhey radhey
hare krishna..radhey radhey.. ji koshish karo ghar per hi raho..sutak kaal mai enviorment mai changes shuru ho jate hai or pregnant lady per ek or zindgi ki jimmedari hoti hai..isliye hum to mana hi karte hai.. apke bachee se jyada zindgi mai orr koi kaam jaruri nahi hai.. Radhey radhey
Radhe radhe di....Di kuch log kehte hai pregnant ladies ko grahan me books ya mala Jaap bhi nai karna chaiye bas man me hi Jaap karna chaiye. Kya ye sahi hai ?
hare krishna...radhey radhey..ji shastro mai to likha hai bahar nahi jana chahiye.. pregnent lady ko to bilkul nahi baki sutak kaal mai chale jaoo grahan mai ek jagah baith kar bhajan karo.. Radhey radhey
hare krishna..mam plz radha Krishna Ji ke savan jhule ke bare mei bhi bataye..ki savan jhula kaise manaye....kya kya kare...hare Krishna ....radhe radhe

hare krishna..radhey radhey ji.. ji pregenecy mai jyada dhayan rakhna chahiye.. ab jo ho gaya so ho gaya.. bhagwan se shama mange or daan kare.. daan ka bahut phal hota hai badi se badi pareshani mai bhi bahut laaf milta hai.. kisi garib ke yaha new born baby ho to usse dudh, phal ya kapdoo ki seva de... radhey radhey
thanks a lot of mam
Hare Krishna
Radhe Radhe
Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare hare Ram hare Ram ram ram hare hare hari bol jai shri Radhay🙏🙏🙏🙏 your 🌹🌹🌹🌹
hare Krishna Di...thank u itni acchi orr suljhi hui batye btaee aapne is video me...Radhe Radhe..
Hare krishna raadhe raadhe d 🙏🙏🙏🙏🙏
So sakte hai sutak kal me ya nahi
grahan ke baad pehle safai krni cahiye ya pehle naha kr fir safai krni cahiye
Shri radhe radhe ji adarniy didiji sadar chran sparshji
Sootak mein agar kuch kata ho to knife se.
Mam mandir aur puja ke kapat to sutak ke 12ghante pahle(sutak ke prabhav ka time se) se lekar samapti tak rahega lekin hame bhejan sutak lagne ke baad se nahi karna hai ya sutak lagne ke 12ghante pahle se bhojan nahi karna hai
Mam Surya grehan ke time Sunday Ko vrat rakhne vale kya kre
Radhey Radhey mam...ap bht ache se btati he har baat...me bht confuse thi pregncy me kya kya kre or kya na kre grehn me...ab video dekh k meri confusion dur ho gyi....thnqqqq💟💟💟💟
ua-cam.com/video/DW3F6HUhgDU/v-deo.html
plz ye video bhi dekhe.. radhey radhey
@@ShyamDiwani650 thnqq mam....💖
Mam plss batae ghran me mobile use kar skte haii
vry vry useful video mam bhut se qus ka ans mil gya thnku soo much dear 👍👍👌👌👋👏👏👏
sootak me ramayan ka path kr sakte h?
mam mai v pregnet hon kia muje v sootak mai khana pina nahan ja fer sabji bnana nahi chaye ... ja fer chander grhan k tim per hi ja sabh kush nahi krna..
Ma' am student ke liye kya upay hai
Thank you for information radhe radhe 🙏🙏
Kya sutk me ghrbvti mhila soo skti h
Vry nic vdo diii,, Shri radhe radhe ji adarniy didiji sadar chran sparshji🌹🙏🌹
Thanx di kaya sutak or gran me so sakte h
I am normal and no health problem. Can I sleep during suraj if feeling vey sleepy.
Jai Shri Radhe krishna di
bahut bahut Dhanyawad di
Sorry can I sleep duri g sutak
Di🙏,,Vry useful information n apne ise Bahut ache se samjhaya
bhuttttttttttttttt Achi information mam thanku
Mam sutak kal me sabji nhi katna chahiye pregnancy women ko
Asthmi ki morning aur asthmi ki raat par 2 new dresses kanhaji ko pehnaye ya morning wali new dress raat mein pehena de?please bataye
Sutak me pregnt mahila khana bana sakti h kya
Bahut important jaankari hai......Thank you very very much
Mam kya pregnant aurat ko sutak kaal me sona nhi chahiye
kya aaj sutak mai garbhwati mahila so sakti hai
Mam mai pregnant hu 3rd month chal raha h kya mai sutak kaal me so skti hu ?
Mala se jaap kyo ni krna chaiye...
Radhe kirishana
Mam g ,l, m pregnant or mujhe , sutak ka samay pta ni tha or Maine lagbhag 5bje ke aas pass aam kat ke kha liya koi problem to nhi h isme.
agrr mntr jap kru to kon sa
Mera second month chal rha hai kya mai sutak mai kha sakti hu
pregnency me kya shutak me bhi kuchh nhi karna chahiye
Sutak ke bare mai nahi patta ho or hum kuch khred kar lake aaye ho tou kya kere
Mai 7 months pregnant hu... sutak kal m kya Mai letna b nhi chahiye...Mai kya Kru mujhse baitha nhi ja rha
Jai Shree Krishna radhey radhey dii.. thanks Dee 🤗
Shilpa Shilpa ..
mere room mein shiv privar rakha hua hai kya unko bhi chunni ya kapde se dhak de..pls reply krdo
Mam gurduare me atta dan kr sakti hu m
Kanhaji ko asthmi wali morning hi jhule par bitha dete hai kya raat mein abhishek ke baad jhule par bithayge?please bataye
Kya Ham laddu gopal ko bhi nhi chu skte
sutak grahan ke time bilkul nahi chuna to kya hame unhe dekhna bhi nahi chahiye... radhey rahey
Grahan k samay kya tv pr bhajan sun skte hain...i mean spiritual channel dekh skte hain kya?...
Sootak me pregnant ladies so skti hain kya
Lekin ye sab apko kaise malum hua ki kya kare kya nahi kare mam
Mam kaya mobile bhi nai use kar skte grahan me
hare krishna..radhey radhey..nahi ji..us samay bus shanti se bhagwan ka naam jaap kare radhey radhey
me is chndr grhdn aesa kya kru jisse inki job na chute koi upay hto btaiye please please please please please please please please
Mantra jap mala se kare ki na kare
Grahan samapt hone par kitane samay bad ghar se bahar ja sakate hai
शुद्धिकरण के बाद... राधे राधे
chander grahan kabh kitne vje ka hai ....
क्या चंद्र ग्रहण या सूर्य ग्रहण के समय तुलसी की माला क्या हम मंत्र कर सकते है
Sutak me pregnant aurat ko Bahar nikalna jruri ho to Kya nikla sakta h
sutak me khana khane koi dikat hai ham khana kaye 2.30 dohar me kaye koi dekate nhi hai n please bataye
Mem kya sutak ke tym pregnant lady bhar ja sakti hai aur so sakti per mod ke karwat le kr pls reply khana bana aur Kha sakti hai kya mem pls ans
sutak kaal main kya geeta or ramayan ki book padh sakte hai, mala ka jaap kar sakte hai?
hare krishna..radhey radhey..ji bilkul yahi karna chahiye.. radhey radhey
Mam asthmi ki morning mein kanhaji ko snan karana hai ya kewal new vastra pehnanae hai?aur morning mein new jewellry aur new basuri bhi lagae kya?ya new jewellry aur basuri kewal raat mein lagate hai?please bataye
Khyati Jain vbtc v
thanks Di Di Radh radh
Radhe Radhe Di kya aap mujhe bta Sakti h k sutak kal ya grahan k time pregnant women washroom ja Sakti h kyoki mera last month h or mujhe washroom problem Jada h please reply
radhe radhe ji
Hlo mam kya je gran Germany main b hoga, Agar hai to iska timing India ke hisab se the ja phir Germany ke hisab se hoga, please bta deje
Mam kya aaj surya grhan bhi h ager h to kitne baje se kitnebaje tak h please reply rakshbandhan Ke din jai sri kishna
मैडम में दीक्षित हूं क्या में तू लसी माला से जाप करना चाहिए प्लीज़ बताए
ji apke guru mahraj ne bataya hoga? kis mala par jaap karna hai vo mantra par nirbhar karta hai
ua-cam.com/video/A5xV3yWoN18/v-deo.html plz ye video dekhe.. radhey radhey
thank you didi radhe radhe
Hare krishna dd...rksha bndhan pr sutak dophr me suru hokr rat tk h...kya tb tk kanug ko u hi bina bhog ke bithaye rkhe...ar sulaye ya ni...
hare krishna..radhey radhey ji..ji next grahan chandra grahan hai 7th Aug 2017 ko...sutak din mai 1.43 se lagenge.. so kanhaji ko khana khila kar 12.00 baje vishram karayenge uske baad next day morning mai hi udayenge.. bich mai koi seva nahi hogi...radhey radhey
Shyam Diwani .
Radhe Radhe Didiji,
When & How to feed Kanhaji if someone from our family has been expired?
Plz reply soon Didi.......
Radhe Radhe
pregnent women k husband ko bhi ye sab karna cahiye kya wo tv dekh sakte hai pregnancy mei
Mam kya tv vkh skte hai grahan me
hare krishna..radhey radhey..ji nahi..sutak kaal mai phir chala lo.. per grahan mai bilkul nahi.. uss samay sirf mantra jaap karo, ek jagah biathe raho, bhajan sunno ya koi adhyatmik book padoo.. Radhey radhey
Very very useful video mam
Thanku soo much 😘😘😘😘
Mam can we eat rice during grahan
grahan mai kuch nahi khana chahiye.. na rice na hi kuch or chiz... radhey radhey
sutak ke samay ladoo Gopal ko sparsh kr skte h kya
hare krishna..radhey radhey..ji bilkul nahi.. even dev darshan tak mana hai.. Radhey radhey
Kiya mein kuch kha sakti hu mein pregnant hu 4month
pregnant lady ko sutak ka palan karna chahiye ya nhi, sutak k time par Kya karna chahiye or Kya nhi karna chahiye
Arti Shinde haa
Ladoo gopal ki puja Kare ya na Kare
kya raat ke samaye tulsi ke patte tood sakte h
hare krishna..radhey radhey..ji bilkul nahi..raat ko tulsi ko touch bhi nahi karte..radhey radhey
didi m apne baby ko feed krati hu muje thodi thodi dair m bhukh lg jaate or muje cervical bi h to Sara din agar grahan rhega to kya kuch ni kha scti
hare krishna..radhey radhey..ji video mai bata rakha hai ki rogi, bachoo, vridh or garbhvati ke liye niyam sutak niyam nahi hai.. grahan ke samay to thoda manage karna.. koshish karo ki grahan se pehle kha lo taki bhukh na lage vaise bhi raat mai hai..radhey radhey
Pregnant lady sutak K tym so skti h??
hare krishna..radhey radhey..ji koshish karo..na soo to jyada aacha hai.. tabiyat jyada kharab hai to alag baat hai.. iss samay ek jiwan ki jimmedari hai ap per..isliye koshish kare jyada se jyada naam jaap ki.. Radhey radhey
radhe radhe di....jaise Chandra grahan àane Wala h....to shuddikaran raat ko hoga....to kya hum raat ko thakur Ji ko snan karwayenge.....shuddikaran raat ko 9 baje hoga...pls batayein
hare krishna..radhey radhey..ji granhan wale din morning mai jaldi kanhaji ko khana khila de sutak se pehle.. sutak kaal mai mandir ke paat band rehte hai.. phir grahan raat ko 8.42 pm per khatam hoga..uske baad shudhikaran hoga.. pehle khud nahaye phir puja sthan saaf kare.. kanhaji ko nehlaye.. nehla kar pehle jaldi milk pila de phir bhojan bana kar bhog lagega.. Radhey radhey
thanku di...radhe radhe
Hare krishna
Di kya kanha ko din me 12 bje he sula de. Aur next day uthaye. Pls btaye
hare krishna..radhey radhey..ji 7th aug ko yahi karna hai.. kanhaji ko 12 baje sulayenge and next day early morning udayenge... 8th aug ko koshish karna ki kanhaji ko 5.30 tak uda kar nehla kar bhog seva kar do kyuki 7 aug ko koi seva nahi hui...jaise hum nahi karte ki vrat ke next day jaldi kha lete hai.. aisa bhav hai mera.. kahi likha nahi hai..radhey radhey
Didi kya grahan ke samaya garabhwati woman bethsakti h ya ghumna hi chaiye
hare krishna..ji baithna hi chaiye..ghumna nahi chahiye.. ek jagha hi baithi or naam jaap kare..radhey radhey
Jai Shree Radhey Krishna dii kl m Maha k upvas ka udyapn kr rhi thi aap btate aab m kb havan krayee plz
kya Mai abhi khana bana sakti hu
mam sutak se ye niyam manna h ya jab grahan lag jaye 5 bje k baad se ye niyam manna h?? m pregnant hun plz reply plz
hare krishna..radhey radhey..ji pregnant lady ko apna jyada dhyan rakhna chahiye.. grahan kaal mai ek jagah biathe rahe room band karke.. mantra jaap kare.. bhajan kare ya bhagwat padde... grahan kaal mai bilkul kuch na khana na pina na letna na washroom jana.. sab kaam pehle karo.. isliye sutak mai khana mana kiya jata hai.. per pergnancy mai control nahi hota isliye half sutak kaal tak kha sakte hai.. Radhey radhey
radhe radhe di plzzzz btaye garhn ke baad kanha g ko bhog aur nahlaya jayega aur kahna g ko sula bhi skte h ya nhi plzzzz di btaye plzzzzz radhe radhe
hare krishna..radhey radhey..ji sutak or grahan tak kanhaji ko dekhna bhi nahi hai means aj 8.45 tak.. uske baad pehle khud naha kar phir mandir saaf karke kanhaji ko nehlakar fresh food banaye or kanhaji ko bhog lagaye.. phir normal routine raat ko milk ka bhog or sulana sab karna hai.. Radhey radhey
+Shyam Diwani thank you di
जय श्री राधे, अगर ग्रहण काल में मलमूत्र लग जाये तो गर्भवती महिलाओं को क्या करना है कृपया इसका उपाय बताएं ।और मलमूत्र कक्ष खुले में हो तो क्या करें?
hare krishna..radhey radhey ji.. simple upay hai.. sutak kaal mai garbhvati stri kha sakti hai.. hamme pehle hi pata hota hai ki grahan kab hai.. sutak ka kya time hai or grahan ka kya time hai.. uss din koshish karke kam se kam pani piye or bahut halka khana khaye taki maal mutra wali pareshani ho hi na.. sutak mai bathroom jaya ja sakta hai per grahan kaal mai bathroom bilkul na jaye specially garbhvati stri.. aane wale bachee ke liye savdhani rakhe.. Radhey radhey
Shyam Diwani thank you ma'am
Kamkaji pregnant mahila ho to sutak me Bahar Jana behad jaruri hai to Kya Kare ..btaye plzz
hare krishna..radhey radhey.. ji koshish karo ghar per hi raho..sutak kaal mai enviorment mai changes shuru ho jate hai or pregnant lady per ek or zindgi ki jimmedari hoti hai..isliye hum to mana hi karte hai.. apke bachee se jyada zindgi mai orr koi kaam jaruri nahi hai.. Radhey radhey
Radhe radhe di....Di kuch log kehte hai pregnant ladies ko grahan me books ya mala Jaap bhi nai karna chaiye bas man me hi Jaap karna chaiye. Kya ye sahi hai ?
Mahak Chhabra ji ye bilkul shi h bcoz uska ulta asr aapke bache pr ho skta h
Sutak me bahar nikal sakte hai kya
hare krishna...radhey radhey..ji shastro mai to likha hai bahar nahi jana chahiye.. pregnent lady ko to bilkul nahi baki sutak kaal mai chale jaoo grahan mai ek jagah baith kar bhajan karo.. Radhey radhey
Thank you mam
hare krishna..mam plz radha Krishna Ji ke savan jhule ke bare mei bhi bataye..ki savan jhula kaise manaye....kya kya kare...hare Krishna ....radhe radhe
Sweety Ratta
Tnxx dd about dis information
Tq ji
ladu gopal ji ko bhog ksh lgay grhan m
हरे कृष्णा..राधे राधे.. सूतक में ही मंदिर का पर्दा कर देते है, फिर भोग नहीं लगता जब तक ग्रहण ख़तम न हो ... राधे राधे
hare krishna..radhey radhey ji..ji next grahan chandra grahan hai 7th Aug 2017 ko...sutak din mai 1.43 se lagenge.. so kanhaji ko khana khila kar 12.00 baje vishram karayenge uske baad next day morning mai hi udayenge.. bich mai koi seva nahi hogi...radhey radhey
+Shyam Diwani kifjcghb
+Shyam Diwani hahaha
thanks mam
Di thanks a lot. Hum par kanha ka pyar yu he bna rhe. Radhe Radhe.
di please ye bhi bataye ki rakhi bandhne ka Shubh muhurt kab hai. radhe radhe
hare krishna..ji iska detail video kal tak mil jayega..radhey radhey
Very nice video
Mam m grehen ke doran so gi thi ese kya hota baby ko m 6 month se pragnent hun