Sir namaskar,, Jabse Chandra grahan hua h, tab se ham dono husband wife me bahut jyada jhagda hota h, mera kisi kam me man nhi lagta h,, roz roz tension hoti h, usse pahle sab tik chal rha tha,,
Thankyou sr.apne meri preshani dur kar diya mein ne pani piya tha 2020 ka grahan me mein ne pani piya tha.sr.plzz ek bar msg ka reply kar dijiye.kuch hoga to nhi.mera 9th month chal raha hai.
Sir m 4 months pregnant.i didn't eat anything whole day but by mistake I used knife at 4:45.i belog to ranchi where eclipse was to started at 5:18.Is this have any harmful effects on my baby????After it was over I shower and spred gangajal in my house.sir please reply .M very much concern about this.
Pande ji vridh or bacho pe kyo nhi ,unhe to nuksan jyada hoga, aap leptaap ke age betho ho ye ek vagyanik avishkar hai,aap jo bool rhe ho usme kuch vaigyanik aadhar to btaao
He speaks very correctly going from point to point with proper background and in details. Most of the people don't know even the basic dos and don'ts to be observed during normal days so it becomes important to go from the basics. Also, he is catering to people with all types on knowledge ranging from absolutely no idea to doubtful and rightly so. Sometimes there is confusion and difference of opinion. So, going outside the topic does not arise because our Shastras and scriptures are so elaborate and inclusive that there is connection to every action we do in various situations, etc. So he has to explain keeping in mind all the possibilities and all sorts of questions that may arise in a person's mind. There is no chatpat YES/No answers. One has to be patient to gain knowledge.
Agar suryagrahan 6 ghanton ka hai Aur sutak 12 ghanton ka h to niyam ka palan 6ghanton tak Karenge ya 18 ghanton tk
Sir, Hum grahan me deep jalakr sundarkand pad sakte he ya bina deep jalaay paath kare. Batay plzzzz
sir kharidari kar sakte hai?
Pranam! Sir chay pee sakte hain kya?
Sir kya grahan k doran mobile phone pe path pooja kr sakte hai
Thank you so much...🙏Ghrahan k samay ghar me hamuman chalisa ka audio chalakr sun sakte hai kya Guruji?
Guru Ji Pradam ....Kya Grahad Ke Samay Bhagwan Ka Dhyan Or Puja Karnte Samay DEEPAK Prajwalit Kar Sakte Hai ..... Kripaya Margdarshan Kare.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏.
Sar hamne tolsi ki tod li hamne khuch hoga to nhi
Grahan.me rudrabhishek kar sakte he kya?
Sir kya sutak me kaam kr sakte jo pregnant woman h
Guru ji pregnent lady agar sutak ke samay mein knife use karte hai to baby par effect hota hai kya?
Kya yatra shuru kar saktae hai grahan mei??
Sutak Samay kya so sakte hai kya
Sir rat ka Samay hai 4 ganta jagna pregnant ladies ke liye keya o so sakti hai?
Ager ghar se bhar neklna jaruri ho to kya krna chaiya mera 2 month chl rhe hai plz reply🙏
Thank u pandit jii....🙏🙏
Sir me pregnent hu or mene abhi sutak me ek baar kechi use kar li.. Kuch hoga to nahi na
Tumhari baby hu gayi kiya
Sutak Kai same khana bana sakte hai kya
Sir namaskar,,
Jabse Chandra grahan hua h, tab se ham dono husband wife me bahut jyada jhagda hota h, mera kisi kam me man nhi lagta h,, roz roz tension hoti h, usse pahle sab tik chal rha tha,,
Sir vedh kal me so sakate he kya
sir kya sutak me safety pin ka use kr skte h plzz reply me
Sir sutak ke time pregnant omen bahar nikal sakti hai
Nmasty mai ye puchna chahti hu ki Mai Tulsi ji ka pata nahi Tod pai aur khana sutak kal me Bana Diya to kya kare
Sutak to Raat se lga h sir morning me breakfast kr skte h kya??raat 10 se Subha 9 bje tk to sutak hi h fr grahn shuru h .
Sir can we drink water during eclipse?
Try not to
Thankyou sr.apne meri preshani dur kar diya mein ne pani piya tha 2020 ka grahan me mein ne pani piya tha.sr.plzz ek bar msg ka reply kar dijiye.kuch hoga to nhi.mera 9th month chal raha hai.
Sir m 4 months pregnant.i didn't eat anything whole day but by mistake I used knife at 4:45.i belog to ranchi where eclipse was to started at 5:18.Is this have any harmful effects on my baby????After it was over I shower and spred gangajal in my house.sir please reply .M very much concern about this.
Your baby is good ??
Plz reply
Pandit ji hame washroom jana hai hum ja sakte
Study kr skte h ya nhi
Sutak kal aour grahan kal me antar hai to kya kya kar sakte only Sutak kal me
Hum so sakte hai ya nhi sir plzz mera 9 va month chalu hai
Thanks sir hame bhut accha lags
abhi bhi ik doubt clear nhi hu raha..
sutak mai bhi precautions lene hai ya nhi
grehan ka tu pta hai pr sutak ka nhi samjh aa rya plss help
Ye pandit to Ulta pakka Raha hai
Sir kya pregnant women sutak ke samay so sakti hai ya nahi
Sir sbzi katna kya sutak samay me bhi mna hai
ye sab sutak me bhi precautions lene h kya.... .. sutak me khana kha sakte or so sakte h kya?...
Thanks alot!
Guruji Pranam kya grahan ke dauran garbhwati aurte so sakti hain
pandit ji main dubai me hu aaj grahan hai so sakte hai ye batao do jaldi main pregnant hu plsss jaldi jwab de
Chandra grahan Ka time kab hai please sir bataye
thankyou sirji ye video bht acha he , useful he
u on fb
great information
sir sutak darmiyan janma Lenar balak Kesa hota he plz bataye
Sir grahn ke smay dvae le skte hai n
sir mujhe sutak kal pata nae tha aur maine food prepare kiya tha so knife bhi use kiya , so kya eska effect meri ane wali santan p hoga plz btaeye
Please mujhe bhi btaye ke apka theek thaak paida ho gya tha ..kyoki maine bhi galati se knife usE kiya sutak me.. please answer krna..main kaafi presan hoon mera pahla bacha h
आचारिये जि नमस्ते कृपा करे फुलझरिया देबि नाम से कोन रशिफल बनता है
Guruji kya sutk m tulsi tod shkte h kya
Nahi, ap pehle hi tod kr rakh le
Sir grahan me shadi suda aaorat tel laga sakti hai
Nhi
I heard haldi ya chandan ka lep lagaye
Sir main to lagai thi
Sir kuch upaye mujhe please bataye na
Sutak ka time me Kya nahi karna chahiye ye bataiyena....grahan k time me to sab ko malum hai
Sir mujhe grahan ke dauran 10 minute k kareeb nind aa gai thi....isse koi fark to nhi padega mere baby par???mai 6th month pregnant hu
kya sutak me knife use kr sakti hain pregnant ladies plszz reply
Yes
Thanks sir.
sir mujhe pura time h sutak m kya krna chaiye
Guru ji parnam
Guru ji pregnant mahila sutak ke samy so sakti hai
sutak kal m bahar jaa sakte h kya
Jaa skkate hai.iam also pargnet grhan k samay pura khyal rakhe
Sutk me chawal bana le ho to kha skte h ya nhi
Abhi kha lijiye par grahan shuru hone pe kuch b mat khana
भगवानकी मूर्ती को कब स्पर्श करे ?
grahan k samay pregnant lady ko kaise baithna chahie
Nice video
Ghar me tulsi na ho to kya hum khane me ganga jal khane me dal sakte h sutak lagne se pehle
Kusha(doob) daal sakte hain
Ganga jal daal diya
Doob nhi mila village me nhi rahte h delhi me rahte h
Wife pregnant h 7 month chal raha h ganga jal dalne se koi problem to nhi hogi
@@rohitbaghel3014 main bhi noida mein hun but humare yanha par available hai society mein
Pregnant lady sutak K tym so skti h??
yes but grahan k time nhi soyen
Namita Goel sutak me khana kha sakte h kya
Yes
Sutak Mein hi pregnancy Lady Khayea piye na. Ja Fr Grehan time hi savdhani Rakhna aa
शैलेंद्र पंडित जी तेज पर अब भविष्यवाणी नहीं बता रहे हैं किस्मत कनेक्शन में भी नहीं आ रहे हैं क्या वजह है प्लीज रिप्लाई करें
Thanks
Sherman
Sutak k samay kuch v khane ka sewan kar sakte he ki nahi??
eat before , and donate next morning
Sutak me bahar nai nikal sakte kya
u can
Sir soch ko nhi rok sekte .j to apne bs me nhi he
Mst hai ji
Pande ji vridh or bacho pe kyo nhi ,unhe to nuksan jyada hoga, aap leptaap ke age betho ho ye ek vagyanik avishkar hai,aap jo bool rhe ho usme kuch vaigyanik aadhar to btaao
Nice
sootak me Kya Kya parhej karnaa chahiye?
Please sir ans me
Jaha na lge wha to kuch niyam nhi lagu nhi hoti h
Hi
Sutak LG jaye tabhi se sari savdhani bartani h
Too much talking outside the topic the vedio says what to do in grahan but he is talking too much other things
He speaks very correctly going from point to point with proper background and in details. Most of the people don't know even the basic dos and don'ts to be observed during normal days so it becomes important to go from the basics. Also, he is catering to people with all types on knowledge ranging from absolutely no idea to doubtful and rightly so. Sometimes there is confusion and difference of opinion. So, going outside the topic does not arise because our Shastras and scriptures are so elaborate and inclusive that there is connection to every action we do in various situations, etc. So he has to explain keeping in mind all the possibilities and all sorts of questions that may arise in a person's mind. There is no chatpat YES/No answers. One has to be patient to gain knowledge.
Grahan me havan kar sakate h ya nahi
Good