Bhai jitna jaldi ho sake bhai aapke riply ka intejar hai please 😢jaldi aapne jo btaya wahi meri gadi me problem computer me bhi yhi injaketer ki bta rha or neye dalne pr bhi wahi problem hai
Very nice sir ji. Mere pass beat diesel hai. Mielage 16 17 ki hai just. Koi fault code nhi hai. But rail pressure high aa rha hai scanner pe. Rail pressure sensor and pump ke regulator ko change krkw dekh liya. Problem same hai. Kya problem ho skti hai. Plz help me sirr ji. 2000 rpm ke nice pickup bhut kam hai.
Sar me indor se hu bhamori me mera garaj he or me kamarsiyal gadiyo ka kam jada he to dijal motar band kis kis sensaro se hojati he or kin kin sensaro se chalti he
Bhai app yesa hi video banate rho diagrams with explanation aap ki channel bahut jald grow hogi ek line se sensor, actuator, can system, ecm, bcm, tcm many more😊
Sir meri gadi Toyota etios diesel hai bo slow runing ma band ho jati hai phir pump mar kar start ho jati hai phir chalne lage to 1000km chal jaygi. Kya problem ho sakti hai batana please
Thanks bhai ❤❤information dene ke liye
Bhaijaan bahot achha vidio banaye hai
Jazakallah
Sir metring unit ke baareme explain karo
Same query, Sir. Please explain
Good bhai ☺️💯👨🔧
Zazak allah bahut acha laga
Bahot accha Laga. ❤❤ Excellent
Bhai jitna jaldi ho sake bhai aapke riply ka intejar hai please 😢jaldi aapne jo btaya wahi meri gadi me problem computer me bhi yhi injaketer ki bta rha or neye dalne pr bhi wahi problem hai
Fault code kya h
Ritz vdi mileage 18 de rahi hai high rpm pr pick up bahot hai 1000 rpm pr pickup kam hai load bahot leti hai mileage kitna milna chahiye
Aur problem kya hogi
Phone number kaha milega
Clutch plate@@mahi16d8
Bhaiya aapki video bhot hi acchi hoti hai ❤❤❤❤❤
Nice video sir ❤
Very good sir aap ne bahut bahut acche se samjhaya 🙏💐💐
Very nice sir ji. Mere pass beat diesel hai. Mielage 16 17 ki hai just. Koi fault code nhi hai. But rail pressure high aa rha hai scanner pe. Rail pressure sensor and pump ke regulator ko change krkw dekh liya. Problem same hai. Kya problem ho skti hai. Plz help me sirr ji. 2000 rpm ke nice pickup bhut kam hai.
Nice video bai
Thanks good information,👍👍
Very informative video good
No one is explained like this before
Good information sir 👍 thanks
Nicely explained.
Good liked it
Good information sir ji
Good information❤ ustad ji
Sir ak video banao kis senser se kya gadi dikat karti he ❤
SHAANDAAR video, ❤
now subscribing 👍⭐
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤bhut badiya bhaiya ji
Good job sir
Sar me indor se hu bhamori me mera garaj he or me kamarsiyal gadiyo ka kam jada he to dijal motar band kis kis sensaro se hojati he or kin kin sensaro se chalti he
Bahut.badiya.sir
Very nice information sir
Nice video है जी
Sir ek ek s sensor ka banav please
Drb ka liya gari ka race problem hota ha kiya
Namaste bhai 🙏
मे नेपाल से हु।
मेरा पास foton tunland गाडी हे।
मेरे गाडीमें भी ऐसा ही problem आया हे
Humare yhan ambikapur me mere se aage nikal jayega soch kar batate nhi hai bhaiya ji ❤❤❤❤❤❤yhan se walon se aapka video tik hai
Masha allah bohat best v
Bhai sahab Swift dzire zdi mein drp kis jagah VDI mein to upar
Excellent explanation bro thank you very much and one more while comparing old and new which is the best in diesel engine
Exllent❤❤ bhai
Nice sir
Bahot badiya
Bahot accha laga
Nice Bhai saab thx
Kya drb ki Jajah meetring unit dal sakte h
Bhai app yesa hi video banate rho diagrams with explanation aap ki channel bahut jald grow hogi ek line se sensor, actuator, can system, ecm, bcm, tcm many more😊
Old verna diesel ka drv hai kya?
Gajab sir ❤
Sir return line me bahut kam pressure aara hai maruti dzire hai
Goodsir
Good video sir... High pressure pump ke upar bhi video bnaao sir..
DRV swift desire ka rate kya hai plz Batavia.
Sar mahindra jeeto res nahi le rahi he oe reil pressor ka kod aa raha he kya sek karu
Sir mera tarctor 6050e crdi 1700se uper nhi ja raha hi kya karoo
Very good xspalan
Nice sir❤
Mere pass breeza vdi hai wo subah subah start karte hi white smoke deti hai 1-2 minute tak or rpm bhi kam jyada hote hai iska koi upaye batayar
Start car main kya injector ki pulse rate kaise pata karein
Kya aap mujhe kam sikha doge mai mai nepal me kam karta hu
DRV Fuel Pressure Control Valve Regulator price kiya hai
Meri car me bhi yh problem hai
Price kiya hai
Sensor mein hi problem tha na??
ప్లీజ్ తెలుగు లో చె ప్పండి అన్న
Dzire me DRV sensor timing side wala hota hai yah phir high pressure pump side?
High pressure wala
Asw vai hum Nepal se hamara gadi jab upper pahad me chalda he to pick up chot deta he kyu
Guruji diesel gadi ke andar missing problem Kyon Aati Hai
Bhai maruti Ritz he lamba self le rahi he DRV naya naya daal diya fir bhi wahi problam he kiya kare 😢
Sensor ke kya hai rate repair hota hai ki nahin maximum mini
Mahindra kar ke bare mein dikhaiye bs6 sabhi sensor dikhaiye
Sir meri gadi Toyota etios diesel hai bo slow runing ma band ho jati hai phir pump mar kar start ho jati hai phir chalne lage to 1000km chal jaygi. Kya problem ho sakti hai batana please
Sir jo mene poocha hai pls batiye. Ma bahut pershaan ho gaya hu
Cam sensor aur crank sensor ka kya system hai
Pamp creek nocx kayse kamkthe he
Super 😙
Bhai sahab Meri gadi Tempo Traveller 13 model subah subah start hone Mein round Jyada Leti Hai
Full axilllater lene per gadi utni race nahi aati to kaha per falt ho sakta hai
Swift Lamba self Lekar start ho rahi hai bhaiya kya problem ho sakti hai bataiye
DRV ketne ka ata hy
Ustad g DRV se starting late ki dikkat kaise aati hai ??
Pressure low hone se
Super
Nice
Ek video metring yunit par banao
Scanning par video banaya karo
Thank you sir
Nice ❤
Jazakalla
Dev. Return valve bol sakte hai na
Meri gadi 2019 Etios 4500 rpm ja rha ha aage nhi ja rha ha
Etios ka drv kitns ka
5000 se 5500
Bahi actuator ko explain karo
Return valve kahe sakte hai
Regulator Valve
Gari start ho jata hai aceletar paidal Kam nahi kar raha hai
Chacha metric unit ki jankari batao
Sir ji meri Ford Figo 30 km chalne se agar gadi band kar dete he to start nahi hoti..fer 1 hour rest Dene se start ho ta he ..kya problem
High pressure pump
@@RAJMOTORS0734sir high pressure pump repair hota he
Sir agar acletor pedal chodta he
Mere pass tata mega xl he ssir usme iska coupler nikal Diya he kisi mistri ne
Mashallah Allah chacha
❤❤❤❤❤
Sir.exillet job
Drv is equal to petrol throlat body
Verna2008 model me 2500 Tak rpm jate hi gadi band ho jati hai
DRV Ya Injector back leak ho sakta h
🙏
👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼
Hi
Aapka centre ka adress send kijiye
@@er.manishshah1191 Ujjain
🙏🙏
Hii
❤❤❤❤❤😊