Splendor on road after accesories laga kar 1 lakh 6 hajar ka padta hai, Glamour ke samne door door tak ye bike ati nhi hai, koi 70 + 80+ ka mileage splendor nhi deti ajkal ki, par wahi Glamour ka Non Disc wala 1 lakh 3 hajar ka ata hai aur accessories laga kar wahi 1 lakh 5 ya 6 hajar ki pad jaati hai, ab Samjhdaro se puchna chahunga Konsa bike le ? 98cc ki dubli patli si splendor jo ajkal Overpriced bik Rahi, ya fir 125cc ki Good looking wali Glamour jisme mileage 55+60kmpl to hai he upar se pickup bhi hai.
splendor ki seat 30 saal phele bhi choti seat thi aur aaj bhi hai... Company ne splendor ki seat Ko cd delux, cd dawn Jaisi comfortable banakar dena chahiye... Long drive par rider ko body pain ki samasya nahi honi chahiye...
Splendor is overpriced nowadays, it should be around 80-90k, isse jyada make sense bohot si bikes hai jisme isse achi looks aur mileage milega, TVS Sport 86 hajar ki aati hai jo Splendor se jyada milega aur pickup degi, Bajaj ki Platina 110 is splendor se jyada mileage degi upar se price bhi 85-86 hajar ke aaspaas hai jabki wo bike 110cc ki hai, isse jyada badhiya Honda ki 125cv ki Shine hai jo 55-60kmpl ka mileage aur pickup ke sath sath 5 gear wala engine hai, isse acha khud hero company ki Splendor 125 hai jo same price pe aati hai par usme pickup jyada hai aur wo iske jaisi dubli patli si bhi nahi hai, Glamour isse bohot he good looking bike hai jiska base varient bhi splendor ke he price pe aata hai, TO BHAI KYU LE SPLENDOR? 😂 Vencho Hero walo Splendor ko asmaan se niche utaaro kya bhang peekar 98cc ki bike ka price 1 lakh 6 hajar ka kar rakhe ho
Splendor plus xtec 2.0❤❤
❤️❤️
Splendor on road after accesories laga kar 1 lakh 6 hajar ka padta hai, Glamour ke samne door door tak ye bike ati nhi hai, koi 70 + 80+ ka mileage splendor nhi deti ajkal ki, par wahi Glamour ka Non Disc wala 1 lakh 3 hajar ka ata hai aur accessories laga kar wahi 1 lakh 5 ya 6 hajar ki pad jaati hai, ab Samjhdaro se puchna chahunga Konsa bike le ? 98cc ki dubli patli si splendor jo ajkal Overpriced bik Rahi, ya fir 125cc ki Good looking wali Glamour jisme mileage 55+60kmpl to hai he upar se pickup bhi hai.
splendor ki seat 30 saal phele bhi choti seat thi aur aaj bhi hai...
Company ne splendor ki seat Ko cd delux, cd dawn Jaisi comfortable banakar dena chahiye...
Long drive par rider ko body pain ki samasya nahi honi chahiye...
Splendor me comfortness nahi hai jitna hf delux me hai...
Galmour is best. on road Aurangabad
In price please tell
Splendor is overpriced nowadays, it should be around 80-90k, isse jyada make sense bohot si bikes hai jisme isse achi looks aur mileage milega, TVS Sport 86 hajar ki aati hai jo Splendor se jyada milega aur pickup degi, Bajaj ki Platina 110 is splendor se jyada mileage degi upar se price bhi 85-86 hajar ke aaspaas hai jabki wo bike 110cc ki hai, isse jyada badhiya Honda ki 125cv ki Shine hai jo 55-60kmpl ka mileage aur pickup ke sath sath 5 gear wala engine hai, isse acha khud hero company ki Splendor 125 hai jo same price pe aati hai par usme pickup jyada hai aur wo iske jaisi dubli patli si bhi nahi hai, Glamour isse bohot he good looking bike hai jiska base varient bhi splendor ke he price pe aata hai, TO BHAI KYU LE SPLENDOR? 😂 Vencho Hero walo Splendor ko asmaan se niche utaaro kya bhang peekar 98cc ki bike ka price 1 lakh 6 hajar ka kar rakhe ho
Hero splendor xtec 2.0