Hero ka jo iss type ka engine hai, jisme engine head ooper ki taraf hai wo bilkul successful nahi hai, kuch mahine bad tarah tarah ki aawaz aane lagti hai engine se jisse theek karne ke liye service center wale head open kar dete hain..
Bro xtreme 125 r me bhi glamour ke engine ko thoda tweak karke use kiya gaya hai. Kya vo better rahega long term ke liye? Jo dikkate glamour me hai kya vo xtreme me bhi dekhne ko milegi . Mujhe itta idea nai hai bikes ke maamle me.
@@nafisullakhan5861 Xtreme 125 ko launch hue abhi 1 year nahi hue hain, aor bike jyada dekha bhi nahi maine roads pe, isliye uske review ab tak to nahi hain mere pas, isliye kuch keh nahi sakte..
Agree with you brother uper engine wali unsuccessful hai and iski handle bhi choti compare to old version 125old was good with 4 gear system isse initial pick up acha tha but new model mai no need of 5gear transmission 4 is better.........so
Ek realty bataoo jab Honda se alag hui hero tab bhi wahi engineering istemal karti thi jo honda ke sath tha lekin jabse apne bikes ke engine me power aur milege badane ke liye engine me छेड़छाड़ ki hai tabse hero ke engine reliable nahi rahe 👍👍chain problem, kit kit ki noise after 30k chalne ke bad engine smoke karne lgta hai
Bhai super splendor xtec or os glamour og ka same engine hai kya top end me speed kya hai iski or ha bhai ek baar iska night light test jrur kr ke video daaliye
Aur kya Hero' itna achi company nahi ki naya engine banayegi Galmour ke liye 😅 Glamour Xtec aur Super Splendor me jo engine hai wahi isme bhi hai, to jo problems un dono me hai wahi isme bhi hai 😅
Engine kaisa h bro jo aap use krte ho... Smooth kitna h ... Avi tak koi problem nahi na aaya h .... Aap kitna din se use kr rhe ho or kitna kilometres chala liye ho bro ❤@@DesiChale633
@@yadav-JZee abhi tak 2000 + chala chuka hun zero problems hai engine akdam smooth hai 3 months se use kar raha hun milage 55+ deta hai city pe highway pe 65+ single ride pe maine test kiya tha 67 mila tha mujhe Abhi new model aa chuka hai engine kill switch wala LED headlights vi hai best in this price lelo Sp loge to kuch din bad back pain hoga phir bike mein se awaz aayega service cost vi sp ka zyada hai
Honda sp 125 🎉🎉❤ engine ka sound Nehi hota hai glamour ka upare se biswas uthh geya mene Lia tha bs6 itna parisan hogeya engine bana bana ke man bhaar geya or bech diiaa bhai abb sp 125 liaa must chal raha hai koi problem Nehi 😌
Kya Is me engine on hote huye neutral lag raha hai? .Mere paas hunk hai ..kuch aisa hi bike commuter segment . Main problem neutral nahi aayega jab gaadi on hai...always 1 gear or 2 gear....neutral lagne ke liye engine off karna padtha hai.Aur ek problem subah har samay choke lagna padtha hai start karne ke liye...normal start nahi hotha....gear box problem hota hai hero bikes mein..thoda heavier side mein hi hai.. Mere pass pulsar 180 thaa...mileage or looks ke liye usko exchange karke galthi se hunk le liya...pulsar gear shift makhan jaisa tha ..mein kabhi bhi hero nahi karidoonga...mileage kitna bhi ho ride quality bahuth kharab!😢 South india(TN )mein hero ki sirf splendor bhiktha hai ...baaki sab bakwaas aur resale value nahin hai...TVS and Bajaj good
This one looks better than the xtec
OG- Original Glamour
OG- Original Greatest
Original glamour ka engine original de deta toh aur bhi achha hota 😊😊😊
Purana engine kaise milega?😢
Hero bike or Engine honda banata hai
@@Cityboy_Pritam bs3 bs4 ka engine ka performance he alag tha bhai
New Hero Glamour 125 Update Ke Bad Ab Accha Lag Raha Hai..😊
*Good* *Job* *Arindam* *Bhai* 😊
Old glamour World 🌎 no 1 🔥🔥🔥 legend
Hero ko dubara purana wla engine wapis lala cahiye bikes me .....
Its a very successful bike...
Old glamour best tha jaisa engine ka awaaz Aisa hi performance achcha tha tab tor performance
Hero ka jo iss type ka engine hai, jisme engine head ooper ki taraf hai wo bilkul successful nahi hai, kuch mahine bad tarah tarah ki aawaz aane lagti hai engine se jisse theek karne ke liye service center wale head open kar dete hain..
Bro xtreme 125 r me bhi glamour ke engine ko thoda tweak karke use kiya gaya hai. Kya vo better rahega long term ke liye? Jo dikkate glamour me hai kya vo xtreme me bhi dekhne ko milegi . Mujhe itta idea nai hai bikes ke maamle me.
No problem best bike
@@nafisullakhan5861 Xtreme 125 ko launch hue abhi 1 year nahi hue hain, aor bike jyada dekha bhi nahi maine roads pe, isliye uske review ab tak to nahi hain mere pas, isliye kuch keh nahi sakte..
Best Bike Glamour ❤❤❤❤❤
Agree with you brother uper engine wali unsuccessful hai and iski handle bhi choti compare to old version 125old was good with 4 gear system isse initial pick up acha tha but new model mai no need of 5gear transmission 4 is better.........so
Bhai iska engine or super splendor xtec ka engine same hai kya refinement kaisa hai engine ka
BS3 BS4 best tha mere hisab se looks mai bhi aur engine power mai bhi.
Abhi bhi loha hai bike bhai.
Ekdam sahi bola bhai
Nice hero galamur ❤❤❤
Bhai kya lu main xtec ya phir OG Glamour suggest me ❤😢 im confused
Bhai, I have recently posted a comparison video on this, please visit the channel once.
@@MotorRedefined OG Best Bhai ❤️✨ thank youuu
Which one is good glamour OG or Sp 125 little bit confused about these 2 bikes on same segment
Bro sp lo
@@comedyclub9421 Thank you Bro👍
Isme 1 letter patrol dale rahne ki jarurat hai ya nahi
Is model accha lagta only engine ka sound purana wala best tha..
Best for city rides
Arambagh ,Hooghly me disc variant ka price kya hai abhi ?
Best bike ❤
Super splender old model kab aane bala hai
milleage test video banau
Exhaust sound pehle jesa he ya fir bass increase huya he plz batau???????
Mileage kithna bro
Bhai ye gadi hum my big brother coming back to hum ye gadi lena vale hai 2027 me 😊😊❤🎉☺😊🤗
Is comfortable to riding? physical
Position of riding?
Sp vs glamour?
Bahi Jammu ma kea rate ha es ka
Arindam. Based on your review i brought one bike... Very bad. Please give original review you broke my trust
Which bike did you buy?
LED हेड लाइट कोई मॉडर्न लुक वाली facility नहीं बल्कि आज की जरूरत है और ये हर बाइक में होनी चाहिए l
NS 125 review Leo 🎉
Glamour lover please like....
Hero glamour 2024 new led og model night ride review chahiye❤
Disc break variant wala laye
Mera pass 2022 ka passion he kabhi kabhi start banda ho jatahe. Glamour me ohi issue he kya..hero ki fi model me ahi problem he ye kesa he
Nice. ❤
Honda sp 125 aur Hero glamour 125 konsi best rahegi plz batana bhai
Glamour sahi hai build quality aachi rahti hai❤
@@worldfact847 aur glamour ka इंजन कैसा है sp ke साथ कम्पेयर करे तो
@@indianrailways9501 sp gives you smooth ridding where you can feel jerk with hero's engine
Ek realty bataoo jab Honda se alag hui hero tab bhi wahi engineering istemal karti thi jo honda ke sath tha lekin jabse apne bikes ke engine me power aur milege badane ke liye engine me छेड़छाड़ ki hai tabse hero ke engine reliable nahi rahe 👍👍chain problem, kit kit ki noise after 30k chalne ke bad engine smoke karne lgta hai
Ab to kya ab fir se thik kar di hai..pehle istemal kare fir vishwash kare
@@Sunilkumar-s128Ghari detergent powder?
Iska pichhe ka mudguard or indicator pahle wala de de to achha lagegi 🎉
Hazard Switch Engine Start stop button or OG design. Iss baar kuch change kiya hero ne
Siwan jila me kay price hoga
Bro Soccer adjustment se kya hota hai
Sir Hero glamour Xtec lena chaiye ya ye plzz😢btaie
Destiny 125 xtec showroome asheni?
Naah bhai
Gear kitna hai 4 ya 5 ?
Should have given abit fatter telescopic fork and box section swing arm
@@atsonaga5520 xtreme 125r is there for those who need fatter telescopic suspension..
Quality of engine
Please review new ns 125 with 90/100 front and 120/90 rear wider tyre updated model 🙏
Today night you will get the video bhai
@@MotorRedefined thank you so much Dada 🥰❤️
@@MotorRedefined thank you so much Dada ❤️🙏
Bhai top end me speed kya hai iski
Bhai super splendor xtec or os glamour og ka same engine hai kya top end me speed kya hai iski or ha bhai ek baar iska night light test jrur kr ke video daaliye
Same engine hai bhai
@@MotorRedefined bhai top end me speed kya hogi iski glamour og ka
একই ইঞ্জিন কিন্তু আমার একটা জায়গা তে কেমন লাগছে এটার পাওয়ার 10.39 bhp আর সুপার এর 10. 72 bhp। তাহলে সমে ইঞ্জিন হলো কি করে
Bhai tvs ronnin ke upar one video please
Mentainance koto pora per month
এই ভিডিও টাই চাইছিলাম ।
60 to 70 is the optimum cruise speed, uske upar stress parta h,
Ab hero ne accha kaam kiya hai
Super splender ka hi engine he isme???
Aur kya Hero' itna achi company nahi ki naya engine banayegi Galmour ke liye 😅
Glamour Xtec aur Super Splendor me jo engine hai wahi isme bhi hai, to jo problems un dono me hai wahi isme bhi hai 😅
Bhai iska led light test kro bhai please bhai request 😊
Headlight Kam chala ne ke layak hai bas .not that bright
@@All-pervading kaise bhai isme led projector light h
@@Rahulkumar-ei4mj kuch khaas nahi hai kam chal jayega bas
@@All-pervading tumhare paas hai kya ye gaadi led wala
@@Rahulkumar-ei4mj Mera bhaiya ke pass hai isiliye mein janta hu
Eta bike ta 4 speed gearbox wala?
5 speed gear box
Dada sp 125 or glamour 125 which is best?? Please reply dada
Glamour build quality is batter and suspension is very comfortable
I am using this bike ❤
Engine kaisa h bro jo aap use krte ho... Smooth kitna h ... Avi tak koi problem nahi na aaya h .... Aap kitna din se use kr rhe ho or kitna kilometres chala liye ho bro ❤@@DesiChale633
SP125
@@yadav-JZee abhi tak 2000 + chala chuka hun zero problems hai engine akdam smooth hai 3 months se use kar raha hun milage 55+ deta hai city pe highway pe 65+ single ride pe maine test kiya tha 67 mila tha mujhe
Abhi new model aa chuka hai engine kill switch wala LED headlights vi hai best in this price lelo
Sp loge to kuch din bad back pain hoga phir bike mein se awaz aayega service cost vi sp ka zyada hai
Engine, mileage = Honda sp 125
Built quality, durability, average mileage = glamour
Rajasthan Price
Iski actual mileage kitni hai?
Bhai Baike Aachi hai lekin Ab Hero ko paison + Me Bhi LAD Laight Dijital Mitar Dena Chahiye
Honda sp 125 🎉🎉❤ engine ka sound Nehi hota hai glamour ka upare se biswas uthh geya mene Lia tha bs6 itna parisan hogeya engine bana bana ke man bhaar geya or bech diiaa bhai abb sp 125 liaa must chal raha hai koi problem Nehi 😌
Sp achi hai kya mujhe Leni thi par log bolte hai ki gear atkne ki problem hai or engine heating problem hai
@@Exmuslimsahil-s1sp नही खरीदना भाई उसका पीछे सौकर इतना पटकता है की कमर दर्द करने लगेगा
Bhai kya og glamour vi xtec ki tarah bar bar band ho jati ha???
Nhi that model is failed but this is best bike ever 4 k jyada mai kharidi hai mene jaldi chahiye thi
Jo bs3 bs4 ka og glamour tha uska engine isse accha tha .. O jo dhak dhak sound tha ohii ek og ka pachen thaa, usa hata diya to og kaha raha
Ns 125 wide tyre ride review chai
Bhai, kal pakka mil jayega
খুলনা টু পয়েন্ট জিরো দুর্গা পুজোর অফার
x tech me kill switch kab dega hero
Hope honda is watching this and thinking to update in Shine
Xtreme 160r er updated base model jeta 1.11 lakh ex-showroom price e launch hoyechhe otar ekta review anben please.
Led headlight test karo
আমি নিয়েছি সেম কালারস্ ড্রাম ব্রেক
Old is Gold😢
Gear sensor dena chahiye
Vai main to lungaa.... middle class kaleiye yeh bike sahi hai
North24pargana ka price kitna hai pls batao❤❤❤❤
Hum hero kharidgne
Vibration hai iss main
I owned 1st jen mileage was more than 60km per ltr
Iski seat scooty ki jaise open hoti h kya 😮
Noi😮😮
Honda shine 107000 ki hai bhai ...
New RR 310 video.
Hero ko isme horizontal ingine dena chahiye tha
Assam Guwahati ke price
8 months ho gaya liya huwa.
Gear ⚙️ khatarnak dikkat deta hai.
Bhai milega kitna miltahe
@subratkumardas8680 60+
@subratkumardas8680 3 service ke bat
@@gautamboro67395 bhai milega kitna detahe
Bhaiya iska mileage test
❤ From chhattisgarh
If HONDA-SHINE 125 launches an LED Headlight then I am sure, all other 125CC BIKES sales will come very down... No competition with HONDA Engines.
Vibration bahut hai hero ki bikes me
By default ABS de dena chahiye company ne 125 cc me bhi
Itna bada tank h 11L ho sakta tha
Joy bangla bhai
Please make a video in Bengali or English also
Odisha..Bhadrak...Aradi
Milege 45 -50 hai
Ek gear indicator dene main company ka kia jata hai bhai 🤡
Kya Is me engine on hote huye neutral lag raha hai? .Mere paas hunk hai ..kuch aisa hi bike commuter segment . Main problem neutral nahi aayega jab gaadi on hai...always 1 gear or 2 gear....neutral lagne ke liye engine off karna padtha hai.Aur ek problem subah har samay choke lagna padtha hai start karne ke liye...normal start nahi hotha....gear box problem hota hai hero bikes mein..thoda heavier side mein hi hai.. Mere pass pulsar 180 thaa...mileage or looks ke liye usko exchange karke galthi se hunk le liya...pulsar gear shift makhan jaisa tha ..mein kabhi bhi hero nahi karidoonga...mileage kitna bhi ho ride quality bahuth kharab!😢 South india(TN )mein hero ki sirf splendor bhiktha hai ...baaki sab bakwaas aur resale value nahin hai...TVS and Bajaj good
Meter ki lighting ander me mu pe padti he bohot disturbing hai
Mera area burdwan rudra automobiles
Purana bala glumer bhouth acha tha ye bala itna bhi acha nahi hai
Sp साइन इतना घटिया है की sp ka पीछे सौकर बिलकुल टाइट रहता है आराम नहीं देता है भाई इतना पटकता है पीछे की बोन टीवी हो जायेगा।
आजमा लेना भाई
Handel acha nehi lagta porna hendal thik thaa
अभी नया Bike है | 😂
इनके इंजन फैल है टप टप आवाज करते है