Bhai mai Uttar Pradesh se hu lekin aap logon ne he thukra diya hai UK ko Sahi bata raha hu U.K. me gaao khali ho chuke hai or Uttrakhand ke logon ne wahan ka culture khatam kr diya hai khud se he Mai jata hu ghumne wahan ke mandiro me To wahan ki cities me kapde pehnne ka tarika tak badal chuka hai Etna to uttar pradesh bhe change nahi huaa jitna U.K ke log development ke name pe change hota ja raha hai
Mai tungnath ji bhe gaya hu Mene dekhi hai wahan logon ne kese ganda kiya huaa hai pura Last aapki tant video me baba ne khud bola ki etni gandki faila rakhi hai mere samadhi ke pass mai ab nahi rahunga yahan unhone bola ki or kitna rojgar chahiye tum logon ko Matlab sab baba ka diya huaa hai lekin chopta ki authority ko koi action lena chahiye ki log wahan gandgi na kare Wahan 4km ke track pe har 500 mtr per ek dustbin hona chahiye or vo daily saaf hone chahiye Logon ko rojgar bhe milega Kam se kam 4-5 nokri to paida hongi he Mai khud chandrshila mandir se puja ka kharab lekr aaya niche chopta tak mandir me se jitna mujh se ho saka Logon ko mandir ki to safai karne he chahiye atleast wahan ke
Jay tungnath baba
बहुत सुंदर वीडियो 🎉🎉
Tq
Bhai mai Uttar Pradesh se hu lekin aap logon ne he thukra diya hai UK ko
Sahi bata raha hu
U.K. me gaao khali ho chuke hai or Uttrakhand ke logon ne wahan ka culture khatam kr diya hai khud se he
Mai jata hu ghumne wahan ke mandiro me
To wahan ki cities me kapde pehnne ka tarika tak badal chuka hai
Etna to uttar pradesh bhe change nahi huaa jitna U.K ke log development ke name pe change hota ja raha hai
Vhi to log sab pta nhi ky kr rhe h esa
Mai tungnath ji bhe gaya hu
Mene dekhi hai wahan logon ne kese ganda kiya huaa hai pura
Last aapki tant video me baba ne khud bola ki etni gandki faila rakhi hai mere samadhi ke pass mai ab nahi rahunga yahan unhone bola ki or kitna rojgar chahiye tum logon ko
Matlab sab baba ka diya huaa hai lekin chopta ki authority ko koi action lena chahiye ki log wahan gandgi na kare
Wahan 4km ke track pe har 500 mtr per ek dustbin hona chahiye or vo daily saaf hone chahiye
Logon ko rojgar bhe milega
Kam se kam 4-5 nokri to paida hongi he
Mai khud chandrshila mandir se puja ka kharab lekr aaya niche chopta tak mandir me se jitna mujh se ho saka
Logon ko mandir ki to safai karne he chahiye atleast wahan ke
Ji sir aap Bhout shi baat kah re
Meh kail se hu... ❤❤ kafi time hogya gya nhi aaunga ab... ❤
Kha nhi aaoge aap
@Laxmi_Putra Aree mene bola kafi time hogya gya nhi hu aaunga ab wapas makku... Mera nani gaun hai hum tungnath baba ke pujari hai...🌹
Axa