اسلام علیکم و رہمت اللہ برکتو مشاللہ بہوت عمدہ سبہان اللہ یا اللہ ب عقے محمد وال محمد کے سدقے می جنب مسلم بہی کو جورہ رہمت عتیا فرمے الہیمن الہم صل علی محمد وال محمد و عجل فرجہم۔
🤲🤲🤲🤲🤲 MASHALLAH SUBHAN ALLAH MOULA AAP KO SAYHAT E KULLI ATTA PHARMA. AUR AAP KI AWAAZ MAY MESSAM E TAMMAR KI TAKHAT ATTA PHARMA. AUR AAP KAY WALID E MUHTARAM MONIS E AZA HADI ALI MUSLIM BHAI KO JAWARE RAHMAT MAY GAJA ATTA PHARMA *ELAHI AMEEN*
Muslim Bahai’s voice was matchless I must say Rehan is reciting very effortlessly Allah taufeeqat mein izafa farmaye aur awaz ko hamesha sada Bahar rakhe
Allah marhoom akhter zaidi saab ke darajaat buland farmaaye Mai 2001 me alivilla purani heveli me qibla ko sunkr mutaaasir huwa tha shiyyat se bhi phir parwaane shabbir se
HAI KARBALA KE BANN ME GHARIBO’N KA ARBAEE’N Shabbir ke mazaar paZainab ki hai Jabee’n Aansun baha Rahe hain Khade Abide Hazee’n Aabaad thi Hussain ke Qadmon se ye zamee’n Ab haal ye hai Sar pa koi Saa’ebaa’n nahi’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Maajaaye pehle aag lagi khaimagaah me Har gaam ek taaza qayamat thi raah me Bachchi ki hichkiyon ka hai manzar nigaah me Zindaane Shaam me hai Sakina yaha’n nahi’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Laila tadap rahi thi ke Dilbar nahi’n Raha Lakhte jigar Shabeehe Payambar nahi’n Raha Rone ko Maa to rehgayi Akbar nahi Raha Chehlum Jawaan Bete ka aur Maadare Hazee’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Farwa ko yaad Qasime Naoshah aagaya Pohncha jo qatlgaah me Dulha bana hua Tukde mile the Jism ke Laasha nahi’n mila Jis ke lahu se surkh hui thi yehi zamee’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Abbas-e Naamwar jo Haram ka tha Paasba’n Roti thi yaad karke Jise saari Bibiya’n Be aas jis ki Laash pa the Shah e Dojaha’n Laasha kahi’n tha Haath kahi’n aur Alam kahi’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Abbas tum nahi the qayamat guzar gayi Main Karbala se shaam talak Nange Sar gayi Godi ke paale margaye Main kyun na margayi Zainab tadap rahi thi larazne lagi zamee’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka arbaee’n Kehti thi ye Rabab bacha lijiye Mujhe Moula Lahad me Apni chhupa Lijiye Mujhe Ghar jaake kya Karun ye Bataadijiye Mujhe Sunsaan godh hogayi Waali koi nahi’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Bhayya Hamare waade ki takmeel hogayi Aisa safar huwa hai ke sar par rida na thi Darbaar-e Shaam me thi qayamat ki bebasi Roodaad-e Gham sunaane ki taaqat bhi ab nahi’n Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n Ahle jaha’n ko hogi agar haq ki justuju Akhtar asar dikhaega Mazloom ka luhu Hai Ghamzada Bahan ki yehi ek aarzu Aabaad Zaa’ereen se hojaye ye zameen Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
اسلام علیکم و رہمت اللہ برکتو مشاللہ بہوت عمدہ سبہان اللہ یا اللہ ب عقے محمد وال محمد کے سدقے می جنب مسلم بہی کو جورہ رہمت عتیا فرمے الہیمن الہم صل علی محمد وال محمد و عجل فرجہم۔
Mashallah moula slamath rakhe aysa laga ke muslim bhai agye...
🤲🤲🤲🤲🤲
MASHALLAH SUBHAN ALLAH
MOULA AAP KO SAYHAT E KULLI ATTA PHARMA.
AUR AAP KI AWAAZ MAY MESSAM E TAMMAR KI TAKHAT ATTA PHARMA.
AUR AAP KAY WALID E MUHTARAM MONIS E AZA HADI ALI MUSLIM BHAI KO JAWARE RAHMAT MAY GAJA ATTA PHARMA *ELAHI AMEEN*
Ameen
Mashallah
Bhut acha nauha padha bhai apnay
Mashallah mashallah jeeo
Allah swt basadqe ahlebait a.s Muslim bhai ke darjat baland farmaye ilahi aameen
MashaAllah Rehan moula salamat rakhe aapko ilahi aameen bohut khoob
Ameen
Listaning to Rahen its like Listaning to Muslim bhai...Mashallah...
Muslim Bahai’s voice was matchless
I must say Rehan is reciting very effortlessly Allah taufeeqat mein izafa farmaye aur awaz ko hamesha sada Bahar rakhe
Ameen
Assalamo alaikum
Saleh aulad sadqay jaria hai Mashallah. Allah Muslim Bhai kay derajat buland karey.
Maula salamat rakhay aur apni bargah may qabool farmaye.
Sarwar Rizvi
Ameen
الہیمن یا اللہ
Mashallah Rehan Moula Salamat Rakhe😭😭😭
Ameen
🙌🏼
Ye Nauha sohail ka nahi Allama Akthar Zaidi sahab ka likha hua hai correct kariye
Copy paste Mistake Sorry
Corrected Thanks
Allah marhoom akhter zaidi saab ke darajaat buland farmaaye
Mai 2001 me alivilla purani heveli me qibla ko sunkr mutaaasir huwa tha shiyyat se bhi phir parwaane shabbir se
Magar Rehan maqte Mai akther hi kaha hai
Lirecsendmeplese
HAI KARBALA KE BANN ME GHARIBO’N KA ARBAEE’N
Shabbir ke mazaar paZainab ki hai Jabee’n
Aansun baha Rahe hain Khade Abide Hazee’n
Aabaad thi Hussain ke Qadmon se ye zamee’n
Ab haal ye hai Sar pa koi Saa’ebaa’n nahi’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Maajaaye pehle aag lagi khaimagaah me
Har gaam ek taaza qayamat thi raah me
Bachchi ki hichkiyon ka hai manzar nigaah me
Zindaane Shaam me hai Sakina yaha’n nahi’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Laila tadap rahi thi ke Dilbar nahi’n Raha
Lakhte jigar Shabeehe Payambar nahi’n Raha
Rone ko Maa to rehgayi Akbar nahi Raha
Chehlum Jawaan Bete ka aur Maadare Hazee’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Farwa ko yaad Qasime Naoshah aagaya
Pohncha jo qatlgaah me Dulha bana hua
Tukde mile the Jism ke Laasha nahi’n mila
Jis ke lahu se surkh hui thi yehi zamee’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Abbas-e Naamwar jo Haram ka tha Paasba’n
Roti thi yaad karke Jise saari Bibiya’n
Be aas jis ki Laash pa the Shah e Dojaha’n
Laasha kahi’n tha Haath kahi’n aur Alam kahi’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Abbas tum nahi the qayamat guzar gayi
Main Karbala se shaam talak Nange Sar gayi
Godi ke paale margaye Main kyun na margayi
Zainab tadap rahi thi larazne lagi zamee’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka arbaee’n
Kehti thi ye Rabab bacha lijiye Mujhe
Moula Lahad me Apni chhupa Lijiye Mujhe
Ghar jaake kya Karun ye Bataadijiye Mujhe
Sunsaan godh hogayi Waali koi nahi’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Bhayya Hamare waade ki takmeel hogayi
Aisa safar huwa hai ke sar par rida na thi
Darbaar-e Shaam me thi qayamat ki bebasi
Roodaad-e Gham sunaane ki taaqat bhi ab nahi’n
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n
Ahle jaha’n ko hogi agar haq ki justuju
Akhtar asar dikhaega Mazloom ka luhu
Hai Ghamzada Bahan ki yehi ek aarzu
Aabaad Zaa’ereen se hojaye ye zameen
Hai Karbala ke bann me Ghareebo’n ka Arbaee’n