Mam ba m english ha 50% k sath ...bed m lagunge paper 3 rd sem m hindi tha ....c tet m vi lagunge hindi tha.c tet marks 94 tha..toh kya mai eligible hu 6-8 english bpsc tre 4.0 k liye ???? Please reply mam ,🙏....is topic ko clear kroye please... please reply .....very confuse ........🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ma'am mera ctet p2 qualify he,aur graduation me English literature 2 saal aur general English 3 saal tha aur b.ed me bhi general English thi to kya me English teacher ke liye eligible hu? Pls reply sst me paas kiya tha paper 2
18years ki age me Mera. Selection kese huaa 🎉. India post office me 🎉🎉🎉🎉🎉. Watch video 🎉🎉. Full details
CTET PAPER 2 ka doubt to clear Kiya hi nahi.....
1. Maths Science
2. Social Science
3. Hindi
4. English
Inme se kya compulsory hai???????
Mam ba m english ha 50% k sath ...bed m lagunge paper 3 rd sem m hindi tha ....c tet m vi lagunge hindi tha.c tet marks 94 tha..toh kya mai eligible hu 6-8 english bpsc tre 4.0 k liye ???? Please reply mam ,🙏....is topic ko clear kroye please... please reply .....very confuse ........🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
nhi eligible hai aap
Mam mera graduation me 49 percent jai but masters me 58percent hai. Kya mai eligible hun,
not complete video because eligibility difference between sc st and ph candidate
Mera 6 to 8 English me result ho gya hai but mere graduation (BCA) me English only 2 semester me hi tha to kya DV me ya future me problem bhi hogi?
BA me english ydi 1 sal ho to kya eligible hai english se
Mam graduation mai 49.5% ho to form feel kar sakte hai
Same with me but PG me 51 percent hai
Ma'am mera ctet p2 qualify he,aur graduation me English literature 2 saal aur general English 3 saal tha aur b.ed me bhi general English thi to kya me English teacher ke liye eligible hu? Pls reply sst me paas kiya tha paper 2
B.ed ke fnl year ka result wait kar rahi hu
To kya mein apply kar sakti hu
Form kabse fill kiye jayege
Mam ctet m 87 number h fill kr sakti hu kya
No
No
Ji ha
Shirf bihar me
Subsidiary subject kab Mana jaega ek English agar 1 sal bhi pada hai to kya vah valid hai
Same case here kuch pta chle to batana
Pta chala k 4.0 me literature aaya hi nhi 😂
10th-12th ka batay please
Hello mam
Maine bca +bed aur ba english subject se kiya hu
B.A english subject se b.ed ke bad hai
Kya mai english subject ke liye eligible hu
Jis subjects se B.Ed hoga na wahi eligible rahta hai.
English se graduate only 2 year ka h, final year 3 year me English nahin hai to kya form bhar sakte hain ?
final year me bhi English hona chaiye
Mam mujhe aapke team se sikayat hai
Mera ctet paper 2 me English nhi hai to kya mai eligible hu please answer dijiye
Nhi
Ma'am Mera graduation m subsidiary 50 marks english hai to kya m english m bpsc de skta hun
Plz reply
No @@faizananwar303
Ma'am mere graduation me 49.5%
H to me form dal sakti hu
Nhi
Mam mera 71marks hai ur female(6-8 English)
But tie braker (Dob) ki vajah se nhin hua😢
Aapki strategy thi mam...
Chliye agli bar ho jayengi
Same sis 🥲🥲
Bpsc ka koi syllabus nahi hota ...
Pahle btet hoga ya 4.0 ino samjawo koi
Bhai iske liye to ctet hi chaiye
Mujhe lagta hai mere sath kuch galat hua hai
B.A . Me 2 hi sal tk English ho to
Bhar sakte h
Mam seat jaanbujh kar khaali chhode h ye
Wrna selection to 39 number laane walo ka bhi huwa h
9 10 plz tell