Akshardham to geeta colony jaate hue left side yamuna ki side road wide ka work start ho chuka hai... right side kitni wide hogi.. ye jab work start hoga tabhi exact pta chalega
@@JPSRocks Thnx, actually mai akhrdham flyover (Yamuna bank) ki right side wali colony Nehru Enclave ,school block me rahta hu mera ghar kaa distance flyover se 100-150 mtr approx hai .
Delhi-Saharanpur road old h ye, esme loni me piler 12 saal se bane hue h, gadkari khel kar gya, ese road je uper ko Delhi- dehradun green expressway bna diya, Delhi-Saharanpur road neeche ko kar diya, aur eastern periferal expressway ke es road ko ek alag road bna diya, kisaano ke zameen kharab kar di ....
great update video..keep it up
😊🙏
Delhi dehradun expressw eastern peripheral ke baad greenfield hai or nh 709b se alag hai
Ha
Right 👍
Excellent update as always. Thanks.
Thanks sir🙏
your presentation is superb. it will take minimum 3 to 4 year for entire package 1 and 2
Work is on at full swing now..
But you r right it will take more than 2 years 😊
It will be completed before April 2024
@@rockysubu8384
Hope so
Sir please Delhi Amritsar Katra Expressway ki progress pr bhi video bnaiye uski update ka koi video hi nhi mil raha youtube pr
Ok sir.. next week with ground work
Very nice updet 👍🙏
😊😊
Good information keep it up
😊👍👍🙏
Sir dlf ankur vihar say khajuri Tak elevated baneyga ya kuch or tarha say kyuki is section main bahut traffic run krta hai
Oosome video bade bhai ke aise he video banate rhehe bhagwan ko business ko badae
😊🙏🙏
*Aane wale time me maza aane wala hai mussoorie jana hua aasan* 🤩
*Me toh seelampur se hu mujhe toh asani hogi jaane me*
Absolutely 👍
Kya akshardam wala section bhi elevated hoga ??
Entry aur exit point honge Akshardham ke paas.. 12 lane road wide hogi
@@JPSRocks akshardham flyover Jo yamuna Bank pe pass ke colony kaa makan tutenge fir ?
Akshardham to geeta colony jaate hue left side yamuna ki side road wide ka work start ho chuka hai... right side kitni wide hogi.. ye jab work start hoga tabhi exact pta chalega
@@JPSRocks Thnx, actually mai akhrdham flyover (Yamuna bank) ki right side wali colony Nehru Enclave ,school block me rahta hu mera ghar kaa distance flyover se 100-150 mtr approx hai .
@@SunilBSSS sir
Jinke ghar acquisition kiye jaane hai unko notice aur paisa mil chuka hai
Good video sardar ji
Yamuna nagar ke liye kuchh h bhai
Yamuna Nagar - Karnal 4 lane highway aur
Yamuna Nagar - Paunta Sahib 4 lane
Ambala - Shamli expressway
@@JPSRocks Please cover all routes
@@Ram-ls5ml
Ok 👍
gorakhpur shamli expressway muzaffarnagar ke uttar se niklega ya dakshin se niklega ? koi update aap pas ho to btana 🙏
@@Tarun-pz4sq
Muzaffarnagar aur meerut ke beech se khatauli ke paas
Is this green field express way
Ganga ki nahron chapra se bilaspur nagpur benglore kanya kumr to th April se start ho jaye ga
👍👍
Good update ☺️
😊👍👍🙏
very nice video
😊👍👍🙏
Sir namaskar Mera flat sapna 1 Mandola vihar me he kya Mandola vihar ground level pr rahega ya pillar banenge pl reply sir thanks for nice update
Delhi wale phase mein jyadatar work flyover ka hi hai ?
6.4km Elevated part hai Delhi mei.. but heavy traffic aur mininum construction space hone ki vajah se expressway construction kaafi challenging hoga
Paji great work aapke hisab se poora complete kab tk hoga👍
2024.. guaranteed
Ganga ki nahron chapra se bilaspur nagpur benglore kanya kumr to th April se start ho jaye kab
Need more updates paji
Next week.. phase 2 Greenfield part ki update aayegi sir
Stay connected
Greenfield wali jagah ko bhi dikhayen
Ok sir.. stay connected
Sir nh 709b or Delhi Dehradun expressway alag hi
Akshardham to Eastern Peripheral expressway tak same route hai NH709B aur Delhi Dehradun Expressway ka
Ram-Ram sabne
i am from Baraut ( Baghpat )
Ram Ram bhai 🙏
WE NEED MINIMUM 1 LAKH KM MULTIMODAL MULTILATERAL EXPRESS WAY IN NEXT 5 YEAR IF WE WANT TO BE SUPER POWER UP TO 2047....
👍👍
Ok bro,karte hn jugad
😊👍
🙏🙏
First like
😊👍🙏🙏
Good morning
Very good Morning sir 🙏
Delhi-Saharanpur road old h ye, esme loni me piler 12 saal se bane hue h, gadkari khel kar gya, ese road je uper ko Delhi- dehradun green expressway bna diya, Delhi-Saharanpur road neeche ko kar diya, aur eastern periferal expressway ke es road ko ek alag road bna diya, kisaano ke zameen kharab kar di ....
Loni ke pillars Akhilesh govt ke time hue corruption ki vajah se aise ee hai
Pa ji khul ke bolo kahi kahi samjh nahi aaya. Lagta he ye project late chal raha.he
18 months late chal raha hai ye project.. abhi tak bahut disappoint kiya hai issne
@@JPSRocks company per Mota.fine.lagna.chahiye
Construction Company change hongyi hai sir
@@JPSRocks OK ji
😊
डेढ़ साल लग जायेगा टाइम
Possibly
But dealine is 2024
DDE ke Completion ki deadline 2024 hai
Phase 1 ki deadline after extending 2023 thi.. but possible hai ki phase 1 bhi 2024 ta complete ho payega
WE NEED MINIMUM 1 LAKH KM MULTIMODAL MULTILATERAL EXPRESS WAY IN NEXT 5 YEAR IF WE WANT TO BE SUPER POWER UP TO 2047.....
👍👍