Good instruction. I personally would allow the old coolant to drain completely, fill it with distilled water, let the engine idle until thermostat temperature allowing coolant from the water jacket to flow to the radiator, let the coolant do some cycles, turn the engine off, wait for it to cool then drain. Repeat if necessary then top up with fresh coolant, bleed air bubbles, then fill reservoir to full.
Two questions, please answer. 1) why does coolent mix with engine oil ? What to do to avoid it ? 2) Car battery showing 12.25 V, used 7 years. Car chalu hoila problem yeto. Should it be repaired or replace ?
Sir aap ready to use coolant dal rahe ho ...raditor or tank mei 1 litre aa gya ..toh jo engine mei bacha hua pani hai ussme coolant toh mix ho gya na ....toh manfacture bolte hai no need to mix water...clear my douts
@@MasterMindTech ok toh sir mujhe scorpio car mei karna hai ..toh uske bolck mei 3.5 litre bach jata hai ..or usme coolant ready to mix dalta hai..toh uske bolck se bhi pani nikal padega ya fir aise hi dal de
Bhaiya meri 200NS me race suddenly increase ho jati h, lekin jb race ko 1.5rpm pe sent krta hu to dubara start hone pe bike engine off ho jata h, matlab race fluctuations hota h kabhi kabhi cluch pe b race fluctuations hota h, suggestion do aap??
Hello phai mera fan 1km ke bad chalu jota he kyu? Mene sensor,relay,thermostat change kiya phir bhi? Pehle hose pipe fat gaya fir thermostat change kiya abhi rediator me kam coolant he isiliye fan chalu hone ki doubt he mujhe.kya rediator me coolant kam hone se bhi fan jaldi chalu hota he kya?
Car ke Coolant & Motorcycle kr coolant Mein Silicate ke differences hote hai water Pump system ko silicate free coolant use karna padta hai kyuki uske pillers plastic ke hote hai.. aur Bike mein Concentrate coolant use kar sakte hai but Water & Coolant quantity 50/50 ke ratio mein mixed hona chahiye.. baki sab ke coolant ka kaam same he hota hai Engine ko thanda karna
Kya Radiator flush karne ke liye radiator flush cleaner use kar sakte h kya? Main liqui moly motorbike radiator cleaner use karna chahta hoo...to usko kaise use karna h? Radiator flush cleaner ko distilled water k sath kaise use karna h? Please bataiye..thanks
Sir, mera jo ns hai wusme bike start karte hee temperature gauge ka signal blinking karne lagta hai aaur fan chalne lagta hai with in 5 second. Kya problem ho sakte hai.
Meri jupitor scooty ko 20-25km continue run krne pr gadi current chhodti h bich bich m esko lekr maine scooty ki oil service krwa li cdi bhi change krwa li or tepit bhi loose kr k dekh liya but abhi bhi same problem h so will you have a proper solution for this problem help me bro plz
Bro...Maine 200ns k radiator ko liqui moly motorbike flush cleaner se radiator flush kiya...uske baad distilled water se 3 bar flush kiya..lekin problem ye aayi ki har baar flush k sath kuch small small se black colour k tukde aaye ..kuch rubber se the ....jo mujhe doubt h ki radiator ka pipe andar se kharab to nhi ho gya...ya radiator gasket damage ho gyi h...radiator ke pipe (hose) hard home chaiye ya soft jab bike cold ho...aap bataiye ki kya problem ho sakte h...please help..
MasterMind Tech kya ye ho sakta hai ki who black tukde paint ke ho..jo kahi andar ho aur garam distilled water se hat gya ho aur flush karne pr pani ke sath aa rha ho...meri bike ko 4 year ho chuke h
Maine apni 200ns ko neutral pr high rpm (5000 rpm ) pr engine race kiya...to engine ke COVER se patla sa white smoke ( vapour) aa rha tha.... Exhaust se nahi aa rha tha..Maine kal hi coolant replace kiya..jisme flush k sath kuch black tukde aaye the....kya high rpm pr engine ke cover se white smoke sa aata hai garam hone pr.....please help
Ktm bikes ka radiator ko Direct kaise karte hain like bina engine start kiye radiator kaam kare like Yamaha bikes mein only ignition on karne se v radiator kaam karta hai??? Ek video banaye please
Bhai meri pulsar AS200 ka rediator kaam nhi kar rha maine relay hata kar directly on krke dekha to fan on hai but relay laga kar on nhi hota hai..new relay bhi laga di phir bhi
Sir pranam sir hamaari 200ns bike me start karneke 5 minute baad me coolant water puraa baahar aa jaataa hai jaise rice cooker me khanaa pakne ke time hit hokar garam gyas fektaa haina oisehi usme vi oisehi garam fektaa hai
Bhai Ek Help Karoge? Mere Ns Chalu Hothe Hi Temperature Lamp Working Ho Raha Hain Jab Jab Accelerate Karthe Hain Thab Thab Fan Bhi Work Ho Raha Hain... Accelerator Choodde Toh Fan Bandh Jab Dethe Hain Fan Work Kartha Hain...What Maybe The Reason... 2 Days Holidays Hain Na Iskiye Jaanne Keliye... Batha Saktheho Aap?
Bht ache se samjhaya bhai, mai b wait karra hu lock down uthne ka ,taaki mai b coolant change karu meri NS ka
Sab procedure ka final result positive aur negative aspect bhi Aap bta dete ho , Bohot acha channel hai apka
Kitne time bad liquid change krna chahiye?
Bhut achha laga vdo... R15 v3 ka vdo banao coolant replacement ya topup ka
Purana coolant nikal na jaruri hota hain ya phele Wale may bhi dal sakte
Good instruction. I personally would allow the old coolant to drain completely, fill it with distilled water, let the engine idle until thermostat temperature allowing coolant from the water jacket to flow to the radiator, let the coolant do some cycles, turn the engine off, wait for it to cool then drain. Repeat if necessary then top up with fresh coolant, bleed air bubbles, then fill reservoir to full.
Bro which distilled water to use, the one that we put in inverter right? Brother please replie
@@bijoydas5841 the one that’s sold in supermarket with 0 minerals added. That’s straight water.
This is Verry halpfull video for me.....Bhai meri rs200 over heat hoti hai..koy solution btao bhai pls..bahut tensn ho gya hai muze pls
Motul 20w 50 engine oil use karo and motu ka motocool expert coolant use karo.super performance.over heat nahi hogi.
@@sameersam7708 thenk u bhai
Kadhi change karaych ast? Kiti diwsatun or after how many kms?
Bhai mana mutol hybrid coolant change keya ho lakin coolant change karna ki bad colur white hoga keya fir yellow?? Mara to white dekraha ha??
Coolent khatam hone k alava kab change karte he aur agar coolent level high ho to koi problem aa sakata he kya ??????
Nice practicle Video Voice speed Increased 👍🏻
Abhijit bhaya coolant ke saath pani bhi daal sakte hai redywater me Ripley me
Water in coolent harmful hot hai kya ? And R15 v2 ke liye kaunsaa coolent best rahegaa
Pls suggest ....which is best ??
1. 150 Suzuki Gixer sf fi Single chanal ABS.
2. Tvs Apache rtr 200 fi dual chanal abs....
Pls suggest....
2
Rtr 200 is the beast bike
Four wheeler k liye konsa achha coolant hai
I tih tur ang ang kha ti mawp mawp mai la.. Ṭawng tam lutuk ninawm
Kya avenger 220 2015 make me coolant use hota hai ?????
Gr8 Abhijeet.... ekdam simple way ni sangitlas....
Bhai coolent koi sa bhi dalo..but air niklna bhot imp hai..gaadi off mai daloge coolent..to gaadi heat ho krkre band ho jaygai
YEZDI ADVENTURE bike me v same use kr skte h
Mera yahi coolent phle se dala hai to refill chalta hai ya flush dubara krna padega..
Two questions, please answer.
1) why does coolent mix with engine oil ? What to do to avoid it ?
2) Car battery showing 12.25 V, used 7 years. Car chalu hoila problem yeto. Should it be repaired or replace ?
Aditya Hatkar battery change cha tym aalay changlya battery chi voltage 14 chya vr dakhvel kayam. AFAIK
SAKHT RIDER thanks
This bike per coolant system hay. Plz reply
Dada kitney interval par change hota hai coolnat for ns 200 bs6
Bhai coolent to ek hi jagah se dal skte hai n to dono me aapne kyu dala rehal wail kya hai jisme aapne dala coolent usme na Dale to kya hoga
Bhava tujhe sarv videos khup changle ahet...
Nice work bhava...
Sir aap ready to use coolant dal rahe ho ...raditor or tank mei 1 litre aa gya ..toh jo engine mei bacha hua pani hai ussme coolant toh mix ho gya na ....toh manfacture bolte hai no need to mix water...clear my douts
Ho jata hai mix
@@MasterMindTech toh sir fir yeh thik thodi na hai..kyoki ready to mix coolant bikul hi patla ho jaye ga..aise toh...
Jada mix nahi hota utna chalta hai aur koi option bhi nahi hai
@@MasterMindTech ok toh sir mujhe scorpio car mei karna hai ..toh uske bolck mei 3.5 litre bach jata hai ..or usme coolant ready to mix dalta hai..toh uske bolck se bhi pani nikal padega ya fir aise hi dal de
@@MasterMindTech total scorpio mei 7.5 litre aata 4 litre raditor mei or 3.5 block mei....
Bhai car coolen rs 200 me daal skte h kya plz reply me fast
nice bhai our achi achi video banao god bless you😁😁😁😁😁😊
Scorpio crde may coolant distil water mix karkay dal saktay hai.plese give me answer
Pulsar ns160 bs4 mai bhi dalta h kya coolent bhai
bhai splendor pro me coolant dalne ki jrurat hai kya
Karizma r me coolant tank hota he kya Bhai, kabhi dekha nahi he, plz reply, from mizoram
Bhava Bajaj avenger 160 gheu ka ki BS6 Fual Injection system yaychi vaat pahu??
Bro agar Coolent pura khatam hojaye tho Fan nahi chalta hai kya??
Bhaiya meri 200NS me race suddenly increase ho jati h, lekin jb race ko 1.5rpm pe sent krta hu to dubara start hone pe bike engine off ho jata h, matlab race fluctuations hota h kabhi kabhi cluch pe b race fluctuations hota h, suggestion do aap??
Sr kya service centre waale authorised woh Ekk hi coolant two separate bikes m use kr sakte h???
I'm mean agar woh agar krte h Toh Kya woh sahi h
Mtlb Ekk hi packet dono alag alag vehicle m yaa sealed hona chaiye
Acha jab reserver mai khatam ho jayega tab kya bapas se pura collent khol k karna padega
castrol radicool r15 me dalne ke liye usme kitna percent distilled water milana pdega??
Hello phai mera fan 1km ke bad chalu jota he kyu? Mene sensor,relay,thermostat change kiya phir bhi? Pehle hose pipe fat gaya fir thermostat change kiya abhi rediator me kam coolant he isiliye fan chalu hone ki doubt he mujhe.kya rediator me coolant kam hone se bhi fan jaldi chalu hota he kya?
Ns200 mai vericool ka coolant chlega kya
Sir g 1 question ha jab ham clutch pakr kr kik marty han to kik free q hoti ha or 125cc mai clutch pakr kik maro to free ni hoti asa q plz reply me
Bhai engine oil to sab change kartey hai coolant bhee change hota hai Kya service mein
Kitna km chalane k bad coolant change karna padta h?
Bro mera coolant level minimum se nise dikha raha hai bike kal hi kharida hai.. Kuch problem hoga kiya?
Excellent brother thanks for your
Car ke Coolant & Motorcycle kr coolant Mein Silicate ke differences hote hai water Pump system ko silicate free coolant use karna padta hai kyuki uske pillers plastic ke hote hai.. aur Bike mein Concentrate coolant use kar sakte hai but Water & Coolant quantity 50/50 ke ratio mein mixed hona chahiye.. baki sab ke coolant ka kaam same he hota hai Engine ko thanda karna
Kn si company ka bike engine acha hai....
sirf coolant dale bina pani ke to kuch problem aatat hai kya
Ns 200 fully synthetic Oli aacha hai ya normal Oli??
Pulsar ns 160 mein ye install krste h kya bhai
my ns headlight is loose and make sounds on small bumps, pls make a video on it
Kya Radiator flush karne ke liye radiator flush cleaner use kar sakte h kya? Main liqui moly motorbike radiator cleaner use karna chahta hoo...to usko kaise use karna h? Radiator flush cleaner ko distilled water k sath kaise use karna h? Please bataiye..thanks
ha kr sakre ho
MasterMind Tech radiator flush cleaner ko use karne ka sahi tarika bataiye...150ml ka h
Sir, mera jo ns hai wusme bike start karte hee temperature gauge ka signal blinking karne lagta hai aaur fan chalne lagta hai with in 5 second. Kya problem ho sakte hai.
Thankyou iam your new subscriber
Jabardast explain kiya bhai 👍
Bhai Pani mix karna chahiye plz reply
Please make a video on avenger 220 ,to change collant and how to check collant level.
Sir meri CBR 150 ka fan nhi chl rha hai bike heat bht hori hai to kaise check kru k kya khrb hai ??
SO NICE THIS VIDEO. SIR.....
Motul is what kind of oil???u added in coolant box and radiator
ek tumhari our manoj gupta .gajnan ekdum perfect batate ho bhai
Thanks bro
Company/svc mein yeh green coolant dalte hai. Bike user manual mein bhi motul or Castrol ka coolant dalneko bolte hai.
Meri jupitor scooty ko 20-25km continue run krne pr gadi current chhodti h bich bich m esko lekr maine scooty ki oil service krwa li cdi bhi change krwa li or tepit bhi loose kr k dekh liya but abhi bhi same problem h so will you have a proper solution for this problem help me bro plz
Honda stunner me bi hota hai kya
Thank you sir good guidance 👍👍
Bhai bazu rezer pipe kya Hai aur kune ucme bacha oil daalte Hai detel batavo.
Bro...Maine 200ns k radiator ko liqui moly motorbike flush cleaner se radiator flush kiya...uske baad distilled water se 3 bar flush kiya..lekin problem ye aayi ki har baar flush k sath kuch small small se black colour k tukde aaye ..kuch rubber se the ....jo mujhe doubt h ki radiator ka pipe andar se kharab to nhi ho gya...ya radiator gasket damage ho gyi h...radiator ke pipe (hose) hard home chaiye ya soft jab bike cold ho...aap bataiye ki kya problem ho sakte h...please help..
hose pipe ke hi tukde aaye hoge pipe soft hone chaiye nahi hai to change krdo
MasterMind Tech thanks ...service center pr check karwa leta hoo pipe ko..
MasterMind Tech kya ye ho sakta hai ki who black tukde paint ke ho..jo kahi andar ho aur garam distilled water se hat gya ho aur flush karne pr pani ke sath aa rha ho...meri bike ko 4 year ho chuke h
Kya ye pulsar 150 dtsi me v use hota hai???
Bhai yr mere pas ns 160 hai 20000km drive ho chuki hai. To iska oil cooling system kab tak chal skta hai.
Bhai toh mein mere 200ns mein car ka colland dal Diya hu aur pani mix nahi kiya hu toh koi prblm nahi haina
भावा माझ्याकडे benelli 600i बाईक आहे तर त्या मध्ये मि कोनत coolant टाकु
Bhai Bajaj ns160 oil cooled h sm prosses h na
Bhai yamaha sz rr 2015 me dala h kya
Bhai rediater ka minimum maximum dikhneka glass milta kya
Maine apni 200ns ko neutral pr high rpm (5000 rpm ) pr engine race kiya...to engine ke COVER se patla sa white smoke ( vapour) aa rha tha.... Exhaust se nahi aa rha tha..Maine kal hi coolant replace kiya..jisme flush k sath kuch black tukde aaye the....kya high rpm pr engine ke cover se white smoke sa aata hai garam hone pr.....please help
Bhai 220 me 180 ka fairing lag Sakta hai kya me faring vibration se pareshan ho Gaya hu .
Chassis ko katna padega usase achcha koi achche mechanic ko dilha do vo jugad kr ke band krdega vibrations duble tape ka use kr ke
Bhai pulsar 150 ug5 main konsa Engine oil use karu jisse engine thanda rhe
Ktm bikes ka radiator ko Direct kaise karte hain like bina engine start kiye radiator kaam kare like Yamaha bikes mein only ignition on karne se v radiator kaam karta hai???
Ek video banaye please
Apachey 160 mai bhi hota hai coolant Ka system ya nahi
Pulsar 220 old vaale me v coolant system h kya
Bhai kitne kilometer pe coolant change karna chaie
Smj me ni aaya bhai 😢 coolant me bina water mix kiye daal diya??
Bhai meri pulsar AS200 ka rediator kaam nhi kar rha maine relay hata kar directly on krke dekha to fan on hai but relay laga kar on nhi hota hai..new relay bhi laga di phir bhi
I need 1 small help i own a dominar 400 need center stand, so. Can u chk weather pulsar ns 200 stand can fit to dominar
Why don't u see for paddock stand ?
Bhai aik na coolant kiti km la change karaycha
Sir ji kindly request for u R15 s ki coolant system & Oil mobil ki bareme Thoda jankari de do ....
আসসালামু আলাইকুম ভাই কুলেন প্লেন বানানোর জন্য কি কি মেটেরিয়াল লাগিবে সেটা জানতে চাই
Kay pulsar 150 me BH I coolet date hai
Sir pranam sir hamaari 200ns bike me start karneke 5 minute baad me coolant water puraa baahar aa jaataa hai jaise rice cooker me khanaa pakne ke time hit hokar garam gyas fektaa haina oisehi usme vi oisehi garam fektaa hai
Nice Video Brother♥
Ji can we use car radiator oil
Bhai mere ns 200 mei ek bar fan on hota hey toh woh chalta hi reheta hey kyaa issue huwa hoga pls bhai help me😢
When should we change the coolant?????
Water konsa b dalsakte bhai
Hello bhai mene abhi ns200 liya He
Or 150 km chali He uska colent minmum Me agya esa kyu
engine bda hai uska
bhai rc 200 ke liye ye motul coolant shahi hai kitne km pe chenge kare
Bhai Ek Help Karoge? Mere Ns Chalu Hothe Hi Temperature Lamp Working Ho Raha Hain Jab Jab Accelerate Karthe Hain Thab Thab Fan Bhi Work Ho Raha Hain... Accelerator Choodde Toh Fan Bandh Jab Dethe Hain Fan Work Kartha Hain...What Maybe The Reason... 2 Days Holidays Hain Na Iskiye Jaanne Keliye... Batha Saktheho Aap?
Bro kya new bike mein first servicing time par coolent change kar sakta hai kya bcz mera rs200 heating issue AA raha hain pls reply bri
bhai new bike me hi aa rha hai kya. kitne km clne par fan on hota h
?
Bhai bohot shi or Achha lga vdo thanks