maths ke kon kon se topic aayenge fix like percentage, number system etc ese fix kon kon se chapter kru or science mein konsi book se karu and is only pk sinha enough for paper 2 and can i leave history, geo and art and culture voh mera itna jyada time le legi ki mere unki vajah se mein baaki nahi padh paaunga kyuki meina pahela kabhi gk nahi padhi or unki books lakshya vagarah bahut jyda badi hai or gk ke alawa saare kar lu is it good option or not
@@devendrasinghrathore09 iske liye apko market me bookes mil jaye gi gk ki baaki koi coaching english me gk nhi padhaye gi otherwise book mil jaye gi....🙏🏻
Kitne question aaye the sikhwal se lagbhag second paper mein or ha daksh guide kaisi hai or ha aapko kitna time laga tha voh book complete karne mein or ha aapne voh pk Sinha waali bhi complete ki hai kya jaise sikhwal wali ki thi sabke reply dedo
Haa pk Sinha mene Puri ktm ki vacancy aane se phlai hi. Uske saath cd aati h jisme har chapter ki summary aati h wo bhi padhi notes bnaye , Guide abhi koi bhi mat lo sikhwal se foc ke 1-2 question ke alwa kuch bhi nhi aaya sab kuch defination based questions the Jo high standards books se aaye pr sab ko purchase krne ka koi mtlab nhi h , Merko sikhwal padhne me or mukta raav wali padhne me 2-3 month Lage bas uske baad mene khud se notes bnaye sabke mene koi coaching nhi ki, daksh ki guide ka merko pta nhi pr uska review kr denge... or kuch puch na ho puch skte ho abhi pk Sinha padho or chize pencil se highlight kro
@@KamalKumarKumawat-y4x uske alwa rbsc ki books plus bhut saari website h jiske baare me me parso video me apko sab bta dunga... Sir DBMS or Ms office mene pura udemy ke course free download krkai practical krksi padha or sad ke liye mene system analysis and design ki high standards book use ki networking mene pk Sinha + ek or book h usse padha
10 July ka wait kro buzat aa rha h uske baad vacancy aaye gi , or pgdca walo ke liye alg se ek playlist bna rha hu me jisme sabse phlai apko complete computer definition or words smjau ga me kyoki Hindi English me bhut confused hai mere hisab se wo log
Mumal monthly or utkarsh ke ek sir h narendra sir wo monthly questions krwate h current ke or maths ke liye ap disha lekar aa jao for mcq or pyq or baaki percentage/ ase topic lakshya classes udaipur ya fir Rakesh yadav sir ya fir koi bhi ho apko pasnd aaye topic wise class dekh kr UA-cam pr padh skte ho...
For art and culture concept= sikhwal For history= chetak Subhash Charan sir ki Geo or polity -panorema vol. 1 ------------------------------------------------- For mcq /pyq - disha publication ki book aati h
This video is specially dedicated to my subscriber tanmay kumawat......🎉🎉
bro thank you for highlighting me in the comment section. You've melted away all my anger with so much appreciation.
Aap ke teligram ki link.bheje sir
Sir iske lie fliqi coaching online course best hain kya
Dekho 4-5 coaching hai sabki video dekho ap youtube pr fir ap khud fesla kro ki konsa best hai other wise acha hai fliqi
Pk sinha hindi me same matter aata hai kya..english version jesa..
Ha same hi aata h
maths ke kon kon se topic aayenge fix like percentage, number system etc ese fix kon kon se chapter kru or science mein konsi book se karu and is only pk sinha enough for paper 2 and can i leave history, geo and art and culture voh mera itna jyada time le legi ki mere unki vajah se mein baaki nahi padh paaunga kyuki meina pahela kabhi gk nahi padhi or unki books lakshya vagarah bahut jyda badi hai or gk ke alawa saare kar lu is it good option or not
Part one dekho is ka jisme science ka btaya h or isme chapter bta rakhe h mene maths ke liye main main ye padho
vacancy Monnth date and Exam month date?? BCI
isme current affairs rajasthan ke aaye the ya fir india ke pichle paper mein
Only rajasthan ka tha...
Hlo sir.... apke according online coaching best h ya fir offline coaching....???
Sabka apna apna hota h
according to me online is best agr ap me continunity ki kami h to offline best h other wise online is good...
Sir yeh sab content English m Available H kya... Sirji koy best online platform batado preparation k liye
Channal pr jao video hai best coaching for computer anudeshak for more updates subscribe the channel
@@mukul45 content english m hai Means ki Rajasthan Gk
@@devendrasinghrathore09 iske liye apko market me bookes mil jaye gi gk ki baaki koi coaching english me gk nhi padhaye gi otherwise book mil jaye gi....🙏🏻
@@mukul45 thanks sir ji
Online coching konsi accha h
Channal pr video h iske liye wo dekh lo
Kitne question aaye the sikhwal se lagbhag second paper mein or ha daksh guide kaisi hai or ha aapko kitna time laga tha voh book complete karne mein or ha aapne voh pk Sinha waali bhi complete ki hai kya jaise sikhwal wali ki thi sabke reply dedo
Haa pk Sinha mene Puri ktm ki vacancy aane se phlai hi. Uske saath cd aati h jisme har chapter ki summary aati h wo bhi padhi notes bnaye ,
Guide abhi koi bhi mat lo sikhwal se foc ke 1-2 question ke alwa kuch bhi nhi aaya sab kuch defination based questions the Jo high standards books se aaye pr sab ko purchase krne ka koi mtlab nhi h ,
Merko sikhwal padhne me or mukta raav wali padhne me 2-3 month Lage bas uske baad mene khud se notes bnaye sabke mene koi coaching nhi ki, daksh ki guide ka merko pta nhi pr uska review kr denge... or kuch puch na ho puch skte ho abhi pk Sinha padho or chize pencil se highlight kro
@@mukul45 pk Sinha ke alawa aapne notes kis chij ke banaye usme pk Sinha mein sab kuch hai na or aapko pk Sinha khatam karne mein kitna time laga
@@KamalKumarKumawat-y4x uske alwa rbsc ki books plus bhut saari website h jiske baare me me parso video me apko sab bta dunga... Sir DBMS or Ms office mene pura udemy ke course free download krkai practical krksi padha or sad ke liye mene system analysis and design ki high standards book use ki networking mene pk Sinha + ek or book h usse padha
Sir... Online coaching le to konsi le... Plz batiye
Is pr me video daal dunga pura analysis krkai saam tk , for more update subscribe the channel 👍🏻
भाई वैकेंसी कब तक आ रही है आप तो यह कंफर्म बताओ
Bhai confirm to nhi pr oct , ya nov me notification skta h iska pr syallabus bada h to tyari chaiye...
❤❤
PGDCA Walo k liye batay sir or Bharti kab tak ayegi
10 July ka wait kro buzat aa rha h uske baad vacancy aaye gi , or pgdca walo ke liye alg se ek playlist bna rha hu me jisme sabse phlai apko complete computer definition or words smjau ga me kyoki Hindi English me bhut confused hai mere hisab se wo log
Ok sir
Sir pgdc walo k liye class kab se lga rhe ho
@@vinodsaharan7677 20 June se
Sir abhi tak video nhi bnaya kya
Telegram link
Description me hai sir
Thank you so much . I really needed this vedio. I promise I will follow your each and every vedio from now "I choose you as my mentor."
Brother ap log sab ho mere liye so video ab jaldi aaye gi sab content ready hai bas ab dekho and sorry once again
best book for preparing current affairs and maths
Mumal monthly or utkarsh ke ek sir h narendra sir wo monthly questions krwate h current ke or maths ke liye ap disha lekar aa jao for mcq or pyq or baaki percentage/ ase topic lakshya classes udaipur ya fir Rakesh yadav sir ya fir koi bhi ho apko pasnd aaye topic wise class dekh kr UA-cam pr padh skte ho...
Or kuch puch na ho to msg kr dena apke har msg ka reply mile ga sir. 😊
Rajasthan GK k liye best books batayiye
For art and culture concept= sikhwal
For history= chetak Subhash Charan sir ki
Geo or polity -panorema vol. 1
-------------------------------------------------
For mcq /pyq - disha publication ki book aati h
Sir telegram account
Description me hai 😊