Bhagwan bhala kare apka, apke bache fule fale or aap jeonde raho,apne to a aaj Rab jaisa ki kam kia, agar aap mere pas hote to apko hug karte or inam bhi dete kyonki hamari Lancer car ke alternator me same hi problem paida ho gai thi kyonki kai dino se khola tha jab alternator to soldering wagera karke sahi kia lekin carbon ek chota or ek bada tha to unko apas me exchange kar dia or jab assemble kia to aap jaise hi check karne par bulb nahi jaga,pura mood kharab ho gaya kyonki bohut din se try kar rahe they or aaj sara din lage rahe,bad me sham ko apka dusra video dekha to bohut khushi mili,laga jaise bhagwan ne khud kaha ho ki ye video dekh le beta, apka bohut bohut dhanyawad baiji,,
Sir hamre tractor ke alternator ka bulb dim Jal Raha hai aur battery charge nahin ho rahi hai body per lagane per blub full jal raha kya problem ho skti hai 😢
Sir ji,tata 407 alternator mein start krnea k baad tractor ko ,warning light bnd nhi hoti or rpm meter mea rpm bhi up down ho rhea hai ,kya problem hogi sir alternator mein,rectifier plate bhi sahi thi woh bhi change kr li,pr warning light jli rehti hai
sir is alternater ke piche man wire nhi Jo red wire alternater ke ander se akar nut se body me laga hua he Uska kya kaam he ya koi desi jugaad he reply sir ji 👍
Superb hai Guru
Itna explain step by step 👍👍
🙏🙏

Bahut badhiya jankari di sir thank you 👍👍👍👍👍
,🙏🙏🙏
Nice sir
thanks for 5 subscriber
Dhanyavad ❤❤❤❤
Very good explanation thanks
Bahut wadia hi
Bahut achha
🙏
❤❤❤❤❤❤
Hi Best mestri ji
🙏🙏👍
Good..
Nice
Ye vala R I Superb he ne new lena he muje kaha Milenga
Maruti model altinator Ka charge bulb 💡 Ka connect aacha video Bana de geya ba sir g
Ok bhai
@@vermaselfmec1803 husss vaiya ji
Bhai saab repair cost ya change karke kitna khrcha aata he
Super
Sir hamre tractor ke alternator ka bulb dim Jal Raha hai aur battery charge nahin ho rahi hai body per lagane per blub full jal raha kya problem ho skti hai 😢
😅❤😮😂😊
👍👍👍👍
🙏🙏
Nya altinatar kitne ka milegi
Konsi car ka
@@DanishAliansari-i2k i10magna 2010model
Sir ji,tata 407 alternator mein start krnea k baad tractor ko ,warning light bnd nhi hoti or rpm meter mea rpm bhi up down ho rhea hai ,kya problem hogi sir alternator mein,rectifier plate bhi sahi thi woh bhi change kr li,pr warning light jli rehti hai
Rpm bhi idea speed honea k baad bhi rpm up down ho rhea hai kya karan hoga sir
Alternator me problem hai
Mere pass bigde 3 pade koi karigar sahi nahi kar paa Raha he
Alternater ke piche red wire kaunsa laga he sir aur kis kaam ata he
Alternater ke piche ka red wire ka kya kaam he reply karen sir👍
Red wala men wire hota hai
sir is alternater ke piche man wire nhi Jo red wire alternater ke ander se akar nut se body me laga hua he Uska kya kaam he ya koi desi jugaad he reply sir ji 👍
Bhai bat krni h aapse
आपका नंबर दीजिये सर जी 🙏
Bhai apka contact number bhejo
Bhai mere ko self daynamo ka mistri chahiye apke contact me koi ho to seleri achhi kar denge