Sir pehle mere Whirlpool ac mein E4 error aa raha tha. Meine pcb check karwaii motor aur indoor pcb ke saath. Par issue compressor ka tha. Abhi company Wale R32 ka compressor lagake gye Mera 410 compatible unit he aur 410 compressor wapas le gye. Par new compressor bhi chalu hote hi band ho jata he aur ab E3 error aa raha he to kyaa karun. Wo keh rahe he ke outdoor pcb ka fault he aur 13500₹ mang rahe he. Please help
Nic sir ji
Sir feedback me kitna volt ata hai
Do you only repair acs