Aap ka laddu banane ka tarika aur samagri Kitna Kitna lena hai yah bhi Tarika aapane bahut achcha bataya very nice 👍 hamen bahut pasand aaya hai aapka batane ka tarika ISI tarah Se Har video mein nahin batate hain dry foot Kitna lena good Kitna lena sab log anapana batate h adhura batate Hain aapane bahut badhiya karke bataya hai mera naam Sakina hai per main aapko like subscribe Sab karungi aapka laddu banane ka tarika bahut bahut bahut pyara Laga ❤️ Dil Se 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🌹🌹👍🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍👍👍🌹👍
Meri delivery ko saal bhr ho gya h or kndho m hatho or peeth me bhtttt drd rhta h... Ise khane se kuch fayda mil skta h kya.... Or in ldddu ko kha e k sath sath kya parhej krna b wo b btae... Qki mene suna h ki soth khate samay pira rest len chahiye
Mera pregnancy ka 6 month se jyada time ho gya aur maine soth ajwain Gund kamarkash se bane 3 ladoo kha liye kya isse koi nuksaan to nhi hoga mere bache ko...plz answer me
This is doctor BP Mishra from Lucknow you explain very gently precisely and simply. God bless you
Bahut achche se explain kiya apne
Thanks for sharing this useful recipe. We will surely make it
Bahut vadhia Mam, thanks.
ma'am ji .excellent recipe 👌.Aapka lakh lakh dhanyaad. 🙏🏻.
Excellent video, definitely going to make this today... Just one addition, I am missing written recipe.
Thanku madam .hamne seekh lya .
Very good 👍 recipe 😋 and you have explained very well. Thanks for sharing.
Bahut badhiya
Thanks ji
Thankyou for sharing it...suggest me ..cn i eat this after 3 months of hestectomy...plx reply
Good recipe 😋.
Gond kon sa he
Love it ❤❤
Aap ka laddu banane ka tarika aur samagri Kitna Kitna lena hai yah bhi Tarika aapane bahut achcha bataya very nice 👍 hamen bahut pasand aaya hai aapka batane ka tarika ISI tarah Se Har video mein nahin batate hain dry foot Kitna lena good Kitna lena sab log anapana batate h adhura batate Hain aapane bahut badhiya karke bataya hai mera naam Sakina hai per main aapko like subscribe Sab karungi aapka laddu banane ka tarika bahut bahut bahut pyara Laga ❤️ Dil Se 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🌹🌹👍🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍👍👍🌹👍🌹🌹🌹🌹👍👍👍👍🌹👍
garmiyon me kha sakte hn
No
C-section Delivery ke 3 month ho gye h. Kya hm ye laddu kha skte h? Garmi me koyi nuksan to Nhi hoga ?
Ha aap ese garmi me bhi kha sakte hai per simit
Quantity me
grmi me bhi isse kha skte h
Ha kha sakte hai
97hhbbb@@aapkirasoiwithanjanatiwari😮
Zabardast... Thanks for sharing
Jaccha k liye bna skte h
Ha ji
Ma'am kya isse main apni 2 yr ki beti ko de sukti hun
Main advice nhi krungi kyuki beti apki kafi choti hai
Aapke kadde(bangles) bahut achee lag rahe hai
Thankyou 😃
Nice
Ye kese odr kare
Aap kiski odr karne ki bat kiye hai
50 gm gondh,kaju,kamarkas,badam,kismis, sonth powder
25 gm kharbuje beej
200 gm aata
50 gm makhana
300 gm gud
6 choti ilaychi
200 gm ghee
Sonth ke kya parhej he
Digestion me hep kerta hai
C section delivery hone ke bad kya ye kha sakte hai
Yes
Isme kya prhej rkhe plz suggest
Koi perhej nahi hai
इस दवा के इस्तेमाल के दौरान इमली, टोमाटो सास और तली हुई चीज़ों का परहेज करना बेहतर होगा जी
Madam kya ye garmiyo or barish m bhi kha skte h kya
Ha ji aap kha sakte hai par simit quantity me khaye
Mam kya hum ye sari cheeze dry roast krke powder bna ke kha skte h bina ghee m bhune hue gond ko bhi koi nuksaan to nhi hoga plz reply
Ha ji aap roast ker sakte hai per gond. bina ghee ka aache se fulega nahi
Meri delivery ko saal bhr ho gya h or kndho m hatho or peeth me bhtttt drd rhta h... Ise khane se kuch fayda mil skta h kya.... Or in ldddu ko kha e k sath sath kya parhej krna b wo b btae... Qki mene suna h ki soth khate samay pira rest len chahiye
Aap kha sakte hai lekin simit quantity me khae dard me ye kafi fayada kerta hai
Per Khatai se perhej karna jaruri hota h
Gents bhi kha sakte he ye laddo
Ha ji kha sakte hai
Kya fayda krta h kamarkas
Pregnancy ke baad kamer ko takat deta hai
Kya ye miscarriage ke case mae bhi khaa skte hai
Ha ji kha sakte hai
Kya ladies delivery ke 2 month baad bhi kha sakti h
Ha kha sakti hai
Dilevery ke six month bad kha sakate h kya
One week bad hi kha sakti hai
Qantity kitni leni chahiye
September me garmi rahti hai
Gond ki quantity thoda kam kar sakte hai. Baki same quantity rahega
Agar hum isme gond na dale to koe diktkat to nhi hai
Bilkul nahi
डेलीवरी के 5 माह बाद खा सकते हैं, क्या
Ha ji aap bilkul kha sakte hai
कमरकस का दूसरा नाम क्या है
Flash gond
Dhaak kani bhi bolte hai
Delivery kr kitne din baad isko khillaa skte hain
One week bad
Kamarkash ka matlab?
Kamarkas palash tree ka gond hota hai jo dark brown hota hai
Kamerkas ek prakar ka gond hota hai
Kya ye laddu jise sabhi ladies without delivery period pr year kha skti h
Ha kha sakti hai
कमरकस क्या होता है
Kamerkas ek gond hota hai
कमरकस क्या होता है?
ek prakar ka gond hota hai
Kamarkas koi nuksan to nhi karega
Bilkul nahi
Kya dilivary ke do mhine bad kha skte he or kya garmiyon me khane se koi nuksan to nhi hoga na
Simit matra me khaye
Mera pregnancy ka 6 month se jyada time ho gya aur maine soth ajwain Gund kamarkash se bane 3 ladoo kha liye kya isse koi nuksaan to nhi hoga mere bache ko...plz answer me
Koi bat nahi
Sonth to dali hi nahi bhul gye kya
6:59 pe sonth powder add ki hoo
Aap esme bol rahi pregnesi ke bad
Nhi
😆