Very helpful video ! My parents were telling me to put rainwater in Inverter's battery but I wanted to buy distilled water. Now after watching this video, I can put rainwater in battery without any worries
its not 50 ampere. its 50 ampere- hour. btw, I have been using AC outlet water for the last 15 yrs. its pure air moisture condensed in AC.. my last home inverter battery lasted 13 yrs..
Meri Ciaz diesel me din 70 battery lagi hai aur 9 saal ho gaye battery ko abhi tak bilkul sahi chal rhi hai aur mai hamesha baarish ka paani hi daalta hu service centre walo se mana kar deta hu ki wo log paani na daale ..agar baarish ka paani nahi mila jab tab maine exide ka original distilled water hi dala hai...2015 me gadi purchase ki thi aaj 2024 ho gya ...
Ese dukandar bohot kam milte hain aaj kal jo apna thoda sa samay nikal kar grahak ko sajak banane me vishwas rakhte hain. In dukam malik ko dill se salam🙏🫡 Nahi to majority to sidha muh pe ulta jawab dete hain "bhai sab apko ye sab janke kya karna hai, itni matha-fodi karne ke liye faltu time nahi hai hamare pas😒".
Use on grid solar. It doesn't have battery. All the power generated is transferred to the grid from where you get electricity in your house and the bill is reduced as per your usage. 1 kWh system will give ~150 units in a month.
Dekho bhai as per rules ap +10 ah tak max badha sakte hen ...agr ise jada badhe to fuse and other electronics part kharp hojaenge ..and company ne jitna Ah ka dia he use kam lagao ge to starting krne me dikat ayega ...i recommend ki ap +5 Ah tak badhao to totally safe
Amp nhi AH me capacity hoti hai, jitne AH ki battery company laga ke deti hai utne hi AH ki lagwani chahiye, low AH ki lagwane pe starter kaam nhi karega aur jyada ki lagwa loge to alternator charge nahi kar payega.
Sir, nice information. Kya aap koi best jump starter for car suggest kar sakte hai.
Good👍.
Hello sir ji.., Sir ji "Dry battery" k bareme kuch bataaiye..! Thank you 😊
Awesome informative vdo sir ji . Lot's of love from chhattisgarh
Very helpful video !
My parents were telling me to put rainwater in Inverter's battery but I wanted to buy distilled water.
Now after watching this video, I can put rainwater in battery without any worries
Means, no trust on parents!
Hamare ghar pe aatous power ki battery hain 13 years hogaya Aaj bhi 24 ghante ka backup deti hain 💯🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
its not 50 ampere. its 50 ampere- hour.
btw, I have been using AC outlet water for the last 15 yrs. its pure air moisture condensed in AC.. my last home inverter battery lasted 13 yrs..
Meri Ciaz diesel me din 70 battery lagi hai aur 9 saal ho gaye battery ko abhi tak bilkul sahi chal rhi hai aur mai hamesha baarish ka paani hi daalta hu service centre walo se mana kar deta hu ki wo log paani na daale ..agar baarish ka paani nahi mila jab tab maine exide ka original distilled water hi dala hai...2015 me gadi purchase ki thi aaj 2024 ho gya ...
sir agr new, car battery me 6-7 mhine me hi carbon jamne lge ek side pr , to kya ye normal hai ya replace krana chiye ?
Sir ertiga petrol 2015 m kaunsi battery aur kitne ah ki use karu
Aap cam ke samne aaye to ,hum viewrs ko khushi hogi , ek bar to darshan de hi skte ho prabhu.
जाति न पूछो साधु की, पूछ लीजिये ज्ञान,
मोल करो तरवार का, पड़ा रहन दो म्यान।…
Sahi kaha
Kya hi karna hai bandhu
Another informative video.
Sir maine galti se battery mein paani glass mein daal kr fill kiya tha, ab kya hoga?
What about ac outlet water for battery...
Nice sir❤❤❤
Sir alto800 me petrol tank motor pressure shi nhi de rhi , change krke dekh liya, fir bhi motor khrab ho rhi h, plz help sir
pehle wali 40 Amp ki hai toh same rating ki dalani hoti hai na? aapane 50 Amp ki battery li hai....
Sir tata punch me konsi battery lagegi
Sir bettery fat ti U he.....?
Sir hamare ghar me 14 saal se battery hai.....sirf backup phele se 1 hour kam deti hai...lekin battery abi tak acchi hai
@@mohitsachdev2188 kaun si company ki haii
Ese dukandar bohot kam milte hain aaj kal jo apna thoda sa samay nikal kar grahak ko sajak banane me vishwas rakhte hain.
In dukam malik ko dill se salam🙏🫡
Nahi to majority to sidha muh pe ulta jawab dete hain "bhai sab apko ye sab janke kya karna hai, itni matha-fodi karne ke liye faltu time nahi hai hamare pas😒".
"Baniya vs Professor"....what an example 😂😂
Mast video hai bhai 😅
What about dry battery pls explain
Zn led ki koi bhi battery dry nhi hoti h
भैया फोर्ड फिएस्टा न्यू वाली पर भी वीडियो बनाई है
Bhai tumhe lut liya dukandar bhaiyya ne
Sprite battery?
How we recharge the battery from solar
Use on grid solar.
It doesn't have battery. All the power generated is transferred to the grid from where you get electricity in your house and the bill is reduced as per your usage.
1 kWh system will give ~150 units in a month.
Car me kitne mpr ki battery honi chahiye
Sabka different hota he
Mai b ek battery 10 saal se use karraha hu😅
Tata nexon car hai 2.5 years hua hai.....konsi battery achi hai us ke liye......Exide ki battery already thi usme.....?????
Exide
Hi
Agar hum car ki battery Ah increase krke lagaye to kya fayde nuksan hai?
Let say 42Ah s 55Ah wali battery lagaye to?
Dekho bhai as per rules ap +10 ah tak max badha sakte hen ...agr ise jada badhe to fuse and other electronics part kharp hojaenge ..and company ne jitna Ah ka dia he use kam lagao ge to starting krne me dikat ayega ...i recommend ki ap +5 Ah tak badhao to totally safe
Kya Dry battery mein bhi pani dalna hai
Isme peshab karna hota h
फोर्ड फिएस्टा
shopkeeper ka daari se pata chalta hain ki woh ek dam pakka powerzone company ka banda hain...
Car k liye kitne Amp ka battery lagana hota h
Amp nhi AH me capacity hoti hai, jitne AH ki battery company laga ke deti hai utne hi AH ki lagwani chahiye, low AH ki lagwane pe starter kaam nhi karega aur jyada ki lagwa loge to alternator charge nahi kar payega.
❤❤
Ram Ram ji
❤🙏
❤
Aapka name kya hai bhai
ggs to baniyas
Meri to 3sal hi chalti h ghar ki
Old Battery ka kam paisa Diya apko 1800/1900 milte he
भाई साहब भाव कम दे रहे है😊
ye to ansari ji ki shop h