Thank you didi 😊aaj maine aapki vedio phli bar dekha nujhe bhit accha lga maine subscribe bhi kr liya Mai bhi ctet papar 2 math science ki taiyari kr rhi hun Mera cetet july me 5-6 marks se rh gya tha is bar mai chahti hun kikisi bhi tarah mera ctet qualify ho jaue😊 Please didi aise hi motivatet krte rhiye thank you so much ❤
Thank you for subscribe mera v 7 no . Se reh Gaya tha is baar clear karna h .. Best of luck for the exam.. ache se padhiye aur positive rahiye sab Acha hoga .😊
Mera bhi july mai 6 marks se rhe gya mere bhi 3 chikdren hai ek 7 aur dosri 5 and babu to abhi 1 ka bhi nhi hua hai isleye meri koi tyari nhi hui hai raat mai bhi nhi pd paati hu kyuki subha uthana hota hai. Muje lg raha hai ki main bhi exam na du kyuki koi bhi tyari nhi hai. Kaise padu smjh nhi aa raha hai sst ki vjh se hi rhe gya tha last aur abhi bhi sst smjh nhi aa rhi kaise padu
Form fill kiye h agar toh exam dijiye Aur agar nhi padh pa rahi h toh Sunny sir ke marathon videos dekh lijiye help milega . Pr negative maat hoiye exam dijiye .😊👍
I m also student of CTET. Exam to fill kar diya. Par exam dene ka man nahi hai. 0 preparation hai 2 daughters hai 1 daughter 1 year 7 month ki dusri daughter 4 years 5 month ki jo ki autism ki first stage par hai. Time hee nahi milta study ka. Bus raat meri hai. Morning mai jaldi utha hota hai ghar ke kaam hote hai. Samajh nahi aa rha kaise shuru karu?
Samajh sakti hu dear.. but please give exam Isme negative marks nhi h aap exam do Kya pata hojaye .. Aap Kuch maat Karo bas videos dekhlo sunny sir ka jab v time mile that will help you Aur positive raho hojayega , don’t give up exams dijiye ok
Mere sath v Hota h chize yaad nhi rehti pr revision Krte rehna hoga aapne Jo notes banaya h jab v time mile padhiye jab Roz aise revision karogi aap yaad rahega , practice toh krte rehna hoga Aur koi option nhi h
Thank you didi 😊aaj maine aapki vedio phli bar dekha nujhe bhit accha lga maine subscribe bhi kr liya
Mai bhi ctet papar 2 math science ki taiyari kr rhi hun
Mera cetet july me 5-6 marks se rh gya tha is bar mai chahti hun kikisi bhi tarah mera ctet qualify ho jaue😊
Please didi aise hi motivatet krte rhiye thank you so much ❤
Thank you for subscribe mera v 7 no . Se reh Gaya tha is baar clear karna h .. Best of luck for the exam.. ache se padhiye aur positive rahiye sab Acha hoga .😊
Nice diii 😊😊😊😊
Thank you 😊
Dii, d.el.ed wale junior (6-8 class) ki taiyari kar skte h ya sirf primary (1-5) ki hi taiyari kare CTET me
D.led ke liye Shirf paper 1 ki taiyari , paper 2 deke koi faida nhi b.ed must h paper 2 ke liye
Mera bhi july mai 6 marks se rhe gya mere bhi 3 chikdren hai ek 7 aur dosri 5 and babu to abhi 1 ka bhi nhi hua hai isleye meri koi tyari nhi hui hai raat mai bhi nhi pd paati hu kyuki subha uthana hota hai. Muje lg raha hai ki main bhi exam na du kyuki koi bhi tyari nhi hai. Kaise padu smjh nhi aa raha hai sst ki vjh se hi rhe gya tha last aur abhi bhi sst smjh nhi aa rhi kaise padu
Form fill kiye h agar toh exam dijiye Aur agar nhi padh pa rahi h toh Sunny sir ke marathon videos dekh lijiye help milega . Pr negative maat hoiye exam dijiye .😊👍
@CreatyourVibe Thank you
Di aap mic use krti ho kya ..mujhe b video shoot krna hai
Nhi dear Mai phone se hi Krti hu
I m also student of CTET. Exam to fill kar diya. Par exam dene ka man nahi hai. 0 preparation hai 2 daughters hai 1 daughter 1 year 7 month ki dusri daughter 4 years 5 month ki jo ki autism ki first stage par hai. Time hee nahi milta study ka. Bus raat meri hai. Morning mai jaldi utha hota hai ghar ke kaam hote hai. Samajh nahi aa rha kaise shuru karu?
Samajh sakti hu dear.. but please give exam Isme negative marks nhi h aap exam do Kya pata hojaye .. Aap Kuch maat Karo bas videos dekhlo sunny sir ka jab v time mile that will help you Aur positive raho hojayega , don’t give up exams dijiye ok
Thank u dear
Didi previous year me mera 80 number aata he kabhe kam kabhe Jada general se hu kya kare 3 bar banarahu hu padha bhul jati hu
Mere sath v Hota h chize yaad nhi rehti pr revision Krte rehna hoga aapne Jo notes banaya h jab v time mile padhiye jab Roz aise revision karogi aap yaad rahega , practice toh krte rehna hoga Aur koi option nhi h
Dii omr sheet kha se mili
Book store me mil jayega
maaf kijiega..ctet ke liye itna sab nhi chahiye..aise pdke
clear kiya tha maine
Jee pr sab ka concept clear nhi hota , person to person it vary ..
Congratulations..suggest some tips