MMC ka matlab hai Minimum Monthly charge...yani aapka jo load hai usake according ek monthly unit ya charge fixed hai . Aap usase Kam use karenge to bhi utna charge lagega hi. Usase adhik use karne par jitna use hoga utane ka charge lagega. agar bill MMC pe aaya hai isaka matlab hai ki aapka consumption minimum khapat se Kam hai aur itna bill aapko har hal me aayega.
New meter agar system me late se update hota hai to MD adjust karna padta hai ... otherwise koi jaroorat nahi padta hai... agar adjust nahi Kiya jayega to jo unit meter install karne ke bad charge hua hai wo extra unit hoga.
Sir mere yahi meter reader aaya tha aur read kiya to 500 ka bill aaya hai Lekin reader bol raha hai ki Lk Aya hai Isiliye 5000 rupya maang raha hai reading ok karwane ke liye aur bol raha hai next months se bill Kam ayega
सर मेरा कलेक्शन 1 किलो वाट का लेकिन मैंने सेल्फ बिल जनरेट करते समय गलती से मैक्ससिमम डिमांड 1 किलो वाट की जगह 50 किलो wt डाल दिया है इसकी वजह से मेरा बिल बहुत अधिक आया है तो कृपया बताएं इसमें संशोधन कैसे होगा
Mere yehan bijli bill md par aa raha tha 5 year se reader mere yehan nahi aa raha abhi do month se check kar raha hai aur reading 17112 unit bataya jabki 4 year purb 3780 tha jyada use nahi ke bavajud load jyada bataya kya karen reader ka kahna hai md ka minus kar paid karna hoga
Mera MD/A Likhata hai meter nhi laga hua hai but har month APR/21 65(MD,A) BATA rha hai pichle 45(MD'A)likh rha hai AISa kyo 65me Kitna month parta hai BPL me Name hai
Sir mere meter m total 900 unit consumption h Or bill m total 485 unit consumtion likha h Or mera august ka Bill ki khapat 90 unit likha h phir mera 90 unit ka bill 607 rs kese aa gya or average 20.25 likha h
Brother my meter is defective from last 1 year which I came to know now..... If I go and ask for a replacement in the office would they come and check before providing me a new meter? I want to save my estimated Rs 23000 which is pending in the meter according to the the meter reader. Any solution to save my money?
Sirf Jarurat tak Light use karte hau extra nhi Pichle 2,3 month se Or Pichle month 440 bill aya tha Or Is month 308 Plz Sir Kaal se pareshan hu clear kr dijiye dobut Acutal me bill kyu nahi a raha 2 month se phle Actual Me Bill Ata Tha Plz Sir Clear kr dijiye doubt kaal se pareshan hu 🙏🙏🙏🙏
Sir. Mere ghar 2 mahine se metre reading nahi hua tha. Par aaj reading hua to mera dill basic RDF me bna diya q ki pichhla reading 3250 KWh tha par abhi mere metre me sir 53 KWh dikha rha hai. Aur bill v 675 rupaye ka diya hai. To aise me mujhe kya karna chaiye?
Jama kar dijiye...but ek bar reading jaroor check Kara lijiye q ki reading same nahi ho sakta hai...agar thoda bhi consumption ho raha hoga to. So please rectify kara lijiye.
Bhai hamare 2 month ka 150-200 unit aata hai lakin is baar 586 unit de diya hai.6 month ka bill ka unit is prakar hai 118unit,140unit,158unit jo ki bill avarage ke hisab se nhi diya gaya hai . reading bhi tik hai kya meter me kharabhi ho ho gaya kya.
Ek baar meter ke reading se match kara lijiye...agar meter ka reading, bill ke reading se kam hai to usko rectify kara sakte hai. Agar meter ka reading jyada hai to ho sakta hai reader pahle se proper reading nahi karta hoga aur abhi accumulated reading charge ho gaya hai ya fir agar aapko lagta hai ki meter me kuchh problem hai to aap meter test karne ke liye apply kar sakte hai.
@@ZarooriBaatein Bhai maine Aprox 10 bill check kiya hai jo 3-5 months (LK A) based hai. Jab last reading meter reader karta hai to pahle ke (LK A) reading minus nhi hota hai, sirf Normal base pe kiya hua pahle ka reading hi minus hota hai. Aur Urja Bakaya Column me pure Average bill ka Amount credit rahta hai. Exm. Jan-2019 me actual reading based bill, 50 hai, jabki next 4 months Average based bill hai. Feb me 30, Mar me 30, APR me 30,May me 30. Jab June me Reader check karta hai aur bill Actual reading based hai 500. Hota kya hai ki previous reading sirf 50 mentioned hota hai, 120 until ghapla hogaya, aur iska bakaya baki raha. Kuch bata payenge iski wajah
@@obaidsiddiquee1597 LK-A ke baad normal billing hone pe billing amount me dekh sakte hai...usame average charges ghataya gaya hoga. unit na ghata ke usaka amount jo charge kiya gaya tha wo ghata diya jata hai.
Sir, Meter me no display ho... Aur meter reader aapka jyada unit ka store kar diya ho... To kya us no display se meter reading nikalwakar bill sahi kara sakte hai ?
Hi Sir, mujhe koi ek chinese machine sell kar raha hai, usme dealer mujhe technical details nahi batta raha hai.. Usne mujhse kaha ki machine 1800 watts & single phase ki hai, but mujhe lagta hai ki machine 3000 watts ki hogi.. Toh hum kaise watts check karien aur machine single phase ya three phase hai ke nahi...Thanks
Apane ghar ka sara load hata dijiye aur sirf wahi machine chala kar meter se load dekh sakte hai...ya fir clamp meter se current measure kar ke bhi nikal sakte hai ya fir meter me bhi on karne ke bad current dekh kar wattage calculate kar sakte hai.
Bill adhar ke jagha. MMC likha hai iska matlab kya hota hai
MMC ka matlab hai Minimum Monthly charge...yani aapka jo load hai usake according ek monthly unit ya charge fixed hai . Aap usase Kam use karenge to bhi utna charge lagega hi. Usase adhik use karne par jitna use hoga utane ka charge lagega. agar bill MMC pe aaya hai isaka matlab hai ki aapka consumption minimum khapat se Kam hai aur itna bill aapko har hal me aayega.
Sorry mai ye video me include karna bhul gya ☹️.
Please mob no dejeye aap se kuch Baat karna h
Please go to zarooribaatein Facebook page and like the page, there you can directly chat with me .
Mera L.T.I.S 3 phase connection hai enka minimum monthly charge (MMC) Kitna hai kese pata kare...?
thanks boss bahut acchi baat
जानकारी देने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद आपका चैनल लाइक एंड सब्सक्राइब भी कर दिया है
Sir plz reply mera avg bill h meter damaged h no display nd status f h..
Ab jab new meter lge ga to bill kaese revised hoga????????
Solution kya hai iska agar humne naya metee lagwa liya tab bhi hume average bill bharna padega kya
Sir
Average bill meter reader calculate karta hai ya meter kudh calculate karleta hai????
Please reply jarur kariyega
Very very thank uVery very thank uVery very thank uVery very thank u
Bil kitna bhi aaye use pey to karte ha lekin usi ka avrej nikal kar fir deta ha Esme to fir dabal pey karna pad rha ha na sir ji kya ese - nhi karta
Mera idf m aaa rha h 15 unit show kr rha h or bill 330 rupye aaya isme 277 rupye arear kyu lga g please btao
Very nice information.
Thank you very much bro
Sir mera bill Status F or bill basic AVG dikha raha hai kya eska kya Matlab hai
Bahut achchha
Old metter kharab hone pr ,New metter lagane ke bad bill me MD adjustment kya hai esse fayada kya hai.
New meter agar system me late se update hota hai to MD adjust karna padta hai ... otherwise koi jaroorat nahi padta hai... agar adjust nahi Kiya jayega to jo unit meter install karne ke bad charge hua hai wo extra unit hoga.
Acchi jankari
Bahut achha 👌
Bhai mera bill RDF me aa rha tha to complne diya to BR me aa rha hai BR se kya mtlb hota hai koi vidio bna dijiye bhai
Thanks .. it's helpful 👍👍
Sir mere yahi meter reader aaya tha aur read kiya to 500 ka bill aaya hai
Lekin reader bol raha hai ki Lk Aya hai
Isiliye 5000 rupya maang raha hai reading ok karwane ke liye aur bol raha hai next months se bill Kam ayega
Mera bijli bil average (permision lock) ka bna diya h jo ki reading se bahut jyada h next time check karne ayega to kam kar dega ya nhi
Agar average bill a raha h to kya meter thik karane k bad v kabhi us average bill wala add karke a Sakta hai kya
सर मेरा कलेक्शन 1 किलो वाट का लेकिन मैंने सेल्फ बिल जनरेट करते समय गलती से मैक्ससिमम डिमांड 1 किलो वाट की जगह 50 किलो wt डाल दिया है इसकी वजह से मेरा बिल बहुत अधिक आया है तो कृपया बताएं इसमें संशोधन कैसे होगा
Nice bhai
Thanks bhai 🥰
Bill Reding me any changes kiya hai unit agar 7 hai to bil 400 ka kiyo aa rahe hai sir
Bahut achha
Meter status A
Bill basic PR
Read remarks RNT
Iska matlab kya hota hai sir
very good information..
Mere yehan bijli bill md par aa raha tha 5 year se reader mere yehan nahi aa raha abhi do month se check kar raha hai aur reading 17112 unit bataya jabki 4 year purb 3780 tha jyada use nahi ke bavajud load jyada bataya kya karen reader ka kahna hai md ka minus kar paid karna hoga
Mujhe lagta hai meter men kharabi hai par reader nahi manta kya karen
4 year se pure gaon men hi reading nahi hua
Meter reader ka kahna hai vibhag me aavedan den aprove nahi hua
Matr 4 fan 4 led bulb aur pani pine hetu 1 hrs ke motor ke use ke bavajud 2 kw show kar raha hai jabki mera swikrit 1 kw hai
Nice explanations👍👍,, by d way..Sir aap bijali vibhag me job krte hai kya??
Mera MD/A Likhata hai meter nhi laga hua hai but har month APR/21 65(MD,A) BATA rha hai pichle 45(MD'A)likh rha hai AISa kyo 65me Kitna month parta hai BPL me Name hai
very good
Rnt ka kya mtlb h bill me...
Sir bill Basis UDC ka kya matlab hota hai
meter status RNT meaning please reply
Sir mere meter m total 900 unit consumption h Or bill m total 485 unit consumtion likha h Or mera august ka Bill ki khapat 90 unit likha h phir mera 90 unit ka bill 607 rs kese aa gya or average 20.25 likha h
status main regular likha hua hai iska kya matlab hota hai ..mera bill bahut jyafa ata hai
sir electric bill mae . 97 kaa kyaa matlab hotaa hai batyaae.
Good
Brother my meter is defective from last 1 year which I came to know now..... If I go and ask for a replacement in the office would they come and check before providing me a new meter? I want to save my estimated Rs 23000 which is pending in the meter according to the the meter reader. Any solution to save my money?
Bill basis provignal ka kya matlab hai.
घर सात साल से बंद था बिल pL में आया है बहुत ज्यादा जबकि बिजली का तार हटा दिया गया था । क्या ये कम नहीं हो सकता?? कम करने का उपाय बतायें
Mera Wale ki galti se ...use kaise thik kare..
LK ka matla kiya hai please answer
Mera MD m bill aa rha tha aur 10000 aa gya hm paid bhi kr Diye lekin ab BHi jyada bill aa rha h kya kare ?
Bill basic AVG iska kya mtlb hai or yeh theek kese hoga
Late payment charges Kaise Calculate karen
Bill basis nr ka kya matlab hota h
Agar is samay ham jyada unite consume kare to jab reading se bill niklega to unite kaha se count karega
Sirf Jarurat tak Light use karte hau extra nhi Pichle 2,3 month se Or Pichle month 440 bill aya tha Or Is month 308 Plz Sir Kaal se pareshan hu clear kr dijiye dobut Acutal me bill kyu nahi a raha 2 month se phle Actual Me Bill Ata Tha Plz Sir Clear kr dijiye doubt kaal se pareshan hu 🙏🙏🙏🙏
Sap me bill work kaise krte hai bijali vibhag me bataye
CEIL Likha Hai mera Mai Please ushka kya meaning hai...?
(LK, A) ka unit next month mein less kiya jayega ya nahi?
Average amount next bill me adjust ho jayega.
Mere ghar metre nahi laga h
Lkn bill me metre number dikha ra hai
Kya karoo?
No photo of reading but reading given after 3 months what to do? Bill Exececive
Sir. Mere ghar 2 mahine se metre reading nahi hua tha. Par aaj reading hua to mera dill basic RDF me bna diya q ki pichhla reading 3250 KWh tha par abhi mere metre me sir 53 KWh dikha rha hai. Aur bill v 675 rupaye ka diya hai. To aise me mujhe kya karna chaiye?
Meter change kara lijiye
Consumer status m R kya hota h
Sir bill ka adhar lk aata hai iska matlab kys hai
Bijali connection Kaise katwaye please bataiye
ua-cam.com/video/d-ZeNBfBDQQ/v-deo.html
Miter status m R kya hota h
Bhai sahab un meater connection ka kya rule hai.
Agar bill adf me a raha to koi dikkat jama kare ya nahi
Jama kar dijiye...but ek bar reading jaroor check Kara lijiye q ki reading same nahi ho sakta hai...agar thoda bhi consumption ho raha hoga to. So please rectify kara lijiye.
Ok
Bhai hamare 2 month ka 150-200 unit aata hai lakin is baar 586 unit de diya hai.6 month ka bill ka unit is prakar hai 118unit,140unit,158unit jo ki bill avarage ke hisab se nhi diya gaya hai . reading bhi tik hai kya meter me kharabhi ho ho gaya kya.
Ek baar meter ke reading se match kara lijiye...agar meter ka reading, bill ke reading se kam hai to usko rectify kara sakte hai. Agar meter ka reading jyada hai to ho sakta hai reader pahle se proper reading nahi karta hoga aur abhi accumulated reading charge ho gaya hai ya fir agar aapko lagta hai ki meter me kuchh problem hai to aap meter test karne ke liye apply kar sakte hai.
@@ZarooriBaatein Bhai maine Aprox 10 bill check kiya hai jo 3-5 months (LK A) based hai. Jab last reading meter reader karta hai to pahle ke (LK A) reading minus nhi hota hai, sirf Normal base pe kiya hua pahle ka reading hi minus hota hai. Aur Urja Bakaya Column me pure Average bill ka Amount credit rahta hai. Exm. Jan-2019 me actual reading based bill, 50 hai, jabki next 4 months Average based bill hai. Feb me 30, Mar me 30, APR me 30,May me 30. Jab June me Reader check karta hai aur bill Actual reading based hai 500. Hota kya hai ki previous reading sirf 50 mentioned hota hai, 120 until ghapla hogaya, aur iska bakaya baki raha. Kuch bata payenge iski wajah
@@obaidsiddiquee1597 LK-A ke baad normal billing hone pe billing amount me dekh sakte hai...usame average charges ghataya gaya hoga. unit na ghata ke usaka amount jo charge kiya gaya tha wo ghata diya jata hai.
Saher Ka pura bill samjaiye,plz.
Avrag par bill aata hi to usko thik kysy kiya jay
Bhaiya average (Lk) (y2) ka kya mtlb hai btao plzz
NR ka mtlb kiya hai boss...
Plz tell me...
Sar BIL Mein r n t ka matlab kya hai bataiye
Bhai bill received kaise karte hai Bata dijiye agar pata ho to
👌👌👌👌👍👍
meter status RNT a raha haiii.
Nice
meter remark BR meaning koi vidio
Is sab ka solution kya hai sir ye bataye
Sir Mera is baar Mera TYPE: ( PL adj.) actual Aya hai toh koi Dikat hai plz solve my doubt and problem plzz🙏🙏
Nahi...koi dikkat nahi hai.
Mujhe mu mithar ko idf karna he kon se apps se kare
Pilij apps ka name batdo
Current md kaise nikale enargy meter se ...industrial aply
Bijli bill me lk ka kya mtlb h
सर मेरा मिटर रीडर जानबूझ के एवरेज बना दिया है कुछ अनबन के कारन तो क्या करे??
प्लीज रिप्लाई वो भी दो महिनो का।
Office me ja ke actual reading ke according bill banwa sakte hai.
Sir Bijali bill par OK,N likha huwa hai iska kya matlab hai.
Iska matlab hai bill reading ke aadhar pe bana hai.
@@ZarooriBaatein Thank you Sir.
Bhaiya mera bhi bill avarage me ata hai ok kaise kare
Average (MD) likha hai 120month will aata hai 5bulb 9watt ka bulb use karte hai sirf
Hmara bill RDF me aa rha hme kya karna chahiye
Application do SDO office me vha se JE ko transfer ki jayegi vo aapke ghar jakr meter reading check krenge fir RDF Sahi ho jayega
Sir vill base NR dikha rha hai kya matlab hai
NR ka matalab hai not read. Yani ki meter reader reading lene nahi gaya hai.
Bhaiya average bill kaise banaya jata hae
BIL me R N T ka matlb Key he
Regular manth me kiya likha hona chahiye
Sir,
Meter me no display ho...
Aur meter reader aapka jyada unit ka store kar diya ho...
To kya us no display se meter reading nikalwakar bill sahi kara sakte hai ?
Chake meter lgwa kr ho jayega
Bhai dumra se belong karte hai Jaan Kar khusi huii Mishraulia se good morning
हेलो सर कोरोना लॉकडाउन में दो माह का बिजली बिल में बिल का आधार Average (LK) आया है तो बिजली बिल जमा करने पर Actual Bill आने पर फायदा होगा या नहीं
Actual pe bill banega tab abhi ka average wala amount usame se ghat jayega...nahi jama karne se dps lag jayega.
@@ZarooriBaatein इसके पहले भी Average का बिल जमा किए थे लेकिन जब Actual Bill आया तो Average वाला बिल नहीं घटा था
Please like the Facebook page...fir waha aap bill ka image bhej sakte hai ...use dekhne ke baad mai jyada detail bata sakunga.
Stithi LK HAI ISKA KYA MATLAB HAI
Kharab meter check me Dani nikla to keys hoga
Hi Sir, mujhe koi ek chinese machine sell kar raha hai, usme dealer mujhe technical details nahi batta raha hai.. Usne mujhse kaha ki machine 1800 watts & single phase ki hai, but mujhe lagta hai ki machine 3000 watts ki hogi.. Toh hum kaise watts check karien aur machine single phase ya three phase hai ke nahi...Thanks
Apane ghar ka sara load hata dijiye aur sirf wahi machine chala kar meter se load dekh sakte hai...ya fir clamp meter se current measure kar ke bhi nikal sakte hai ya fir meter me bhi on karne ke bad current dekh kar wattage calculate kar sakte hai.
@@ZarooriBaatein Thanks
Mere MF likha hai...iska kya matlab
(Lk, A) ka kya matlab hota h
Bill average pe bana hai door lock ke Karan.
@@ZarooriBaatein Agar meter Bahar lga hai tb bhi Average pe bnega bill
SIR CDF REMOVE KAISE KARE AUR CDF SE JO EXTRA BILL AAYI H KAISE KA KRE
Actual reading ke according bill banwa lijiye...
UM means kya hota h sir
Unmetered
Ok meter LT likha hai uska matlab
12 किलो वाट का लोड क्या चार्ज होना चाहिए
l.d. Ka matalab keya hota hai
only F. KA KYA matalab hei