Gulkand/Rose Jam | Candied rose petals | Gulkand ke fayde
Вставка
- Опубліковано 16 лис 2024
- Adjustable measuring spoon bit.ly/2FXh9oD
Gulkand is a sweet presence of rose petals from the indian subcontinent.it is consumed mainly after having meals,owing to its nature of firing the digestion. It can be made with either jaggery or sugar.
Ingredients-
Rose petals-200gm
Sugar- 200gm
honey- 2-4 tbsp
www.zaikadilli6official.com
Follow us on-
facebook / zaika-dilli-6-35971085...
twitter / zaikadilli6
blog zaikadilli6.blo...
Dekhna taqreer ki lazzat jo usne kaha. Yahan to tarkeeb aur gulqand bhi lazeez hai. Masha Allah. Bahut khoob.
Mene AAP ki recipe dekhee to mujhe Ghar par hi gulab ki khusbu mehsus (ahsas) ho gya such me ...
Me kabhi bhi koi bhi video par comment nahin karta hun
First time aapki video par kar Raha hun❣️❣️
Maa shaa Allah aap bohat hi pyari dishes btati h me pichle 2dino s apke chanel s judi hu or ap yqeen nhi krengi sirf apki hi dishes dekhti rehti hu apki smayli fry to mere bete ko bohat psnd ai jo ki 7sal k h wo meri sath sb dishes dekhta h apki or piche pad jata h mamma ye bnao 😂😂😂
Allah apko jzaye kher de
Apka bolne ka tareqa mujhe bohat acha lgta h love u Aapiii. 💖
Thanks for like our recipes dear
Assalamualekum baji aap ko bina dekhe bina mile hi apki baton se or apki adat se bhot hi mohabbat ho gai h khuda aapko khoob sehatmand kare or apke family me bas khushiya hi aaye ap ki har chiz me ghr me bnati ho bhot hi shandar banti h ye bhi inshaallah zarur bnaogi tahe dil se shukriyaa khuda ham bando pe bhot meharbaan hoga jo aap jese itte achche shakh ko bana ke is dunya me hamare beech laya aapki wajahse bhot tareef hoti h meri sach me har dish ki tareef pe aapko tohfo se nawaz ne ka dil karta h baji agar kabhi ho paaye to ham logo ko apse ruh baru hone ka moka de taki sukhriya kar paye wese apki jo den h hame wo beshkeemti h uska to koi mukabla hi nahi bas or kiya kahon kehne ko to apki shaan me dil rukta nahi mere ghr me bhi sab aapko jaante h har waqt aapka hi zikr h bas khuda aapko hamare beech yuhi khushiya batwata rahe apko salamat rakho har shokh aapka pura h ameen love u baji😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
Walekumassalam dear aapne to mohabbat ki puri kitab likh di dear mujhe bhi aapke pyar se hi hosla milta he dear aap bhi mere dil k kareeb hen dear bohot bohot shukriya jazakallah Allah aap ko bhi khush rakhe aameen
ji inshaAllah.zror ar me jb ap ki koi b raecipe iti ha to me zror try krti hn bhot he lzeez bnti ha ar jb me ap ko sunti hn to mery ghr waly b sath mil k ap ki raecipes ko dekhty ar bhot psand b krty hn.Allah tala Ap ko bhot ezzst den ar slamt rakhy ameen.
Mujjhe bachpan yaad dila diya aapne...Gulqand Meri ammi bohot banaya karti theen n humne bohot khaya hai...Jazak Allah
Very good dear Thanks
Mashallah bohat behtareen hai app ki baatee ufff dil khush hojata hai app bus bolti hi rahy pls love u
Assalamalikum samina aunty! Just a word of appriciation I never thought things like gulkhand,rose water, masla powders and every other thing we get in the market can be made at home fresh and pure with just a little bit of patience.
Ma sha Allah aap bohot zayda talented hai aur Allah ke karam se Aap bohot ache se yeh cheze hum tak puncha rahi hai. May Allah give you more reward and sawab and bless you with the best of everything.
Please keep this track going. I really appreciate aap apke regular schedule se hatkar hum logo ke liye videos banati hai efforts dalke aur sab he itne useful hote hai. Ma sha Allah jazak Allah Khair ❤
Walekumassalam dear Thanks for your love & support dear
Wasalam wr wb
Ma sha Allah Tabarak Allah
Sis Very Well Explained,Thanx 4 Sharing 👍
ماشا اللہ جی اج اپ نے وہ چیز بنای ہے جو کوی نہی بناتا ہے بہت بہت شکریہ اللہ اپکو اس کی جزا دے اور یقین مانیے میں اپکی کوی ویڈو مس نہی کرتا اہ بہت ڈیپلی سمجھاتے ہیں اور ہمیں بہت اچھے سے سمھج اجاتی ہے اللہ اپکو لمبی زنددگی عطا فرماے امین,,
Bohot bohot shukriya hamari recipes pasand Karne ke liye
Hum nehi chahte hai ke aapke videos chote ho..kiun ki aap achi achi batein karti hai..itna dhyan se sunte hai aapko ke waqt ka khayal nei rehta..thnk u aapa..
Thanks for your love & support dear kash sab aapki tarha sochen
apki har video buhat awesome hoti hai first time gul kand k faide pata chale muje ye buhat pasand hai buhat shukriya k apne ye banaya love you so much samina aunty
apka jitna bhi shukriya ada kare woh kam hi hoga. aap hamari inspiration hai.
Bachpan say khahish thhi gulkand bana k khany ki aaj Aap nay yeh khahish Poori kar di Bohat Bhariya aur Shandar gulkand Tieyyar Kiya Aap nay
samina baji i am from karachi pakistan mere husbend dehli k hain or apki banai recipes se bohat khush hotey hai khas apka bat karne ka tareka bohat pasnsd ha apke leye bohat sari duaen Allah apko khush rakhe ameen
Bohot bohot shukriya Hamari recipes pasand Karne ke liye atiya ji
Mashallah boht zabardast recipe haii....meri mother ap ki har recipes try karti hain or sab boht tareef karty hainn...meri ami to ap ki bari fan ho gayi hai...mashallah very nice...
Thank you so much for your ammi jan
Wow!! Lajawab hum jaldi hi banayenge.thanks Ma'am.
Best recipe of Gulkand...
Abhibyahan kashmir mai roses ka mausam bhi hai
IN SHA ALLAH I will make this recipe
Yahan Gulkand ki zarurat bahut padhti hai
Yahan lagbhag sabhi banate hai lekin apke Nana k tarikhe se
Samina. Bohot shukriya sada khush raho ameen
Ma Sha Allah ap ka knowledge bht acha hai ...
Your utensils are awesome, especially that bowl in which you kept gulkand
Wah wah mazedar,video se qushbo feel horaha hai
“Mere dil ke baat tu jaanae”
I was thinking of homemade gulkhand,aur aapnae ye receipe bana de.
Thank you so much
Lovely receipe aapa
Your welcome dear
Jazak Allah, roz sochti k gulkand bnau pr sahi tareeka nhi Ata tha, bahut shukriya apa apka, aur ha ap k tarike se jb se malai se ghee nikalna shuru Kiya bilkul alas nhi ati, ab sochna hi nhi pdta itni jldi Kam ho jata h, bahut bahut shukriya apka
Gulkand hmare tareeke se banaiyyega or btaiyyega kesa bna. Mujhe achha lga k aapko ghee ki recipe pasand aai.
Thanks for trying
Masha Allah kya lajawab gulkand hai aur colour bhi kitna pyara hai.. aap ek house wife hoke bhi kitni talented hai..Meri Allah se dua hai wo apke talent ko aur tarakki de... Main bengoli hu please kuch bengoli dishes bhi daale jaise rosogolla
OK dear zarur banaynge aapke liye shukriya jazakallah
Wowwww Rose aunty mast banaya aur mast bataya tareeka love u so much
Bahuh Khub and helpful!
माशा अल्लाह बहुत आसान तरीका है
Assalamo'alaikum khala meri behen ne muje apke channel k bare bataya mai Saudi me rehti hu but mera sasural jamia abdul fazal me hai...apku recipe kafi inspire karti hai ..plz summer me diiferent tarah k sharbat aur main course waley recipe bhi share kijiyega....jazak Allah khair...😚
Bartan to bohat khobsurat hn very nice recipe and tip
mujhe bhut psand h ready-made la ker khana bdta thaa thnxxx mam
Masha Allah .both khub
Lajawaab...aur apke bolne ka andaz mjhe bhut pasand h..
Wow mam thank you so much for this gulkhand recipe aap ko shuktiya Ada kaise karu samjme nahi aaraha hai bcz gulkhand mujhe bahuth pasandh hai aaj aap ka recipe dekh Kar Dil khush hogaya ty ty ty tyyyy you so much mam
Mashallah baji Dil khush kardiya aapne... Banane ke sath sath jo information aapse milti hai uski baat hi kuch aur hai... Asal tariqa jo aapne bataya iske banane ka usko sunke bahut accha laga. Ab to waisa hamare liye mumkin nahi hai.har cheez hamein short cut chahiye😎
Meri gulabo aunty superb very good shandar gulkand😍
Love u
Mashallah baji bahut hee achi banai hai mujhe to khusbu aa rahi hai....😁 mujhe ful kand bahut passand hai main bachpan main paan main dal kar khata tha....
Gul kand bahut passand hai
Thx madam nice receipe .. ALLAH PAK aap ko khush rakhay aameen sohail from karachi pakistan
Your welcome
I will also try this aunty.sgukria for the amaz8ng recipe. Fii amaan Allaah
Right way to teach new students how to make gulqand;; no one can stop u madam
Nice recipe ab main issi tarha bnaon gi thanks appi
Hamisha ki trah behtreen cheez , Allah bless you Appi
Mujhe bahot achchi lgti hai ye... isme thodi saunf bhi daal skte hai or fyde mnd ho jygi
ماشاءاللہ سبحان اللّٰہ
بہت اچھا اور طریقہ بتایا ہے آپ نے جزاک اللّٰہ
Assalam alaikum! Bahot hi pyaara colour aayA hai. I can almost smell d fragrance! Mashallah!
Shabaan ul moazzam Mubarak baji!!
Walekumassalam dear Thanks
Aap jo bolte ho wo jyada achha lagata hai. Kitni pyari awaj hai. Aur receipe ki to baat kuchh aur hi hai. Mithas dal dete ho aap har khane me. Achha laga yeh rose water yeh gulkand. Mast.
Masha Allah Jabardasth Gulkand Baji
So nice of u....thank u so much for the recipe
Iss recipe ko dekh ke mon bhar gaya.
Jazak ALLAH for sharing knowledge. Learning a lot. The way you explain, is excellent. May Almighty ALLAH grant you success here and here after. 👍
Mashallah bahut khub aapa all the best......
aap ki bohat sari recipe mene try ki hu mere gher walo ko bohat pasand ayi thank baji aap lajawab ho
very nice..superb thank you for sharing.
Your welcome
Very nice and helpful talk, explained in thorough manners. Talk was as soft as her voice & tender enough to listen again and again..... Very special thanks with folded hands for the useful recipe information, Madam....!
Thank you sister
ASSALAMUALAIKUM bhaji, MashAllah bahut ache hi rep hi
JazakAllah
Walekumassalam dear shukriya
great n nice GULKAND
and also ur sea shell bowl 👏👏
Mujhe apki videos bahut pasand mashallah m bhi khana Achha bana leti Hun par kabhi kabhi apki copy nahi Ho Pata aapto expert Ho...Achha lagta h mujhe apke khana banane or bolne ka tarika
Thank you so much dear
Ap jesa honesty se koi ni sikha sakta you are the best ap pakistan k masala channle pe ajaie plz
Thank you sister
Masha Allah Baji bohat khob mola apko salamat rakhey
Bhut hi achi rascipe bataye h very nice
Wow... Bahut acha hii...
Vry nice and tempting👌👌👌
Bhaut badiya ji
Allah blessed u
Bhaut shandar or bariki sa apna btaya ek ek chij ❤
Bohat Aala MashaAllah
masha Allah dear
Boht hi umda video he...
Very well explainded thank u so much Aapaa
Wow jazakallah n very nice
Wow mam zabardast ..... Mere baba gulkand ki dawa bana kr khaty hain .... Aab main unnay ghar main hi bana kr doonge thank u mam .....muje to yaqeen hi nahi aa raha k hum aisi chize bhi ghar main bana sakte hain main to shocked hi ho gaye
Bohot bohot shukriya dear
Gulkand naam sune the aaj bante huye v deakh liye new recipe nice recipe...🌹🌹🌹🌹❤❤👌👌
mashaAllah .bhot mzy ka lg rha ha baji mujy hkeem sab ne bola ha k gulqand khani ha bhot bhot jzakAllah ap ne itni achi raecipe bta k meri tenshn door kr di ha Allah tala ap ko slamt rakhy👌👌👍 ameen.
Ameen saeeda ji
Ab Aap jld hi bnaiyye or khaiyye. Recipe ki photos bhi share kijiye
Are waah kya bat he again magic 😊
Gurmeet ji .pyare pyare comments k liye bohot bohot shukriya sister
Sukriya bbt bht bht acha lga apna nam sun kr i happy very happy nice gulgand yummy gulgand ap bht achi he
Bht bht shukria anty jee....... JAZAKALLAH..... 😇
Welcome dear
We love your recipes- love all the way from Pakistan.
Masha allah bahut hi a6i gulkand aap ne banai he .muze bahut pasand he.baji aap ka sukriya. 👌
Wah bohot khoob samina baji lazeez bohot lag raha he ham log ki delhi ki baat hi alag he khane ke mamley mein 👌👌👌👌😃
namaste...main bangladesh se huun.aur apki vedio kuch mahino se follow kar rahi hoon.bahat sarey recipe to mere liye bilkul naye ha...par main try kar rahi hoon sikne ke liye.aur ek cheez bhi shikhi hoon...jo ki mujhe bahat acche lagte hai... woh hai, jab apne banaye huye rcp ko dekh ke bolte hain na..."dekhiye kitni behtarin bana hai yeh."
Your welcome dear & thanks for like our recipes dear
apnakeo onek dhonnobad.which means in our language that..".thanks to you too"
Walikum Asalam
Jazak Allah khair for the lovely recipe
Very nice recepie ❤️
Inshaallah zaroor banaongi👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Yeahhh jazakhAllahhhh.thanks fr accepting my request.
Very dilishious 🥰😊😊😊
Assalamualiku baje apki hr video bhot ache or lajawab hai yakin janiye mere kuchen mai humesha banti hai hr roz apki recipe ka intezar raheta hai allha tallha apko humesha sehat de Kuwat de khush rahke ameen sumaameen
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya jazakallah
Wow bht badhiya hamesha ki trah
Mujhe achha lga aapka comment pdh kr
Very nice..aapa ge....amazing
Very nicely explained
السلام وعلیکم ورحمتہ الله ہم نے ایک ہی وقت میں دوطرہ کے بنائے ایک جواپ اس وقت بتارہی ہے دوسرا پتیوں کو شکرمیں مسل مسل کر دھوپ میں رکھا جو پکاکر بنایا خراب ہوگیا سڑھ گیا جو دھوپ میں رکھا تھا دو سال تک ماشاءاللہ ویسے ہی رہا جیسے پہلے دن کا تازے گلاب کی خوشبو ابھی بھی برقرار ہے
Nice to hear, Kiya dry rose se gulkand ban sakta hai. Thanks for video.. Raj Jarghalia jalandhar punjab.
waah ...so nyc .... great.. thanx mam
Bohut khub yummmy
Bohot badiya Ba G chini Ki Jagah Hum misri use kar sakte hai kya
Aapa u r so funny and cute.... aap bolte hi jayiye hame sunna boht achcha lagta h... MashaAllaah😙
Please mera b naam le dijiye...
all your recipes are really good and way of teaching is excellent.
Jabardast👍 Thanks
Thankyou gulkhand aur uske faide batane keliye******
dil khush ho gaya
Bohot acha laga.
Aunty!!! Love you Aunty, from Lucknow!! 😘😘
Wah looking very nice