Sir plz help mri validity khtm ho gyi h December 2021 me mra ek me fail kr diya h mne revaluation b fill kiya usme b fail kr diya... Sir mai kya kru mre total 9 subject h blis h Aur mai 8 me acche marks se pass hu sb assignment practical sb clear h.... Mai kya kru sir ye blis 1 sal ka course h..... Plz help sir
Sir meri Di ne exam diya tha BA 2 Year ka us ke bad us ka result nhi dekha ab kase pata chalega ki wo 2 year me pass hui ya nahi aagar pass hui ha to 3 Year ka kase hoga admission or aagar 2 year me pass nhi hui to kase aade admission kare please help
Sir Mera 100 me 38 marks hai ek paper and sabhi me pass hai mera session bhi July me khatm hi gaya hai bas 2 marks se fail kar diye hai BLISOL me re evaluation me 33 tha toh 38 hua phir bhi 2 marks se fail hai toh kya kare
Hlo sir Maine July 2022 me xam diya tha par last pepor mera chhoth gya tha to mujhe dec wale session me sare pepor Dene hone ki jo chhotha h whi dena h
@@StruggleYourLife bhaiya , menay dec 2023 mein exam diya tha sb mein pass hu ,1 mein kam no. Mile the is baar June 2024 mein re exam diya tha abhii result aaya h usme to same marks dikha rha h jo dec 2023 mein aaye the ...... Mein kya kru please help bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mera bag ma 3 year chl raha hai lakin ignou assignment 2022 ka 1 course ka assignment mark nehee abe tak upload hua grade card mai aur na hee assignments status ma show kya sir asa ma kya kra please 😢😢
Sir jinka December exam 2023 me back aya hai ek subject me unka exam kab hoga and assignment ka koi status nahi show ni ho rara not required found bata raha vo kab tak updated hoga please reply 31 October me hi online submit kiya tha please tell
Sir mujhe enrollment number mil gaya lekin abhi tak mera data IGNOU par upload nahi kiya gya to kya me assignment bana lo ki nahi please sir jaldi answer chahiye please
Sir maine Jun 2022 Mai exam Diya Hun but Mai ek subject Mai fail ho Gaya Hun Mera number 100 Mai 26 hai Mai B A Kar Raha Hun kya Mai check ke liye dalu or dubra exam dun 😓😓😓😓😓😓😓😓😓😓
Sir pls reply.......mere 1 paper mai back aaye h 50 mai se 16 number aaye h... Mene revaluation from fill kr diya answer sheet ke sath.... Ab mere dubara exam from bhi fill kr diya....... Agar mai pass ho gaye revaluation results ke baad...... Fir mai back ka from fill kra hua exam na du toh koi number ap effect hoga jese exam na de toh kbhi 0 marks aajaye...... Ya jo pass marks hoge vo rahe ge
They failed you intentionally Bcoz mere sath bhi yhi hua h phle exam me 16 msrks die the to mene june me reexam de dia tha or reexam ka result aya to mujhe 0 msrks die h or sheet check he nhi kri hui h ab mene revaluation k lie fill kr dia tha abji tk result nhi aya h n december me again exam h.
Sir mere 1 semester ke exam chal rhe hai aur 2 exams ho chuke hai teesra (3rd) exam mera chut gaya medical reason se aur baki exams sir mai dunga ab us exam ke liye kya karna hoga sur bata dijiye 🙏
Sir first year ke sare exam chhut gye hai or assignment bhi submit nh kiya hai to assignment dubra submit kr skte h first year ka or kya second year ka bhi assignment submit kr skte h
Mene 2022 july session me admission karwaya tha. But me june 2023 me exam nhi de paya or assignment bhi nhi diya. Kyuki me 3 months tak bimar tha. Aab mujhe kya karna he. Please someone help me
Sir July 2019 ka session h or July 2022 me exam hua tha usme mera sab subject ka result aa gya keval ek subject ka nhi aaya mera or sab ka aa gya to kya fir se first year ka dena hoga ya second year ka hi keval re-registration krenge ? First year promoted tha
Sir jese first year me fail ho gye or second year me unhone addmission le li to kya vo December me exam dene ke sath second year bhi kar sakte hai sath me??
Mai Jan 2022 2nd semesster ke exam me fail ho gaya hu aur jan2023 3 semester me exam form bhara hu lekin datesheet aane ke baad mera 2 paper same day same shift me hai to kya kare. Please suggest
Hlo sir maine June 2022 mai mps 2nd year ke exam diye hai but Mera last wale exam jo kii mpse 001 hona tha 27/8/22 uske badle mps001 jo 5/9/22 mere hall ticket pr diya hua .. kya ab mai dubra exam dec mai de skti hu kyukii mera wo mpse001 subject ka exam skip ho gya plzz sir rply..
Sir pls reply mai December session 2022 k exam m ek subject m fail ho gya to June m jo exam Deng to ky sirf exam dene hain ya fail hue subject k assaiments v jama karne padenge
Sir part 2 me kam marks aaya tha 1 subject me to hm fir se form fill kiye pr exam chhut gya to kya purana wala Mark's rahe ga ya us subject ka marks cancel ho jaye ga?
Sir agr 1st year ka July 2022 m paper diye or 4 5 subject m back lg gya or second year ka re registration ho chuka h 6 month ya 1 Sall p dene p second year chlta rhega n sath m usme 1 Sall piche nhi n honge
1 साल पीछे नहीं होंगी लास्ट ईयर में जितने भी पेपर में बैक या फेल कोई भी हो तो 2 ईयर में सभी पेपर का एक साथ एग्जाम देकर पास हो सकता है ua-cam.com/video/9c0UNBbDn00/v-deo.html
Mai MPS mai bas ek subject mai 2 marks se fail ho gaya hu,or revaluation ka date bhi khatam ho gaya hai.or mera admission ka validity bhi khatam ho gaya June mai.ab mai kya karu bas ek subject k liye mera degree rah gaya h.please help.
@@StruggleYourLife sir, mera admission July 2019 BAG ka h Abhi August me exam diya h uske pehle 4 assistant submit kar diya par 4 baki h to purane questions jo download kiya th wahi likh ke jma karu ki new download karu.. new kis session wla que download karna pdega or assignment kab submit karu bache hue 4 subject ke..
Sir mera July session tha mere exam chl rahe h first year ke. 8 sub hai. Agr m sb m fail ho gya to promote krenge mjhe second year m. Or uske sath first year ke exam v de sakta hu ya dubara se Krna pdega
Mene exam 2021 mai hi chor diya tha back bhi thi 2 yr mai ab mai yad bhi nhi hai kese pta kru ki kon se subject ka form bhrna hai plzzzzzzzz reply
🤔🤔🤔
Result dekhiye website par malum ho jayega
@@StruggleYourLife thanku sir itni jldi reply krne ke liye
Sir yadi june me exam chutt gya aur December me exam diye per isms kisi subject me fail ho gye h to kya hoga pls btaye
main jully 2022 exam tha ni diya tha ek exam diya jisme main pass hoga kya main 2023 main exam de sacta
De sakte hai
Sir plz help mri validity khtm ho gyi h December 2021 me mra ek me fail kr diya h mne revaluation b fill kiya usme b fail kr diya...
Sir mai kya kru mre total 9 subject h blis h Aur mai 8 me acche marks se pass hu sb assignment practical sb clear h.... Mai kya kru sir ye blis 1 sal ka course h..... Plz help sir
Same here Kya kre
Mera bhi same prblm hai kya hoga ?
Good video
Thanku sir....
Koi 2 bar fail ho gya to kya kare
Sir meri Di ne exam diya tha BA 2 Year ka us ke bad us ka result nhi dekha ab kase pata chalega ki wo 2 year me pass hui ya nahi aagar pass hui ha to 3 Year ka kase hoga admission or aagar 2 year me pass nhi hui to kase aade admission kare please help
Student Portal par login kariye
Sir ua me result kase chack kare
@@StruggleYourLife nhi ho raha
Sir mene December mai exam diya hai mere kam number aaye hai to mai dobara exam kab dai sakti hun
Please reply me exam fail huwa hu 2023 wale kya krna please reply
Mai ak sub me fail ho gaya hu lekin Dec me nahi diya
Sir Mera 100 me 38 marks hai ek paper and sabhi me pass hai mera session bhi July me khatm hi gaya hai bas 2 marks se fail kar diye hai BLISOL me re evaluation me 33 tha toh 38 hua phir bhi 2 marks se fail hai toh kya kare
Hlo sir
Maine July 2022 me xam diya tha par last pepor mera chhoth gya tha to mujhe dec wale session me sare pepor Dene hone ki jo chhotha h whi dena h
Jo chhuta hai wahi
sir Blis course wal student dec 2024 me exam da sakt hai
Sir mai exam form nhi bhar paya kya mai 2025 mai form bhar skte hu aab
bhai political science m sirff 4 number km hai...baaki pass hu.. fhr bhi fail status likha hai ....kya karu
Re check ke liye apply kariye ya December me exam de
@@StruggleYourLife sir .. another option... improvement or re exam or re check ..m se kya kya karu . samajh nh aa rha...kisme kitna kharcha hoga sir
Ek subject ka exam chut gaya ho to baad me hame total subject ka exam Dena hoga kya
Ek ka hi
Jiska exam june me chhut gya wo December me de sakta hai to kya usko dono me examination form bharna prega
Ha , dono ka
@@StruggleYourLife bhaiya , menay dec 2023 mein exam diya tha sb mein pass hu ,1 mein kam no. Mile the is baar June 2024 mein re exam diya tha abhii result aaya h usme to same marks dikha rha h jo dec 2023 mein aaye the ...... Mein kya kru please help bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mera bag ma 3 year chl raha hai lakin ignou assignment 2022 ka 1 course ka assignment mark nehee abe tak upload hua grade card mai aur na hee assignments status ma show kya sir asa ma kya kra please 😢😢
kese evalution kraye
Sir main 2017 july ko admission liya tha
2022 ko complete hai, par mene is baar
Bi fail ho jaunga 2023 me exam de paunga ya nehin
Nahi
Sir assignment hindi ya Eng kisi me bhi bana sakte hai marks to deduct honge please bata dijiye
Ha, kisi bhi language
@@StruggleYourLife sir enrollment number mujhe mil gya lekin IGNOU ki site PE show nhi ho raha hai kya karo
Sir mujhe final year me fail kr dia hai 1 subject me ab kya kru revaluation ka form fill kru ya fir December me exam dena hoga .
SIR Agar first year me ek subject me cross lag gaya hai to uaske exam ke liye Hollywood teket download karse care
Hollywood ?
Sir jinka December exam 2023 me back aya hai ek subject me unka exam kab hoga and assignment ka koi status nahi show ni ho rara not required found bata raha vo kab tak updated hoga please reply 31 October me hi online submit kiya tha please tell
Sir mene dobara exam diA tha uska number nhi aya jo exam chhut gya tha uske number agye but jinme number km the unka number nhi aya h
Koi link digiye jha se kisi fail subject ke dubara exam de ske...
December me exam hota hai examination Form aayega
Sir mera admission 2020 ka hai
Us tym Hume part 1 me pramotion mil gyi thi Mera 1 v exam clear nahi hai to kya ab sare paper k exam dene honge
Sir mera admission Jan 2021 session m hua pr examination form nhii bhraya....sir mera exam KB hoga ...kb form bhra skte h......
Plz reply sir
December me exam hoga
@@StruggleYourLife sir iska exam form KB aayega...or assignment 2nd yr k kb Krane h
Sir mujhe enrollment number mil gaya lekin abhi tak mera data IGNOU par upload nahi kiya gya to kya me assignment bana lo ki nahi please sir jaldi answer chahiye please
Ha, assignment bana sakte hai
@@StruggleYourLife sir ji data update nahi huwa abhi tak too
Sir maine Jun 2022 Mai exam Diya Hun but Mai ek subject Mai fail ho Gaya Hun Mera number 100 Mai 26 hai Mai B A Kar Raha Hun kya Mai check ke liye dalu or dubra exam dun 😓😓😓😓😓😓😓😓😓😓
Re check bhi kara sakte hai, exam bhi de sakte hai
सर मेरा 299,35 में 12 दिया है क्या करूं बाकी बाकी सब में पास ह
Sir pls reply.......mere 1 paper mai back aaye h 50 mai se 16 number aaye h... Mene revaluation from fill kr diya answer sheet ke sath.... Ab mere dubara exam from bhi fill kr diya....... Agar mai pass ho gaye revaluation results ke baad...... Fir mai back ka from fill kra hua exam na du toh koi number ap effect hoga jese exam na de toh kbhi 0 marks aajaye...... Ya jo pass marks hoge vo rahe ge
Revaluation wala number rahega
Mera 12 aaya hai 50 mai revaluation sy pass hosaktae hu
They failed you intentionally Bcoz mere sath bhi yhi hua h phle exam me 16 msrks die the to mene june me reexam de dia tha or reexam ka result aya to mujhe 0 msrks die h or sheet check he nhi kri hui h ab mene revaluation k lie fill kr dia tha abji tk result nhi aya h n december me again exam h.
Sir answer key hisab se mara 32 tu number tha or 15 number show kar rha h
Regional centre se sampark kariye
Sir mere 1 semester ke exam chal rhe hai aur 2 exams ho chuke hai teesra (3rd) exam mera chut gaya medical reason se aur baki exams sir mai dunga ab us exam ke liye kya karna hoga sur bata dijiye 🙏
Sir ek subject me theory me 2 marks se fail hai or bki me pass hai to kya IGNOU grace marks kar degi ?
Sir ek subject me theory me 2 marks se fail hai or bki me pass hai to kya ignou grace marks kar dega ?
Sir first year ke sare exam chhut gye hai or assignment bhi submit nh kiya hai to assignment dubra submit kr skte h first year ka or kya second year ka bhi assignment submit kr skte h
i have the same query,aapko kuch pata chala,mera July 23 ka session tha,sab kuch miss ho gya
Sar Ek paper mein ma fail ho gaye hain return mein To uske liye Kya Karen
December me exam de dejiye
Sir June K bache jaise Exam form bharenge waise hi hum log us subject ka jakr fill kr denge bas
Ha
@@StruggleYourLife Sir division milega kya
Agar glti se promotion 1st year promotion milne ke pehle hm wo exam bhr de or fail ho jaye to 1st year promotion dega ja nhi
Mera first exam hi chhut gya to ab kya kre koi problem hoga kya ??pls btaiye
Fir se de sakte hai exam
Or assignment fir se jma ho sakta h mera January session h
Sir hm ek subject me fail hogya h to kb denge January session me
Sir mere 0 number hai exam m or re evolution ki date ja chuki hai june m exam dia tha kya kru ?
Regional centre se sampark kariye
Sir mera bevae181 me 16/50 aya hai
Ab kya karna hoga
Fail hu ya pass
Mene 2022 july session me admission karwaya tha. But me june 2023 me exam nhi de paya or assignment bhi nhi diya. Kyuki me 3 months tak bimar tha. Aab mujhe kya karna he. Please someone help me
Aapne kya Kiya bataye please
Sir July 2019 ka session h or July 2022 me exam hua tha usme mera sab subject ka result aa gya keval ek subject ka nhi aaya mera or sab ka aa gya to kya fir se first year ka dena hoga ya second year ka hi keval re-registration krenge ? First year promoted tha
Second year ka exam de sakti hai, re registration karke
K thank you sir
Sir MA me 1 paper me 3 bar fail ho gya hu to kuch ho sakta h please kuch bataye
meri validity samapt ho gyi hai. or me kewal 2 subject me fail hu. ab me kya karu....
Meri v same problem
Agar kuch solution hai to plz batana
Drop your email id. If you want to know the procedure.
Over all exam mai agar koi fail ho jata h to kya hoga ?
Sir jese first year me fail ho gye or second year me unhone addmission le li to kya vo December me exam dene ke sath second year bhi kar sakte hai sath me??
Ha
Agr koi elective subject me fail ho jaye to exam fr se dena h ya nhi
Sir agar fail hone ke baad dec wala chhut jaaye to kya kare or paper june me hua tha
Sr agar ek sub m fail ho gye to share sub Ka xm dena Hoga ya usi particular sub Ka..?
Ek hi subject me
Sir agr 2 sub m fail hue to 2 hi exam dyne honge ya sare
2 hi ka
Sir mera ek paper chud Gaya kya mai December mai dai sakta hu osai aur mai second year mai rahuga naa
Ha December me de sakte hai
Sir ek exam chut Jane k baad marksheet par v effect parta h
Mai Jan 2022 2nd semesster ke exam me fail ho gaya hu aur jan2023 3 semester me exam form bhara hu lekin datesheet aane ke baad mera 2 paper same day same shift me hai to kya kare.
Please suggest
Please mujhe jaldi hi btaye
Sir please mujhe bataye me kaise exam du ki mera exam ho jaye
Agar el subject me fail ho gye ho or regestration khtm ho jaye to kya kren
sir agr m back exam ko skip kru to result me problem to nh aayegi ?
Nahi
Thanks for fast reply
Agar 4 subject mei fail hote hai toh sabhi exams phirse dene honge ya phir wohi 4 subject ke exam dene honge
Jismai fail huaa ha bs usi ka
Sir me dubara exam diya tha second bar v kam number aaya
To sir ab kya karna hoga plzzz reply me
Hlo sir maine June 2022 mai mps 2nd year ke exam diye hai but Mera last wale exam jo kii mpse 001 hona tha 27/8/22 uske badle mps001 jo 5/9/22 mere hall ticket pr diya hua .. kya ab mai dubra exam dec mai de skti hu kyukii mera wo mpse001 subject ka exam skip ho gya plzz sir rply..
Ha, December me exam de sakti hai
Thnxx sir ..thank you so much ...
Ignou Me Kitne Chance Milte Hai
Kai rahta hai
Apko subscribe kr diya h ap bhot acha btate h 😊 sir thankyou
Mera 100 me sa 34 marks aya h. Mpa me
40 number chahiye
Sir pls reply mai December session 2022 k exam m ek subject m fail ho gya to June m jo exam Deng to ky sirf exam dene hain ya fail hue subject k assaiments v jama karne padenge
Apne exam kab diya tha fail subject ka or assignment bhi diya tha kya please reply
Sir ji IGNOU paper me fail hu Gaye he tu dubara se paper Dene ke liye dubara admission karna hug Kiya two subjects me fail he ham
Sir mere duration 2023 katam ho rhi hai kya aage extended ho skte hai date
Sir part 2 me kam marks aaya tha 1 subject me to hm fir se form fill kiye pr exam chhut gya to kya purana wala Mark's rahe ga ya us subject ka marks cancel ho jaye ga?
Purana wala hi rahega
@@StruggleYourLife thank you reply krne k liye
sir mere 3 saal pure ho gye hai june me mere results aaya sir
main sab subject me pass hu aache no. hai but FST1 me 30 no. aaye hai
pls help kare sir
plzzz 😭 sir
December में exam दे सकते हैं, इस पेपर का
5 subject me back ayi hto 2nd yr ka re-registration form bhr k uske b paoer deskte h na
Sir agr 1st year ka July 2022 m paper diye or 4 5 subject m back lg gya or second year ka re registration ho chuka h 6 month ya 1 Sall p dene p second year chlta rhega n sath m usme 1 Sall piche nhi n honge
1 साल पीछे नहीं होंगी लास्ट ईयर में जितने भी पेपर में बैक या फेल कोई भी हो तो 2 ईयर में सभी पेपर का एक साथ एग्जाम देकर पास हो सकता है
ua-cam.com/video/9c0UNBbDn00/v-deo.html
December me jo exam hoga uska exam from fill up kab se hoga
Sir mera 2021 24 session hai me part 1 ka exam chor diye to kya kare please answer me
Sir mera 2021 ka graduation ka admission hai jo avi tak exam nhi diye hai ab kaise hoga
Mera admission 2016 July ka hai toh mera
Ab nahi hoga
June mai jinka exam chhot gya ho kya wo 2023 m de skta hai?
Ha
2 bar ek sub me fail hone pr kya solution h
Sir mujhe 2023 June m jinte exam dene h unke hi assignment jma krne honge ya sabhi subject ke krne honge ?
Sir mera hua hai 90no exam hua but no 7 diye June 2022 me in exam dha hai
Re check ke liye apply kariye
Hye did you applied for revaluation
sir practical marks ka bhi reevaluation hota hai kya?
Course kya h
Mene 3 smtr chor diye me kiya kar skta hu isko clear krne ke liye
sir ham June 2022 me exam dia the to mara do subject me kam number hai to ham kya kare
Mera mark kom aya hai...kaise improvement deh
Sir maine july mein exam dia tha or mai 2 subject mein fail hu aur dec mein nhi de pa rhi hu kisi reason ke wajh se toh sir kya hoga
June me exam de sakti hai
Mai MPS mai bas ek subject mai 2 marks se fail ho gaya hu,or revaluation ka date bhi khatam ho gaya hai.or mera admission ka validity bhi khatam ho gaya June mai.ab mai kya karu bas ek subject k liye mera degree rah gaya h.please help.
Kitne chance milte h mps mai
Mera 1exm rhe 2017 ka admission h sir kya m from br skta hu
Hello sir
Fail Hone Ke Baad
Sir me June or December dono time exam ni de pai to ab kaise kru form bhar skte hein ?? Or kab bhar skte hein me MA se kr rahi hu
College mein koi sir bhi koi pata nahin batate hai
Kya karenge sir
Ap hi bataiye
Back papper December ka exam chhut jaye phir kab hoga exam
Fees kitne hote hai
Sir grade card me likha huaa aue ga kya re exam ka
Fail hojane ke baad compulsory hai exam dena???
Agr degree chyie toh compulsory hi hai ni chyie toh alg baat hai
Sir isme 3years ki book ek hi baar me AAA jaati hai please reply kar dijiye
अलग अलग साल पर मिलता है
@@StruggleYourLife to sir agli baar book ke liye fir apply karna padta hoga
Sir exam miss ho jane pe koun sa form fill krna hai
Sir agar mai 1 subject me fail honge to mujhe dubara pura subject ka exam dena hoga ya 1 hi subject ka exam dena hoga
केवल एक ही subject में एग्जाम देना होता हैं
@@StruggleYourLife sir, mera admission July 2019 BAG ka h
Abhi August me exam diya h uske pehle 4 assistant submit kar diya par 4 baki h to purane questions jo download kiya th wahi likh ke jma karu ki new download karu.. new kis session wla que download karna pdega or assignment kab submit karu bache hue 4 subject ke..
Sir mera 2nd year ka 2 exam nhi de paya tha kya m 3rd year ke exam form me un subject ko chun skta hu
Revaluation ka result kitne din baad aata hai?
Sir mera July session tha mere exam chl rahe h first year ke. 8 sub hai. Agr m sb m fail ho gya to promote krenge mjhe second year m. Or uske sath first year ke exam v de sakta hu ya dubara se Krna pdega
Second year में जा सकते हैं और सभी पेपर का एक साथ एग्जाम दे सकते हैं
@@StruggleYourLife ok thanku sir
Sir process Kya hota h dubara exam Dene ka please btaiye
Fir se exam form apply karna padta hai
Sir kaise pata kare ki IGNOU mcom mein fail huye hai yaa paas