एक छोटी सी भूल और टायर खत्म।। Car Tyre Wearing Problem Quickly// Alignment Guru

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 24 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 10

  • @jayeshgamit6357
    @jayeshgamit6357 6 місяців тому

    Pikup maxi truk me load ke satha 80 km ki speed me chalte he to konse tyer best hote he ......kiska rubber achha hota he batao

  • @davindersandhu6040
    @davindersandhu6040 5 місяців тому

    Sir meri gaadi mein bubbling ki problem aa rahi hai tyre bhi agge piche kar diye aur bearing wagera bhi theek hai alignment balancing bhi krwa li alignment Wale bhai ne bola hai tumahara shock absorber mein bend hai kya ye bhi ek wajah ho sakti hai 😢😢

    • @ALIGNMENTGURU
      @ALIGNMENTGURU  5 місяців тому

      Shock absorber bend hone se car tyre khayegi ek taraf bhagegi bubbling nahi karegi tyres check karaye

    • @davindersandhu6040
      @davindersandhu6040 5 місяців тому

      @@ALIGNMENTGURU ok sir thank u mere gaadi ke tyre ceat ke hai bari bari se change kar liye lekin vibration abhi bhi aa rahi hai

    • @davindersandhu6040
      @davindersandhu6040 5 місяців тому

      Aur ander ki side se tyre bhi kha liya tha jo abhi nikala hai driver side se

  • @navisharma9970
    @navisharma9970 4 місяці тому

    sir kya Rod par Car ko chlaker Alignment krne ke bad ager gaadi ka stearing sida ho or gadi sidi chle to kya gadi tyre khayegi ya nhi

    • @ALIGNMENTGURU
      @ALIGNMENTGURU  4 місяці тому

      Gadi sidhi chale ya na chale agar alignment out hai to tyre khayegi or alignment sahi hai to tyre nahi khayegi

  • @axomiabhai2932
    @axomiabhai2932 6 місяців тому

    Sir phon no dijia na apka