نصر ایک اسماعیلی داعی تھا یہ باپ اسلیے کہتے ھے یہ اپناہوقت میں اسماعیلی حجت تھا ۔ اور اس کے ذریہ امام تک پہنچے کا زریعہ تھااور اس نے روحانیت کے اعلی درجے بھی تھے ۔جو یہ انسان معجزات دیکھتا تھا ۔دوسرے مکاتب اس کے مقابلہ نہین کرسکتے تھے ۔یہی وجہ تھا اس بندہ کے تمام نظریہ اسماعیلی تھا ۔اس کے بعد یہ فرقہ وجود میں ایا
بہت معلوماتی باتیں کی ہے داکٹر صاحب ایک بات کا اضافہ کرنا چاہتا ہو کہ فرانسیسی قبضہ کے بعد وہ سنیوں پر بھروسا نہیں کرتے تھے اسلئے وہ نصیریوں اور عیسائیوں کو فوج میں بھرتی کئے اور آہستہ آہستہ یہ ۸% والا فرقہ پورے ملک پر قبضہ کرلیا
Doc sab ne bahut sare Iran se udai hue afwah k bare me batay barai karam zara awaam ko batayen k Israel ne Syria me Assad k Jane se pehle to Golan heights or kabza kiya tha balke wo kabza to Hafiz Assad k bhi pehle se tha abhi to surathaal hai Jisme ye bataya ja raha hai k Israeli tanks Damascus k aas pass paraid kar rahe hain kayi hazar sq kilometres already kabza kar liya hai aur Syria ki tamam defences ko nasto naabud kar diya hai. Kya ye bhi afwah hai. Jolani sb ne jab ye kaha k hum itni quwat nahi rakhte k israel ka samna kare jabke apne interview me iran ki dushmani bar bar yaad dilayi kya ye bhi afwah hai iran ka
حافظ صاحب، ڈاکٹر اسرار رحمہ اللہ جو گریٹر اسرائیل کو بیان کرتے تھے کیا یہ حدیث میں موجود ہے یا اُن کا ذاتی تجزیہ تھا۔ اس پر آج کے حالات کے مطابق ایک ویڈیو لازمی ریکارڈ کروائیں۔ کیونکہ ڈاکٹر صاحب رحمہ اللہ نے جو بات کی تھی وہ اُس وقت کے حالات وواقعات کو دیکھتے ہوئے کی تھی
Hafiz Assad k ikhwaniyon par mazalim aur bombarding k bare me to kaafi baat ki usko firkawarana tabir bhi di lekin Dr sab Zara batayen Egypt k ikhwaniyon par kis nusairi ne ya kis ithnashari ya phir kisne aise bombarding, firing aur mazaalim kiye k unki hukumat to chhodiye us party ka namo nishan Mita diya gaya chand saalon me. Ye kaise hua. Saddam Hussain ki Sunni kurdon par bombing kis firkawariyat k bona par hui Una genocide kyun hu? Kya baki tamam khaleeji mulkon me sednaya ki tarah ki jailen nahi hain. Aap Bahrain k Hukumat k bare me kya kehna chahenge ya phir Yemen ki mazool hukumat k bare me ya Saddam Hussain k bare me. Mujhe bas itna samajh ata hai k tamam dictator ek hi tarah se hukumat karte chahe wo kisi bhi mazhab se hon unki hukumat zulm par hoti hai ye sir Assad ki hukumat k sath nahi balki Egypt, Jordan, UAE , Bahrain hatta k Saudi me hukumat k mukhalifeen k sath kya hota hai so kisise dhaki chupi baat nahi. Shayd Jamal Khashoggi ko duniya bhool gayi aaj sab ko Assad bura isliye lag raha hai kyunki wo nusairi tha lekin MBS aur MBZ k Jo mazalim use bhi badtar wo nazar nahi aate uski wajah hamari firkawarna soch hai naki kisi ki firkawarana hukumat. Musalmano ne afsos west ki kahaniyan apni jahalat me khareedi hain
Kabhi Saddam hussain k bare me kahaniya banayi jati hai kabhi Gaddafi to kabhi Assad kabhi samajh aayi hai k ye kahaniyan kahan se publish hiti hain inke writer director kon log hain zara is baat ko bhi dhyaan se soche
Jahan tak proxy war ki baat hai to kya Sunni countries proxy nahi hain agar nahi to ye Taliban, Daesh, HTS , kon hain, Sudan me proxy war Iran karwa raha hai, Somalia me kon karwa raha hai, Libya me khalifa Haftar aur digar militant groups ko kon support kar raha hai mulk k nizam ko darham barham karne. Yemen me jab ek jamat ne hukumat Kahn kar li to phir Saudi aur UAE Wahan kyun proxy war ladwa rahe. Humara brainwashing Asia kar diya gay hai humare ulema karam k sari ye k duniya me Kuch bhi bura ho uski wajah Shia aur iran hai.
Topiyan mat pinao bs karo sb CNN stoory hai hafiz sb ye sb storiyan khalij war mai bhi hua tha sham ki fatha ki khushi isreal amrica aur muslman ki bhi hai
Bhut umda Dr Sahab
نصر ایک اسماعیلی داعی تھا یہ باپ اسلیے کہتے ھے یہ اپناہوقت میں اسماعیلی حجت تھا ۔ اور اس کے ذریہ امام تک پہنچے کا زریعہ تھااور اس نے روحانیت کے اعلی درجے بھی تھے ۔جو یہ انسان معجزات دیکھتا تھا ۔دوسرے مکاتب اس کے مقابلہ نہین کرسکتے تھے ۔یہی وجہ تھا اس بندہ کے تمام نظریہ اسماعیلی تھا ۔اس کے بعد یہ فرقہ وجود میں ایا
Great Analysis
Good 👍
Ma'sha Allah
بہت معلوماتی باتیں کی ہے داکٹر صاحب
ایک بات کا اضافہ کرنا چاہتا ہو کہ فرانسیسی قبضہ کے بعد وہ سنیوں پر بھروسا نہیں کرتے تھے اسلئے وہ نصیریوں اور عیسائیوں کو فوج میں بھرتی کئے اور آہستہ آہستہ یہ ۸% والا فرقہ پورے ملک پر قبضہ کرلیا
Mara msg delete kar dea hai zaleel na
I love Dr Sahab, but few points are one sided
Ek cheez samajh as gayi mazhabi scholars ko international politics ki koi samajh nahi
Doc sab ne bahut sare Iran se udai hue afwah k bare me batay barai karam zara awaam ko batayen k Israel ne Syria me Assad k Jane se pehle to Golan heights or kabza kiya tha balke wo kabza to Hafiz Assad k bhi pehle se tha abhi to surathaal hai Jisme ye bataya ja raha hai k Israeli tanks Damascus k aas pass paraid kar rahe hain kayi hazar sq kilometres already kabza kar liya hai aur Syria ki tamam defences ko nasto naabud kar diya hai. Kya ye bhi afwah hai. Jolani sb ne jab ye kaha k hum itni quwat nahi rakhte k israel ka samna kare jabke apne interview me iran ki dushmani bar bar yaad dilayi kya ye bhi afwah hai iran ka
حافظ صاحب،
ڈاکٹر اسرار رحمہ اللہ جو گریٹر اسرائیل کو بیان کرتے تھے کیا یہ حدیث میں موجود ہے یا اُن کا ذاتی تجزیہ تھا۔
اس پر آج کے حالات کے مطابق ایک ویڈیو لازمی ریکارڈ کروائیں۔
کیونکہ ڈاکٹر صاحب رحمہ اللہ نے جو بات کی تھی وہ اُس وقت کے حالات وواقعات کو دیکھتے ہوئے کی تھی
Julni brithr hoid isreali