Bahut hridayvidarak kahani hai... Poora ka poora vyaktitva hi kantkon se bhara hua ho toh phool koi kaise lagaye aur agar lagana bhi chahe toh kantakon ke aadhipatya mein uska kya mahatva? Kitni baar jeevan ke vibhinn ayaamon se parichay hua... Dukhad aur sukhad smritiyan hawa ke jhonkon si choo choo kar nikalti ja rahi hoti hain k bageeche ke ek kone se abhi aap sun rahe the..... Ek baar phir wahi jeevan jane kitne ajnabi bhavi palon ke saath apne aagosh mein lene ko tyyar milta hai... 😅😅😅
बहुत आसानी से पुरुष कह देता है उसे पत्नी नहीं,अपने बच्चों के लिए मां चाहिए।क्या कोई पुरुष किसी स्त्री से इसलिए विवाह कर सकता है कि वह उस स्त्री के बच्चों का पिता बनना चाहता है।
बहुत हृदयविदारक जीवन जिया अपर्णा ने,बेचारी एक कली कभी खुशी से न लगा पाई,उफ्फ,कितना दर्द भरा जीवन
काफी दर्द भरी कहानी है।😮😮
Bahut acche kahani ❤
Bahut hi Samvedanashil or dukh bhari kahani apaki Aavaj or prastuti dono hi Bahut sundar namaste
नमस्ते मधु जी 🙏🏻🙏🏻
Heart touching story ♥️ and didi you presented it very emotionally too good
Thank you dear punam.
Bahut hi Hriday Sparshi kahani aap ke madhur swar mein.
❤️🙏🏻
Very sad
Uf ..ek hi jeewan me itne dukh..sehne wale kamaal karte hain. Lekhika ne kamaal ka likha aur apne kamaal ka sunaya❤
किसी किसी का जीवन ऐसे ही बीतता है।
Very nice। Stori