@@sunitanikule3047 abhi aap apne pass ke wholesaler se saman lo jahan pe jyada saman log kharidte hain apni dukan ke liye phir wahan se aapko dhire dhire dealer aor ditstributors aor rate ka pata chal jaeyga sb
Awesome video.. Great n Genuine information..👏👏👏👏👍 All my confusion n doubts r ..clear n crystal .. now Thank you somuch for your.. kindness n Support till now..😊🍫💐🙏 From : Debjani Sarkar Assam
तो फिर आपको अनुभव नही है दूकान दारी का...आज कल हर आइटम दुकान बैठे ..मिल जाता है..बस.अपने पास पैसो की सुविधा होनी चाहिए...बस उस आइटम को फास्ट बेचना आना चाइये...
Yeh sawaal ke saath saath ek aur Imp. Sawaal hai ki distributor hu bolkar koi bhi galat ya kharaab quality ka maal ya reseal karke milawati maal ya mnfg. Date ko pkt. Pe se change kiya hua maal .....aise dhoke se kaise bache aur fir naye dukandaar ko jaldi koi credit bhi nahi deta....to agar adv. lekar usne maal nahi diya matlab dhoka diya, ya fir jo maal ka sauda hua usmein se changes karkd diya toh uski sawdhaani kaise kare. Fir naye dukandaar ko cash mein agar lena hai to payment maal ka kaise aur kab karna safe hoga, maal ko check kaise karein. Invoice delivery note sahi , pakki distributor ke taraf hi hai kaise check kare. Jo maal de raha hai woh authorised distributor hai ki nahi us co. Ka kaise pata kare? Yeh sawaal ka jawaab chahiye..... bhot dhanyavaad aapka
Yeh sawaal ke saath saath ek aur Imp. Sawaal hai ki distributor hu bolkar koi bhi galat ya kharaab quality ka maal ya reseal karke milawati maal ya mnfg. Date ko pkt. Pe se change kiya hua maal .....aise dhoke se kaise bache aur fir naye dukandaar ko jaldi koi credit bhi nahi deta....to agar adv. lekar usne maal nahi diya matlab dhoka diya, ya fir jo maal ka sauda hua usmein se changes karkd diya toh uski sawdhaani kaise kare. Fir naye dukandaar ko cash mein agar lena hai to payment maal ka kaise aur kab karna safe hoga, maal ko check kaise karein. Invoice delivery note sahi , pakki distributor ke taraf hi hai kaise check kare. Jo maal de raha hai woh authorised distributor hai ki nahi us co. Ka kaise pata kare? Yeh sawaal ka jawaab b.
Bhai mai meri shop ki size 17/40 ki shop liya hu 10lacs ke approx punjee hai rent 9k hai rular area hai kuch chota chota saman ka agency lena sahi hoga uska list bata dete ya help kar dete mai jharkhand se hu
bhai matlab free me itna gayan
thankyou mere bhai
bhagwan tumko kush rahkhe
भाई हमारी भी किराने की दुकान है
आपकी बात बिल्कुल सच है सही है
एक जगह से सब कुछ लेने के चक्कर में हम अपनी कमाई होलसेलर को दे देते है
हम भी सोच रहे हैं सर दुकान करने की आपने बहुत अच्छी जानकारी 🙏
Bhut bhut thanku ye kirana ka Sara kuchh btane ko 🙏
बडी ईमानदारी से आप ने बहुत अचछी जानकारी दी।
धन्यवाद °®
Sach me shi je ky bhai ue sab
@@heenaShaikh. जी सही है °®
रवि भईया बहुत बहुत धन्यवाद जानकारी देने के लिए ।
1) starting - wholesaler market
2) dal, chawal, chini, atta (Jo inhi ka kam krta ho)
3) masale - dealer se
4) tel, refined, ghee - distributor/deler
5) namkeen - dealer se
6) cosmetic - (particular wholesale)
Inhi ka ye distributer nhi mill rha mujhe 1 Months hone wala hai mujhe Navrate ma ki thi maine
Hello mene abhi recently, kirana shop open kiya hai grocery kaha se purchases kare koi idea nhi hai kya aap koi suggestion doge?
@@sunitanikule3047 abhi aap apne pass ke wholesaler se saman lo jahan pe jyada saman log kharidte hain apni dukan ke liye phir wahan se aapko dhire dhire dealer aor ditstributors aor rate ka pata chal jaeyga sb
@@ShivKaReview... or online me konsa app better hai
@@sunitanikule3047 aap kitna kma rhe ho per month
Bhai aap baba ho shi bt hai mere v dimang me samasya chal rhi thi dhanyawad
Awesome video..
Great n Genuine information..👏👏👏👏👍
All my confusion n doubts r
..clear n crystal .. now
Thank you somuch for your..
kindness n Support till now..😊🍫💐🙏
From : Debjani Sarkar
Assam
बोहोत बोहोत सुक्रया भाई
Very good sir,for your information.
Thank you so much sir 🙏 very informative videos
Bahut bahut dhanyawad ji BAhut achi jankari di
Bhut hi bdiya bat btai bhai ne 👍👍
Bhai mughe bhi kholna h kirana ki dukan aapne acha jankari di hai
दुकान में माल भरना आसान है👍 उसको बेचने की कला आना चाहिए ! बनिया रूल👍
Thanks
Dukan me mal barna asan koni bhai
तो फिर आपको अनुभव नही है दूकान दारी का...आज कल हर आइटम दुकान बैठे ..मिल जाता है..बस.अपने पास पैसो की सुविधा होनी चाहिए...बस उस आइटम को फास्ट बेचना आना चाइये...
Bharat pe lagao dhandha badhao
Thika beta
Apka motivation bahut acha hai bhai ji
Bhai thanks 🙏 apka video deke kusha huva mai aur help karadiy
b like - aap ko bike me kahi janaa he to pehle petrol dall na hoga baad me start karna padega or clutch karo or gear lagao or nikal lo
Bhaiya ji aapki video main download kr raha hon future me kabhi kaam ayegi hamare... Thnx Bhai... Santosh Kumar kanojia from Dubai
Khas point bhaishab 🙏
Bhut achhi info di aap ne
Railway dhanyvad jankari dene ke liye aise hi video dalte rahiyega
Aapka video mujhe bahut achcha Laga thanks
Thanks Sir 🙏🙏
Ravi Bhai very thanks.
Thank u for giving advise
Very honest information 👍😊
Bahut badhiya Bhai sahab
Best information vai may nepal se hu
Good work bahi prod of u God ap ko har pal kush rake life ma
Thanku ji
Thank you Sir❤
Thanks for sharing your knowledge 🙂
But bhai first time saman Lene Jaye to kitne budget tak leke aaye or kitne Tak ka Lena chahiye first time me 🤔
Good information sir
Good information sir 👍
Good information bhaiya G
excellent video sir
धन्यवाद भाई
Good idea sir
Hii
Thanks you sir
Great...
Whole sell Dokan khul ne ki video babau brother❤
Thank u brother honest answer
Jai ho . SIR JI
thank you bhaiya
Very good
Sir Kul milakr Sara smn distubuter se lena h
Good News
Sahi baat hai bhai
Think you
V.good bro
Thanks bro
Very good video sir
Very good sir ji⚘
Dab chij ka alag alag distributer hota kya??
Nice
Ha sir
Yeh sawaal ke saath saath ek aur Imp. Sawaal hai ki distributor hu bolkar koi bhi galat ya kharaab quality ka maal ya reseal karke milawati maal ya mnfg. Date ko pkt. Pe se change kiya hua maal .....aise dhoke se kaise bache aur fir naye dukandaar ko jaldi koi credit bhi nahi deta....to agar adv. lekar usne maal nahi diya matlab dhoka diya, ya fir jo maal ka sauda hua usmein se changes karkd diya toh uski sawdhaani kaise kare. Fir naye dukandaar ko cash mein agar lena hai to payment maal ka kaise aur kab karna safe hoga, maal ko check kaise karein. Invoice delivery note sahi , pakki distributor ke taraf hi hai kaise check kare. Jo maal de raha hai woh authorised distributor hai ki nahi us co. Ka kaise pata kare? Yeh sawaal ka jawaab chahiye..... bhot dhanyavaad aapka
Gjb DaDa
Very very 👍👍 👍 sir G
Thanks bhai aapka ye batane ke liye magar distributer dhunde kaise area ka.
Yeh sawaal ke saath saath ek aur Imp. Sawaal hai ki distributor hu bolkar koi bhi galat ya kharaab quality ka maal ya reseal karke milawati maal ya mnfg. Date ko pkt. Pe se change kiya hua maal .....aise dhoke se kaise bache aur fir naye dukandaar ko jaldi koi credit bhi nahi deta....to agar adv. lekar usne maal nahi diya matlab dhoka diya, ya fir jo maal ka sauda hua usmein se changes karkd diya toh uski sawdhaani kaise kare. Fir naye dukandaar ko cash mein agar lena hai to payment maal ka kaise aur kab karna safe hoga, maal ko check kaise karein. Invoice delivery note sahi , pakki distributor ke taraf hi hai kaise check kare. Jo maal de raha hai woh authorised distributor hai ki nahi us co. Ka kaise pata kare? Yeh sawaal ka jawaab b.
धन्यवाद भय्या
Bhai alag alag product ke liye hajaro distributer ko kaise dhoondenge
Tq...nice video
सर दुकान करने के लिए शुरू में कितना इन्वेस्ट करना पड़ेगा
Jagh ke hisab se 5lakh 15lakh
Mujhe naya Dairy parlour kholna hai please Ravi Bhai aap Jankari dijiye
Bhyiya mujhe fennel chahiye 4 5 killo.. Kya rate lga doge.. Post office through byej dena aap
Hello mene abhi recently, kirana shop open kiya hai grocery kaha se purchases kare koi idea nhi hai kya aap koi suggestion doge?
Thank you so much sirji
Bhai nick video h
Good information 🙏
Bhut achha h
veri nice
Bhaiyo help me mai delhi me shop kholunga lekin ye btao koi m starting me sman ke liye Holseller kaise dunde
Bhae mujhe aapki ek help chahiye.... Mujhe surplus store kholna h kya aap bata skte ho me. Saman kaha se lu
Sir daal Chawal ka selling price kaise rakhe
Ravi Bhai aapki dukan kaha par hai Lucknow me ya aur kahi par plz bataye.
Ravi ji me ne kirana ki dokan khol le ha par me shaman kha she lau
Aap bareilly se hai me atataa jataa hu par bareilly ke bazar nhi milty hai meri bhi kirana dukan hai us bare me bt karnaa hai
Distributor to bulk me dega
Jo expire hone ke chance jyada honge
Shukriya Bhai
Thankyou so much bhaiya 🙏🙏🙏
Thanku sir
👍
Shr Jo dukan par saman phuchane aate hai unse Lena Shi hai ya nhi
Hm kirane ka wholesale business kese kre kha se mangvaye ...
Me bhi kar rha hu
Good bhai
Bina bika mal vapas lete hai kya
Bhai mai meri shop ki size 17/40 ki shop liya hu 10lacs ke approx punjee hai rent 9k hai rular area hai kuch chota chota saman ka agency lena sahi hoga uska list bata dete ya help kar dete mai jharkhand se hu
Sir aap ye batao kitna %Marjan mil jayga Kirana stor me
Keya 1 banda kirane ki dukan chala sakta hai akela
sir ab mein dukaan banai hai lekin hamare pass Kirana saman bharane ke liye paise nahin Hai to koi rasta batao piliz
Kaha se dhundhe distributer ko
Hollseller ki Mandi me hi distributor hota h
Packing saman bhujiya,papd, biscuits,achar , refined oil nhi lena hai
BEST INFORMATION SIR I LOVE you SIR FANTASTIC NATION I m BIG FAN SIR sir ham bhi kirana ke dukan khole ge SIR
Saben
Confectionery ka saman kha se lu bhai
Deep fridge 500ltr ka kon sa company ka BEST ranga sir
Bluestar
business thathanks sir
Rockwell best rahega sir
@@Ravikiranabusiness sir apna no dijiye jaroori baat karni hai!!!!
Voltas Bhi aajkl kafi Chal raha hai... Try my videos for business
❤❤❤❤