Soft copy chalegi but 1-1 print carry kar lo better hai . & abhi 10may 24 tak visa free hai to form fill nahi karna. Ticket , hotel booking & funds required
Hotel book akrne ke baad hum hotel ka konsa proof wala ya document lejyege airport par photocopy karke bto bhai thoda confuse 20 saal k hu pehle bar ja rha hu
Hey , thanks for the infor, agar travel insurance nahi liya to thailand pahuch ke le sakte hai kya. travel insurance usi din se start hota hai ya time lagta hai, aur care and tata aifg me on sa best hai. please answer
Bro m malaysia me work parment pe hoo mene 2022 me 1 bar visit kiya tha india se thaylan ab malaysia se jana hai next week kya kya required hai os time ik thay pass magte the oshe par staty milta tha ab kha kya laike jao indar se work parment 4 month ka valid hai abi
Good to see your vlogs keep posting
thanks for your appreciation 😊
Bro inn sab documents k print outs rakhna hai ya soft copy will do ?
Plz reply
Soft copy chalegi but 1-1 print carry kar lo better hai . & abhi 10may 24 tak visa free hai to form fill nahi karna. Ticket , hotel booking & funds required
Hotel book akrne ke baad hum hotel ka konsa proof wala ya document lejyege airport par photocopy karke bto bhai thoda confuse 20 saal k hu pehle bar ja rha hu
Jo hotel book karoge use hotel ki paid booking ka print le lena
Hey , thanks for the infor, agar travel insurance nahi liya to thailand pahuch ke le sakte hai kya. travel insurance usi din se start hota hai ya time lagta hai, aur care and tata aifg me on sa best hai. please answer
Ap yahi se insurance le lo jis dates ko travel kar rahe ho utne din ya 1-2 din extra kara lena and tata AIG bhi sahi hai
Is yellow fever vaccine is required to go thailand from india ?
Bhai abhi to visa free h naa please reply means ab wo paise nhi le rhe h naa
Han abhi visa free hai 10 may tak
Billul sahi information
Thanks
Bro mra 7 days ka travel hai but mne hotel booking 3 days ki hai to kya visa mei pro lem hogi ?
Hopefully honi nahi chahiye but remaining days ki bhi kar lo to better hai
Bhai kya me ecr passport se Thailand ghoom sakta hun
Bro m malaysia me work parment pe hoo mene 2022 me 1 bar visit kiya tha india se thaylan ab malaysia se jana hai next week kya kya required hai os time ik thay pass magte the oshe par staty milta tha ab kha kya laike jao indar se work parment 4 month ka valid hai abi
What is passport validity? At least 6 months?
Yes 👍🏻
Hotel booking me spouse ka name hona chahiye..? For visa
jaruri nahi hai but you can add member in the hotel voucher
Rajat bhai garh se airport jate waqt kya kya documents leke jana hai please batana bhai thanks
Or airport counter pe kya kya documents mangte hai dikhane ke liye
Passport, Return flight ticket, hotel booking, funds
@@rajatgrover3943 Delhi and Jaipur airport pe yehi documents mangt hai kya bhaiya batana baiya thanks bro
Han Bhai kisi bhi airport se jaoge to requirements yahi hai
@@rajatgrover3943thanks bhaiya jankari Dene ke liye
If i bring my international debit card then is it ok? Or thai bhat or dollar lena must hain?
Airport me Visa lete time agar prof of funds show karne ko kahe to apko Thai currency cash show karna padega ap minimum 10k Thb cash (per person )
Passport validity atleast 6 month
Flight trip round trip
Hotel booking
10k Thai bhat
Passport size photo
No need passport size photo & currently Thailand visa free
vaccination certificate ka koi isue nhi hoga na
Currently required nahi hai but guidelines update hoti rahti hai to carry kar sakte ho sath me.
Hello bhayia main itr fill nahi karta to kya main visa apply kr skta hu
Han. ITR ka visa se koi matlab nahi
Photos is notrequre
Age requirement minimum
Travel ke liye aisa koi criteria nahi hai
Size of passport photo?
picture with white background (size=3.5cm x 4.5cm)
Bhai COVID certificate chahiye Thailand mei entry k liye
Currently not required