Have used 100/90 18 in shine 125 and never bottomed the mudguard. With this bike is more comfortable, bike looks big from side and back, excellent grip and cornering stability and handling. I never ride triple seat.
Par ek baat batana ki 100 80 18 tyre lagane ke baad side me touch to nahin hota ya 2 ya 3 se jyada log bithane pe upar side me touch to nahin hota na 2022 ki bs6 shine sp 125 me?
Mileage to drop hoga but stability aur bike chalane ka confidence kafi badh jayega. Mileage 3 se 4 km tak ghatta hai. 3 nahi baithaye. Tin baithne k liye bike nahi banti. 3 se koi dikkat nahi ati.
Honda Shine SP 125cc(2018 model) FRONT 47P and REAR 54P tyre btao bhai.. dono tyres change karwana hai 41665 km chal chuka hai. Konsa company ka best rahega. Pahle se TVS 80/100-18 ka lga hua hai.
Bhai mere pass Honda sp 125 bike hai 80/100/18 tyre hai ab tyre change krna chata hu 100 80 18 isse bike me koi problem to nhi aayegi pikup m ya average m bro pls ans. dena
Bhai ek bat main batana chahta hoon. Mai khud use kar Raha hoon 100/80-18....mujhe koi problem nahi hoti. Maine 90/90-18 bhi use Kiya hai. Wo bhi best hai is bike k liye. Chaho to use bhi laga sakte ho. Wide wo bhi hai.
Mera pass purani sp 125 hai jisme pichla tyre patla hai aj company gaya tha lekin unhone mana kar diya ki Naya wala big size ka tyre purani sp 125 me nahi dalega bhai koi batao new big size tyre dal sakta kya
100/90-18 mai lagaunga hi nahi to video kaise dikhaun....Lekin 100/90-18 ji logo ne lagaya hai unke videos youtube pe milenge jinhone apni experience di hai. Unke mud guard tute hain.
Shine ki mudguard Sp ki tulna me kafi wide hai andar se, I mean uske mudguard ke frame enough space hai. Jab sp me 100/80 aa ja rahi hai to shine me 100℅ aap upgrade kar sakte ho bina kisi kathinai ke.
Aisa isliye kyunki MRF wali tyre open mode me hai. Usme hawa nahi hai. Jab maine CEAT ka liya tha to wo bhi fit hone ke pahle utna hi wide dikh raha tha.
@@vlogstimewithamit bhai new SP 125 ka rim size thoda bada hai Old or new dono BiKo mai same tyre lagane per bhi new wale ka jyada wide lagega sayd...... Kyunki tyre rim ke sath wide ho jata hai
Tension mat lo....Tin admi k liye bike ko design nahi kiya gaya. Lekin agar touch hoti hai to agar halka hota hai to usse koi bat nahi. Mai bhi lagaya hoon 100/80 jise 9 mahine se chala raha hoon.
@@vlogstimewithamit मैं सोचता हूं भाई आप यूट्यूब वीडियो में कुछ नया ट्राई करो। सब घुमा फिरा कर वीडियो लंबा खींचते हैं आप सीधा मुद्दे की बात करो भले ही वीडियो छोटा हो जाए। कभी ट्राई कर के देखो कैसा रिस्पॉन्स मिलता है।
Have used 100/90 18 in shine 125 and never bottomed the mudguard. With this bike is more comfortable, bike looks big from side and back, excellent grip and cornering stability and handling. I never ride triple seat.
I use 2022 model bs6 shine sp 125 = 90 90 18 I have already in use but next time i will surely go with 100 80 18 after watching this video ❤ tqs bro
Welcome 🙏
90/90/18 mai bike ke milage par koi asar hua hai kya
2 se 3 km reduce hota hai. Usse jyada nahi hota.
Par ek baat batana ki 100 80 18 tyre lagane ke baad side me touch to nahin hota ya 2 ya 3 se jyada log bithane pe upar side me touch to nahin hota na 2022 ki bs6 shine sp 125 me?
@@mukeshsuthar9705tyre upgrade kia bro?
Excellent and brilliantly explained with physical examples Thanks 🙏🙏❤ from Islamabad Pakistan.
Thank u bhaijaan. Pakistan se ❤️ dene ke liye.
बहुत अच्छी तरह से आपने बताया और टायरों से तुलना करके समझाया।
धन्यवाद श्रीमान जी।
2022 model me honda sp 125 . 100 80 18 upgrade karna bad tripple ride pe modgad se touch to nahi hoga bro. ? Please reply 🥸
Ekdum sahi rahega. Touch nahi karta 3 pe bhi.
2020 sp 125 model ma 90/90 /18 lagacaktihu fit hoga na ac6ha sa... pls reply??
बहुत अच्छे से फिट हो जाएगा। गो फ़ॉर इट.
@@vlogstimewithamit English typing pls
Ok
100 /80/18
Ye 90/90/18
Jyada broad 90/90/18
Lagega
Koi problem to nahi hogi pillion k saath
Mud guard m touch to nahi hoga
Ho jayga mne lagya h abhi 1950 rupee mrf ka 90/90 18 ka
Hello brother i have cb 125 shine sp bs4 model( semi digital meter wala model)
Which is best 90/90/18
Or 100/80/18?
90/90-18
Bhaiya mera 2016 cb shine SP ( HET) isme tyre change karke 100/80-18 lagwa sakte hai kya,
Haan.
Honda sp 125 2022 july model,, 100/80/18 laga sakta hu? Ya fir 90/90/18? Knsa best hoga for double ridding.
मेरे अनुसार 100/80 लगा लीजिए। अच्छा रहेगा।
2018 modal bs4 cb shine m konsa tyre dale skte h
Best rahega 90/90-18
Mera 2022 ki model hai....
Rear tyre. 100,80,18 tyre lagane par mileage down/ 3 person baithne par koi problem 👇 hoga kya ?
Vaiya batao plzz 😢😢😢😢
Mileage to drop hoga but stability aur bike chalane ka confidence kafi badh jayega. Mileage 3 se 4 km tak ghatta hai. 3 nahi baithaye. Tin baithne k liye bike nahi banti. 3 se koi dikkat nahi ati.
CB shine 2023 me 100/80/18 laga sakte hai??
100/80 nahi lag payega 2023 model me. 90/90 lag jayega.
Honda Shine SP 125cc(2018 model) FRONT 47P and REAR 54P tyre btao bhai.. dono tyres change karwana hai 41665 km chal chuka hai. Konsa company ka best rahega. Pahle se TVS 80/100-18 ka lga hua hai.
Front me 80/100-18 aur rear me 90/90-18 ya 100/80-18 koi bhi ek laga sakte ho.
MRF ki laga lo
90/90/18
Best kon hai honda cb shine k liye 90 90 18 ya 100 80 18 btao bhai
90/90-18
Bhai mere pass Honda sp 125 bike hai 80/100/18 tyre hai ab tyre change krna chata hu 100 80 18 isse bike me koi problem to nhi aayegi pikup m ya average m bro pls ans. dena
No problem with 100/80-18. But slightly average down hota 3 se 4 km tak. Pickup is same.
Bhai Shine 125 cc BS6 mai konsa tyre best rahega
90/90-18
Milega cheng agutta@@vlogstimewithamit
Sp ka front tyre upgrade karna chahta huu konsa sahi hoga please
Sp me front tyre badlne ki koi jarurat hi nahi. 80/100 perfect hai.
Mere pass TVs ka tyre hai stroke 80/100/18 bike abhi 7000 km run Hui hai .
Yeh tyre replacement nhi ho skta kya TVs mai ya mrf tyre showroom Mai...?
Mere khyal se nahi ho sakta.....Lekin fir bhi TVs tyres customer care se puchh sakte ho.
Very much informative video brother
Thanks Bhai jee
Lagne k liye uska ring v change krna hoga kya reply please
Nahi...Same ring pe ho jayega.
Cb shine 2015 model front mein 80 100 18 aur rear mein 90 90 18 sehi rehega?? Kaunsi company ka tyre sehi rehega??
90/90-18 sahi rahega. MRF le lo.
@@vlogstimewithamit aur front mein 80 100 18 sehi rehega??
Can I use 110 or 120 mm tire on Sp 125?
No.
Bhai old shine hai which is best 90/90/18 or 100/80/18 ?
90/90-18
New shine bs6 me 100/90-18 lgega kya
Nahi lag payega..Lekin 90/90-18 lag jayega
90/90-18 off rod tyare he ya nay
Nahi
Great describe bro 👍
Thanks
Splendor plus me 90/90 18 chalega???
हाँ जरूर चलेगा लेकिन pickup रिड्यूस हो जाएगी।
Bhai 2022 sp 125 main 100/80/18 lagane ke baad koi problem nehi hoga naa
Bhai ek bat main batana chahta hoon. Mai khud use kar Raha hoon 100/80-18....mujhe koi problem nahi hoti. Maine 90/90-18 bhi use Kiya hai. Wo bhi best hai is bike k liye. Chaho to use bhi laga sakte ho. Wide wo bhi hai.
@@vlogstimewithamit ok bro thank you
@@vlogstimewithamitdono maise mailge kose tyre mai achha hai 100/80/18 ya 90/90/18 mai
Honda livo bs6 2022 model company fep tyre 80/100/10 use tyre size 90/90/18 or 100/80/18 or 100/90/18 best size for??
90/90-18 lagao. Wo best rahega Livo k liye kyunki 110 cc ki bike hai.
@@vlogstimewithamit Thank you j 🙏🙏❤️
Bhai 100/80/18 mrf tyre ka price kya hai final with bargaining...?
Contact number Us shop ka maine description box me diya hai...Puch sakte ho unse.
West Bengal me 1850
Har state me price differ karta hai bhai.
भाइ Honda SP 160 का Rare Tyre मे माइलेज ज्यादा पानेके लिय कम्पनी से दियाहुवा 130/80/17 को हटाके 120/80/17 या 110/80/17 का टायर लगानेको मिलताहै ?
🔥🔥
100/80 18 trye in ceat brand. Please suggest.
Laga sakte ho....Mera bhi ceat hi hai.
@@vlogstimewithamit nahi bhai, mein puch Raha hun kya ceat ka bhi 100/80 18 ka bhi aata hai Jesse mrf ki. Kyun ki I am a ceat tyre lover...
Yes aata hai CEAT me bhi 100/80-18 . Wahi to maine bataya ki maine bhi CEAT hi lagai hai.
90/90/18 lagaya but milege girgaya
सबकुछ तो नही न मिलेगा।
Super splendor xtec me bhi btao
Super splendor xtec me to 90/90-18 tyre ati hi hai lekin agar 100/80-18 lagana chaho to laga sakte ho.
Mera pass purani sp 125 hai jisme pichla tyre patla hai aj company gaya tha lekin unhone mana kar diya ki Naya wala big size ka tyre purani sp 125 me nahi dalega bhai koi batao new big size tyre dal sakta kya
Bikul daal sakte ho.
Thanks u dost
Welcome
Bhai 100,80,18 MRF का प्राइज बताओ plz 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Generally 2000 se 2300 k bich
❤good
Thanks
Honda sp125 80/100/18
Nice
Thanks
100/90- 18 ka vdo dikhavo
100/90-18 mai lagaunga hi nahi to video kaise dikhaun....Lekin 100/90-18 ji logo ne lagaya hai unke videos youtube pe milenge jinhone apni experience di hai. Unke mud guard tute hain.
👌👌👌
Thanks
100/80-18 Honda Shine me daal ke dikha do bro ek baar
Shine ki mudguard Sp ki tulna me kafi wide hai andar se, I mean uske mudguard ke frame enough space hai. Jab sp me 100/80 aa ja rahi hai to shine me 100℅ aap upgrade kar sakte ho bina kisi kathinai ke.
@@vlogstimewithamit thanks bro
Bhai aapki bike ka tyre mrf 100/80/18 tyre sea kam wide lag raha hai asea kyu hai dono same hai pher bhi...?
Aisa isliye kyunki MRF wali tyre open mode me hai. Usme hawa nahi hai. Jab maine CEAT ka liya tha to wo bhi fit hone ke pahle utna hi wide dikh raha tha.
@@vlogstimewithamit bhai new SP 125 ka rim size thoda bada hai
Old or new dono BiKo mai same tyre lagane per bhi new wale ka jyada wide lagega sayd...... Kyunki tyre rim ke sath wide ho jata hai
@GAURAVKUMAR-fh6bv Haan, new wali rim thodi wide hai isliye bhi usme same wahi tyre thodi wide dikhti hai
Kyoki purane sp ka rim size patla hai. New sp ka rim mota hai.
Haan
❤❤❤❤
110 section tyre in sp 125 sahi rahega
No.
Ns 125 mei 100/90 ka rear tyre milta hai kya upgrade karke 120/80 aaram se lag sakta hai
Nahi. Height kam ho jayegi.
Old SP125 me 90/90-18 se millage me kitna farak padta he ????
2 se 3 km reduce hota hai.
भाई आपके कहने पे मेंने 100/80/18 लगाया लेकिन तीन आदमी बैठाने पर हल्का सा टच करता है
Tension mat lo....Tin admi k liye bike ko design nahi kiya gaya. Lekin agar touch hoti hai to agar halka hota hai to usse koi bat nahi. Mai bhi lagaya hoon 100/80 jise 9 mahine se chala raha hoon.
90/90 18 matgad ma tuch to nahi hoga
Bilkul nahi hota.
@@vlogstimewithamit 3 lod par vi nahi
Nahi hoga...Trust me. Maine 18 mahine use kiya hai.
@@vlogstimewithamit ok 90/90-18 inch dar Raha hu
बताऊंगा बताऊंगा बोलते बोलते इसने वीडियो 6:58 तक खींचा है सीधा 6:58 से देखना स्टार्ट करें।
Chalo bhai Puri video aapne dekhi.....thoda sa suspence to banana padta hai.
@@vlogstimewithamit मैं सोचता हूं भाई आप यूट्यूब वीडियो में कुछ नया ट्राई करो। सब घुमा फिरा कर वीडियो लंबा खींचते हैं आप सीधा मुद्दे की बात करो भले ही वीडियो छोटा हो जाए। कभी ट्राई कर के देखो कैसा रिस्पॉन्स मिलता है।
90/90/18 lagwaya aaj jyada fark nahin Hai,,,
Kya chiz e farq nahi hai...mileage...Look...Ya stability me?
@@vlogstimewithamit Look,19-20 Ki farak hai,,, aur koi change nahin Hai,,,,,,,
Wo thik hai brother....100/80 se achchi hai.
@@vlogstimewithamit koi risk nahin Hai touch wala,,,,,, Is tyre ki fitting aacha hai,,,,
Tyre upgrade karneki koi jarurat nehi ha,,,
Areh bha sirf batein se hi pakake sore ga kya😂😂😂😂
भाइ Honda SP 160 का Rare Tyre मे माइलेज ज्यादा पानेके लिय कम्पनी से दियाहुवा 130/80/17 को हटाके 120/80/17 या 110/80/17 का टायर लगानेको मिलताहै ?
110 laga lo. Mileage kuchh badh jayegi. Lekin is bike me jyada compatible hoga 120/80-17.
जय हो शुभ आशीर्वाद है
Dhanyawad