Bhai tumne wo topic cover kiya hai jo kisine bhi nahi kiya eklauti aisi video hai jisme ye information hai, har SP125 old model owner is video ko dhund rha hai. bahut badhiya kaam kiya apne
@@vlogstimewithamit ब्रदर आप हमारे लिए बहुत मेहनत करते हो उसका दिल से शुक्रिया मैं अपनी बाइक में एक मॉडिफिकेशन करना चाहता हूं उसमें होंडा एक्सब्लेड हैंडल होल्डर और हेंडलबार यामाहा एफजेड का इंस्टॉल करना चाहता हूं एक युटुब ने ऐसा किया है। मैं ऐसा इसलिए करना चाहता हूं क्योंकि होंडा एसपी 125 बाइक ट्रैफिक में स्टेबल नहीं रहती है क्योंकि उसकी हैंडल की हाइट ज्यादा तो हैंडल पर अच्छी कंट्रोलिंग नहीं रहती हैं। हैंडल अपग्रेड करने के बाद चलाने में मजा आ जाएगा और स्पोर्ट लुक हो जाएगा। लेकिन मैं इस बात से कंफ्यूज हूं कि हैंडल तो नीचे हो जाएगा लेकिन उसके footrest वही रहेंगे जैसा स्पोर्ट बाइक मैं नही होता है।और उसे कंफर्टेबल न रहे । ब्रदर मैं आपके सजेशन करता हूं कि आप बाइक को मोडिफिकेशन करते रहते हो तो आप भी उसे मोडिफिकेशन को करो बहुत अच्छा रहेगा मैं आपको लिंक देता हूं video का
Bhai honda shine bs4 2018 model mein 100/80/18 mrf radial tyre laga sakte hain tripple seat touch to nahin karega aur best kya rahega 100/80/18 ya phir 90/90/18 ???
Jyada gripping and stability chahiye to 100/80 laga sakte ho. Mileage 5 km Tak drop ho sakta hai. Shine me koi dikkat nahi ayegi lekin 90/90-18 lagaoge to wo bhi better rahega. Company fitted tyre se better griping bhi milegi aur mileage pe koi khas fark nahi parega.
Rim change karne ki koi jarurat nahi. Maine kahan Kiya hai. AAP 100/80-18 ho a 90/90-18 ho koi bhi purani wali rim pe bhi laga sakte ho.khamokhah kharch karne ki kya jarurat.
✋👋Major fault ...! What is this "nayiwali" & "puraniwali" 😡 u should keep in mind that this video could be watched even after yrars.... So you should use manufactured years instead of nayiwali & puraniwali😢
To aisa Karo Bajaj Pulsar 150 me Jo Nitrox Suspension ata hai use lagwa sakte ho. Wo is bike me fit ho jati hai. Kafi comfortable hoga. Ek Bhai ne UA-cam apni Sp me kar k dikhaya hai.
Bhai tumne wo topic cover kiya hai jo kisine bhi nahi kiya eklauti aisi video hai jisme ye information hai, har SP125 old model owner is video ko dhund rha hai. bahut badhiya kaam kiya apne
Bas aise hi aap sabhi k sneh ki awashyakta hai. Dhanyawad. 🙏
Agree 👍
Thanks bhaiya ji aise hi video late rahiye.
Jarur....Bhai jee.
2022 model me honda sp 125 . 100 80 18 upgrade karna bad tripple ride pe modgad se touch to nahi hoga bro. ? Please reply 🥸
Nahi hoga. Mai 1 saal se use kar raha hoon.
aapki Video dekh dekh ke hi Maine yah bike Li sp125❤
Thanks bhai jee...Aise hi mujhe aap logo ka support chahiye.
Mileage kya de rhi Bhai ?
63
Aapse bat karke bahoot achcha laga bhaiya ❤
Shukriya bhai jee..
Maja a gaya bhai aapane bahut mehnat ki❤❤❤❤❤
Thanks
@@vlogstimewithamit ब्रदर आप हमारे लिए बहुत मेहनत करते हो उसका दिल से शुक्रिया
मैं अपनी बाइक में एक मॉडिफिकेशन करना चाहता हूं उसमें होंडा एक्सब्लेड हैंडल होल्डर और हेंडलबार यामाहा एफजेड का इंस्टॉल करना चाहता हूं एक युटुब ने ऐसा किया है।
मैं ऐसा इसलिए करना चाहता हूं क्योंकि होंडा एसपी 125 बाइक ट्रैफिक में स्टेबल नहीं रहती है क्योंकि उसकी हैंडल की हाइट ज्यादा तो हैंडल पर अच्छी कंट्रोलिंग नहीं रहती हैं।
हैंडल अपग्रेड करने के बाद चलाने में मजा आ जाएगा और स्पोर्ट लुक हो जाएगा।
लेकिन मैं इस बात से कंफ्यूज हूं कि हैंडल तो नीचे हो जाएगा लेकिन उसके footrest वही रहेंगे जैसा स्पोर्ट बाइक मैं नही होता है।और उसे कंफर्टेबल न रहे ।
ब्रदर मैं आपके सजेशन करता हूं कि आप बाइक को मोडिफिकेशन करते रहते हो तो आप भी उसे मोडिफिकेशन को करो बहुत अच्छा रहेगा मैं आपको लिंक देता हूं video का
Bhai honda shine bs4 2018 model mein 100/80/18 mrf radial tyre laga sakte hain tripple seat touch to nahin karega aur best kya rahega 100/80/18 ya phir 90/90/18 ???
Jyada gripping and stability chahiye to 100/80 laga sakte ho. Mileage 5 km Tak drop ho sakta hai. Shine me koi dikkat nahi ayegi lekin 90/90-18 lagaoge to wo bhi better rahega. Company fitted tyre se better griping bhi milegi aur mileage pe koi khas fark nahi parega.
👍👍
Thanks
2024 model mai 100/80-18 ka tyre lga hua hai kya es se mota tyre dal sakte hai aur koun se company ka dalna chahiye aur Size ka honga reply me
Nahi daal sakte 100/80 se jyada wide.
Nice video bro
Thanks bhai jee.
Hello bhai me old honda sp 125 me 100/80/18 tayer laga sakta hun ki nahi please comment me patwo
Haan, aap laga sakte ho.
Bs6 me 100/80-18 ka tyre ab lag ke aa raha hai na ya lagana padega bhai
लग के ही आ रहा है।
@@vlogstimewithamit pehle se thoda bada hai na tyre bs6
@@vlogstimewithamit pehle to pura cycle tyre ata tha
हाँ 😊
@@vlogstimewithamit Agle mahine launga bro thik hai na bike
Great observations sir🙏🏼🫶🏼👏🏼👏🏼
Thanks
भाई मेरी sp 125 पुरानी बाइक में यह टायर लगाने से sorum pe मना कर दिया कि इसमें नहीं लगेगा ring की साइज कम है ऐसा बोला मेकैनिक ने❤
Wo to bolenge hi....Aap bahar ke mechanic se laga lo.
Jarur lagaunga bhai thankyou❤@@vlogstimewithamit
Bhai Shine 125 mai SP 125 ka 100/80/18 ka tyre laga sakate hai kya
Haan lag jayega.
Esh liye apka UA-cam channel ko dekta hun
Thanks a lot for this.
Aapki mehnat ko ❤se Support
Bhai konsa whindo shild hai
Dominar type
Me bro 90 90 18 dalvana chahta hu meri sp 125 me jo 2022 ka model hai to kya rim change karna padega
Bilkul nahi same rim per hi ho jayega.
@@vlogstimewithamit thanks bro
Aur 100 80 18 me koi dikkt aayegi
Nahi, wo bhi lag jayega. Green wali Sp meri hi hai aur 100/80 ke sath hai 2020 model
Sir 100/80/18 ka tyre Tvs redion me lag jayga
Lag jayega but best rahega 90/90
Thanx 😊
Welcome
तो इसका मतलब मैं मेरे ओल्ड ( 2022) एसपी 125 में 100/80- 18 वाला टायर बे जीजक लगा सकता हूं।❤
Yes, of course!
Nice
Thanks
Last question sir 100 80 18 main milage m kitna difference aayega.
4 se 5 km
Thanks for your feedback. Keep it up 👍
At Mp bhopal ceat tire comes in 1850 rs and mrf price is 2350 . Which is I have to install.
Bro new sp 125 me ceat ka ek aur 100/80-18 tyre lag ke ata he jo ki mrf tyre se thoda wide he aur thoda utha hua bhi he
Tyre ka naam batao Ceat me kaun sa?
@@vlogstimewithamit 100/80-18 ceat zoom plus
Bheya me chahatatha mera honda sp me rim change karneka sehihoga ki nehin madgard se touch karega to phir nehin karega please bheya batado🙏🙏🙏👌👌👌❤❤❤
Rim change karne ki koi jarurat nahi. Maine kahan Kiya hai. AAP 100/80-18 ho a 90/90-18 ho koi bhi purani wali rim pe bhi laga sakte ho.khamokhah kharch karne ki kya jarurat.
Thank you bheya👌👌❤
Sp 125 me rear tyre 120/80/18 laga sakte hai kya bro please reply
Truck ka tyre laga lo n bhaiya ji Accha rahega😂
@@bhumeshpatle7330 😀😃😄😁👍
✋👋Major fault ...! What is this "nayiwali" & "puraniwali" 😡 u should keep in mind that this video could be watched even after yrars.... So you should use manufactured years instead of nayiwali & puraniwali😢
Manufacturing 2019 se starting 2023 tak bolni padegi brother kyunki in 5 saalo me honda sp me tyres same raha...80/100-18
To kya rim badal sakte hain?
Kya jaroorat rim badlne ki...Usi pe set ho jayega.
Main ye bike lene ki soch raha hu ye bike kaisa hai?
अच्छी बाइक है 125cc सेगमेंट में।
@@vlogstimewithamitbhai super splendor xtec lu ya sp125 ?...
To bhai kya naya wala Rim lag jaega
Lag jayega but kya jarurat hai utna Paisa galane ki jab isi Rim pe ho jayega. Mai bhi to ise kar Raha hoon.
Mic dur pakad ke bat karo bohot erited karta hai avaj
To bhai old sp 125 me 90/90/18 wala tyre laga sakte hai ki nhi??
Bilkul
Parsanal bat karna hai
Maine bhi tyre upgrade kiya h
100/80/18 MRF tyre
Aur mudgard pe bilkul bhi touch nhi hota h 😉
Price kitna tha.....?
Kahan se ho AAP?
@@vlogstimewithamit bhai mai up bulandshahar sea हूं
Nice...apko mera video kaisila lagti hai? Kyunki aap mere purane subscriber Hain.
Nice...Gaurav Bhai..Aap mere purane subscriber ho...isliye puchha
Suspense problem solve nahi hua bhaisp१२५
Suspension me kya problem hai?
125 sp mai single seat Banda bike travel krta hai Tak back side se pain hota hai
To aisa Karo Bajaj Pulsar 150 me Jo Nitrox Suspension ata hai use lagwa sakte ho. Wo is bike me fit ho jati hai. Kafi comfortable hoga. Ek Bhai ne UA-cam apni Sp me kar k dikhaya hai.
Mera new honda sp 125 hai jisme 100/80/18 ka rear tyre hai kya mai usse bhi jyada mota tyre lga sakta hu
Nahi....Engine ka bhi khyal karo...125 cc hai 160 cc nahi.
Hello bro apka number mil sakta hai ❤❤❤
Description box me hai.