On ne charge pas n'importe comment, on met le poids de gaz prévu avec un complément éventuel pour la sur longueur des liaisons prévues par le constructeur....
मेरे छोटे भाई तुम बोलते भी अच्छा हो वीडियो भी अच्छी बना लेते हो पर एक बात बताओ क्या कंपनी वाले बेवकूफ है जो मार्किट में कैन निकालते है मतलब एक बात बताओ इतने बड़े बड़े प्लांट होते है इतने बड़े इंजीनियर उनका experience कुछ तो सोच कर वो चीज बनाते होंगे और रही कैन की तो मेरे भाई फटने को तो कंप्रेशर फट जाते है वो तो कैन है ओर रही बात कैन की तो उसमें जो गेस आती है ओरिजनल वो ही होती है वरना मैकेनिक 100 रुपए के फर्क से लोकल गेस लेकर मशीन में डाल देता है पर शायद वो नही जानता कि उससे क्या नुकसान है और शायद तुम्हे भी नही पता तभी तुम कैन को गलत बात रहे हो
Bhai voltas ki inverter ac me R32. Gas kitna dalega matlab ki ushme sirf 450gm likha hua hai par mujhe pressure or current ke bare me kuch bhi nhi likha hua hai toh keyshe pataa kare ki technician kam gas dala hai yaa sahi ...
Apke AC me lagbhag 1 kg gas fill hota hai. PSI level running mei 110-120 k between hi rehta hai. Ac band pe Zyada rehta hai. R32 refill 50% gas hai to tabhi karna chahiye nahi to pura finish pei. Vacuum karle Aur 1 kg wala cylinder se refill kar lai.
Sir agar hum neeche Wale side ko AC ke charging valve me connect karne ki bajaye side Wale me laga diya aur neeche Wale ko cylinder se jod diya tab bhi gas charge ho jayega kya ..
Maine 31 March 2024 ko Panasonic brand ka new air conditioner 1.5 ton ka inverter AC installation karwaya but mera wala technician ne vacuum nhi kiya isse kya dikkat hai ???
If vacuuming is not done during installation, your air conditioner's lifespan will gradually decrease. Installing any split air conditioner requires this. It won't provide the best possible cooling.
bhaiya mere sadh same yahi hua hai but cooling problem ke sadh ye bhi problem aa rahi hai ki sabhi temperature pe same chal rha hai 16,17,19,24,30 etc sabhi pe same cooling aa rahi hai plz solve my problem 🙏🙏
Cooling bhi ok hain.. gas bhi ok.. bahut achi cooling ho rahi hain. 😂😅 koi temperature pressure relation nahin. 0 technical knowledge Bro yeh kaam band karke cycle puncture ka kaam karo.
Very very nice sir ji
On ne charge pas n'importe comment, on met le poids de gaz prévu avec un complément éventuel pour la sur longueur des liaisons prévues par le constructeur....
Good information 👍
Very good brother 👍👍👍
So good teaching bhaiiii dua hai ki ap bahut aage badhoo❤ so love
Thanks bro ❣️
मेरे छोटे भाई तुम बोलते भी अच्छा हो वीडियो भी अच्छी बना लेते हो पर एक बात बताओ क्या कंपनी वाले बेवकूफ है जो मार्किट में कैन निकालते है मतलब एक बात बताओ इतने बड़े बड़े प्लांट होते है इतने बड़े इंजीनियर उनका experience कुछ तो सोच कर वो चीज बनाते होंगे और रही कैन की तो मेरे भाई फटने को तो कंप्रेशर फट जाते है वो तो कैन है ओर रही बात कैन की तो उसमें जो गेस आती है ओरिजनल वो ही होती है वरना मैकेनिक 100 रुपए के फर्क से लोकल गेस लेकर मशीन में डाल देता है पर शायद वो नही जानता कि उससे क्या नुकसान है और शायद तुम्हे भी नही पता तभी तुम कैन को गलत बात रहे हो
Sahi baat
Good brother ❤
Very good 👍
joint pe leak hai to kya joint ko full tight kr ke gas bhar sakate hai ya vaccum karana padega R-32 gas hai
please bataeye
Nice video bhaiya
Thanks Bhai
Very good
Bhai tepelone tape kabhi use nahi karna chahiye agar by chance pipe line Mein chala gaya to cooling ke liye problem ho jayega.
Bhai voltas ki inverter ac me R32. Gas kitna dalega matlab ki ushme sirf 450gm likha hua hai par mujhe pressure or current ke bare me kuch bhi nhi likha hua hai toh keyshe pataa kare ki technician kam gas dala hai yaa sahi ...
Good
Thanks for video
Humbly requested to you return par temperature kitna hota agr temperature meter se check kre to. ?
good 😊
Mere blue star 2ton inverter ac ke sticker me r32 0.990kg aur amp 7.1 dikha raha hai. Gas ka psi level kitna hona chahiye?
Apke AC me lagbhag 1 kg gas fill hota hai. PSI level running mei 110-120 k between hi rehta hai. Ac band pe Zyada rehta hai. R32 refill 50% gas hai to tabhi karna chahiye nahi to pura finish pei. Vacuum karle Aur 1 kg wala cylinder se refill kar lai.
@@bhupindersingh3916 thank you
Sir agar hum neeche Wale side ko AC ke charging valve me connect karne ki bajaye side Wale me laga diya aur neeche Wale ko cylinder se jod diya tab bhi gas charge ho jayega kya ..
Nhi
Ho jayegi
Nice sir
Gud bro
Instagram I'd bro
Maine 31 March 2024 ko Panasonic brand ka new air conditioner 1.5 ton ka inverter AC installation karwaya but mera wala technician ne vacuum nhi kiya isse kya dikkat hai ???
Kuch Problem Nehu
If vacuuming is not done during installation, your air conditioner's lifespan will gradually decrease. Installing any split air conditioner requires this. It won't provide the best possible cooling.
Koi dikkat nahi hai
Ji new A-C Koi probleem nhi hoga
Nya Ac me vaccum kiu karna already sab include rahta hai
Sir dono wall khula rakhna hai ya bandh karna hai
Return pipe pr cooling bilkul halki aa rahi maine bhi r32 charge ki thi kal kya reason hoga iska, child air nahi de raha AC 16 pe bhi
gas km hoga
Sir yeh rong tarika hai flair nut per taploan marne ka isse gass leak hoti haib
Mera Haier ka 1.5 ton inverter ac hai. Capacity 680 gram hai. Gas padwane ka total kharcha kitna aaega?
2500 rs
@@Deepustetusking gas ka rate 2000- 2500/kg chal raha kya?
@@aliphytophile 600 ki gas aati hai bhai.....kyo chutiya bana Raha hai
2500 Rate jyada hai@@aliphytophile
Bahi agr r32 gas k gaja ma r410 charge Kara tw Kai hoga
Ac kharab ho sakta hai
bhaiya mere sadh same yahi hua hai
but cooling problem ke sadh ye bhi problem aa rahi hai ki sabhi temperature pe same chal rha hai 16,17,19,24,30 etc sabhi pe same cooling aa rahi hai
plz solve my problem 🙏🙏
❤❤❤
Bro vaccume pe dikhata h toh kya dikkat h
Chocking h bro
Unit me error kaise pata karte hai
Running में 115 PSI
R32 Back pressure 150 hai mere Daikin 1.5 tan non inverter ac me
Kya karu nikal du gas thoda,amp 6.5 ki 7.2 amp le raha hai
10 psi kam kar do
@@RefrigerationfullSolutions bhai colling to best hai
Kahi cooling kam na ho jaye
@@RefrigerationfullSolutions colling pahle kam thi ,per thoda gas sur badaya tha ,to ab colling best ho gayi hai
To thik h kuchh mat karo aap
Bahar ka temp jada or kuchh nahi sab thik h bhai
Psi means kiya hota he bhai psi ka full form bataiye
Pound per square inch
Ok
C'est vraiment n'importe quoi, tu tire au vide comment et ou est ta balance ? Ne t'étonne pas que ça te pette a la gueule !
Bhai..Ac 1 ton he
.... 1.5 ton bata rahe ho
140 hota he ranig me
Cooling bhi ok hain.. gas bhi ok.. bahut achi cooling ho rahi hain. 😂😅
koi temperature pressure relation nahin. 0 technical knowledge
Bro yeh kaam band karke cycle puncture ka kaam karo.
Monday
Sir
R410 or R32 ka pressure ek hi rehta he
10 psi ka farak hai😊
R32 starting band
video
Ap ka banda jo hai bo geje se hantha nahi hata Raha tha 😡😡😡😡
X
Bhai tu glat Bata raha hai
Rs to bolo hee nahi useless video
Bakwas
1ton ka ac hai 1.5ton nahin 😂😂😂
Bhai apka number chahia
Nice video. New friends please friends me