Bahut hi sunder plant Mam. Nice video. Lekin Desi Gulab chahe jitne bhi hon aapke paas, kisi ko bhool se bhi mat nikaaliyega kyonki desi gulab jaisa koi gulab hi nahi hai duniya mein. Desi gulab ki pink variety to aur bhi zyada sunder hoti hai, Pushkar Rajasthan wali. Aapne video ke end mein bhoolne wali baat kahi to Mai aapko yaad dila dun ki aapne zyada se zyada desi red aur pink gulab ugaane hain aur Bhagwan par chadhane hain, khaaskar Banke Bihari Krishnji par. 😀😀😀😀😀
Namaste ji.. Actually red colour ke desi wale kaafi sare tiyar ho gaye hain.. Isliye mai Keh rahi thi.. Mere paas pink desi bhi hai aur hybrid tea rose bhi hai.. Summer me bahut sare plants ki care mushkil ho jati hai fir summer me mere yahan pani ki bhi problem ho jati hai.... 😂 😛
@@manjuhandaorganicgardening Jo bhi ho mai aisa nahi hone dunga. Desi rose chahe red ho ya pink, aap is Bhawna se grow kijiye ki aapko Bhagwan ka shringar karna hai aur zyada se zyada phool chadhane hain. Haan agar apse itne plants manageable nahi hain to friends ko ye kahkar gift kar dijiye ki vo bhi Bhagwan ke liye ugayen ya phir parks mein ya mandiron mein lagwa dijiye. Thanks.
Namaste ji... Hanji ye easily chalta hai but summer ke high temperature me ise thodi problem hone lagti hai.. Aaj tu subha se hi lu chalna start ho gai hai
Mam to Mene aapko btaya to h n ki mere mirchi ke plant pr flowers to bhut aa rhe h pile hoke JD jate h or Uske ptthe bhi mude hue h or aaj to ek bhi mirch nhi BNI or pudha ki Mene 3g ktg bhi ki thi to Bo gna bhi khub but mirch nhi bn rhi h mam mujhe akeli lives cut krni h ya uski dandi mtlb branch Karni h Kya please btaye
Mam Kya m Apne mirchi ke plant ki uper se ktig kr skti hi abhi is mosam m kyuki mam us pr mudi hyi pttiyo Bala Rog lg gya h jis karn flowers aaye JD jate or abhi tk us pr ek bhi mirchi nhi bni Kya Kru btaye
Namaste ji.. Mere purane plant par tu deron mirchi lagi hui hain but new plants ki tu abhi growth hi ho rahi hai.. Calcium ki kami se bhi leaves tudi mudi ho jati hain... Aap nikal den leaves fir par plant me kuch khad bagerah bhi den
Di nmste as ever m wh8 kr ri thi k aap btaye k ye plant kha k native h shayad aap ne is vedeo me nhi btaya kioke fir m soch ri thi k ek apna alag se koi experiment kr skta h gr pta ho k kha ka native h to hope u undrstand di.
Namaste ji.. Maine iski pinching nahi ki hai ye aise hi khub badta jata hai.. Han jo kamjor branches hon unhe cut kar sakte hain yan plant ko shape dene ke liye tu new growth bhi khub hoti hai
Namaste ji.. Jo nadi kinare mitti beh kar aai hoti hai.. Wo bahut hi badiya hoti hai.. Sandy loamy soil... Ek hissa uska aur ek barik sand ek hissa vermicompost aur half gobar ki khad mila sakte hain.. Waise ye kisi bhi mitti me chal jata hai.. Yan ek hissa apne garden ki mitti ek hissa cocopeat ek hissa organic khad mila len.. Ye halki mitti hogi.. Basket jiyada bhari nahi hogi aur isme bahut achche se plants chalte hain
Great nice video thanks 🙏🙏Di summer Mai sbhi plants me Kon sa fertilizer use Kare and mere kisi plant per flowers nhi aarhe hai jo bi buds banti hai wo hi gir jati hai Mera to maan bhoot dukhi ho rha hai .kese plants ki care karu plzz suggestion de. 🙏🙏
Namaste ji.. Jab summer me high temperature jata hai tu aisi problem ho jati hai.. Bas 2 mahine ki baat hai fir sab theek hone lagega.. Aap apne plants me koi bhi liquid Fertilizer de sakte hain.. Bas ye hai ki summer me liquid Fertilizer banate huye pani thoda jiyada daal len.. Chahe tu gobar ki khad ho.. Chahe vermicompost yan sarson khali inki thodi quantity len aur pani jiyada dalen.. Jitna winter me dalte the usse double kar len tu koi nuksan nahi
hello manju ji . aap kaise ho. maine coriander seeds se lagya tha. plants bhi 2inch tek aa gaye but ab uski starting ki leaves yellow ho rehi hai growth bhi nahi ho rehi. kya ker sakte hain plz advice me
Namaste ji.. Summer me iski growth badi kam hoti hai.. Ye thande mausam me achche se chalta hai.. Ise aap us jagah rakhen jahan thodi thandak ho.. Dry hot air me ye mar jata hai
Hello Mam Aap kaisi h ek baat kahu aapki awaz Jhansi jaisi nhi lagti Mene sunflower k seeds grow Kiya tha but unki growth nhi bad rhi kher bad jayegi Jhansi me to Surya devta kuch jyada hi meharbaan hue ja rhe h Ok Mam Good Night Shubh ratri 😀😀
Namaste ji.. Mai theek hun aur shukriya.. 😂 😛 😜 actually ghar par mai Punjabi bolti hun tu meri Hindi me Punjabi mix hoti hai.. Sunflower ko subha ke kuch hours ki doop me rakhen.. Pot me laga hai tu har hafte koi organic liquid Fertilizer de sakte hain
@@manjuhandaorganicgardening Mam sunflower k seedling repot ki to wo sukhne lagi jabki Mene bade diye se unhe dhak Diya sham ke Diya hata deta hu ab dekho grow hoti ki nhi
Namasta mam mera papaya ka plants par dharo papaya laga ha khoob acha sa saara papaya tik chuka ha lekin sab takreeb 200gm wzam ko ho gai ab unki growth ruk si gai ha na to wo pak raha ha na unka size bad raha na hi wo saaad raha h kya karu meana ek tod ka weight keys jo 200gm ka h saab us size ka ha me ana paani bhi dena kam kardeya ha kya karu jo unka size increase ho aur wo paka
Hello manju aunty M kafi time se apki videos dekh rhi hu or bhot pasand b aati h Par kabhi ap camera k samne bhi aaye plz Ab to 1000 videos hone vali h apki congratulations ☺
Namaste ji.. Koi bhi liquid Fertilizer jab aap plant me dete hain tu uska chidkaav pure plant par bhi karen.. Isse kafi fark padta hai.. Garlic pesticide ka spray har hafte kar sakte hain
Dhee seedsmilege me bahuth happy kithna seeds he mera ma betta aap kothankyou bole aapko orchid chahiye muche poocho me send karum aaj 12. 54 muche seed milenge thank you so much
Namaste ji.. Aap happy to mai bhi happy.. Actually mere yahan May June me bahut high temperature jata hai.. 47 yan usse bhi above chala jata hai.. Maloom nahi mai summer me orchid bacha paungi yan nahi.. Muje jab chahiye hoga tu mai jarur aapko bataungi.. Because apka phone number mere paas hai.. Thanks.. Jab muje chahiye hoga tu mai apko definitely bataungi.. 😂 😛 😜.. Aapki mom ko meri Namaste 🙏
Namaste ji.. Ise abhi es time subha ke 4-5 hours ki doop me rakhen.. Tabhi flowers aayenge aur dusri baar pani tabhi den jab mitti ki uppar ki layer sukhi nazar aye
Bahut hi sundar plant hai . Mere pas vi hai .mam .
So nine
Very very nice video manju ji 👌👌👌👌👌👌👌😊😊😊😊😊😊
Namaste ji aur shukriya
Bht khoobsurat plant
Namaste ji.. Shukriya
Bahut hi sunder plant Mam.
Nice video.
Lekin Desi Gulab chahe jitne bhi hon aapke paas, kisi ko bhool se bhi mat nikaaliyega kyonki desi gulab jaisa koi gulab hi nahi hai duniya mein. Desi gulab ki pink variety to aur bhi zyada sunder hoti hai, Pushkar Rajasthan wali.
Aapne video ke end mein bhoolne wali baat kahi to Mai aapko yaad dila dun ki aapne zyada se zyada desi red aur pink gulab ugaane hain aur Bhagwan par chadhane hain, khaaskar Banke Bihari Krishnji par.
😀😀😀😀😀
Namaste ji.. Actually red colour ke desi wale kaafi sare tiyar ho gaye hain.. Isliye mai Keh rahi thi.. Mere paas pink desi bhi hai aur hybrid tea rose bhi hai.. Summer me bahut sare plants ki care mushkil ho jati hai fir summer me mere yahan pani ki bhi problem ho jati hai.... 😂 😛
@@manjuhandaorganicgardening Jo bhi ho mai aisa nahi hone dunga. Desi rose chahe red ho ya pink, aap is Bhawna se grow kijiye ki aapko Bhagwan ka shringar karna hai aur zyada se zyada phool chadhane hain. Haan agar apse itne plants manageable nahi hain to friends ko ye kahkar gift kar dijiye ki vo bhi Bhagwan ke liye ugayen ya phir parks mein ya mandiron mein lagwa dijiye. Thanks.
I’m very very happy with the seeds you sent me thank you very much for the seeds it was a wonderful surprise gift I’m very grateful to you
Namaste ji.... 😂 😛 ok thanks for the update. You are welcome and hope to have your continuous support in future also.
Namaste ji mere pas b hai yeh plant bohot asani se grow hota hai bohot khubsurat lagta hai
Namaste ji... Hanji ye easily chalta hai but summer ke high temperature me ise thodi problem hone lagti hai.. Aaj tu subha se hi lu chalna start ho gai hai
@@manjuhandaorganicgardening 3.4din pehle to garmi kam thi but aj subha sehi garam loo chalne lagi hai Jhansi Gwalior mai garmi b bohot hoti hai
Nice video🌱🌱👌👌
Namaste ji... Shukriya
Yes ma’am i will be ur big fan be cozy i am ur i learn from u
mere plant me patte bahothi kam hai aur bhot legi lagta hai. aur jada ful bhi nahi deta.kya problem ho sakti hai?
aap k hathon mai tow jaddoo hai manju ji.. sabhi plant bhot achey hai.. i love baby sun rose.. 2 baar laya tha lekin chala nhi kharab ho gya...
Namaste ji.. Meri batai baton ka agar aap khiyal rakhenge tu ye achche se chalega
Mam to Mene aapko btaya to h n ki mere mirchi ke plant pr flowers to bhut aa rhe h pile hoke JD jate h or Uske ptthe bhi mude hue h or aaj to ek bhi mirch nhi BNI or pudha ki Mene 3g ktg bhi ki thi to Bo gna bhi khub but mirch nhi bn rhi h mam mujhe akeli lives cut krni h ya uski dandi mtlb branch Karni h Kya please btaye
So beautiful plant.
Namaste ji... Shukriya
Assalamualaykum MashaAllah bohat hubsoorat Plant he thank you so much very nice Vidio 👌🌹🌹😊
Namaste ji... 😂 😛 shukriya
Nice video
Namaste ji... Shukriya
आप कहा से है
Namaste ji.. Jhansi se
Mam Kya m Apne mirchi ke plant ki uper se ktig kr skti hi abhi is mosam m kyuki mam us pr mudi hyi pttiyo Bala Rog lg gya h jis karn flowers aaye JD jate or abhi tk us pr ek bhi mirchi nhi bni Kya Kru btaye
Namaste ji.. Mere purane plant par tu deron mirchi lagi hui hain but new plants ki tu abhi growth hi ho rahi hai.. Calcium ki kami se bhi leaves tudi mudi ho jati hain... Aap nikal den leaves fir par plant me kuch khad bagerah bhi den
Manju mam nicee video
Namaste ji aur shukriya
Nice
Namaste ji... Shukriya
Hi Manju ji.... very beautiful plant👌👌
Namaste ji aur shukriya
🌺🌹🌹
Mam kya aap mujhe iss plant me seeds de sakti hain ? Agar aap me pas ho toh
Mam nice plant aur mere pas bhi lagaya hai ye plant 🤗🤗🤗 eske flowers bohat cute hotye hai .....
Namaste ji aur shukriya.. Ji.. Flowers tu khubsurat lagte hi hain but ye plant bhi apne aap me bahut shandar hai
Di nmste as ever m wh8 kr ri thi k aap btaye k ye plant kha k native h shayad aap ne is vedeo me nhi btaya kioke fir m soch ri thi k ek apna alag se koi experiment kr skta h gr pta ho k kha ka native h to hope u undrstand di.
Good
Namaste ji aur shukriya
Hi didi, lokat frut k seed hmaray area m seed s grow hoskta h?? Hmaray Hyderabad Pakistan m to garmi b bht h,plzzz riplay me
Manju mam kya iski pinching bhi karna chahiye??
Namaste ji.. Maine iski pinching nahi ki hai ye aise hi khub badta jata hai.. Han jo kamjor branches hon unhe cut kar sakte hain yan plant ko shape dene ke liye tu new growth bhi khub hoti hai
very beautiful plant hai mam 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Namaste ji.. Hanji wo tu hai... 😂 😛
Mam potting soil kaisa bnae hanging planter ke lie is plant to lagane ke lie
Namaste ji.. Jo nadi kinare mitti beh kar aai hoti hai.. Wo bahut hi badiya hoti hai.. Sandy loamy soil... Ek hissa uska aur ek barik sand ek hissa vermicompost aur half gobar ki khad mila sakte hain.. Waise ye kisi bhi mitti me chal jata hai.. Yan ek hissa apne garden ki mitti ek hissa cocopeat ek hissa organic khad mila len.. Ye halki mitti hogi.. Basket jiyada bhari nahi hogi aur isme bahut achche se plants chalte hain
Great nice video thanks 🙏🙏Di summer Mai sbhi plants me Kon sa fertilizer use Kare and mere kisi plant per flowers nhi aarhe hai jo bi buds banti hai wo hi gir jati hai Mera to maan bhoot dukhi ho rha hai .kese plants ki care karu plzz suggestion de. 🙏🙏
Namaste ji.. Jab summer me high temperature jata hai tu aisi problem ho jati hai.. Bas 2 mahine ki baat hai fir sab theek hone lagega.. Aap apne plants me koi bhi liquid Fertilizer de sakte hain.. Bas ye hai ki summer me liquid Fertilizer banate huye pani thoda jiyada daal len.. Chahe tu gobar ki khad ho.. Chahe vermicompost yan sarson khali inki thodi quantity len aur pani jiyada dalen.. Jitna winter me dalte the usse double kar len tu koi nuksan nahi
@@manjuhandaorganicgardening 🙏🙏🙏🙏aap ka bhoot bhoot daynwad suggestion ke liye.
hello manju ji . aap kaise ho. maine coriander seeds se lagya tha. plants bhi 2inch tek aa gaye but ab uski starting ki leaves yellow ho rehi hai growth bhi nahi ho rehi. kya ker sakte hain plz advice me
Namaste ji.. Summer me iski growth badi kam hoti hai.. Ye thande mausam me achche se chalta hai.. Ise aap us jagah rakhen jahan thodi thandak ho.. Dry hot air me ye mar jata hai
@@manjuhandaorganicgardening thankyou ji
Mam portulaca mein musturd cake liquid fertilizer de sakte hai kya
Namaste ji.. Sab plants me daal sakte hain.. But quantity kam len aur pani jiyada... Ek bucket me ek muthi hi dalen
mam, is mosam me zinia ki seedlings kar sakte hai.
Namaste ji.. Abhi aap barsaat aane par june me grow karen
kya rose plant me rose lagne ke bad plucking kr lena chahiye ya lge rahne de
rose plant me rose lagay lagay khrb tw nhi ho ge
Namaste ji.. Jab flowers ki life puri ho jaye tu unhe hata den.. Taaki new flowers aayen aur plant ki achchi growth ho
thanks manju ji
Thanks
Namaste ji... Welcome
Mam aap itne sunder plants kahan se late ho please tell me
Manjuji mujhe ye plant bahut pasand h lekin dwarka me ye nursery me nahi h😞 Frist like👍
Namaste ji.. Aap nursery wale se es plant ke liye bol sakte hain ki wo apko mangwa den
Buy online in amazon its there
Manju जी इस प्लांट की pik भेज दो ना
Mam fertilizer kon si deni h isko mera plant baar baar mar jata h
I have this in two shades
Wow so beautiful, mai to bht dino se dhundh rhi ho, mil hi nyi rha ye plant, ek cutting dedijiye 😊😊
Namaste ji.. Apko jarur ye kahin na kahin se mil jayega.. Agar aap mere padosi hote tu mai jarur iska plant tiyar karke apko de deti
@@manjuhandaorganicgardening Oh thanks for your love
chereyo sy to main b bht tang ho
Namaste ji.. Mere tu bahut sare plant inhone puri tarah kha liye hain
Manju ji aap ki Surat dekhni thi aap ne nahi dithai
😀 😀 😀 😀 Namaste ji kabhi jarur
Hello Mam Aap kaisi h ek baat kahu aapki awaz Jhansi jaisi nhi lagti Mene sunflower k seeds grow Kiya tha but unki growth nhi bad rhi kher bad jayegi Jhansi me to Surya devta kuch jyada hi meharbaan hue ja rhe h Ok Mam Good Night Shubh ratri 😀😀
Namaste ji.. Mai theek hun aur shukriya.. 😂 😛 😜 actually ghar par mai Punjabi bolti hun tu meri Hindi me Punjabi mix hoti hai.. Sunflower ko subha ke kuch hours ki doop me rakhen.. Pot me laga hai tu har hafte koi organic liquid Fertilizer de sakte hain
@@manjuhandaorganicgardening Mam sunflower k seedling repot ki to wo sukhne lagi jabki Mene bade diye se unhe dhak Diya sham ke Diya hata deta hu ab dekho grow hoti ki nhi
Cost kitna hoga nursery se liya tho?
Namasta mam mera papaya ka plants par dharo papaya laga ha khoob acha sa saara papaya tik chuka ha lekin sab takreeb 200gm wzam ko ho gai ab unki growth ruk si gai ha na to wo pak raha ha na unka size bad raha na hi wo saaad raha h kya karu meana ek tod ka weight keys jo 200gm ka h saab us size ka ha me ana paani bhi dena kam kardeya ha kya karu jo unka size increase ho aur wo paka
Hello manju aunty
M kafi time se apki videos dekh rhi hu or bhot pasand b aati h
Par kabhi ap camera k samne bhi aaye plz
Ab to 1000 videos hone vali h apki congratulations ☺
Mere plants Mai bugs bhtt jaldi attack krte Hain..iska koi solution plz btain
Namaste ji.. Koi bhi liquid Fertilizer jab aap plant me dete hain tu uska chidkaav pure plant par bhi karen.. Isse kafi fark padta hai.. Garlic pesticide ka spray har hafte kar sakte hain
Dhee seedsmilege me bahuth happy kithna seeds he mera ma betta aap kothankyou bole aapko orchid chahiye muche poocho me send karum aaj 12. 54 muche seed milenge thank you so much
Namaste ji.. Aap happy to mai bhi happy.. Actually mere yahan May June me bahut high temperature jata hai.. 47 yan usse bhi above chala jata hai.. Maloom nahi mai summer me orchid bacha paungi yan nahi.. Muje jab chahiye hoga tu mai jarur aapko bataungi.. Because apka phone number mere paas hai.. Thanks.. Jab muje chahiye hoga tu mai apko definitely bataungi.. 😂 😛 😜.. Aapki mom ko meri Namaste 🙏
Hi mam Mary plant m flower n AA rahy AP ka plant ki Tara growth bhi n ho rahi mam AP is m Kya daltay ho bta dyen nice video
Namaste ji.. Ise abhi es time subha ke 4-5 hours ki doop me rakhen.. Tabhi flowers aayenge aur dusri baar pani tabhi den jab mitti ki uppar ki layer sukhi nazar aye
Nice
Namaste ji aur shukriya
Thanks
Namaste ji.. Welcome