Ghamdi Sahab I agree with your comments , on Shaitaan , Jin and Farishta .. You described Hazrat Moosa's story so clearly that nothing remained ambiguous .. Masha Allah you are so clear and transparent ..
Anchor Ghamidi sahab ko bolne dene ke bajaaye unke jawaab ko kaat kar khud hi bolne ke liye betaab hai. Ghamidi sahab ke jawabaat bahut behtreen aur ilmi hain.
Please dont say idiotic...as this questions rise in many minds and mine too...only problem was that anchor should had let host to complete his answer..
The host and the audience are so annoying! This Great Scholar has to repeat one thing over 20 times, yet they do not understand….they keep asking the same questions over and over again. May Allah bestow His Mercy upon Ghamidi Sahib. Amazing patience!
*JADOO KI HAQEEQAT QURAN KI ROSHNI MAIN:* Jadoo ek dhoka hain. Bina azbaab ke kisiko na fayda pahuch sakta hain na nuqsaan ye allah swt ka khanoon hain Surah raad 13:14. *JADOO KI BUNIYAD:* *1. MANTAR/KARAMATI KALIMATH* *2. GAEB KA ILM* *3. ROOH aur* *4. JINN* Innki haqeeqat jaane quran ki roshni main: *1. MANTAR/KARAMATI KALIMATH:* "Aur agar aisa quran aata jis se pahad chala diye jaate ya zamin phat jaati ya murdon say baaten kerwa di jatin jab bhi ye kaafir na maante, jab ke sab kaam allah hi ke eqtiyaar main hain" *Surah Raad 31*. Allah swt ne koi aisa kalaam naazil nahi kiya jiske phoonknese/damkarne faida ya nuqsaan hon. *2. GAEB KA ILM:* Allah SWT ke siwa kisiko gaeb ka ilm nahi(Na paegambar, Na Aamil, Na Peer, Na Murshid, Na Mufti...etc). Aye Mohammad saw "Aap farma dijiye kay mein khud apni zaat-e-khaas kay liye kissi nafay ka ikhtiyar nahi rakhta aur na kissi zarar ka magar utna hi jitna Allah ney chaha ho aur agar mein ghaib ki baaten janta hota to mein boht say munafay hasil ker leta aur koi nuksan mujh ko na phonchta mein to mehaz daraney wala aur bisharat denay wala hun unn logon ko jo eman rakhtay hain" *Surah araaf **7:18**8*. Allah swt ne gaebi iqtiyarat kisikon nahi diye aur aksar log ye maante hain ke jadoogar gaebda hain. Issi baat ko allah swt ne Quran main kayi jagah farmaya hain *Surah Namal **27:65**,Surah Tahreem 66:1-4,Surah Maidah **5:10**9,Surah Luqman **31:34**,Surah Abasa 80:1-12,Surah Taubah **9:10**1,Surah Ale-Imran **3:44**, Surah Younus **10:16**,Surah Hud **11:49**,Surah Yousuf 12:3,102,Surah Ad-Duha 93:7,Surah Mudassir **74:31* *Hadeeth:* *Sahih Bukhari, Kitaab As-Salaah, Hadith#349’4233 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan, Hadith#163, Sahih Bukhari, Hadith#6999 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan, Hadith#169,Sahih Bukhari, Kitaab Al-Tafseer (Surah wa-Najam), Hadith#4855 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Al-Emaan, Hadith#177, Sahih Bukhari, Hadith#6573 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan Hadith# 182, Sahih Bukhari, Kitab Al-Ghusl, Hadith#280, Sahih Bukari, Kitaab Ul-Azaan, Hadith#687 ‘Sahih Muslim, Kitaab Us-Salaah Hadith# 418, Sahih Bukhari, Kitaab Ul-Witr, Hadith#1001’1300* *3. Rooh/Jaan:* Ye baat aksar log kehte hain ki jadoogar rooh/jaan(achi aur buri) ko apne khaabu main karke faida ya nuqsaan ka amal karwaate hain. Jabke ye Qur'an ke qilaaf hain."Aur jis basti ko hum ney halak ker diya uss per lazim hai kay wahan kay log palat ker nahi aayen gay" *Surah ambiya **21:95* "Yahan tak kay jab inn mein say kissi ko maut aaney lagti hai to kehta hai aey meray perwerdigar! Mujhey wapas laota dey. Kay apni chodi hui duniya mein jaa ker nek aamaal ker loon hergiz aisa nahi hoga yeh to sirf aisi baat hain jo ye zabaan se keh raha hoga uss kay peche toh aek hijab hai inn kay doobara ji uthney kay din tak." *Surah al-mominoon **23:99**,100* Marne ke baad rooh/jaan kisi bhi tarah se duniya main wapas nahi aasakti woh barzaq main rehti hain. *4. JINN:* Nazar nahi aane waali cheez ko jinn kehte hain. "Jinn aur uss ka lashkar tum ko aisay tor per dekhta hai kay tum unn ko nahi dekhte" *Surah aaraf **7:27** & Surah Jinn 72* Jinnat ke zaban se allah swt kehelwaa rahe hain ki "Hum nahi jantay kay zameen walon kay sath kisi burai ka irada kiya gaya hay ya in kay rab ka irada in kay sath bhalai ka hai" *Surah jinn **72:10*. Suleman a.s jinnat se kaam lerahe hain aur Sulemaan a.s. ki maut waqe hogayi aur jinnat kehrahe hain kaash humko ilm hota toh hum itni musibat nahi uthaate."Phir jab hum ney unn per maut ka hukum bhej diya to unn ki khabar jinnat ko kissi ney na di siwaye ghunn kay keeday kay jo unn kay aasa ko kha raha tha. Pus jab (suleman a.s) gir paday uss waqt jinnat ney jaan liya kay agar woh ghaeb daan hotay to iss zillat kay azab mein mubtila na rehtay" *Surah Saba **34:14*. Sulemaan a.s. dua karne par allah swt ne jinnat ko aur charin parin aur hawaaon ko aapke taabe kiya aur jinnat gaeb ke ilm se waaqif nahi. Allah swt ne farmaya humne jinnat ko aasman par koi baat sunne se maazoor kardiya "Aur hum ney asman ko tatool ker dekha to usay sakht chokidaron aur sakht sholon say pur paya" *Surah Jinn 72:8*. Iss se ye baat saabit hui jinnat kisi aamil ke ya kisi maqlooq ke liye moakkil nahi bansakte. Koi shaqs kisi tarah bhi unnse kaam nahi le sakta. Jadoo ki tamaam baaton ko allah swt ne jhoot aur galat kharaar diya. Azbaab ki duniya main gaebi eqtiyaraat kisi kon nahi diya gaya. Riwayat ki buniyaad par jo log maante hain ki rasool saw par jadoo hua hai woh darasal jhooti riwayat hain, aur jo log ye maante hain ki rasool saw par jadoo hua woh log allah swt ki nazar main "Zaalim hain" jaisake farmaya "Aur inn zalimon ney kaha kay tum aisay aadmi ki paerwi karte ho jiss per jadoo ker diya gaya hai" *Surah furqan 25:8*. Rasool saw ne fall kholne ya khulwaane ya jadoo par aqeedat rakhne ko "KUFR" kharaar diya hain aur farmaya uss shaqs se mera koi taluq nahi aur ek hadees main farmaya woh hammein se nahi hain. *Muslim 2230,Abu Dawood 3904, al-Tirmidhi 3904,Ibn Majaah 936,At-Tabarani,Al-Awsat*. Inn tamaam dalaeel ke bawajood ye maanna ki jadoo se faida ya noqsaan hota hain toh Quran aur hadees ko galat saabit karna hain. Aapse guzarish hain key iss baat ko tamaam logon tak pahuchaye taake jo log iss bigaad main mubtela hain apni islaah karsake aur aap ajar ke mustahaq bane. Jazakallah.
Hats off to Ghamdi shb for tolerating such ill-informed host, who has no idea what he is talking about. The host has such a narrow mind which is even lessened by his biased and superficial information.
Was Iblees an angel before he disobeyed Allah? What does Ghamidi sahib say in response to this question? I am curious. I would appreciate someone posting a link.
With due apology and respect at the one hand I wud like to appreciate the anchor's strong and thought provoking questions but on the other hand Ghamdi's answers are too feeble to inspire confidence ...!! . Morality is not respectability...!! As Muslim we think we are moral when we are only uncomfortable..!! (~_~)
Mezban k pas ilm hai lekin unky bat ko bech me katny aur ghamidi sahab k tafseel se bayan kr deny k bad usi sawal ko phir se pochny ki adat bahot na munasib hai .... aur khas kr chand swalat jinme wo saboot talab krny tk ajaty .
Asli Aamil ki pehchan kliay Saudi Arab me govt ki taraf se certificate milta he iss tarha aik certified aamil hi logon ka elaj kar sakta he, mere aik dost k sath kuch paranormal activity hoi tu jo Saudi Arab me hi hoi tu aik Saudi Aamil ne 2 bar dum kiya wo aik certified aamil tha.
FOOLISH AND MAD TYPE OF QUESTIONS BY ANCHOR AND HE IS SITTING IN FRONT OF THE RESPECTFUL SCHOLAR UN RESPECTFULLY MANNER PLEASE ANCHOR RESPECT ELDERS AND ASK QUESTIONS VERY POLITELY REMOVE YOUR CROSS LEGS IN FRONT THE SCHOLAR OTHER WISE ALLAH WILL SHORTLY HANDICAPPED YOU INSHALLLAH.
مجھے غلام احمد پرویز صاحب کی کچھ تصنیفات کا مطالعہ کرنے کا موقع ملا ہے۔ میں تسلیم کرتا ہوں کہ وہ ایک بہترین اور جدید ذہن رکھنے والے عالم ہیں، اور مجھے ان سے سیکھنے کو بہت کچھ ملا۔
There is no good use in black magic. Like all religion and God saying all black magic are bad. Those who do and those who get help are all leaving God and religion. This is like marry to a wife and be loyal to your wife is leading toward God and going to witch to get wife is evil route and this is where one walking away from God so punishment is there for all bad evil power users. punishment is there in God world when one has to face his world.
اویس اقبال ایک جینئس آدمی ہے. غامدی صاحب ذہین شخص ہین مگر چونکہ وہ ایک مخصوص دائرے کے اندر رہتے ہوئے دائرے سے باہر کی دنیا کو جواب دینا چاہ رہے ہیں اس لیے کنفیوژ لگ رہے. پر یہ ہر مذہبی شخص کی مجبوری ہوتی ہے
@@asadahmed4993 let Allah to decide his intention, you just try to understand his opinion if you are not agree its your right but don't decide other intention.
Aapke allah ne nabi ko ye nahi bataya heart surgery neurosurgery atombomb,television,android,space travel hoga.kaisa allah h.jisane kuran me duniya ka futur to bata diya.baaki sab bhool gaya. Are zahil logo mohmmad nabi nahi ek chalu inteligente insaan hi tha.jisane itane logo ko chandru bana diya.
MS bhai aap mera allah bolo ya apka ishwar bat ek hi hai. Bat ye hai ki ishwar ne jo dharam insano k liye bheja hai jo ek hi hai pehle insan uska ka maqsad apko science padana nahi ya duniya k dusre ilm padane nahi aya hai dharam wo apko ye batane aya hai apko apne ishwar k samne ek din jana jaha apse sawal kiye jayenge apke har ek kaam k bare me ap waha kese pas honge ye apko batane aya hai ki dekho marne k bad life nahi khatam hoti balki sirf jism khatam hokar yahi reh jata hai life age bad jati. Baki duniya k ilm padne k liye ishwar ne hi apko dimaga diya hai apne khud nahi banaya hai ya duniya me kisi insan ne bhi dimag ka aawishkar nahi kiya hai bhai ye bhi apko apke ishwar ne hi diya . Hame samjhna ye chahiye ishwar ne hame jo bhi diya unka kuch maqsad hota. Ummeed karta hun ap meri bat ko samjhenge fir bhi koi bat hurt kari ho apko to mafi chahta hun..
13:50 ghamdi sahab, please - darwin ka nazariya ek haqiqat hay kyunke hamaray paas shawahid or saboot mojood hein - jo bar bar is theory ko sahi sabit karte hain - ap se umeed hay ke darwin ko challege ke tor par nahi balkay ek haqiqat ke tor par parhain -
Really appreciate the stamina of Javed Ahmed Ghamidi Sahib, hope other religious scholars may have this kind of manner.
+Hammad Asim He got a great patience.
اگر جاوید احمد غامدی صاحب کے نظریات کو مان لیا جائے تو اس سے لوٹنے والے فقیروں اور پیروں کی تعداد مزید بڑھ جائے گی ان کی سوچ غلط ہے یہ میری رائے ہے
ऐसे लोग कम हैं जो मुश्किल से मुश्किल सवालों का जवाब इतने सलीके से देते हैं
عمدہ سوالات اور نہایت جامع جوابات
جیو نیٹ ورک نے سالوں پہلے جاوید احمد غامدی کو مین سٹریم میڈیا پر دکھا کر مجھ جیسے بہت سے لوگوں پر احسان فرمایا ہے۔
Ghamdi Sahab I agree with your comments , on Shaitaan , Jin and Farishta .. You described Hazrat Moosa's story so clearly that nothing remained ambiguous .. Masha Allah you are so clear and transparent ..
Big Fan of Javed Ahmed Ghamdi, such a great scholar.
8:04 wow great answer by ghamidi sahib. Jo kuch bhi maghrib say aye hum usay Quran aor hadith ke tarah bayan Karna shuru kartay
blkl sahi
ye Rasool ALLAH n bhi kaha k muslman yahood o nasara ki har cheez ko apnay gay
Awais iqbal, I love your intellect and spontaneity of comebacks 💕
Ilm sirf ye nahi k ap sab kuch jan le ilm ye b hai k ap ye jan le kya ap kya jan nahi sakte . ( Javed Ghamdi )
Excellent questions by Owais Iqbal ....
Temprament and patient of Ghamdi sahaib is excellent.❤❤❤❤❤❤❤❤❤
imam of the century
Anchor Ghamidi sahab ko bolne dene ke bajaaye unke jawaab ko kaat kar khud hi bolne ke liye betaab hai. Ghamidi sahab ke jawabaat bahut behtreen aur ilmi hain.
incredible love you ustaaz❤
Ustaad ya ustaaz ? Ghamdi sahib b ustaz e word use krty hain
Alhamdulillah, we have such a gem between us... Love u Ghamidi Sb..
Program handled with purely techniques and methods, The Great Ghamidi 🙏
Javed Ghamidi displayed immense patience in the face of some really idiotic questions
Please dont say idiotic...as this questions rise in many minds and mine too...only problem was that anchor should had let host to complete his answer..
یہی المیہ ہے کہ ہم ایک انگریز کے سادہ سے تجزیہ پر فخر ہوتا ہے 😢
Great discussion
I appreciate your effort sir
Gamidi shb most genious hen aj k zmany k
Wonderful program ghamdi Shahab Kainat jawab
کاش کسی سوال کا جواب غامدی صاحب دیتے۔ آج کے دور میں بہت مشکل ہے جادو اور جنوں کو ثابت کرنا۔
Great scholar of all time
Awais sahab ko Yasir sahab bahot yad ayege 😅
Musti hame nhi pta yah mat pucho😂😂
12 years back, so conservative discussion. But I believe jadu is an art.
Ghamidi Sahab intellect is class apart
Owais iqbal love u bro
Agree 100%, including the host Owais Iqbal!
jazakallah qairun
Masha Allah
Haroot or maroot ka ilm hi sufism me istemal hota hai. Jin se wo ilhaam aur khuda se barahh e rast rabtay k experiences gain krte hain.
This ilm is more towards negative side. It create a lot of probability to indulge yourself in shirk or kufr. Noori Ilm is not actually noori. Wake up!
very nice
Hosla hae apka...🤣🤲🙏🙏🙏
اویس اقبال کے سوالات ان کے مطالعہ نظریات کی اعلئ عکاسی ہیں لو یو اویس اقبال بھائی
The genius....
Ghamdi saab jaise bardashat wala insaan aaj k time mein na honey k barabar
Sallam ghamdi saab k berdashat ko
The host and the audience are so annoying!
This Great Scholar has to repeat one thing over 20 times, yet they do not understand….they keep asking the same questions over and over again.
May Allah bestow His Mercy upon Ghamidi Sahib. Amazing patience!
Jazzak Allah ❤
All of them asking questions like he's God.
*JADOO KI HAQEEQAT QURAN KI ROSHNI MAIN:*
Jadoo ek dhoka hain. Bina azbaab ke kisiko na fayda pahuch sakta hain na nuqsaan ye allah swt ka khanoon hain Surah raad 13:14.
*JADOO KI BUNIYAD:*
*1. MANTAR/KARAMATI KALIMATH*
*2. GAEB KA ILM*
*3. ROOH aur*
*4. JINN*
Innki haqeeqat jaane quran ki roshni main:
*1. MANTAR/KARAMATI KALIMATH:*
"Aur agar aisa quran aata jis se pahad chala diye jaate ya zamin phat jaati ya murdon say baaten kerwa di jatin jab bhi ye kaafir na maante, jab ke sab kaam allah hi ke eqtiyaar main hain" *Surah Raad 31*. Allah swt ne koi aisa kalaam naazil nahi kiya jiske phoonknese/damkarne faida ya nuqsaan hon.
*2. GAEB KA ILM:* Allah SWT ke siwa kisiko gaeb ka ilm nahi(Na paegambar, Na Aamil, Na Peer, Na Murshid, Na Mufti...etc). Aye Mohammad saw "Aap farma dijiye kay mein khud apni zaat-e-khaas kay liye kissi nafay ka ikhtiyar nahi rakhta aur na kissi zarar ka magar utna hi jitna Allah ney chaha ho aur agar mein ghaib ki baaten janta hota to mein boht say munafay hasil ker leta aur koi nuksan mujh ko na phonchta mein to mehaz daraney wala aur bisharat denay wala hun unn logon ko jo eman rakhtay hain" *Surah araaf **7:18**8*. Allah swt ne gaebi iqtiyarat kisikon nahi diye aur aksar log ye maante hain ke jadoogar gaebda hain. Issi baat ko allah swt ne Quran main kayi jagah farmaya hain
*Surah Namal **27:65**,Surah Tahreem 66:1-4,Surah Maidah **5:10**9,Surah Luqman **31:34**,Surah Abasa 80:1-12,Surah Taubah **9:10**1,Surah Ale-Imran **3:44**, Surah Younus **10:16**,Surah Hud **11:49**,Surah Yousuf 12:3,102,Surah Ad-Duha 93:7,Surah Mudassir **74:31*
*Hadeeth:*
*Sahih Bukhari, Kitaab As-Salaah, Hadith#349’4233 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan, Hadith#163, Sahih Bukhari, Hadith#6999 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan, Hadith#169,Sahih Bukhari, Kitaab Al-Tafseer (Surah wa-Najam), Hadith#4855 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Al-Emaan, Hadith#177, Sahih Bukhari, Hadith#6573 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Ul-Emaan Hadith# 182, Sahih Bukhari, Kitab Al-Ghusl, Hadith#280, Sahih Bukari, Kitaab Ul-Azaan, Hadith#687 ‘Sahih Muslim, Kitaab Us-Salaah Hadith# 418, Sahih Bukhari, Kitaab Ul-Witr, Hadith#1001’1300*
*3. Rooh/Jaan:* Ye baat aksar log kehte hain ki jadoogar rooh/jaan(achi aur buri) ko apne khaabu main karke faida ya nuqsaan ka amal karwaate hain. Jabke ye Qur'an ke qilaaf hain."Aur jis basti ko hum ney halak ker diya uss per lazim hai kay wahan kay log palat ker nahi aayen gay" *Surah ambiya **21:95*
"Yahan tak kay jab inn mein say kissi ko maut aaney lagti hai to kehta hai aey meray perwerdigar! Mujhey wapas laota dey. Kay apni chodi hui duniya mein jaa ker nek aamaal ker loon hergiz aisa nahi hoga yeh to sirf aisi baat hain jo ye zabaan se keh raha hoga uss kay peche toh aek hijab hai inn kay doobara ji uthney kay din tak." *Surah al-mominoon **23:99**,100* Marne ke baad rooh/jaan kisi bhi tarah se duniya main wapas nahi aasakti woh barzaq main rehti hain.
*4. JINN:* Nazar nahi aane waali cheez ko jinn kehte hain. "Jinn aur uss ka lashkar tum ko aisay tor per dekhta hai kay tum unn ko nahi dekhte" *Surah aaraf **7:27** & Surah Jinn 72* Jinnat ke zaban se allah swt kehelwaa rahe hain ki "Hum nahi jantay kay zameen walon kay sath kisi burai ka irada kiya gaya hay ya in kay rab ka irada in kay sath bhalai ka hai" *Surah jinn **72:10*. Suleman a.s jinnat se kaam lerahe hain aur Sulemaan a.s. ki maut waqe hogayi aur jinnat kehrahe hain kaash humko ilm hota toh hum itni musibat nahi uthaate."Phir jab hum ney unn per maut ka hukum bhej diya to unn ki khabar jinnat ko kissi ney na di siwaye ghunn kay keeday kay jo unn kay aasa ko kha raha tha. Pus jab (suleman a.s) gir paday uss waqt jinnat ney jaan liya kay agar woh ghaeb daan hotay to iss zillat kay azab mein mubtila na rehtay" *Surah Saba **34:14*. Sulemaan a.s. dua karne par allah swt ne jinnat ko aur charin parin aur hawaaon ko aapke taabe kiya aur jinnat gaeb ke ilm se waaqif nahi. Allah swt ne farmaya humne jinnat ko aasman par koi baat sunne se maazoor kardiya "Aur hum ney asman ko tatool ker dekha to usay sakht chokidaron aur sakht sholon say pur paya" *Surah Jinn 72:8*. Iss se ye baat saabit hui jinnat kisi aamil ke ya kisi maqlooq ke liye moakkil nahi bansakte. Koi shaqs kisi tarah bhi unnse kaam nahi le sakta. Jadoo ki tamaam baaton ko allah swt ne jhoot aur galat kharaar diya. Azbaab ki duniya main gaebi eqtiyaraat kisi kon nahi diya gaya.
Riwayat ki buniyaad par jo log maante hain ki rasool saw par jadoo hua hai woh darasal jhooti riwayat hain, aur jo log ye maante hain ki rasool saw par jadoo hua woh log allah swt ki nazar main "Zaalim hain" jaisake farmaya "Aur inn zalimon ney kaha kay tum aisay aadmi ki paerwi karte ho jiss per jadoo ker diya gaya hai" *Surah furqan 25:8*. Rasool saw ne fall kholne ya khulwaane ya jadoo par aqeedat rakhne ko "KUFR" kharaar diya hain aur farmaya uss shaqs se mera koi taluq nahi aur ek hadees main farmaya woh hammein se nahi hain. *Muslim 2230,Abu Dawood 3904, al-Tirmidhi 3904,Ibn Majaah 936,At-Tabarani,Al-Awsat*. Inn tamaam dalaeel ke bawajood ye maanna ki jadoo se faida ya noqsaan hota hain toh Quran aur hadees ko galat saabit karna hain.
Aapse guzarish hain key iss baat ko tamaam logon tak pahuchaye taake jo log iss bigaad main mubtela hain apni islaah karsake aur aap ajar ke mustahaq bane. Jazakallah.
Sameer Ahmed hello sir plz apna what's number do
You are very intelligent
Ma Jado per Beleive ni Rakhta you right dear
Sameer Ahmed ...plz apna what's number do
Thank you
Legend.
Hats off to Ghamdi shb for tolerating such ill-informed host, who has no idea what he is talking about. The host has such a narrow mind which is even lessened by his biased and superficial information.
Where can I find part 1
He wasn't able to provide any Quranic signs/verses to make an argument or come to conclusions. It's just his own opinion on every question asked.
1 min ka te bhi nahj hai woh aur kya kahe ga itne thore waqt mai
Inn saarii yopics ka detail mai videos moujood hai ja k dekh le
Where is part 1?
Does anyone know the link to part 1 of this video please
ua-cam.com/video/Y-Pl-Sn1ok4/v-deo.html
sawal yea hai k jadu serf under develop poor logo may zyada. ager jadu hai tu pher logo weapon q use kertay hai q jadu nahi use kerta hai.
Jadu huta h quran mn likha h ap inkar nai kr skti h
Part 1 ka link he?
Was Iblees an angel before he disobeyed Allah?
What does Ghamidi sahib say in response to this question? I am curious.
I would appreciate someone posting a link.
Iblees is an jin not an angel
Iblees jin tha jisky zohd ki waja se usko farishton k barabr ka darja diya gaya tha .
These so called college educated young men and women are asking foolish questions. Ghamidi sb is excellent.
Is it part one or two?????
ap ko is program k liay kisi aamil ko bulana tha jo ye janta hota
Altaf Solangi there is no auch amil
With due apology and respect at the one hand I wud like to appreciate the anchor's strong and thought provoking questions but on the other hand Ghamdi's answers are too feeble to inspire confidence ...!! . Morality is not respectability...!! As Muslim we think we are moral when we are only uncomfortable..!! (~_~)
Anchor is an atheist now
عربی میں سہر شوبدے کو کہتے ہیں نفسی علم کیسے داخل ہو گئے اس میں
Mezban k pas ilm hai lekin unky bat ko bech me katny aur ghamidi sahab k tafseel se bayan kr deny k bad usi sawal ko phir se pochny ki adat bahot na munasib hai .... aur khas kr chand swalat jinme wo saboot talab krny tk ajaty .
Asli Aamil ki pehchan kliay Saudi Arab me govt ki taraf se certificate milta he iss tarha aik certified aamil hi logon ka elaj kar sakta he, mere aik dost k sath kuch paranormal activity hoi tu jo Saudi Arab me hi hoi tu aik Saudi Aamil ne 2 bar dum kiya wo aik certified aamil tha.
a baaaaaaaaaaaaadddddd host with stupid face questions with a very wise man!!! sir ghamidi ka patience is really great!!!!!
Host and audience is incapable of understanding his point. They just fixated.
Ghamdi sahab aap faukul asbaab aur tahatul asbaab ko mix kar rahe hai
Tdy u disapoint us
Sawal karney waley Khusoosan Host ko Dimaag ka Elaaj karana Chahaiye.
Anchor talks too much, every now and then he is interapting ghamidi sab, agar anchor ko e bolna tha, toh ghamidi sab ko Q bulaya
FOOLISH AND MAD TYPE OF QUESTIONS BY ANCHOR AND HE IS SITTING IN FRONT OF THE RESPECTFUL SCHOLAR UN RESPECTFULLY MANNER PLEASE ANCHOR RESPECT ELDERS AND ASK QUESTIONS VERY POLITELY REMOVE YOUR CROSS LEGS IN FRONT THE SCHOLAR OTHER WISE ALLAH WILL SHORTLY HANDICAPPED YOU INSHALLLAH.
Not only that, he keeps cutting him off. He asks a question and doesn't let Ghamdi Sahab finish and then asks another question. So irritating.
repeatedly he is asking same question from different directions... chutiya
anchor bhi qaable tareef hai
if someone need to understand the real Islam and Quran please read or watch ghulam Ahmed pervaz lecture on you tube videos. thanks
مجھے غلام احمد پرویز صاحب کی کچھ تصنیفات کا مطالعہ کرنے کا موقع ملا ہے۔ میں تسلیم کرتا ہوں کہ وہ ایک بہترین اور جدید ذہن رکھنے والے عالم ہیں، اور مجھے ان سے سیکھنے کو بہت کچھ ملا۔
جناب
پرویز صاحب آخری سٹیشن ہے اس کے بعد منزل الحاد ہے
تجربہ شدہ بات ہے
There is no good use in black magic. Like all religion and God saying all black magic are bad. Those who do and those who get help are all leaving God and religion. This is like marry to a wife and be loyal to your wife is leading toward God and going to witch to get wife is evil route and this is where one walking away from God so punishment is there for all bad evil power users. punishment is there in God world when one has to face his world.
جن ،جادو اور جراثیم ایک ھی چیز ھے
Razia (ghamdi) gundon (aethiests) mai phas gayi ;)
اویس اقبال ایک جینئس آدمی ہے.
غامدی صاحب ذہین شخص ہین مگر چونکہ وہ ایک مخصوص دائرے کے اندر رہتے ہوئے دائرے سے باہر کی دنیا کو جواب دینا چاہ رہے ہیں اس لیے کنفیوژ لگ رہے.
پر یہ ہر مذہبی شخص کی مجبوری ہوتی ہے
There is no any competition between these two person.ghamdi level above all people like you.
@@abiyaiqbal3325 yes ghamdi is an evil genius
Ghamidi sahab is always very clear in his opinion ,just you have to open your mind to understand him.
@@asadahmed4993 let Allah to decide his intention, you just try to understand his opinion if you are not agree its your right but don't decide other intention.
@@abiyaiqbal3325 I called him genius didn't I? What are you getting upset at? 🤷
En ka agar kisi jadugar se wasta para to es ki naani bhi mane ghi.. Allah maaf kare
Is host ka attitude check karo. I think jis trha ye pretend karahe hen, inko ghamidi sahad ki jagah bithana chiye tha. :)
awais pagal he. Ghamidi great answers.
30:00 yeh zaroor janta houn ke wahi Allah ki taraf se ati hay - kese jantay hain ?
Aapke allah ne nabi ko ye nahi bataya heart surgery neurosurgery atombomb,television,android,space travel hoga.kaisa allah h.jisane kuran me duniya ka futur to bata diya.baaki sab bhool gaya.
Are zahil logo mohmmad nabi nahi ek chalu inteligente insaan hi tha.jisane itane logo ko chandru bana diya.
MS bhai aap mera allah bolo ya apka ishwar bat ek hi hai.
Bat ye hai ki ishwar ne jo dharam insano k liye bheja hai jo ek hi hai pehle insan uska ka maqsad apko science padana nahi ya duniya k dusre ilm padane nahi aya hai dharam wo apko ye batane aya hai apko apne ishwar k samne ek din jana jaha apse sawal kiye jayenge apke har ek kaam k bare me ap waha kese pas honge ye apko batane aya hai ki dekho marne k bad life nahi khatam hoti balki sirf jism khatam hokar yahi reh jata hai life age bad jati. Baki duniya k ilm padne k liye ishwar ne hi apko dimaga diya hai apne khud nahi banaya hai ya duniya me kisi insan ne bhi dimag ka aawishkar nahi kiya hai bhai ye bhi apko apke ishwar ne hi diya .
Hame samjhna ye chahiye ishwar ne hame jo bhi diya unka kuch maqsad hota.
Ummeed karta hun ap meri bat ko samjhenge fir bhi koi bat hurt kari ho apko to mafi chahta hun..
@M S.. Jaa ling ko chuum..mutr ko pee aur gobar ko mal le.. Ling pujari
Mere bhai intelligent likhna toh seekhle
Reporter need training
Aik baat to pki hai, Sawal karnay walay, saray kai saray pagal kai bachay hain :)
Uthman Ebd ElKhalek hahahaha
Whole program ruined by awais sb. No patience, doesn't let the speaker complete anything
Acts as if has intellect of the world, so annoying as a host
ye anchor over smart he
v educative
hamesha ke liye anchor ka shukriya - sab faash kiya -
ghamdi sahab very uneasy - these are difficult questions - he is very irked - how can he compare science with magic ? unbelievable...
13:50 ghamdi sahab, please - darwin ka nazariya ek haqiqat hay kyunke hamaray paas shawahid or saboot mojood hein - jo bar bar is theory ko sahi sabit karte hain - ap se umeed hay ke darwin ko challege ke tor par nahi balkay ek haqiqat ke tor par parhain -
Tu bol kya shwahid hain.. Jo fossils mile hazaaroun saaloun ke..woh aaj bhi paaye jaate hain..samestructure
hahahahaha es nonsense host ko dordarshannnn ki b misaaal smj nai ai hahahahaha !!! host bhoot the thakaaa howaaa batonaaa insaaan hy !!!!!
islam jhota jhota😂😅