Sir mere pass ek scooty hai kitna bhi banwa le uska station problem khatam hi nahi hota kahi market me jao udhar laga ke market ghumo phir aate time start hi nahi hota h , ya ek din rakh di to aagle din phir start nahi hota h iska mane problem kya ho sakta h please reply
Meri scooty jyda chlti nhi fr self se nhi start hota h kick se krna prta h kya problem h avi kuch din pehle liye hi h kitna km chalana prega toh shi se self start hogi please bataye
Bhaiya ji mera Honda Activa 125 BS4 hain aur 5 saal hogaye h usme ik problem aa rha h ki self aur Kick work nahi karta h mtlb start nahi hota self kick se meter wala kanta bhagne lgta h aur speedometer ki light off hojati h please help kya problem h battery problem h ya wire short kar raha h???
Hii Sir mai subah kick sey activa start krta hu aur kam pr ja k khdi kr deta hu jab dupher ko self start krta hu toh start ho kr thori der baad apne aap band ho jati hai activa fir dobara self start krni parti hai Aur kabhi kabhi dupher k time kick sey start krni parti self nhi hoti 2 waar ho gya aisa sir Mujhe abhi activa buy kiye 2 months huye hai Pls btaye sir kya karun
Scooty 5G है। जुलाई 2023 से अब तक चार बार बैटरी चेंज हो चुका है। एक सप्ताह पहले सर्विसिंग कराया।कल ही नया बैटरी और रिले चेंज किया गया। आज फिर वही समस्या सेल्फ नहीं ले रहा है। 10 से ऊपर से किक मारना पड़ता है। बहुत बार आधे घण्टे के बाद स्टार्ट होता है। ये सारा काम शो रूम में हुआ है।परेशान हो गया हूं । क्या कारण हो सकता है? झारखंड से।
Sir mera Activa 4g daily morning main 15 20 bar self marne par start hota hai or din bhar 1 self par start hota hai lekin agla din wahi problem 15 20 bar self marne par start hota hai Battery service centre par check kiya battery pura thik hai Kya problem ho sakta hai
Meri scooty jb jyada der khdi rhti h toh wo self se start nhii hoti kick se start hoti h... Kya problem ho skti h isme?..Mechanic ko bhi dikha di phir bhi shi nhii ho rhi😕
Meri scooty one month old hai aur ye ek mhine Tak self se start ho ja rhi thi lekin ab barish hone ke bad self se start nhi hoti aur 10 kick me start hoti h. Kya problem ho sakti h
@@SatyamAutoBikeClinic darasal Mera Jabse accident hua hai gadi bahut jyada slow chalata hun mein Soch Raha Tha race dekar Dekh leta 15 20 minute yah 10 minut kya Kahate Ho
Dear, old Activa 2g ka LED headlights connection batayega
Mera pleasure hero start hi nai ho Raha kyu
Sir hero duet carburetor throtal sensor ko Kesy direct kre
Mere pass n tourk race xp h 8 din huwe h liye huwe . But kbhi kbar 1 bar self dene se start nhi hota 2 3 bar self dena pdta hai .
Thanks sir ❤
Jise cdi ko current brabr mile ya cdi konsi dale
Thanks for advice, have a good day
Thanks, you too!
Sir mere pass ek scooty hai kitna bhi banwa le uska station problem khatam hi nahi hota kahi market me jao udhar laga ke market ghumo phir aate time start hi nahi hota h , ya ek din rakh di to aagle din phir start nahi hota h iska mane problem kya ho sakta h please reply
Bech doo
Same problem bhai
@@AnujChauhan-cm2th Bhai uska engine ka kam Kara do aur battery bhi change Kara do ho jayega Mera yesehi thick huaa h
Bhaut bhaut danyabad bhai
Good explained
Meri scooty jyda chlti nhi fr self se nhi start hota h kick se krna prta h kya problem h avi kuch din pehle liye hi h kitna km chalana prega toh shi se self start hogi please bataye
Good work
Thank you
Bhaiya ji mera Honda Activa 125 BS4 hain aur 5 saal hogaye h usme ik problem aa rha h ki self aur Kick work nahi karta h mtlb start nahi hota self kick se meter wala kanta bhagne lgta h aur speedometer ki light off hojati h please help kya problem h battery problem h ya wire short kar raha h???
Thank you
Bhai meri scotty mein self ki problem thi 10 din phele self bendix change karva tha 400 rs lag ye wahi dikat ho gye dobra ab kya dikat ho sakti h
Thanks
Hii Sir mai subah kick sey activa start krta hu aur kam pr ja k khdi kr deta hu jab dupher ko self start krta hu toh start ho kr thori der baad apne aap band ho jati hai activa fir dobara self start krni parti hai
Aur kabhi kabhi dupher k time kick sey start krni parti self nhi hoti 2 waar ho gya aisa sir
Mujhe abhi activa buy kiye 2 months huye hai
Pls btaye sir kya karun
मुझे जानना है कि स्कूटी में बैटरी नहीं होने पर हैडलाइट कैसे जलती हैं
Mera hero pleasure hai wo start hote hi bandh ho jata hai Kya problem ho sakti he ?
Bahar se aarthin kaise de thoda btaye bhai
battery ke negative terminal se direct relay ko
@@SatyamAutoBikeClinicbhai Kai baar relay kharab hoti or wo dusri Activa me Kam karti hai usme Kam nahi karti re Naa hi Tak tak awaaz aati hai
Very good
Thanks
Scooty 5G है। जुलाई 2023 से अब तक चार बार बैटरी चेंज हो चुका है। एक सप्ताह पहले सर्विसिंग कराया।कल ही नया बैटरी और रिले चेंज किया गया। आज फिर वही समस्या सेल्फ नहीं ले रहा है। 10 से ऊपर से किक मारना पड़ता है। बहुत बार आधे घण्टे के बाद स्टार्ट होता है। ये सारा काम शो रूम में हुआ है।परेशान हो गया हूं ।
क्या कारण हो सकता है?
झारखंड से।
Mein bhi PorisaaN hoon bHaai 1 saaL se 3 battery change kiyaa... Aaj fir 9:00 pm duty kHotoM HoNe ke baad scooty start kiyaa start NeHiii Huwaa... Kick Laagaa Laagaa ke PorisaaN Ho geyaa hooN MeiN... 🥹🥹🥹🥹🥹
Same 2 Same Jupiter bs4 2019 model
Sir mera Activa 4g daily morning main 15 20 bar self marne par start hota hai or din bhar 1 self par start hota hai lekin agla din wahi problem 15 20 bar self marne par start hota hai
Battery service centre par check kiya battery pura thik hai
Kya problem ho sakta hai
carburator ki setting theek kara lo ho jayega phir
Mera activa 6g h 1 mnth phle liya kuch din se self ka battery bhut jldi discharge ho ja rha kya problem ho sakti h
aap apni battery check kraye .
👌👌👌👌
Meri scooty jb jyada der khdi rhti h toh wo self se start nhii hoti kick se start hoti h... Kya problem ho skti h isme?..Mechanic ko bhi dikha di phir bhi shi nhii ho rhi😕
Battery problem bhi ho sakti hai.
Thx bro
❤
Meri scooty one month old hai aur ye ek mhine Tak self se start ho ja rhi thi lekin ab barish hone ke bad self se start nhi hoti aur 10 kick me start hoti h.
Kya problem ho sakti h
Go to agency and replace your bike
Bhai nai battery 4 Mahina pahle dalwai Thi discharge Ho Gai to kitne kilometre chalne ke bad charge Hogi ya charge alag se karwana Hi Padega
Ek baar alag se charge krna padega sir
@@SatyamAutoBikeClinic darasal Mera Jabse accident hua hai gadi bahut jyada slow chalata hun mein Soch Raha Tha race dekar Dekh leta 15 20 minute yah 10 minut kya Kahate Ho
Fir Bhi Agar Nahin Hua To fir charge Karva Lunga
@@SatyamAutoBikeClinic aur 3 Mahina purani battery itni jaldi discharge ho sakti
Khadi rhe to समस्या आ जाती है और एक बार डिस्चार्ज होने ke बाद कम ही चांस होते हैं चार्ज होने के.
Nice
😢😢😢😢😢 mera v aishe hua hai
❤❤❤❤❤
😮😮😮😮
TWO WHEELER KI JAANKAARI SAJHA KARTE RAHO NAMASTE
प्रयास तो यहीं है !
Uo
Helo
Hi
Bahia no Dai do
9758369128